Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Waqt E Naazuk Me Bhi Lyrics - Imtihaan (1949)

Lyrics of "Waqt e naazuk me bhi" from movie Imtihaan released in the year 1949.

Imtihaan

Waqt E Naazuk Me Bhi song Lyrics - Imtihaan (1949)

Waqt e naazuk me bhi
Apno ka sahaara na mila
Waqt e naazuk me bhi
Apno ka sahaara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk me bhi
Apno ka sahaara na mila

Raahein ulfat mein jo
Bichhda thaa hum safar apna
Raahein ulfat mein jo
Bichhda thaa hum safar apna
Raahein ulfat mein jo
Bichhda thaa hum safar apna
Laakh dhundha hai
Usse phir woh dobaara na mila
Laakh dhundha hai
Usse phir woh dobaara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk

Umra bhar kaandho pe
Jo zindagi ko dhote rahe
Umra bhar kaandho pe
Jo zindagi ko dhote rahe
Umra bhar kaandho pe
Jo zindagi ko dhote rahe
Unki miyyat ko bhi
Kandho ka sahara na mila
Unki miyyat ko bhi
Kandho ka sahara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk

Hum sitaaron se
Teri maang sajate hardum
Hum sitaaron se
Teri maang sajate hardum
Hum sitaaron se
Teri maang sajate hardum
Kyaa karein teri
Nigaahon ka ishara na mila
Kyaa karein teri
Nigaahon ka ishara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk

Roj dekhenge tujhe
Aasmaan ki jaanib se
Roj dekhenge tujhe
Aasmaan ki jaanib se
Roj dekhenge tujhe
Aasmaan ki jaanib se
Zinda reh kar to
Kabhi tera nazara na mila
Zinda reh kar to
Kabhi tera nazara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk me bhi
Apno ka sahaara na mila.

Credits

SongWaqt E Naazuk Me Bhi
MovieImtihaan (1949)
Singer(s)Anil Sharma
MusicAnil Sharma
LyricsAnil Sharma
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner