Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Jane Chaman Janeman Jane Dil Jan Lyrics - Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides (2005)

Lyrics of "Jane chaman janeman jane dil jan" from movie Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides released in the year 2005.

Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides

Jane Chaman Janeman Jane Dil Jan song Lyrics - Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides (2005)

Jane chaman janeman jane dil jan
Tere liye main to chhodunga sara jaha
Mere sanam kitna pyara hai ye mausam
Mere sanam tum ho puja to main pujaran

Teri zulfo ke saye mein hai meri sham
Teri palko mein bas jau to hai aaram
Teri zulfo ke saye mein hai meri sham
Teri palko mein bas jau to hai aaram
Tod dete hai dunia ki har reet ham
Tod dete hai dunia ki har reet ham
Chhod mat jana tujhko hai meri kasam

Sath tera ho jane jigar
Chain se kat jaye mera safar
Sath tera ho jane jigar
Chain se kat jaye mera safar
Sath chute na ye umar bhar
Mera wada hai aye humsafar
Tuhi manzil hai tuhi sahil hai
Tuhi manzil hai tuhi sahil hai
Dil ye tera hai hum bhi tere hai
Jane chaman janeman jane dil ja
Tere liye main to chhodunga sara jaha
Mere sanam kitna pyara hai ye mausam
Mere sanam tum ho puja to main pujaran.

Credits

SongJane Chaman Janeman Jane Dil Jan
MovieHum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides (2005)
Singer(s)Alka Yagnik , Saurabh P. Srivastav
MusicK.P
Lyrics
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner