Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Bikhri Zulfe Bahki Baate Lyrics - Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides (2005)

Lyrics of "Bikhri zulfe bahki baate" from movie Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides released in the year 2005.

Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides

Bikhri Zulfe Bahki Baate song Lyrics - Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides (2005)

Bikhri zulfe bahki baate
Baat koi ye bata rahi hai
Bikhri zulfe bahki baate
Baat koi ye bata rahi hai
Lakh chhupao raaz chhupana
Lakh chhupao raaz chhupana
Isme chhupa hai koi fasana
Tej hawa ne lat bikhraye
Thandi hawa se hoth se kaape
Tej hawa ne lat bikhraye
Thandi hawa se hoth se kaape
Raaz nahi hai na afsana
Raaz nahi hai na afsana
Ye hai tera bharam diwana
Bikhri zulfe bahki baate
Baat koi ye bata rahi hai

Charo taraf hai pyaar ka mela
Jhutha yaar hai dil hai kala
Charo taraf hai pyaar ka mela
Jhutha yaar hai dil hai kala
Tujhko hai rahna umar bhar akela
Tujhko hai rahna umar bhar akela
Pagal se mera pad gaya pala
Bikhri zulfe bahki baate
Baat koi ye bata rahi hai

Chahe juba se kuch na kaho tum
Hal tera teri chal bataye
Chahe juba se kuch na kaho tum
Hal tera teri chal bataye
Mujhko mere hal pe chodo
Mujhko mere hal pe chodo
Jal me tere nahi mujhe fasna
Bikhri zulfe bahki baate
Baat koi ye bata rahi hai.

Credits

SongBikhri Zulfe Bahki Baate
MovieHum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides (2005)
Singer(s)Alka Yagnik , Udit Narayan
MusicK.P
Lyrics
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner