Search Lyrics

Wednesday, August 7, 2019

Asha Bhosle Playback Singer

Know about playback singer Asha Bhosle in detail. Asha Bhosle is an Indian playback singer and an entrepreneur. She is best known for her playback singing in Hindi cinema, although she has a wider repertoire. Bhosle's career started in 1943 and has spanned over six decades. She has done playback singing for over a thousand Bollywood movies. In addition, she has recorded several private albums and participated in numerous solo concerts in India and abroad. In 2006, Asha Bhosle stated that she had sung over 12,000 songs, a figure repeated by several other sources. In 2011, she was officially acknowledged by the Guinness Book of World Records as the most recorded artist in music history. The Government of India honoured her with the Dadasaheb Phalke Award in 2000 and the Padma Vibhushan in 2008. Bhosle is the sister of playback singer Lata Mangeshkar.
Asha Bhosle

Asha Bhosle

Detailed information about the playback singer(Asha Bhosle)

Date of Birth and Birth Place

Asha Mangeshkar, 8 September 1933 ,Sangli, Sangli State, British India

Other names

Asha Ji

Occupation

Playback singer, vocalist

Years active

1943–present

Spouse(s)

Ganpatrao Bhosle,(m. 1949; sep. 1960) ,R. D. Burman,(m. 1980; died 1994)

Children

Hemant Bhosle,Varsha Bhosle,Anand Bhosle

Parent(s)

Deenanath Mangeshkar,Shevanti Mangeshkar

Relatives

Lata Mangeshkar (Sister),Meena Mangeshkar (Sister),Usha Mangeshkar (Sister),Hridaynath Mangeshkar (Brother),SD Burman (Father-in-law)

Awards

7 Filmfare Award for Best Female Playback Singer

Sung in Following Language(s)

Asha Bhosle had sung songs in Bengali, Telugu, Hindi, Urdu, Marathi, Assamese, Gujarati, Punjabi, Tamil, English, Russian, Czech, Nepali, Malay, Malayalam, Konkani, Oriya and other languages


Play Back Singer: Asha Bhosle

SingerAsha Bhosle
Date of Birth and Birth PlaceAsha Mangeshkar, 8 September 1933 ,Sangli, Sangli State, British India
Other namesAsha Ji
OccupationPlayback singer, vocalist
Years active1943–present
Spouse(s)Ganpatrao Bhosle,(m. 1949; sep. 1960) ,R. D. Burman,(m. 1980; died 1994)
ChildrenHemant Bhosle,Varsha Bhosle,Anand Bhosle
Parent(s)Deenanath Mangeshkar,Shevanti Mangeshkar
RelativesLata Mangeshkar (Sister),Meena Mangeshkar (Sister),Usha Mangeshkar (Sister),Hridaynath Mangeshkar (Brother),SD Burman (Father-in-law)
Awards7 Filmfare Award for Best Female Playback Singer

Asha Bhosle Songs

Following are the lyrics of the songs sung by Asha Bhosle

Holi hai holi hai
Aai aai re holi o rang layi re holi
O nacho nacho bahare
Sang layi re holi ho ho ho




Asha Bhosle, Aabroo

Aap se pyaar huaa
Aap khafa ho baithe
Mil ke baithe bhi na the aur
Judaa haay judaa ho baithe
Aap se pyaar huaa
Aap khafa ho baithe
Mil ke baithe bhi na the aur
Judaa haay judaa ho baithe
Aap se pyaar huaa




Asha Bhosle, Aabroo

Tere gham ko chhupana hai
Jamane ki nigaho se
Hasi ka kam lena hai
Sulagte dil ki aaho se
Mere dil pe chhayi hai
Haye gum ki ghataye
Mere dil pe chayi hai
Haye gum ki ghataye
Sitaro se kah do na wo muskuraye
Mere dil pe chhayi hai
Haye gum ki ghataye




Asha Bhosle, Aabshar

La la lala la la lala
Tera pyar mila didar mila
To humne jana sanam
Zindagi kitni pyari hai
Tera pyar mila didar mila
To humne jana sanam
Zindagi kitni pyari hai




Asha Bhosle, Aadat Se Majboor

Saathi banega saath apne chalega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Saathi banega saath apne chalega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Naam rahe na rahe kaam rahega
Naam rahe na rahe kaam rahega




Asha Bhosle, Aadha Din Aadhee Raat

Aa kahe ko biyahi bidesh
Kahe ko biyahi bidesh re babul
Kahe ko biyahi bidesh




Asha Bhosle, Aadha Din Aadhee Raat

Ek baar, sirf ek baar
Ek baar tu jo muskura de
Ek baar, sirf ek baar
Ek baar tu jo muskura de
Sau janam ki pyas tu mita de
Kab se kar rahi hu intjar intjar
Ek baar, sirf ek baar
Ek baar tu jo muskura de
Tu jo muskura de
Tu jo muskura de




Asha Bhosle, Aadha Din Aadhee Raat

Kaafir nazar takraayi
Dil ki huyi ruswaayi
Huyi aankhon ki khataa
Par dil ne sazaa paayi
Kaafir nazar takraayi
Dil ki huyi ruswaayi
Huyi aankhon ki khataa
Pare dil ne sazaa paayi
Kaafir nazar takraayi




Asha Bhosle, Aadhi Raat Ke Baad

Jagega insan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega
Uthega tufan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega




Asha Bhosle, Aadmi Aur Insaan

Itni jaldi na karo raat ka dil tutega
Aap jayenge to zazbat ka dil tutega
Itni jaldi na karo raat ka dil tutega
Aap jayenge to zazbat ka dil tutega
Itni jaldi na karo, dil tutega




Asha Bhosle, Aadmi Aur Insaan

Zindagi itafaq hai
Zindagi itafaq hai
Kal bhi itafaq thi
Aaj bhi itafaq hai
Zindagi itafaq hai




Asha Bhosle, Aadmi Aur Insaan

O nile parbato ki dhaaraa
Aayi dhundhane kinaaraa badi dur se
Sab ko sahaaraa chaahiye
Koi hamaaraa chaahiye




Asha Bhosle, Aadmi Aur Insaan

Basti basti nagri nagri
Kah do gaaon gaaon me
Kal tak the jo sar pe chade
Wo aaj pade hai paav me
Re basti basti nagri nagri
Kah do gaaon gaaon me
Kal tak the jo sar pe chade
Wo aaj pade hai paav me




Asha Bhosle, Aadmi Sadak Ka

Teri reshmi zulfein chhu kar
Jab bade shaba aati hai
Har sans mahak jati hai
Har sans mahak jati hai
Tere pyar se mere humdam
Khushbue wafa aati hai
Har sans mahak jati hai
Har sans mahak jati hai




Asha Bhosle, Aag

Humse badhkar kaun hoga aapka deewana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana
Humse badhkar kaun hoga aapka deewana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana




Asha Bhosle, Aag Aur Daag

Kam nahin sharab se shokhiyan
Shabab ki ye hamari mastiya
Wo ada janab ki kam nahin sharab se




Asha Bhosle, Aag Aur Daag

Hmm hmm hmm ha haha ha
Ha ha ha ha ha ha
Choli bheegi lat bheegi
Bheega yeh badan
Kya ho ga aise mein
Jo aa jaaye sajan
Choli bheegi lat bheegi
Bheega yeh badan
Kya ho ga aise mein
Jo aa jaaye sajan
Choli bheegi lat bheegi
Bheega yeh badan
Kya ho ga aise mein jo
Aa jaaye sajan choli bheegi




Asha Bhosle, Aag Aur Daag

Meethi meethi hundi
Ae kasak haaye re
Abb isame nahin
Koyi shak haaye re
Meethi meethi hundi
Ae kasak haaye re
Abb isame nahin
Koyi shak haaye re
Kuchh kuchh kuchh kuchh
Kuchh na kuchh
Main kar jaayungi
Mera haal yeh raha
Toh main mar jaayungi
Meethi meethi hundi
Ae kasak haaye re
Abb isame nahin
Koyi shak haaye re
Kuchh na kuchh
Main kar jaayungi
Mera haal yeh raha toh
Main mar jaayungi
Meethi meethi hundi
Aye kasak haaye re
Abb isame nahin
Koyi shak haaye re




Asha Bhosle, Aag Aur Shola

Hey lag li lag li lag li kaisi hichki lag li
Arey jag li jag li jag li ye kya pyas jag li
Dil jhoome aaha main jhoomu aaha
Aa tu bhi jhoom le jhoom
Jhoom jhoom ga ga ga




Asha Bhosle, Aag Hi Aag

Sajan aa jao sajan aa jao
Sajan aa jao sajan aa jao
Wada ye karle pyar mein
Kabhi ham juda na honge
Sajan aa jao sajan aa jao
Wada ye karle pyar mein
Kabhi ham juda na honge
Sajan aa jao sajan aa jao




Asha Bhosle, Aag Hi Aag

Aaja re sajan aaja re sajan
Aaja re aa sajan sajan




Asha Bhosle, Aag Hi Aag

Aa aa aa
Lakdi jal koyla bhayi
Koyla jal bhayi raakh
Haaye ae ae ae
Main paapan aisi jali
Koyla bhayi na raakh




Asha Bhosle, Aag Ka Dariya

Aaj kaisi hai ke
Tumne mujhe barbaad kiyaa
Chupke se naa jaa o man ke raajaa
Rooth gayaa kyun ye to bataa jaa
Chupke se naa jaa o man ke raajaa
Rooth gaya kyun ye to bataa jaa




Asha Bhosle, Aag Ka Dariya

Rut barkha ki aayi
Rut barkha ki aayi koyaliya kuku uthi
Haye koyaliya kuku uthi
Haye mere man huku uthi
Rut barkha ki aayi koyaliya kuku uthi
Haye koyaliya kuku uthi
Haye mere man huku uthi




Asha Bhosle, Aag Ka Dariya

Raam kare mohe par lag jaye
Raam kare mohe par lag jaye
Ud kar paas piya ke jaye
Ud kar paas piya ke jaye
Raam kare mohe par lag jaye
Raam kare mohe par lag jaye
Raam kare




Asha Bhosle, Aag Ka Dariya

Kat jayegi haye raam kat jayegi
Jawani roye ya muskurale
Kat jayegi jawani
Roye ya muskurale
Kat jayegi
Aa aye gham e mohabbat
Aa aye gham e mohabbat
Tujhko gale lagale
Tujhko gale lagale
Kat jayegi jawani
Roye ya muslurale
Kat jayegi




Asha Bhosle, Aag Ka Dariya

Kehta tha zamana
Kehta tha zamana magar
Hamne na mana
Muskil hai bahut pyar ki
Rashmo ko nibhana
Rashmo ko nibhana
Ek aag ka dariya hai or
Dub ke jana
Or dub ke jana




Asha Bhosle, Aag Ka Dariya

Dilbar dilbar ya o dilbar dilbar aau
Dilbar dilbar o dilbar dilbar ke
Chalte chalte o makam aa gaya
Dilbar dilbar o dilbar dilbar ke
Chalte chalte o makam aa gaya
Are vo pahele pahele tera tadpana
Mera ghabarana kam aa gaya
Ye pyar ke fasane le dekh tera mera
Jaise chaha tha vaise naam aa gaya
Dilbar dilbar o dilbar dilbar ke
Chalte chalte o makam aa gaya




Asha Bhosle, Aag Ka Dariya

Goriya uski deewani jiski
Pocket garam garam
Goriya uski deewani jiski
Pocket garam garam
Pocket garam garam
O jiski pocket garam garam
Goriya uski deewani jiski
Pocket garam garam
Are batva kholo note dikhao
Chodo sharam varam
Goriya uski deewani jiski
Pocket garam garam
O goriya uski deewani jiski
Pocket garam garam




Asha Bhosle, Aag Ka Dariya

Aa aa aa bhi jao na
Na na yun satao na
Are ha tarsao na dil na todo
Aa aa aa bhi jao na
Na na yun satao na
Are ha tarsao na dil na todo




Asha Bhosle, Aag Ka Gola

Are woh aadmi jo mere samne khada hai
Vo hai lafanga mere piche pada hai
Woh aadmi jo mere samne khada hai
Vo hai lafanga mere piche pada hai
Jaldi se jao police ko bulao
Meri jaan chudao, help me, help me
Woh aadmi jo mere samne khada hai
Vo hai lafanga mere piche pada hai
Woh aadmi jo mere samne khada hai
Vo hai lafanga mere piche pada hai
Jaldi se jaao police ko bhulao
Meri jaan chudao, help me, help me




Asha Bhosle, Aag Se Khelenge

Help me..
Are vo aadmi jo mere samne khada hai
Vo hai lafanga mere piche pada hai
Vo aadmi jo mere samne khada hai
Vo hai lafanga mere piche pada hai
Jaldi se jaao police ko bhulao
Meri jaan chudao, help me, help me




Asha Bhosle, Aag Se Khelenge

Oh meri patli kamar meri bali umar
Oh meri patli kamar meri bali umar
Mujhko hai pata tu chedega
Ye juth bada main hoon door khada
Mai kaise bala chedunga




Asha Bhosle, Aag Se Khelenge

Tere naina mere naina
Kahte hai naino se naina
Tere naina mere naina
Kahte hai naino se naina
Sab kuch kahna par wo na kahna
Wo are par wo kya




Asha Bhosle, Aag Se Khelenge

Kaho to aaj bol du
Mai sare bhed khol du
Ke dulhe sharmaye
Rang udh udh jaye
Kaho to aaj bol du
Mai sare bhed khol du
Ke dulhe sharmaye
Rang udh udh jaye




Asha Bhosle, Aaina

Aaina hai mera chehara
Aaina hai mera chehara
Apani tasveer tu dekh le
Uth dilbar nigaaho ko
Apani takdir ko dekh le
Aaina hai mera chehara
Aaina hai mera chehara




Asha Bhosle, Aaina

Mohe chhedo na
Kaanha bajariya mein
Mohe chhedo na
Kaanha bajariya mein
Baat phailegi saari
Nagariya mein
Baat phailegi saari
Nagariya mein
Mohe chhedo na
Kaanha bajariya mein
Mohe chhedo na kaanha




Asha Bhosle, Aaj Aur Kal

Mohe chedo na kanha bajriya me
Mohe chedo na kanha bajriya me
Baat failegi sari nagriya me
Baat failegi sari nagriya me
Mohe chedo na kanha bajriya
Me mohe chedo na kanha




Asha Bhosle, Aaj Aur Kal

Maut kitni bhi sangdil ho
Magar zindagi se to mehrba hogi
Maut kitni bhi sangdil ho
Magar zindagi se to mehrba hogi




Asha Bhosle, Aaj Aur Kal

Ba adad ba mulaheja ba hosiyar
Nahi nahi beadab be
Mulahija be muhar
Raja sahab ghar nahi
Hamko kisi ka dar nahi
Aj to gardan unchi karke
Kahenge ham so bar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar
Raja sahab ghar nahi
Hamko kisi ka dar nahi
Aj to gardan unchi karke
Kahenge ham so bar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar




Asha Bhosle, Aaj Aur Kal

Mujhe gale se laga lo
Bahut udas hu mai
Ghame jaha se chhuda lo
Bahut udas hu mai
Mujhe gale se laga lo
Nazar me tir se chubhte
Hai ab nazaro se
Mai thak gayi hu
Sabhi tute saharo se
Ab aur bojh na dalo
Bahut udas hu mai
Ghame jaha se chuda lo
Bahut udaas hu mai
Mujhe gale se laga lo




Asha Bhosle, Aaj Aur Kal

Shanivar tak woh officer rehata hain
Shanivar tak woh officer rehata hain
Sanday jab aata hain mard
Aurat ban jaata hain
Shanivar tak woh officer rehata hain
Shanivar tak woh officer rehata hain
Sanday jab aata hain mard
Aurat ban jaata hain




Asha Bhosle, Aaj Ka Daur

Hum tujh par hi shaida huye hain
Tere liye hi paida huye hain
Hum tujh par hi shaida huye hain
Tere liye hi paida huye hain
Channa mere channa
Banna meri hi banna
Hum tujh par hi shaida huye hain
Tere liye hi paida huye hain




Asha Bhosle, Aaj Ka Daur

Gori gori gori gori gori
Gori tan tera rup ki nadiya
Jab dekhu tujhe pyas lage
Gori gori gori gori gori
Gori tan tera rup ki nadiya
Jab dekhu tujhe pyas lage
Pyara pyara pyara gora
Mai chakori tu chakora
Tan chhu gaya jo mora
Lakho arman jaage
Dhinak dhinta, dhinak dhinta
O dhinak dhinta dhinak dhinta
Gori gori gori gori gori
Gori tan tera rup ki nadiya
Jab dekhu tujhe pyas lage




Asha Bhosle, Aaj Ka Daur

Wo jo bichhade hai yaad aate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai
Beete din jaan leke jate hai
Beete din jaan leke jate hai
Tut kar bhi ye tutate hi nahi
Tut kar bhi ye tutate hi nahi
Zindagi bhar ke ye to naate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai




Asha Bhosle, Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar

Tere charno se lipti rahoon
Teri baaho mein simti rahoon
Tere charno se lipti rahoon
Teri baaho mein simti rahoon
Tujhko nahlau sawaru sajau
Hatho se apne main tujhko khilau
Tukur tukur dekha karu
Tukur tukur dekha
Karu piya ho piya
Tere charno se lipti rahoon
Teri baaho mein simti rahoon




Asha Bhosle, Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar

Bharastachar ke
Khilaf jung hamari
Atyachar ke khilaf
Jung hamari
Bhukh se bekari
Se hai jung hamari
Kalabajari ke sath
Jung hamari
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Shuru ho gayi hai
Aaj jung hamari
Aaj jung hamari
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Shuru ho gayi hai
Aaj jung hamari
Aaj jung hamari




Asha Bhosle, Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar

Chandani chand se
Hoti hai sitaro se nahi
Chandani chand se
Hoti hai sitaro se nahi
Pyar bhi ek se hota
Hai hazaro se nahi
Pyar bhi ek se hota
Hai hazaro se nahi




Asha Bhosle, Aaj Ka Mahaatma

Khilta hua sabab
Hai aise mai kuch
Khilta hua sabab
Hai aise mai kuch to ho
Mausam ye lazwab
Hai aise mai kuch to ho
Khilta hua sabab hai
Aise mai kuch to ho
Mausam ye lazwab
Hai aise mai kuch to ho




Asha Bhosle, Aaj Ki Taaza Khabar

Happy birthday to you
Happy birthday to pinki pinki
Jhuki najre hai jinki
Hai mohabbat ka ye asar
Hai aaj ki taza khabar taza khabar
Happy birthday to pinki pinki
Jhuki najre hai jinki
Hai mohabbat ka ye asar
Hai aaj ki taza khabar taza khabar
Happy birthday to pinki pinki
Pinki pinki




Asha Bhosle, Aaj Ki Taaza Khabar

Aaj ki raat mere waste kya layi hai
Bhid thi bhid hai tanhai thi tanhai hai
Aaj ki raat mere waste kya layi hai
Bhid thi bhid hai tanhai thi tanhai hai
Aaj ki raat mere waste kya layi hai




Asha Bhosle, Aaja Sanam

Komal hain kamzor nahin tu
Shakti ka nam hi nari hain
Jag ko jeevan dene wali
Maut bhi tujhse hari hain
Komal hain kamzor nahin tu
Shakti ka nam hi nari hain
Jag ko jeevan dene wali
Maut bhi tujhse hari hain
Komal hain kamzor nahin tu




Asha Bhosle, Aakhir Kyon?

Jane kaisa jadu ye chal gaya
Sara ye nazjara badal gaya
Masti mein ye alam jo dhal gaya
Pyar ke liye dil machal gaya
Kaisi jalti hai jalti hai jalti hai ye agan
Jale sholo mein sholo mein
Shole mein ye badan
Jane kaisa jadu ye chal gaya
Sara ye nazara badal gaya
Masti mein ye alam jo dhal gaya
Pyar ke liye dil machal gaya
Kaisi jalti hai jalti hai jalti hai ye agan
Jale sholo mein
Sholo mein shole mein ye badan




Asha Bhosle, Aakhri Badla

Tum sang preet lagai
Aur bandhi preet ki dor
Tum sang preet lagai
Aur bandhi preet ki dor
Tum to aise bhaage sajanva
Jaise bhage chor
Kisi ke dil ko chura ke
Kisi ka mol utha ke
Kisi ke dil ko chura ke
Kisi ka mol utha ke




Asha Bhosle, Aakhri Daao

Ghadiya gin gin din bite
Aur tare gin gin rain
Ek umariya wo aaye
Jab kahi na aaye chain, haye
Kahi na jiya lage to meri gali aayiyo
Kahi na jiya lage to meri gali aayiyo
Kahi na jiya lage to meri gali aayiyo
Jo mange mile na ha mange mile na
Jo mange mile na wo bin payiyo
Kahin na jiya lage to meri gali aayiyo
Kahin na jiya lage to meri gali aayiyo




Asha Bhosle, Aakhri Daku

Na darr sanam laga bhi le
Ke teri zindagi ka hai yeh
Aakhri dao aakhri dao
Na darr sanam laga bhi le
Ke teri zindagi ka hai yeh
Aakhri dao aakhri dao
Na darr sanam yeh laga bhi le




Asha Bhosle, Aakhri Dao

Hamsafar saath apna chhod chale
Hamsafar saath apna chhod chale
Rishte naate wo saare tod chale
Hamsafar saath
Hamsafar saath apna chhod chale
Hamsafar saath




Asha Bhosle, Aakhri Dao

Na se ha mat kar nasihat
Kya mujhe suljhaaye hai
Nekobat sulajhe nahi jab
Dil kahi o aa jaaye hai
Kya bataaye ishq jaalim
Kya qayamat dhaaye hai
Yun samajha lo jaise dil
Sine se nikala jaaye hain
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi
Haay bas mein nahi ji
Mere bas mein nahi
Haay bas mein nahi ji
Mere bas mein nahi
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi
Tu hi aake sambhaal ise
Yeh dil mere bas mein nahi




Asha Bhosle, Aakhri Dao

Haay unki woh nigaahe
Dil dekhe jinaki raahe
Koyi unase jaake puchhe
Hum kyun na unhein chaahe
Haay unki woh nigaahe
Dil dekhe jinaki raahe
Koyi unase jaake puchhe
Hum kyun na unhein chaahe
Haay unki woh nigaahe
He he he




Asha Bhosle, Aakhri Dao

Pyar mila,
Pyar mila to jana ye dil ne
Jana pehli bar jeena
Usika jeena hain
Jeena jisko kare koi pyar
Pyar mila to jana ye dil ne
Jana pehli bar jeena
Usika jeena hain
Jeena jisko kare koi pyar




Asha Bhosle, Aakhri Ghulam

Kaise kah du mujhe o
Kaise kah du mujhe
Kya ho gaya o kya ho gaya




Asha Bhosle, Aakhri Goli

Ek baat batane aayi hu
Ek baat batane aayi hu
Tujhe dil ki sunane aayi hu
Ek chora dekha aisa
Jiska seena parvat jaisa
Sach sach kah du lagta hai
Wo bilkul tere jaisa
Kya mere jaisa, maan to bata
Are nahi batati, ja ja
Ek baat batane aayi hu
Tujhe dil ki sunane aayi hu




Asha Bhosle, Aakhri Goli

Punjabi gayenge, marathi gayenge
Gujrati gayenge, bangali gayenge
Punjabi gayenge, marathi gayenge
Gujrati gayenge, bangali gayenge
Aaj chalo milkar hum sab qawwali gayenge
Aaj chalo milkar hum sab qawwali gayenge




Asha Bhosle, Aakraman

Aa jhumake aa jhumake aa
Jhumake aa jhumake
Jhumake jhumake oonchi
Neechi paalaki paalaki nand laal ki
Oonchi neechi paalaki
Paalaki nand laal ki
Nikali kitani dhum se
Nikali kitani dhum se
Naacho gaao jhumake
Jhumake jhumake jhumake
Oonchi neechi paalaki
Paalaki nand laal ki
Nikali kitani dhum se
Nikali kitani dhum se
Naacho gaao jhumake aa jhumake aa
Jhumake aa jhumake aa jhumake




Asha Bhosle, Aamne Samne

Meri pistol ki andar
Kisi bhi ek goli par
Koyi paigaam likha hai
Tumhaara naam likha hai
Gale mil lo ho gale mil lo o
Deewaano juda hone ka waqt
Aaya gale mil lo o deewaano
Juda hone ka waqt aaya
Tumhaare meherbaano
Ke khafa hone ka waqt aaya
Gale mil lo ho ho ho ho ho




Asha Bhosle, Aamne Samne

Sehari baabu hai mera yaar
Sehari baabu hai mera yaar
Are chiththi ke badale bheja taar
O jaane teri kasam, o jaane
Tere bin jiya laage
Na tere bin jiya laage na
Tere bin jiya laage
Na tere bin jiya laage na
Sehari baabu hai mera yaar,
Chiththi ke badale bheja taar
O jaane teri kasam, o jaane
Tere bin jiya laage
Na tere bin jiya laage na
Haay re haay jiya laage na,
Tere bin jiya laage na
Sehari baabu hai mera yaar




Asha Bhosle, Aan Aur Shaan

Ganga ban jaau kaho,
Jamuna ban jaau more raaja
Lagi tujhe pyaas toh phir
Dur kahi na ja na ja
Are ganga ban jaau kaho,
Jamuna ban jaau more raaja
Lagi tujhe pyaas toh phir
Dur kahi na ja na ja
Ha aa ha aa
Ganga ban jaao, chaahe
Jamuna ban jaao mori raadha
Pyaas ke tu sang mere aaja aaja
Ganga ban jaao, chaahe
Jamuna ban jaao mori raadha
Bujhe tabhi pyaas ke
Tu sang mere aaja aaja




Asha Bhosle, Aan Aur Shaan

Aap bahot der se
Aaye raaja bahaddur abb
Main dukaan band kar chuki hu
Hum kisi dukaan par
Nahi aaye dulhaari
Tumhaare ghar aaye hai
Humein baithane ke
Liye nahi puchhogi ji
Aayiye tashrif rakhiye
Tum bhi baitho hamaare paas
Jis dulhaari ko aap bula rahe hai
Woh toh kab ki mar
Chuki hai raaja bahaadur
Aur jo aapke saamane
Hai woh toh ik chita hai
Jo abb tak jal rahi hai sulag
Rahi hai kehate hai chita ko
Chhedana paap hota hai
Khair aap yeh bataaiye kya sunenge
Aaj tum jo sunaaogi hum sunenge
Toh phir aap biti suniye
Meri kahaani meri jabaani
Badnaam ho gaya dil ha ha ha ha
Badnaam ho gaya
Dil bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil




Asha Bhosle, Aan Baan

Palat meri jaan tere qurbaan
O teraa dhyan kidhar hai
Palat meri jaan tere qurbaan
O teraa dhyan kidhar hai
Oonchi neechi tedhi medhi
Pyaar ki dagar hai
Jaata kidhar hai rastaa idhar hai
Oy oy oy oy oy oy oy
Palat meri jaan tere qurbaan
O teraa dhyan kidhar hai
Palat meri jaan tere qurbaan
O teraa dhyan kidhar hai
Oonchi neechi tedhi
Medhi pyaar ki dagar hai
Jaata kidhar hai
Rastaa idhar hai aaja




Asha Bhosle, Aan Milo Sajna

Ae ji o o
Kuchh to bolo
Itni kyun hamse naaraaz ho
Main tumhe jaan gaye
Hato pehchaan gayi
Jaao jaao ji
Tum ho bade wo




Asha Bhosle, Aanchal

Ghoonghat kali
Kaa na khol bhanwre
Ghoonghat kali
Kaa na khol
Aur kahin jaa ke dol
Meraa roop badaa hai anmol
Ghoonghat kali kaa
Na khol re bhanwre
Ghoonghat kali
Kaa na khol




Asha Bhosle, Aanchal

Gaa rahi hai zindagi har
Taraf bahaar mein kis liye
Chaar chaand lag gaye hain
Tere mere pyaar mein is liye
Gaa rahi hai zindagi har
Taraf bahaar mein kis liye
Chaar chaand lag gaye hain
Tere mere pyaar mein is liye




Asha Bhosle, Aanchal

Ae ji o o
Kuchh to bolo
Itni kyun hamse naaraaz ho
Main tumhe jaan gaye
Hato pehchaan gayi
Jaao jaao ji
Tum ho bade wo




Asha Bhosle, Aanchal

Jaane de gadi teri jaane de jaane de
Jaane de gadi teri jaane de jaane de
Apna bhi hai dono paw re
Jaane de gadi teri jane de jane de
Apna bhi hai dono paw re
Itna magar nahi bhulna bhulna
Itna magar nahi bhulna bhulna
Dik hai tera mera gaw re
Jaane de gadi teri jaane de jaane de
Apna bhi hai dono paw re




Asha Bhosle, Aanchal

Paise ka kajal daike na lo hamri jaan
Paise ka kajal daike na lo hamri jaan
Lahko ki hamari jaan babua
Dhiki naki dhiki naki
Dhiki naki dhiki naki na




Asha Bhosle, Aanchal

Peecha tera chodunga na chodunga na
O hasina na ja ruth ke are re ruk na
Jaha jaha jayegi tu aaunga main
O hasina na ja ruth ke are re ruk na




Asha Bhosle, Aandhi-Toofan

O baba o baba kya hoga kya hoga
Na socho kya hoga na pucho kya hoga
Jo hoga wo hoga dekhenge jo hoga
Jati hain jaye jan aana hain to aa jaye koi
Aandhi tufa aandhi tufa
Aandhi tufa aandhi tufa




Asha Bhosle, Aandhi-Toofan

Aaja aaja dil le le dil mera
Aaja aaja de de dil tere
Dilruba lag ja gale
Bareba bareba bareba bareba
Bareba bareba
Aa re aa aa aa aa re aa aa aa
Aa re aa aa aa




Asha Bhosle, Aandhi-Toofan

Banu meri banu
Banu meri banu




Asha Bhosle, Aandhi-Toofan

Dard bant raha hai kise dard chahiye
Dard bant raha hai kise dard chahiye
Dard bant raha hai kise dard chahiye
Tute dil ko dard me humdard chahiye
Dukahte dil ko dard me humdard chahiye




Asha Bhosle, Aandhiyan

Dil ka khazana khol diya
Dil ka khazana khol diya
Khushiy alutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun dil ka
Kahe do kahe do kali se,
Kahe do kali se na aayi hun main
Nayi bahar ka sandesha




Asha Bhosle, Aandhiyan

Wo chaand
Wo chaand nahi hai
Dil hai kisi deewane ka
Dil hai kisi deewane ka
Wo chaand
Aakash jise kahati duniya
Aakash jise kahati duniya
Wo naam hai ik virane ka




Asha Bhosle, Aandhiyan

Aa aa chhupne ki cheez hai
Na chhupne ki cheez hai
Chhupne ki cheez hai
Na chhupne ki cheez hai
Chhupne ki cheez hai
Na chhupne ki cheez hai
Kahete hai jisko husn haay
Kahete hai jisko husn
Kahete hai jiskop husn
Hujur dikhane ki cheez hai
Kahete hai jiskop husn
Dikhane ki cheez hai
Jee dikhane ki cheez hai




Asha Bhosle, Aangan

Akhiyo me basiyo raja hoye hoye
Dheere se hasiyo raja hoye hoye
Akhiyo me basiyo raja
Dheere se hasiyo raja
Laage na nazar kisi bairan ki
Ho raja laage na nazar kisi bairan ki




Asha Bhosle, Aangan

Ghooghat se kyu naina jhaanke
Janne wale jan gaye
Janam janam ke jeevan sathi
Hum tumko pahchan gaye
Ghooghat se kyu naina jhaanke




Asha Bhosle, Aangan

Sitamgar dekh le nazar bhar dekh le
Ke tu nahi janta ke tu nahi janta
Mar gaya koi teri chah me
Haye mar gaya koi teri chah me
Ho badi nadan hai abhi anjan hai
Mauke yaar
Ke tu nahi janti ke tu nahi janti
Dhokhe bade hai is rah me
Haye dhokhe bade hai is ran me




Asha Bhosle, Aangan

Madira hi madira tere badan me
Madira hi madira tere badan me
Jo dehke wo jhume jhume re
Jo dehke wo jhume
Kirne hi kirne tere nayan me
Kirne hi kirne tere nayan me
Mera tan man chume chume re
Mera tan man chume




Asha Bhosle, Aangan

Aaja re aaja aaja aaja
Aaja re aaja aaja
Chup chup ke pyar hum karenge
Baat ye kisi ko malum ho na paye
Aaja re aaja aaja
Chup chup ke pyar hum karenge
Baat ye kisi ko malum ho na paye
Aaja re aaja aaja aaja
Aaja re aaja aaja na




Asha Bhosle, Aankh Micholi

Dil ki muraden puri ho gayi
Ha gum ki purani yade ho gayi
Dil ki murade puri ho gayi
Ha gum ki purani yade ho gayi




Asha Bhosle, Aankh Micholi

Ek tamanna jeevan ki
Ek tamanna jeevan ki
Main pyaar tera hi paaun
Shaadi tujhi se ho meri ho
Chaahen shaadi ke din mar jaaun
Shaadi tujhi se ho meri
Chaahen shaadi ke din mar jaaun
Ek tamanna jeevan ki
Ek tamanna jeevan ki
Main pyaar tera hi paaun
Shaadi tujhi se ho meri ho
Chaahen shaadi ke din mar jaaun
Shaadi tujhi se ho meri
Chaahen shaadi ke din mar jaaun




Asha Bhosle, Aankhen

Ho tera mera mel hai milaya ram ne
Dur hui duriya abhi aaja samne
O mere dholna kuch to bolna
O mere dholna
O dekh dekh log lage dil ko thamne
Jo aaya tere samne mai sabke samne
O meri baliye o kachi kaliye
O meri baliye ho ho




Asha Bhosle, Aankhon Aankhon Mein

Eye do bate pyar bhari kar lu kar lo ji
Ankho me aaj tujhe bharlu bhar lo ji
Do bate pyar bhari kar lu kar lo ji
Ankho me aaj tujhe bharlu bhar lo ji




Asha Bhosle, Aankhon Aankhon Mein

Aankhon aankhon mein
Aankhon aankhon mein
Baat hone do mujko
Apni bahon me sone do
Na aankhon aankhon
Mein baat hone do
Haan mujko apni
Bahon me sone do
Shaadi ho jaane do
Shaadi ho jayegi
Pahle mithey sapnon
Me khone do na na
Aankhon aankhon
Me baat hone do
Mujko apni bahon me
Sone do shaadi ho jaane
Do shaadi ho jayegi
Pahle mithey sapnon
Me khone do na ji
Aankhon aankhon
Me baat hone do




Asha Bhosle, Aankhon Aankhon Mein

Gora rang mera gori bahe gol gol
Ab kya hai teri marji tu sach sach bol
Pahlr kali gori ko tu ankhiyo se tol
Phir kya hai teri marji tu sach sach bol
Gora rang mera gori bahe gol gol
Ab kya hai teri marji tu sach sach bol




Asha Bhosle, Aankhon Aankhon Mein

Jane kaisa hai mera deewana
Kabhi apna sa lage kabhi begana
Jane kaisa hai mera deewana
Kabhi apna sa lage kabhi begana
Badi bholi ho ye bhi na jana
Kabhi apno ko nahi kehte begana
Badi bholi ho




Asha Bhosle, Aansoo Ban Gaye Phool

Mehbooba ooh mehbooba ooh
Mehbooba ooh




Asha Bhosle, Aap Kaa Surroor: The Movie - The Real Luv Story

Jab tak hai aakash pe
Chand aur sitare
Bhagwan salamat
Rahe maa bap hamare
Jab tak hai aakash
Pe chand aur sitare
Bhagwan salamat rahe
Maa bap hamare




Asha Bhosle, Aap Ki Parchhaiyan

Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho
Bhala ji kaise
Jiyenge duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale




Asha Bhosle, Aap Ki Parchhaiyan

Kismat ki baazi ka
Faisla to ho gaya hai
Faasla bhi kho gaya hai
Dekhe kisko kaun milta hai




Asha Bhosle, Aap To Aise Na The

Mera yaar rahe zinda
mera pyaar rahe zinda
Bewafa mujhe kehlane
do ho jaane do sharaminda
Mera yaar rahe zinda
mera pyaar rahe zinda
Bewafa mujhe kehlane
do ho jaane do sharaminda
Tu aa tu aaa tu aa bhi ja
kasam nibha tu aa tu aa
Ki dekhati hai
zindagi tera hi raasta
Tu aa tu aaa tu aa bhi ja
kasam nibha tu aa tu aa
Ki dekhati hai
zindagi tera hi raasta




Asha Bhosle, Aap To Aise Na The

Sun o dilruba dil ki ye sada
Sun o dilruba dil ki ye sada
Kuchh tujhko ho jaye to
Mera kya hoga mera kya hoga
Sun o dilruba dil ki ye sada
Kuchh tujhko ho jaye to
Mera kya hoga mera kya hoga




Asha Bhosle, Aapas Ki Baat

Aisi aankhe nahi dekhi
Aisi aankhe nahi dekhi
Aisa kajal nahi dekha
Aisa kajal nahi dekha
Aisa jalwa nahi dekha
Aisa chehara nahi dekha
Jab ye daaman ki hawa
De aag jungle me laga de
Jab ye sehrao me jaye
Ret me phul khilaye




Asha Bhosle, Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai

Wah wah wah wah
Wah ustaad wah ustaad




Asha Bhosle, Aar Paar

Dil diya pyar kiya to kya bura kiya
To kya bura kiya
Dil diya pyar kiya to kya bura kiya
To kya bura kiya
Ho tu hai to hai zamana
Tujhko khuda hai mana
Tu hai to hai zamana
Tujhko khuda hai mana
Hum na rahege jana tere bin
Dil diya pyar kiya to kya bura kiya
To kya bura kiya
Tu hai to hai zamana
Tujhko khuda hai mana
Hum na rahege jana tere bin
Dil diya pyar kiya to kya bura kiya
To kya bura kiya




Asha Bhosle, Aar Ya Paar

Pita ja jane ja jane jana janeman
Jhin chik jhin chik jhigin jhigin
Kitni beet gaye hai din
Kitni biti rate magar diruba
Sab kuchh mila tu na mila
Sab kuchh mila tu na mila
Pita ja jane ja jane jana janeman




Asha Bhosle, Aarop

Champa ke das phule
Chameli ki ek kali
Are haye mukh ki sari rain
Chatur ki ek ghadi
Chale aao na satao
Chale aao na satao
Mori hiyra ki agni bujha jao re
Hamra jiyrwa de de balma
Nagin ye samjho
Sajna mai sidhi sadhi nar hu na
Nagin ye samjho
Hamra jiyrwa de de balma
Nagin ye samjho




Asha Bhosle, Aarop

Na bhanwara na koyi gul
Akela hu main tera bul bul
Hai ek tanahayi meri
Jaan mere jaha me aa
Mere jaha me rangobu
Kahi par hansi kahi aansu
Yeh bata saudayi main
Yeh zindagi bhula du kya




Asha Bhosle, Aarti

Wo tir dil pe chalaa jo
Teri kamaan me hai
Wo tir dil pe chalaa jo
Teri kamaan me hai
Haay kisi ki aankh me
Jaadu teri zubaan me hai
Kisi ki aankh me jaadu
Teri zubaan me hai




Asha Bhosle, Aarti

Suniye
Aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaa aaa aaaaaaaa
Saaf karo
Saaf karo insaaf karo
Saaf karo insaaf karo
Bhai bhool bhulaiyyaan maaf karo
Bhai bhool bhulaiyyaan maaf karo
Hai ek paheli badi naweli
Hai ek paheli badi naweli
Jo boojhe to baney kalandar
Jo boojhe to baney kalandar
Aur na boojhe to
Bandar bandar bandar




Asha Bhosle, Aashirwad

Ha mere karib jo ayega,
Jan jahan se jayega
Mere karib jo ayega,
Jan jahan se jayega
O nojawano o mere deewano,
O nojawano o mere deewano
Main hoon main hoon main hoon
Time bomb, time bomb, time bomb
Time bomb, time bomb, time bomb
Mere karib jo ayega, jan jahan se jayega
Time bomb, time bomb, time bomb
She is a bomb bomb bomb




Asha Bhosle, Aasmaan

Bagon mein lagian ambiyan
Bata ho gayiya lambiya
Bagon mein lagian ambiyan
Bata ho gayiya lambiya
Ke din hogaye chote chote
Te rata ho gayi lambiya
Bagon mein lagian ambiyan
Bata ho gayiya lambiya
Ke din hogaye chote chote
Te rata ho gayi lambiya




Asha Bhosle, Aasmaan

Ye lara lapa haye
Ye adi tappa haye
Ye barah baja haye
Maje hi maje haye
Ye dam dika haye
Dur hai subah haye
Pal pal har pal
Masti me dube rahe
Dil bas mein nahi
Dil bas mein nahi
Dil bas mein nahi




Asha Bhosle, Aasoo Bane Angaarey

Mere sune jiwan ka aasra hai tu
Mere sune jiwan ka aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu




Asha Bhosle, Aasra

O dear jani meri jawani
O dear jani meri jawani
Poonam ki raat mein
Jaise dariya tufani
O dear jani meri jawani
Poonam ki raat mein
Jaise dariya tufani
O dear jaani




Asha Bhosle, Aatank

Main door chali
Jaoongi ha jaoongi
Tere haath kabhi na aaoongi
Tere dil ko jalaoongi
Tujhko tarsaoongi
Acha aati hoon main saiya
Le pakad mori baiya
Main nahin aaoongi
Main door chali jaoongi
Tere haath kabhi na aaoongi




Asha Bhosle, Aatank

Chhuyi muyi ho chhuyi muyi
Chhuyi muyi ho chhuyi muyi
Maib chhui muyi hui re hui re hui
Maib chhui muyi hui re aaha aaha
Maib chhui muyi hui re hui re hui
Maib chhui muyi hui re aaha aaha




Asha Bhosle, Aatank

Kya raat hai waah waah
Kya baat hai waah waah
Kya raat hai kya bat hai
Waah waah waah waah waah wah




Asha Bhosle, Aatank

Main nehla thi bus nehla
Nehla ko mil gaya dahla
Main nehla thi bus nehla
Nehla ko mil gaya dahla
Dahle ki main bani gulam
Dahle ki main bani gulam
Salam salam salam
O babu salam salam salam
Salam salam salam
O babu salam salam salam




Asha Bhosle, Aatish

Kahi naam na apna likh dena
Kisi ulte seede kagaj par dil ka parcha laye hai
Naam uspe likha kar jayenge




Asha Bhosle, Aatish

Ishq ishq ishq ishq ishq ishq ishq ishq
Ishq huwa mujhe ishq huwa
Mere yaar se mujhko ishq huwa
Ishq huwa mujhe ishq huwa
Mere yaar se mujhko ishq huwa
Nind udi mera chain gaya
Yeh kaise huwa kaise yeh huwa
Ishq huwa mujhe ishq huwa
Mere yaar se mujhko ishq huwa
Ishq huwa mujhe ishq huwa
Mere yaar se mujhko ishq huwa
Nind udi mera chain gaya
Yeh kaise huwa kaise yeh huwa
Ishq huwa mujhe ishq huwa




Asha Bhosle, Aatma

Bit na jaaye ye saavan ki raate
Dekh le meri ye bechaini
Aur likh de do baate




Asha Bhosle, Aaye Din Bahar Ke

Aye kaash kisi diwaane ko
Hum se bhi mohabbat ho jaaye
Aye kaash kisi diwaane ko
Hum se bhi mohabbat ho jaaye
Hum loot jaaye dil kho jaaye
Bas aaj qayamat ho jaaye
Aye kaash kisi diwaane ko
Hum se bhi mohabbat ho jaaye
Hain waqt abhi toba kar lo
Hain waqt abhi toba kar lo
Allaah musibat ho jaaye
Allaah musibat ho jaaye
Aye kaash kisi diwaane ko
Hum se bhi mohabbat ho jaaye




Asha Bhosle, Aaye Din Bahar Ke

Mere anchal se khele hawa
Mere anchal se khele hawa
Ambar ki chao me nache mera dil
Waadiyo ki ghatao tale
Ambar ki chao me nache mera dil
Waadiyo ki ghatao tale
Mere aanchal se khele hawa
Mere aanchal se khele hawa
Ambar ki chao me nache mera dil
Waadiyo ki ghatao tale
Ambar ki chao me nache mera dil
Waadiyo ki ghatao tale




Asha Bhosle, Aayega Aanewala

Le le haath se hai chala
Bada chulbula hai dil
Tumse najar milte hi
Mere pahlu se nikal gaya dil
Ye dil hath se nikal gaya
Tu na hi paas aa tu na hi paas aa
Ye dil hath se nikal gaya
Le le haath se hai chala
Bada chulbula hai dil
Chulabula, chulbula dil
Tumse najar milte hi
Mere pahlu se nikal gaya dil
Tu na hi paas aa tu na hi paas aa
Ye dil hath se nikal gaya




Asha Bhosle, Aayega Aanewala

Solah baras ki kamsin umariya
Are solah baras ki kamsin umariya
Uspe ye nagin si chal
Gujariya jeene na de
Umariya jeene na de
Gujariya jeene na de
Umariya jeene na de
Janu jiya mein are kya hai tumhare
Janu jiya mein are kya hai tumhare
Apni nazariya sambhal
Nazariya jeene na de
Sawriya jeene na de
Nazariya jeene na de
Sawriya jeene na de




Asha Bhosle, Ab Ayega Mazaa

Kab jaane anjaane begane deewane
Yaha hum ek duje ke ho gaye
Ho yaha hum ek duje ke ho gaye
Bin soche bin samjhe kab aise
Kaha hum ek duje ke
Ho gaye jane kaise
Kaha hum ek duje ke ho gaye




Asha Bhosle, Ab Ayega Mazaa

Hamare manorath pure karna
Raghupati raghaw raja ram
Raghupati raghaw raja ram
Tum chaho to pal bhar mein
Ban jaye apne bigde kam
Raghupati raghaw raja ram
Raghupati raghaw raja ram




Asha Bhosle, Ab Dilli Dur Nahin

Idhar bhi ek najar
Aye janewalo dekhte jao
Yaha har mal milta hai
Chale aao chale aao aji chale aao
Lo har cheez lelo jamane ke logo
Baharo ki hum to ada bechte hai
Baharo ki hum to ada bechte hai




Asha Bhosle, Ab Dilli Dur Nahin

Yeh chaman hamara apna hai
Yeh chaman hamara apna hai
Iss desh pe apna raj hai
Iss desh pe apna raj hai
Mat kaho ke sar pe topi hai
Mat kaho ke sar pe topi hai
Kaho sar pe hamare taj hai
Kaho sar pe hamare taj hai
Yeh chaman hamara apna hai




Asha Bhosle, Ab Dilli Dur Nahin

Teri dulhan hu tere nakhre uthaungi
Tere ishare pe mar mar jaungi
Aaja sazariya pe suni sazariya padi
Aaja sazariya pe suni sazariya padi
Teri dulhan hu tere nakhre uthaungi
Tere ishare pe mar mar jaungi
Aaja sazariya pe suni sazariya padi
Aaja sazariya pe suni sazariya padi




Asha Bhosle, Ab Kya Hoga

Sune se jivan ke man ki kaliyo
Ko mahka do sai baba, o sai baba
Duniya ne vish barsaya hai tum amrit barsa do
Sai baba, o sai baba, sai baba o sai baba




Asha Bhosle, Ab Kya Hoga

Mai raat bhar na soyi re baiman balma
Arey nadan balma
Mai raat bhar na soyi re baiman balma
Arey nadan balma, nadan balma baiman balma
Mai dil pkad ke royi re baiman balma
Arey nadan balma
Mai raat bhar na soyi re baiman balma
Arey nadan balma




Asha Bhosle, Ab Kya Hoga

Aa devta tu apni pujaran ke pas aa
Aa devta tu apni pujaran ke pas aa
Janmo se bichhhdi baho bhari
Dulhan ke pas aa aana hi hoga
Aana hi hoga, aana hi hoga




Asha Bhosle, Ab Kya Hoga

Sare mahafil mera imaan
Beyiman ho gaya ho
Yaro abb kya hoga
Yaro abb kya hoga
Mera katil mere ghar mein
Mera mehaman ho gaya ho
Yaro abb kya hoga
Yaro abb kya hoga
Wahi hoga jo manzure
Kuda hogakuda hoga
Ho yaro abb kya hoga
Yaro abb kya hoga




Asha Bhosle, Ab Kya Hoga

Chand ka tika pad gaya phika
Dekh ke surat yaar ki
Jau kidhar me dil ke ghar me
Aag lagi hai pyar ki
Jhut na bolo jhut na bolu




Asha Bhosle, Abdullah

Bhiga badan jalne laga
Mausam badalne laga
Jaise arman koyi jaise
Mehaman koyi dil
Mein machalne laga
Bhiga badan bhiga badan
Jalne laga mausam badalne laga
Jaise arman koyi jaise mehaman
Koyi dil mein machalne laga
Bhiga badan jalne laga




Asha Bhosle, Abdullah

Nahsa pila ke girana
To sabko aata hai
Maza to jab hai ke
Girto ko tham le sathi
Tune pilai aisi
Nazro ke zam se
Dil gaya jaan gayi
Gaye hum kam se
Gaye hum kam se
Tune pilai aisi
Nazro ke zam se
Dil gaya jaan gayi
Gaye hum kam se
Ji gaye hum kam se




Asha Bhosle, Abe-Hayat

Aag ko guljar karne ke liye
Ishq nikla ghar se marne ke liye
Aur nagma ga rahi hai bekhudi
Maut hai aa behaya se zindagi




Asha Bhosle, Abe-Hayat

Aa ja hai tera intzar
Tut na jaye wo har
Shama jale ek bar
Ishq jale bar bar
Ek jaan meri
Aur lakh sitam
Haye lakh sitam
Haye aa ja sanam
Ek jaan meri
Aur lakh sitam
Haye lakh sitam
Haye aa ja sanam
Ek jaan meri




Asha Bhosle, Abe-Hayat

Nigaahein mili aur
Tum muskuraaye
Muhabbat hansi aur
Ham dagmagaaye
Nigaahein mili aur
Tum muskuraaye
Muhabbat hansi aur
Ham dagmagaaye




Asha Bhosle, Abe-Hayat

Aa haa haa haaa
Haa haa haa haa
Naachun re gaaun re
Naachun re gaaun re
Jhumun jhumun sanam
Main to jhumun
Tere pyaar mein
Main to jhumun
Tere pyaar mein
Naachun re gaaun re
Naachun re gaaun re
Jhumun jhumun sanam
Main to jhumun
Tere pyaar mein
Main to jhumun
Tere pyaar mein




Asha Bhosle, Abe-Hayat

Kabhi chali aa aashiko ki gali
Kabhi chali aa aashiko ki gali
Tu chunar leke kali ari o kajal wali
Tu chunar leke kali ari o kajal wali
Tu hai bhawra main hu najuk kali
Tu hai bhawra main hu najuk kali




Asha Bhosle, Abhi To Jee Lein

Munne mere aa sadke tere aa
Ek hasi deke le ja ye umariya
Munne mere aa sadke tere aa
Ek hasi deke le ja ye umariya
Munne mere aa sadke tere aa




Asha Bhosle, Abhilasha

Chali jawaani tokar khaane
Duniya ke bazar mein
Chali jawaani ho dekho
Chali jawaani thokar khaane
Duniya ke bazar mein
Gali gali bhatkegi pagli
Gali gali bhatkegi pagli
Chhalbaliya sansaar mein
Kyun thumak thumak chali
Hoy thumak thumak chali hoy
Chali jawaani ho babu dekho
Chali jawaani thokar khaane
Duniya ke bazar mein
Chali re chali re chali re
Chali chali chali




Asha Bhosle, Abhimaan

Aji akdo na ham se piya
Ke hamne bhi ba paas kiya
Aji akdo na ham se piya
Ke hamne bhi ba paas kiya
Hamne bhi ba paas kiya




Asha Bhosle, Abhimaan

Payal wali ruk nahi
main hoon bahut nakhrur
Murakh hai jo chal
Pade apne hath se dur
Kaise ruke jo chal padi
Tumhari lagan mein chur
Pyar ki koi had nahi
Aye sarkar huzoor
Mujh par tere rup
Ka jadu hai bekar
Kam hai tera nachna
Nach bhare darbar
Jis pal ghungru bandh
Ke nachega mera pyar
Rajan rakh doge mere
Pag mein taj utar




Asha Bhosle, Abhinetri

Meharabaan mahabub dilabar jaaneman
Meharabaan mahabub dilabar jaaneman
Aaj ho jaae koi deewanaapan
Meharabaan mahabub dilabar jaaneman




Asha Bhosle, Aansoo Ban Gaye Phool

Aaja re aaja re aaja re aa
Aaja re aaja re aaja re aa
Haay
Aise jalata hai jiya, jaise diya
Aise jalata hai jiya, jaise diya
Jina saku abb main tanaha hoon piya
Aise jalata hai jiya, jaise diya
Aise jalata hai jiya, jaise diya
Jina saku abb main tanaha hoon piya
Aise jalata hai jiya




Asha Bhosle, 1920

Chhod bhi de aakash singhasan
Chhod bhi de aakash singhasan
Phir dharti par aa ja re
Chhod bhi de aakash singhasan
Phir dharti par aa ja re
Phir dharti par aa ja re
Phir dharti par aa ja re




Asha Bhosle, 26 January

Need aur chain mere udd gaye
Need aur chain mere udd gaye
Dil ke panne sab khul gaye
Need aur chain mere udd gaye
Dil ke panne sab khul gaye
Pankh laga kar kyun ud gaye
Dil se tere haan jhud gaye
Tere ishq mein tere ishq mein ishq mein..
Tere ishq mein haan tere ishq mein ishq mein..




Asha Bhosle, 30 Minutes

Janey aaj kya huwa aisa kabhi huwa naa tha
Sanso me ghule nasha jaisa kabhee ghula naa tha
Tumhee bolo kya kare aisa hoga pata naa tha




Asha Bhosle, 36 Ghante

Nasib hoga mera
Meharbaan kabhi na kabhi
Haay kabhi na kabhi
Milega usake qadam ka
Nishaan kabhi na kabhi
Haay kabhi na kabhi
Nasib hoga mera
Meharbaan kabhi na kabhi
Haay kabhi na kabhi




Asha Bhosle, 40 Days

Kaho aake bahar
Kare mera singaar
Mujhe pyaar mila
Ho dil daar mila
Chunun phul hazaar
Karun tujhape nisaar
Mujhe pyaar mila
Ho dil daar mila




Asha Bhosle, 40 Days

Malmal me badan mora chamke
Jobanwa damke
Sajanwa kaise chupau haye haye
Kaise chupau gori bahe
Ye tirchi nigahe jawani ki adaye
Malmal me
Malmal me badan mora chamke
Jobanwa damke
Sajanwa kaise chupau haye haye




Asha Bhosle, 5 Rifles

Sab kuchh karna iss duniya mein
Pyaar na karna bhool ke
Kabhi kisi se apni aankhen
Chaar na karna bhool ke
Ji pyaar na karna bhool ke
Sab kuchh kehna yeh matt kehna
Pyaar na karna bhool ke
Nazren mila ke ulfat se
Inkaar na karna bhool ke
Ji pyar na karna bhool ke




Asha Bhosle, Ada

Zameen se hame aasman par
Bitha ke gira to na doge
Agar ham ye puchhe ke dil me
Basa ke bhula to na doge
Zameen se hame aasman par
Bitha ke gira to na doge
Agar ham ye puchhe ke dil me
Basa ke bhula to na doge




Asha Bhosle, Adalat

Jab din haseen dil ho jawan
Kyun naa manaye picnic
Jab din haseen dil ho jawan
Kyun naa manaye picnic
Jab din haseen dil ho jawan
Kyun naa manaye picnic
Sine me aag hontho pe
Rag miljul ke gaye picnic
Sine me aag hontho pe
Rag miljul ke gaye picnic




Asha Bhosle, Adalat

Ji halaka
Dupatta mera malamal
Kaa rag saleti halka
Zamana lut jaayega
Jo sar se agar dhalka
Zamana lut jaayega
Jo sar se agar dhalka
Nahi re sa bhai nahi re sa
Nahi re sa bhai nahi re sa
Bhai nahi re sa bhai nahi re sa




Asha Bhosle, Adalat

Zindagi hasin hai ye
Zindagi hasin hai
Zindagi se pyar kar
Mai hu teri zindagi
Mujhpe etabar kar
Mujhpe etabar kar




Asha Bhosle, Adhikar

B.a m.a ph.d b.t b.com b.sc
B.a m.a ph.d b.t b.com b.sc
Degree lekar baithe hai sab
Karenge kya ab socho ji
Degree lekar baithe hai sab
Karenge kya ab socho ji
Socho ji, bolo ji




Asha Bhosle, Adhikar

Dil me hamare kon samaya
Khud hi samajh lo mai kya bolu
Kisne mujhe diwana banaya
Khud hi samajh lo mai kya bolu




Asha Bhosle, Adhikar

Tum to sab ke ho rakhwale
Bahut suna hai naam
Tum to sab ke ho rakhwale
Bahut suna hai naam
Mai sab jnau jab tum
Meri bigdi bana do shyam
Tum to sab ke ho rakhwale




Asha Bhosle, Adhikar

Sharab nahi hu
Magar ek nasha hu
Mai sare zamane ke
Gham ki dawa hu
Sharab nahi hu
Magar ek nasha hu
Mai sare zamane ke
Gham ki dawa hu
Haye re haye re
Sharab nahi hu
Magar ek nasha hu
Mai sare zamane ke
Gham ki dawa hu




Asha Bhosle, Adhikar

Jaani tum hansi ho, jaani tum jawaan ho
Sab ka dil ho, sab ki ho jaan
Jaani tum hansi ho, jaani tum jawaan ho
Sab ka dil ho, sab ki ho jaan
Waah waah waah waah ya ya ya ya
Humko sabhi log baaba kehata hai jaani
Kaise apun man bachaayenga jawaani
Humko sabhi log baaba kehata hai jaani
Kaise apun man bachaayenga jawaani
Jaani tum hansi ho, jaani tum jawaan ho
Sab ka dil ho, sab ki ho jaan
Jaani tum hansi ho, jaani tum jawaan ho
Sab ka dil ho, sab ki ho jaan




Asha Bhosle, Adhura Aadmi

Husn par meri nathani ka ghera hai
Husn par meri nathani ka ghera hai
Hai kisi ki duwa jo bachi hu piya
Hai kisi ki duwa jo bachi hu piya
Warana saara muhalla lutera hai
Warana saara muhalla lutera hai
Husn par meri nathani ka ghera hai
Husn par meri nathani ka ghera hai




Asha Bhosle, Adhura Aadmi

Bhool na jana ulfat kar ke
Rah na jaye aahe bhar ke
Aaja dil ruba mere dil ruba
Aaja dil ruba mere dil ruba
Dil ruba ho dil ruba ho
Dil ruba ho




Asha Bhosle, Adil-E-Jahangir

Chik chari o chari chik chari
Chik chari o chari chik chari
Are din dana o dana din dana
Chik chari o chari chik chari




Asha Bhosle, Adventures Of Robin Hood And Bandits

Jawan jawan husn ke rangin ye kafile
Awaz dete mujhe aa aa aa bhi ja
Jawa jawa husn ke rangin ye kafile
Awaz dete mujhe aa aa aa bhi ja
Jawan jawan husn ke




Asha Bhosle, Adventures Of Robin Hood And Bandits

Milne ki rut andhiyari re
Chandaniya se bhi lage pyari re
Sakhi bujh liya jan
Liya ankho se mann liya
Par na puche anadi re




Asha Bhosle, Afsana

Kitni hai albeli zulfe teri saheli
Kitna hasi nojawa hai
Wo jo khele hai inse haye
Kitni hai albeli zulfe teri saheli
Kitna hasi nojawa hai
Wo jo khele hai inse haye
Kitni hai albeli




Asha Bhosle, Afsana

Nazre mili mil ke jhuki
Deewne phir ho gaye
Phir hum mile aise mile
Ek duje mein kho gaye




Asha Bhosle, Afsana Pyar Ka

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner