Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Aa Jao Ke Sabh Milke Lyrics - Pukar (2000)

Lyrics of "Aa jao ke sabh milke" from movie Pukar released in the year 2000.

Pukar

Aa Jao Ke Sabh Milke song Lyrics - Pukar (2000)

Aa jao ke sabh milke
Rab se dua maangein
Jeevan mein sukoon chahein
Chaahat mein ye waffa maangein
Haalat badal ne mein
Abh der na ho maaliq
Jo dekh chuke phir
Ye andheer na ho maaliq

Ek tu hi bharosa
Ek tu hi sahara
Is tere jahan mein
Nahi koi humara
Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata
Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata

Ek tu hi bharosa
Ek tu hi sahara
Is tere jahan mein
Nahi koi humara

Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata
Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata

Humse na dekha jaaye
Barbaadiyon ka samaa
Ujadi hui basti mein
Ye tadap rahe insaan

Humse na dekha jaaye
Barbaadiyon ka samaa
Ujadi hui basti mein
Ye tadap rahe insaan

Nanhein jismon ke tukadey
Liye khadi hai ek maa
Barood ke dhuey mein
Tu hi bol jaayein kahan

Ek tu hi bharosa

Ek tu hi sahara

Is tere jahan mein

Nahi koi humara

Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata

Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata

Naadan hain hum to maaliq
Kyoon di humein ye sazaa
Yahan hai sabhi ke dil mein
Nafrat ka zaher bharaa

Naadan hain hum to maaliq
Kyoon di humein ye sazaa
Yahan hai sabhi ke dil mein
Nafrat ka zaher bharaa

Inhein phir se yaad dila de
Sabak wohi pyaar ka
Ban jaayein gulshan phir se
Kaaton bhaari duniya
Ek tu hi bharosa
Ek tu hi sahara
Is tere jahan mein
Nahi koi humara

Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata
Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata

Meri pukar sun le

Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata

Hey ishwar, ya allah

Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata

Meri pukar sun le

Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata

Meri pukar sun le

Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata

Meri pukar sun le

Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata

Credits

SongAa Jao Ke Sabh Milke
MoviePukar (2000)
Singer(s)Lata Mangeshkar
MusicA.R. Rahman
LyricsJaved Akhtar , Majrooh Sultanpuri
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner