Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Yeh Aisa Utthaan Hain Aayi Lyrics - Utthaan (2006)

Lyrics of "Yeh aisa utthaan hain aayi" from movie Utthaan released in the year 2006.

Utthaan

Yeh Aisa Utthaan Hain Aayi song Lyrics - Utthaan (2006)

Yeh aisa utthaan hain aayi
Nahin jisaki pehchaan hain
Yeh dil ki udaan hain
Anjaam jiska armaan hain
Yeh aisa utthaan hain

Manzilo ki duri duri nahin
Hain sidhi rahe tedhi nahin hain
Aankho mein sapane
Hain agar tumhaare
Utarenge ek din
Zameen pe sitaare
Harpal nayi ummido
Kaa hain yeh karawa
Yeh aisa utthaan hain
Aaina hi jisaki pehchaan hain
Yeh dil ki udaan hain
Anjam jiska armaan hain
Yeh aisa utthaan hain

Mukkamal jahaan
Ko paana jo chaahe
Hosala naa hare
Badhata hi jaaye
Kadamo mein manzil
Hogi tumhaare
Bulandisi shoharat
Kare yeh ishaare
Chhule mujhe honge
Tere zameenn aasmaan
Yeh aisa utthaan hain
Aayi nahin jiski pehchaan hain
Yeh dil ki udaan hain
Anjaam jiska armaan hain
Yeh aisa utthaan hain.

Credits

SongYeh Aisa Utthaan Hain Aayi
MovieUtthaan (2006)
Singer(s)Sonu Nigam
MusicKumar Sanu
LyricsSudhakar Sharma
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner