Search Lyrics

Sunday, August 11, 2019

Mohammed Rafi Playback Singer

Know about playback singer Mohammed Rafi in detail. Mohammed Rafi was an Indian playback singer. He is considered as one of the greatest and most influential singers of the Indian subcontinent. Rafi was notable for his voice, versatility and range; his songs were varied from fast peppy numbers to patriotic songs, sad numbers to highly romantic songs, qawwalis to ghazals and bhajans to classical songs. He was known for his ability to mould his voice to the persona and style of an actor, lip-syncing the song on screen in the movie. He received six Filmfare Awards and one National Film Award. In 1967, he was honoured with the Padma Shri award by the Government of India. In 2001, Rafi was honoured with the "Best Singer of the Millennium" title by Hero Honda and Stardust magazine. In 2013, Rafi was voted for the Greatest Voice in Hindi Cinema in the CNN-IBN's poll.
Mohammed Rafi

Mohammed Rafi

Detailed information about the playback singer(Mohammed Rafi)

Native name

Rafi

Date of Birth and Birth Place

24 December 1924,Kotla Sultan Singh, Punjab, British India,

Died

31 July 1980(1980-07-31) (aged 55),Bombay, Maharashtra, India

Nationality

Indian

Occupation

Playback Singer

Sung in Following Language(s)

Mohammed Rafi had sung songs in Hindi, Bengali, Urdu, Punjabi, Gujrati, Marathi, Oriya, Telugu, Sindhi, Assamese, Kannada, Tamil[citation needed]


Play Back Singer: Mohammed Rafi

SingerMohammed Rafi
Native nameRafi
Date of Birth and Birth Place24 December 1924,Kotla Sultan Singh, Punjab, British India,
Died31 July 1980(1980-07-31) (aged 55),Bombay, Maharashtra, India
NationalityIndian
OccupationPlayback Singer

Mohammed Rafi Songs

Following are the lyrics of the songs sung by Mohammed Rafi

Dildar haseeno ka mehboob hoon
Husn se pyar karna mera kaam hai
Log deewane itna nahi jante
Zindagi pyar ka dusra naam hai
Main buddha hu to kya hua
Main buddha hu to kya hua
Pyar aur mohabbat aur jawani
Dil se hoti hai
Pyar aur mohabbat aur jawani
Dil se hoti hai
Are bemausam barsat
Badi mushkil se hoti hai
Main buddha hu to kya hua




Mohammed Rafi, A Night In Calcutta

Meri morni sach kehta hoon
O teri odhni jab lehraye
Ambar pe badal jal jal jaaye
Sun mor mere sach kehti hoon
Tere naino se jab nain milaye
Surat bhi tham ke dil reh jaaye




Mohammed Rafi, A Night In Calcutta

Tumko dil de baithe hai
Ab dekho kya phal pate hai
Tumko dil de baithe hai
Ab dekho kya phal pate hai
Kya arman nikalte hai
Kya jite ji mar jate hai
Tumko dil de baithe hai
Ab dekho kya phal pate hai




Mohammed Rafi, Aabroo

Meri aankhon ke ujale
Meri rahat mere bhai
Mere bhai
Meri umeed ke tare meri
Kismat mere bhai mere bhai




Mohammed Rafi, Aabroo

Ye dil nahi ki jiske sahaare jite hain
Ye dil nahi ki jiske sahaare jite hain
Lahu ka jaam hai jo subaho
Shaam pite hain ye dil nahi hai




Mohammed Rafi, Aabroo

Har chehra yahan chaand
Har chehra yahan chaand
To har zarra sitara
Har chehra yahan chaand
To har zarra sitara
Ye vaadi e kashmir hai
Jannat kaa nazara
Jannat kaa nazara
Har chehra yahan chaand
To har zarra sitara
Har chehra yahan chaand
To har zarra sitara
Ye vaadi e kashmir hai
Jannat kaa nazara
Jannat kaa nazara
Har chehra yahan chaand




Mohammed Rafi, Aabroo

Aap se pyaar huaa
Aap khafa ho baithe
Mil ke baithe bhi na the aur
Judaa haay judaa ho baithe
Aap se pyaar huaa
Aap khafa ho baithe
Mil ke baithe bhi na the aur
Judaa haay judaa ho baithe
Aap se pyaar huaa




Mohammed Rafi, Aabroo

Saathi banega saath apne chalega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Saathi banega saath apne chalega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Naam rahe na rahe kaam rahega
Naam rahe na rahe kaam rahega




Mohammed Rafi, Aadha Din Aadhee Raat

O o
Dil zakhmon se choor
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane o o
Pyaar ki manzil door
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane o o
Dil zakhmon se choor
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane




Mohammed Rafi, Aadhi Raat

Mukhde pe tere bijli ki chamak
Julfo ki ghata lahrati hai
Chal tham ke jara
Chal tham ke jara
Aye shola badan
Meri jan nikalti jati hai
Chal tham ke jara




Mohammed Rafi, Aadhi Raat Ke Baad

Kaafir nazar takraayi
Dil ki huyi ruswaayi
Huyi aankhon ki khataa
Par dil ne sazaa paayi
Kaafir nazar takraayi
Dil ki huyi ruswaayi
Huyi aankhon ki khataa
Pare dil ne sazaa paayi
Kaafir nazar takraayi




Mohammed Rafi, Aadhi Raat Ke Baad

Bahut hasi hai tumhari aankhe
Kaho to mai inse pyar kar lu
Bada hai dhokha teri najar me
Mai kis tarah etbar kar lu
Bahut hasi hai tumhari aankhe
Kaho to mai inse pyar kar lu




Mohammed Rafi, Aadhi Raat Ke Baad

Teri duniya me aakar ke bhi
Teri duniya na dekh sake
Hum andhe khuda ke tu bande
Mita do ye dukhda dila do ek
Roti ka tukda ek roti ka tukda
Teri duniya me aakar ke bhi
Teri duniya na dekh sake
Hum andhe khuda ke tu bande
Mita do ye dukhda dila do ek
Roti ka tukda ek roti ka tukda




Mohammed Rafi, Aadhi Roti

Mat pyar me dhokha khana
Chikna chikna hai zamana
Babu re fisal na jana
O mat pyar me dhokha khana
Chikna chikna hai zamana
Babu re fisal na jana
Arey fisal na jana babu
Dil pe rakhna kabu
Babu re babu re babu fisal na jana




Mohammed Rafi, Aadhi Roti

Soyi hamare sapno ki duniya
Soyi hamare sapno ki duniya
Soye hai bhag hamare
Soyi hai teri maiya ki mamta
Soyi hai teri maiya ki mamta
Soyi hai teri maiya ki mamta
Tu ab kisko pukare
Soja re soja mere lal soja
Soja re soja mere lal soja




Mohammed Rafi, Aadhi Roti

Aaj purani raahon se koyi
Mujhe aawaaj na de
Aaj purani raahon se koyi
Mujhe aawaaj na de
Dard mein dube geet na de
Gham ka sisakta saaj na de
Dard mein dube geet na de
Gham ka sisakta saaj na de




Mohammed Rafi, Aadmi

Main tuti hui ek naiya hu
Mujhe chaahe jidhar le jaao
Main tuti hui ek naiya hu
Mujhe chaahe jidhar le jaao
Jee chaahe dubo do maujo
Mein ya saahil par le jaao
Main tuti hui ek naiya hu
Mujhe chaahe jidhar le jaao




Mohammed Rafi, Aadmi

Kaisi haseen aaj bahaaro ki raat hai
Ek chaand aasmaan pe hai, ek mere saath hai
O dene waale tune to koyi kamee na kee
Abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai




Mohammed Rafi, Aadmi

Teri mohabbat pe shak nahi hai
Teree wafao ko manata hu
Magar tujhe kiski aarju hai
Main yeh hakikat bhi janata hu




Mohammed Rafi, Aadmi

Bina sifaarish miley naukri
Bin rishwat ho kaam
Arre isi ko anhoni kehte hain
Isi kaa kaljug naam




Mohammed Rafi, Aadmi Aur Insaan

Bina sifarish mile naukari
Bin rishwat ho kam
Are isiko anhoni kahte hai
Isika kaljug naam
Watan ka kya hoga anjam
Bacha le ae maula ae ram
Watan ka kya hoga anjam
Bacha le ae maula ae ram
Bacha le ae maula ae ram
Bacha le ae maula ae ram
Watan ka kya hoga anjam
Bacha le ae maula ae ram




Mohammed Rafi, Aadmi Aur Insaan

Zindagi ke rang kai re
Saathi re zindagi ke rag kai re
Zindagi ke rang kai re
Saathi re zindagi ke rag kai re




Mohammed Rafi, Aadmi Aur Insaan

Bura na mano yaar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Masti me kuch kahta hai kahta hai
Chahe gali deta hai deta hai
Gali me hai pyar dosti yaari me
Har gali me hai pyar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me




Mohammed Rafi, Aadmi Sadak Ka

Basti basti nagri nagri
Kah do gaaon gaaon me
Kal tak the jo sar pe chade
Wo aaj pade hai paav me
Re basti basti nagri nagri
Kah do gaaon gaaon me
Kal tak the jo sar pe chade
Wo aaj pade hai paav me




Mohammed Rafi, Aadmi Sadak Ka

Amir se hoti hai garib se hoti hai
Door se hoti hai qarib se hoti hai
Magar jahaan bhi
Hoti hai ai mere dost
Shaadiyaan to naseeb se hoti hai




Mohammed Rafi, Aadmi Sadak Ka

Koyi kaam nahi hain
Mushkil jab kiya iraada pakka
Ke main hun aadami sadak ka
Ke main hun aadami sadak ka
Koyi kaam nahi hain
Mushkil jab kiya iraada pakka
Ke main hun aadami sadak ka
Ke main hun aadami sadak ka
Mohabbat mera dharam imaan hain
Mohabbat mera dharam
Imaan hain meri jaat
Toh sirf insaan hain
Wahi jisne banaaye
Hain dono jahaan
Wahi jisne banaaye
Hain dono jahaan
Woh mera raam hain
Mera rehmaan hain
Sir jhukaaya toh dekhi
Kaashi aur sajda kiya toh makka
Ke main hu main hu
Main hu aadmi sadak ka
Koyi kaam nahi hain
Mushkil jab kiya iraada pakka
Ke main hun aadmi sadak ka
Ke main hun aadmi sadak ka




Mohammed Rafi, Aadmi Sadak Ka

Solah baras ki solah baras ki
Solah baras ki bhayi umariya
Solah baras ki bhayi umariya




Mohammed Rafi, Aag

Haye iski ho gayi
Hoye uski ho gayi
Arey iski ho gayi
Ho uski ho gayi
Iski ho gayi uski ho gayi
Sabki ho gayi shadi
Main bechara bhag mein
Jiske ab tak hai barbadi
Koi to daya karo re
Koi to reham karo re
Koi to daya karo re
Koi to reham karo re




Mohammed Rafi, Aag Aur Daag

Humse badhkar kaun hoga aapka deewana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana
Humse badhkar kaun hoga aapka deewana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana




Mohammed Rafi, Aag Aur Daag

Yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
Bimar e mohabbat ko, aisi na saza dije
Yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
Bimar e mohabbat ko, aisi na saza dije ae
Yeh pyar ka jhagda hai




Mohammed Rafi, Aag Aur Daag

Aaj in haathon mein phir se
Zindagi hai saaz hai
Kyaa kahu ae husn tujh par
Kitna mujh ko naaz hai
Tere is pyar ka shukriya mere meharbaa
Tere is pyar ka shukriya mere meharbaa
Mere meharbaa aa mere meharbaa




Mohammed Rafi, Aag Aur Daag

Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Aa aa aa
Aa aa aa
Aa aa aa
Aa aa aa
Aa aa aa
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Aeji wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Aisa kya
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai




Mohammed Rafi, Aag Ka Dariya

Kehta tha zamana
Kehta tha zamana magar
Hamne na mana
Muskil hai bahut pyar ki
Rashmo ko nibhana
Rashmo ko nibhana
Ek aag ka dariya hai or
Dub ke jana
Or dub ke jana




Mohammed Rafi, Aag Ka Dariya

Saathi mere saathi
Saathi mere saathi, rut aati jaati
Rut aati jaati
Kahe teri meri kahaani
Kahe teri meri kahaani
Saathi mere saathi, rut aati jaati
Kahe teri meri kahaani
Kahe teri meri kahaani
Aise hum saathi jaise diya baati
Aise hum saathi jaise diya baati
Rab ki badi hai meherbaani
Rab ki badi hai meherbaani
Saathi mere saathi, rut aati jaati
Kahe teri meri kahaani
Kahe teri meri kahaani




Mohammed Rafi, Aahuti

Jaane kya ho jaaye
Jab dil se dil takraaye
Sach hai pehle pehle lagta hai dar ho o o
Pehle dil ghabraaye
Phir aisa jaadoo chhaaye
Dil ko reh naa jaaye
Dil ki khabar ho o o
Jaane kya ho jaaye
Jab dil se dil takraaye
Sach hai pehle pehle lagta hai dar ho o o
Jaane kya ho jaaye




Mohammed Rafi, Aaina

Itni hasin itni jawa rat kya kare
Itni hasin itni jawa rat kya kare
Jage hai kuch ajib se jazbat kya kare
Itni hasin itni jawa rat kya kare




Mohammed Rafi, Aaj Aur Kal

Ye vadiya ye fizae bula rahi hai tumhe
Ye vadiya ye fizae bula rahi hai tumhe
Khamoshiyo ki sadaye bula rahi hai tumhe
Ye vadiya ye fizae bula rahi hai tumhe




Mohammed Rafi, Aaj Aur Kal

Takht na hoga taj na hoga
Kal tha lekin aj na hoga
Jisme sab adhikar na paye
Wo sacha sawaraj na hoga
Takht na hoga taj na hoga
Kal tha lekin aj na hoga
Jisme sab adhikar na paye
Wo sacha sawaraj na hoga




Mohammed Rafi, Aaj Aur Kal

Shaame bahara subhe chaman
Shaame bahara subhe chaman
Tu mere khwabo ki pyari dulhan
Tu mere khwabo ki pyari dulhan
Shaame bahara subhe chaman
Shaame bahara subhe chaman




Mohammed Rafi, Aaja Sanam

Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum
Bechain hai rangin najare
Bechain hai rangin najare
Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum




Mohammed Rafi, Aaja Sanam

Dekhe kah par girti hai bijli
Gussa hai ya tufan o allah
Ho allah meri khair ho
Dekhe kah par girti hai bijli
Gussa hai ya tufan o allah
Ho allah meri khair ho




Mohammed Rafi, Aakhri Daao

Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun
Aur tum mujhe dhoondha karo
Aur main kabhi mil na paaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun




Mohammed Rafi, Aakhri Daao

Tujhe kya sunaau o dilaruba
Tere saamane mera haal hai
Teri ik nigaah ki baat hai
Meri zindagi ka savaal hai
Tujhe kya sunaau o dilaruba




Mohammed Rafi, Aakhri Dao

Idhar toh haath la pyaare
Dikhaau din ko bhi taare
Likha hai kya lakiro mein
Fakiro se sun jaa re
Idhar toh haath la pyaare
Dikhaau din ko bhi taare
Likha hai kya lakiro mein
Fakiro se sun jaa re
Idhar toh haath la pyaare




Mohammed Rafi, Aakhri Dao

Hamsafar saath apna chhod chale
Hamsafar saath apna chhod chale
Rishte naate wo saare tod chale
Hamsafar saath
Hamsafar saath apna chhod chale
Hamsafar saath




Mohammed Rafi, Aakhri Dao

Tera rang bada hai gora
Gora ho gora
Tera rang bada hai gora
Gora najar tainu lag jaye na
Ho ho najar tainu lag jaye na
Le bandh le kala dora
Dora ho dora
Le bandh le kala dora
Dora najar tainu lag jaye na
Ho ho najar tainu lag jaye na




Mohammed Rafi, Aakhri Kasam

Aur kuchh der thahar
Aur kuchh der na jaa
Aur kuchh der thahar
Aur kuchh der na jaa
Aur kuchh der thahar




Mohammed Rafi, Aakhri Khat

Aaaaa
Aaaaa
Aaaaa
Aaaaa
Aaaaa
Aaaaa
La ilaah ilallah
La ilaah ilallah
Mohammad e rasool allah
La ilaah ilallah
La ilaah ilallah
Ilallah ilallah ilallah ilallah
Ilallah ilallah ilallah ilallah




Mohammed Rafi, Aakhri Sajda

Bulaa lo dar pe
Bulaa lo dar pe
Bulaa lo dar pe habeeb e
Khuda khuda ke liye
Bulaa lo dar pe habeeb e
Khuda khuda ke liye
Karam ho mujh pe
Karam ho mujh pe
Karam ho mujh pe
Karam ho mujh pe
Karam ho mujh pe shah e
Ambiyaa khuda ke liye
Bulaa lo dar pe habeeb e
Khuda khuda ke liye
Bulaa lo dar pe




Mohammed Rafi, Aakhri Sajda

Nain milakar chain churana
Kiska hai yeh kaam
Are humse poocho
Humko pata hai
Us zaalim ka naam




Mohammed Rafi, Aamne Saamne

O mere bechain dil ko chain tune diya
Mere bechain dil ko chain tune diya
Shukriya shukriya, o shukriya shukriya
O tera ehsaan hai jo pyar tune kiya
Tera ehsaan hai jo pyar tune kiya
Shukriya shukriya, o shukriya shukriya




Mohammed Rafi, Aamne Saamne

Aaj kal humse ruthe hue hai sanam
Aaj kal humse ruthe hue hai sanam
Pyaar mein ho rahe hai sitam pe sitam,
Lekin khuda ki kasam
Honge jis roj hum aamane saamane
Honge jis roj hum aamane saamane
Saare shikawe gile dur ho jaayenge
Aaj kal humse ruthe hue hai sanam




Mohammed Rafi, Aamne Saamne

Kabhi raat din hum dur the
Din raat ka abb saath hai
Kabhi raat din hum dur the
Din raat ka abb saath hai
Woh bhi itefaaq ki baat thi
Yeh bhi itefaaq ki baat hai
Woh bhi itefaaq ki baat thi,
Yeh bhi itefaaq ki baat hai
Kabhi raat din hum dur the




Mohammed Rafi, Aamne Saamne

Sitamgar dil mein tere
Aag ulfat ki lagaa doongaa
Qasam teri tujhe main
Pyaar karna bhi sikhaa doonga




Mohammed Rafi, Aan

Dil ko huaa tum se pyaar
Ab hai tumhe ikhtiyaar
Chaahe banaa do
Chaahe mitaa do




Mohammed Rafi, Aan

Mohabbat chume jinake haath
Javani paao pade din raat
Sune phir hai sune
Phir hai wo kisaki baat




Mohammed Rafi, Aan

Maan mera ehsaan are naadaan ke
Maine tujhase kiya hai pyaar
Maine tujhase kiya hai pyaar
Meri nazar ki dhup na
Bharati rup to hotaa
Husn teraa bekaar
Maine tujhase kiya hai pyar
Maan mera ehsaan are naadaan ke
Maine tujhase kiya hai pyaar
Maine tujhase kiya hai pyaar




Mohammed Rafi, Aan

Hoy he
Hoy gaao taraane man ke ji
Aashaa aai dulahan ban ke ji
Naacho naacho man ki taal pe
Chham chham chham chham
Chham chham
Hoy aaj khushi ban than ke ji
Kar ghar aai hai dulahan ke ji
Naacho naacho man ki taal pe
Chham chham chham chham
Chham chham




Mohammed Rafi, Aan

Dil mein chupake pyar ka toofan le chale
Hum aaj appni mauth ka saman le chale
Mauth ka saman le chale dil mein
Chupake pyar ka toofan le chale




Mohammed Rafi, Aan

Ganga ban jaau kaho,
Jamuna ban jaau more raaja
Lagi tujhe pyaas toh phir
Dur kahi na ja na ja
Are ganga ban jaau kaho,
Jamuna ban jaau more raaja
Lagi tujhe pyaas toh phir
Dur kahi na ja na ja
Ha aa ha aa
Ganga ban jaao, chaahe
Jamuna ban jaao mori raadha
Pyaas ke tu sang mere aaja aaja
Ganga ban jaao, chaahe
Jamuna ban jaao mori raadha
Bujhe tabhi pyaas ke
Tu sang mere aaja aaja




Mohammed Rafi, Aan Aur Shaan

Bhagwan tumhari duniya me
Kyu dil thukraye jate hai
Kyu chahne walo ke arma
Matti me milaye jate hai
Bhagwan tumhari duniya me




Mohammed Rafi, Aan Baan

Chor maalkin ke paanv chhuo
I say iname aur ham
Mein koi pharak nahi
Laao beta laao inaka
Dupatta waapas kar de
Ise apane paas rakhiye
Aji suniye to sahi yu
Ruthkar mat jaayiye
Dekhiye hu padosi
Hai ab toh aamana
Saamana hota hi rahega
Zindagi bhar ka saath hai
Aap iss tarah naraz hokar
Jaayengi toh toh dekhiye
Mera dil tut jaayega




Mohammed Rafi, Aan Baan

Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam
Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam
Main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
Khaati hu kasam, khaati hu kasam




Mohammed Rafi, Aan Baan

Sun lo purab paschhim
Uttar dakshin ke ai logo
Jivan sabke liye saja hai
Hasate hasate bhogo
Naam nahin koi thaam
Nahi hai number se pehchaan
Kya raaja kya rank yaha
Pe sab hai ek samaan
Naam nahin koi thaam
Nahi hai number se pehchaan
Kya raaja kya rank yaha
Pe sab hai ek samaan
Naam nahin koi thaam nahi




Mohammed Rafi, Aan Baan

Mat puchho jo khushi ke
Maare aaj hai apna haal
Aankhon mein chhaayi hai
Masti behek rahi hai chaal
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Aaj duniya hai hamaari
Aaj duniya hai hamaari
Chalenge tan ke
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake




Mohammed Rafi, Aan Baan

Jab tum ho mere hamsafar khuburat
Jab tum ho mere hamsafar khuburat
Toh hai jindagi ka safar khubsurat
Jab tum ho mere hamsafar khuburat
Toh hai jindagi ka safar khubsurat
Jab tum ho mere




Mohammed Rafi, Aan Baan

Falak se todkar dekho
Sitarein laye hai
Magar mein voh nahi
Laya jo log laye hai
Koi nazarana lekar aaya hoon
Mein diwana tere liye
Koi nazarana lekar aaya hoon
Mein diwana tere liye
Aaaj chhalkka hai khushi se
Dil ka paymaana tere liye
Koi nazarana lekar aaya hun
Mein diwana tere liye




Mohammed Rafi, Aan Milo Sajna

Rang rang ke phool khile
Mohe bhaaye koyi rang naa
Ho ab aan milo sajnaa
Aan milo aan milo sajnaa
Aan milo aan milo sajnaa




Mohammed Rafi, Aan Milo Sajna

Ek nanhi si kali
Ek nanhi si kali
Roye dali ke liye
Jisne tadpa diya
Tadpe usi mali ke liye
Ek nanhi si kali
Roye dali ke liye
Jisne tadpa diya
Tadpe usi mali ke liye
Jisne tadpa diya
Tadpe usi mali ke liye




Mohammed Rafi, Aanchal Ke Phool

Aarati man maanati
Kahanaa kyun nahi maanati
Paathashaalaa me chhutti ho gai
Bastaa kyun nahi baandhati
Bastaa kyun nahi baandhati
Bastaa kyun nahi baandhati




Mohammed Rafi, Aandhi

Ek taraf hai maa ki chhaya
Ek taraf hai taaj
Raam lakhan ki jodi dekho
Bichad rahi hai aaj
Raam lakhan ki jodi dekho
Bichad rahi hai aaj
Raam lakhan ki jodi dekho
Bichad rahi hai aaj
Ek taraf hai maa ki chhaya
Ek taraf hai taaj
Raam lakhan ki jodi dekho
Bichad rahi hai aaj




Mohammed Rafi, Aandhi Aur Toofan

Dil laya main
Dil laya main bacha
Ke punjab se
Dil laya main bacha
Ke punjab se
Kitna hai pyar dekho
Mujhko janab se
Rup layi main bachake
Rajsthan se
Rup layi main bachake
Rajsthan se
Kitna hai pyar dekho
Mujhe shri man se
Laya main punjab se
O rup layi main rajsthan se




Mohammed Rafi, Aandhi Aur Toofan

Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka




Mohammed Rafi, Aandhi Aur Toofan

Ghooghat se kyu naina jhaanke
Janne wale jan gaye
Janam janam ke jeevan sathi
Hum tumko pahchan gaye
Ghooghat se kyu naina jhaanke




Mohammed Rafi, Aangan

Hum ishq mein barabad hain
Barabad rahenge
Dil royega tere liye
Aansoo na bahenge
Hum barabad rahenge
Hum barabad rahenge
Seene mein chhupa rakhenge
Hum raz e mohabbat
Hum raz e mohabbat
Ai jan e wafa tujh
Se mohabbat na karenge
Tujhe rusava na karenge
Ham barabad rahenge
Ham barabad rahenge




Mohammed Rafi, Aankhen

Sona re tujhe kaise milu
Kaise kaise milu
Sona re tujhe kaise milu
Kaise kaise milu
Ambwa ki bagiya
Jharna ke nadiya kaha milu
Tujhe kaise milu
Kaise kaise milu




Mohammed Rafi, Aankhin Dekhi

Uth jaag musafir bhor bhai
Ab rain kaha jo sovat hai
Uth jaag musafir bhor bhai
Ab rain kaha jo sovat hai
Jo jaagat hai so pavat hai
Jo sovat hai so khovat hai
Uth jaag uth jaag uth jaag
Uth jaag uth jaag uth jaag




Mohammed Rafi, Aankhin Dekhi

sansar banane wale
o sansar banane wale Gareebon
ko bhi yad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna




Mohammed Rafi, Aansoo

Suno ye jamane ki kahani,
Hai aansu ki zabani
O janewale karle yakin,
O tera duniya mein koyi nahi
O tera duniya mein koyi nahi




Mohammed Rafi, Aansoo

Na de ilzaam dil unako
Na kar shiqava zamaane se
Muhabbat kam
Nahin hoti kabhi aazamaane se
Na de ilzaam dil




Mohammed Rafi, Aansoo

Din pyar ke aaye re
Din pyar ke aaye re
Nazar mil jaye to gori sharamaye
Jawani kahe hay




Mohammed Rafi, Aansoo

Sajana ho, sajana ho
Sanwari o




Mohammed Rafi, Aansoo

Bahaar-e-husn teri,
Mausam-e-shabaab teraa
Kahaan se dhoonndh ke laaye
Koyi jawaab teraa
Ye subah bhi tere
Rukhsaar ki jhalak hi to hai
Ke naam leke nikaltaa hai
Aaftaab teraa
Aa aa aa




Mohammed Rafi, Aao Pyaar Karen

Ye jhuki jhuki jhuki nigahen teri
Ye ruki ruki ruki si aahen teri
Dil ka raaz keh gayi
Tujh ko pyaar hai kahin
Ab ye baat chhup
Sakegi kaise teri
Ye jhuki jhuki jhuki nigahen teri
Ye ruki ruki ruki si aahen teri
Dil ka raaz keh gayi
Tujh ko pyaar hai kahin
Ab ye baat chhup
Sakegi kaise teri
Ye jhuki jhuki jhuki nigahen
Waah waah




Mohammed Rafi, Aao Pyaar Karen

Jinke liye mai diwana bana
Vo bhi kahte hai diwana mujhe
Jinke liye mai diwana bana
Vo bhi kahte hai diwana mujhe
Ya khuda, ya khuda
Ya khuda, ya khuda
Jinke liye mai diwana bana
Vo bhi kahte hai diwana mujhe
Mem shaab sigrate




Mohammed Rafi, Aao Pyaar Karen

Bahaar e husn teri
Mausam e shabaab teraa
Kahaan se dhundh ke
Laae koi javaab teraa
Ye subah bhi tere
Rukhasaar ki jhalak hi to hai
Ke naam leke nikalataa
Hai afataab teraa




Mohammed Rafi, Aao Pyaar Karen

Dil ke aaine mein
Dil ke aaine mein
Tasweer teri rehti hai
Main yeh samjha
Koyi jannat ki pari rehti hai




Mohammed Rafi, Aao Pyaar Karen

Tum akele to kabhi
Baagh me jaaya na karo
Tum akele to kabhi
Baagh me jaaya na karo
Aaj kal phool bhi
Dilwaale huaa karte hai
Koyi kadmo se
Lipat baitha to phir
To bhir kya hogaa
To phir kya hoga
Tum akele to kabhi
Baagh me jaaya na karo
Aaj kal kaliyaan badi
Shokh hua kartin hain
Koyi shokhi pe utar aayi to phir
To phir kya hoga
To phir kya hoga
Tum akele to kabhi
Baagh me jaaya na karo




Mohammed Rafi, Aao Pyaar Karen

Tare tare kitne neel
Gagan pe tare
Tare tare kitne neel
Gagan ke tare
Tare tare kitne neel
Gagan pe tare
Teri uamr ho uthane saal
Jitane neel gagan pe tare
Tare tare kitne neel
Gagan pe tare
Tare tare kitne neel
Gagan ke tare




Mohammed Rafi, Aap Aye Bahaar Ayee

Koyal kyun gaaye
Koyal kyun gaaye
Koyal kyun gaaye
Koyal kyun gaaye
Baagh se jab patajhad
Jaaye re bahaar chali aaye
Man mast pavan dhadakaaye
Ambuaa pe koyal gaaye




Mohammed Rafi, Aap Aye Bahaar Ayee

Saare zamane pe mausam
Suhaane pe is dil deewane pe
Viraani si thi chhaayi
Aap aaye bahaaraayi
Saare zamane pe mausam
Suhaane pe is dil deewane pe
Viraani si thi chhaayi
Aap aaye bahaaraayi




Mohammed Rafi, Aap Aye Bahaar Ayee

Poochhe jo koi mujhse
Bahaar kaisi hoti hai
Poochhe jo koi mujhse
Bahaar kaisi hoti hai
Naam teraa le ke kahdun
Ki yaar aisi hoti hai
Poochhe jo koighataa
Ghanghor kaisi hoti hai
Tere jaisi hoti hai
Aur kaisi hoti hai
Poochhe jo koi mujhse
Bahaar kaisi hoti hai




Mohammed Rafi, Aap Aye Bahaar Ayee

Dilshad tha ke phul
Khilenge bahar mein
Mara gaya garib isi aitbar mein
Mujhe teri mohabbat ka
Sahara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka
Sahara mil gaya hota
Agar tufan nahi aata
Kinara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka
Sahara mil gaya hota
Agar tufan nahi aata
Kinara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka
Sahara mil gaya hota




Mohammed Rafi, Aap Aye Bahaar Ayee

Apni khushiya tujhko de du
Tere aansu le lu
Mar jau mai teri kahtir
Apni jaa de du
Tere bina kaun mera
Sun mere yaar
Mera sab kuch
Bas tu mera pyar
Ye hansi yado ki
Pyar bhare wado ki
Duniya basi rahe.




Mohammed Rafi, Aap Ke Deewane

Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Ye aankh bhar aayi
To phir kya hua
Phir kya hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua




Mohammed Rafi, Aap Ke Deewane

Hum to aapke deewane hai
Bade mastane hai
Hum to aapke deewane hai
Bade mastane hai
Hum to aapke deewane hai
Bade mastane hai




Mohammed Rafi, Aap Ke Deewane

Tera jalava tauba hai tera jalawa
Jab se dekha tauba hai tera jalawa
Tera jalava tauba hai tera jalawa
Jab se dekha tauba hai tera jalawa




Mohammed Rafi, Aap Ke Deewane

Phini naa naa baitho
Phini naa naa baitho
Phini naa naa baitho
Phini naa naa baitho
Raam kare allaah kare
Teri meri dosti bani rahe
Raam kare allaah kare
Teri meri dosti bani rahe




Mohammed Rafi, Aap Ke Deewane

Mere dil mein jo hota hai
Tere dil mein kya hota hai
Hota hai to ye pyar hai ikarar hai
Han thoda kuchh hota to hai
Jane kya iske liye isaka naam
Main hu mushqil mein




Mohammed Rafi, Aap Ke Deewane

Ek matwala aaj chala apni manzil ko
Ek matwala aaj chala apni manzil ko
Kismat ne aasan kiya hai har muskil ko




Mohammed Rafi, Aap Ki Parchhaiyan

Jab tak hai aakash pe
Chand aur sitare
Bhagwan salamat
Rahe maa bap hamare
Jab tak hai aakash
Pe chand aur sitare
Bhagwan salamat rahe
Maa bap hamare




Mohammed Rafi, Aap Ki Parchhaiyan

Main nigahe tere
Chehre se hatau kaise
Main nigahe tere
Chehre se hatau kaise
Lut gaye hosh to phir
Hosh mein aau kaise
Mein nigahe tere
Chehre se hatau kaise
Main nigahe




Mohammed Rafi, Aap Ki Parchhaiyan

Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho
Bhala ji kaise
Jiyenge duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale




Mohammed Rafi, Aap Ki Parchhaiyan

Desh mein sankat aaya hai
Desh mein sankat aaya hai aaya hai
Desh mein sankat aaya hai
Desh mein sankat aaya hai aaya hai
Desh mein sankat aaya hai
Desh mein sankat aaya hai
Ab kuch karke dikhlana hai
Desh mein sankat aaya hai
Ab kuch karke dikhlana hai
Kam khane ka sab logo ko
Bada hunar dikhlana hai
Naya hunar sikhlana hai
Desh mein sankat aaya hai




Mohammed Rafi, Aap Ki Sewa Mein

Main teri tu mera
Main teri tu mera
Dono ka sang sang ho basera
Main teri tu mera
Main teri tu mera
Dono ka sang sang ho basera
Chhod ke mujhako kidhar chale
Bichhade dur huye
Main teri tu mera
Main teri tu mera
Dono ka sang sang ho basera




Mohammed Rafi, Aap Ki Sewa Mein

Meri aankho ke
Meri aankho ke tare
Yeh phool suhaye
Haye piya
Meri aankho ke
Meri aankho ke tare
Yeh phool suhaye
Haye piya
Meri radha ke
Meri radha ke balo ko
Yahi sajaye haye piya
Meri radha ke
Meri radha ke balo ko
Yahi sajaye haye piya




Mohammed Rafi, Aap Ki Sewa Mein

Ye aasman ye badal ye raste ye hawa
Har ek chiz hai apni jagah thikane se
Kayi dino se shikayat nahi jamane se
Ye zindagi hai safar aur safar hi manzil hai




Mohammed Rafi, Aap To Aise Na The

Khuda hi juda kare to kare
Koi taakat juda hamko
Nahi kar paayegi
Khuda hi juda kare to kare
Koi taakat juda hamko
Nahi kar paayegi
Kamsin ho hasina ho wo
Husn ka chaahe nagina ho
Ho koi surat juda hamko
Nahi kar paayegi
Khuda hi juda kare to kare
Koi taakat juda hamko
Nahi kar paayegi
Dil ke ham do parwane
Hai chat ke do diwane hai
Kabhi daulat juda hamako
Nahi kar paayegi
Khuda hi juda kare to kare
Koi taakat juda hamko
Nahi kar paayegi




Mohammed Rafi, Aap To Aise Na The

Tu is tarah se meri zindagi
Mein shamil hai
Tu is tarah se meri zindagi
Mein shamil hai
Jahan bhi jaun yeh lagta
Hai teri mehfil hai
Tu is tarah se meri zindagi
Mein shamil hai




Mohammed Rafi, Aap To Aise Na The

Sun sun sun sun zaalima
Pyaar ham ko tumse ho gaya
Dil se mila le dil mera
Tujh ko mere pyaar ki kasam
Ja ja ja ja bewafa
Kaisa pyaar kaisi preet re
Tu na kisi ka meet re
Jhuthe tere pyaar ki kasam
Sun sun sun sun zaalima
Ja ja ja ja bewafa




Mohammed Rafi, Aar-Paar

Mohabbat kar lo jee bhar lo
Aji kis ne roka hai
Par bade gazab ki baat hai
Is mein bhi dhokha hai
Shiqaayat kar lo ji bhar lo
Aji kis ne roka hai
Ho sake to duniya chhod do
Duniya bhi dhokha hai
Shiqaayat kar lo ji bhar lo
Aji kis ne roka hai
Ho sake to duniya chhod do
Duniya bhi dhokha hai
Shiqaayat kar lo




Mohammed Rafi, Aar-Paar

Arre na na na na tauba tauba
Main na pyar karungi
Main na pyar karungi
Kabhi kisise tauba re
Balam tauba tauba
Arre wah wah wah
Aisa kaisa hoga
Tauba kay ko karta
Tauba pyar se darta
Pyar se darta pyar se darta
Aisa re sanam kaisa hoga




Mohammed Rafi, Aar-Paar

Aaja aaja
Aaja re balam
Waada kar ke tu
Kabhi utthte hain
Kabhi jhukte hain
Yeh naina be-qaaboo
Arey na jaa naa jaa
Na jaa re sanam
Dil hai be-qaboo
Main bhi to hoon sunder
Nahi koyi bandar
To kyun bhaage hai tu




Mohammed Rafi, Aarti

Na bhanwara na koyi gul
Akela hu main tera bul bul
Hai ek tanahayi meri
Jaan mere jaha me aa
Mere jaha me rangobu
Kahi par hansi kahi aansu
Yeh bata saudayi main
Yeh zindagi bhula du kya




Mohammed Rafi, Aarti

Wo tir dil pe chalaa jo
Teri kamaan me hai
Wo tir dil pe chalaa jo
Teri kamaan me hai
Haay kisi ki aankh me
Jaadu teri zubaan me hai
Kisi ki aankh me jaadu
Teri zubaan me hai




Mohammed Rafi, Aarti

Tehe barbar tohe kya samjhyaye
Meri payal ki jhankar
Tehe barbar tohe kya samjhyaye
Meri payal ki jhankar




Mohammed Rafi, Aarti

Ab kya misaal doon main
Tumhare shabaab ki
Insaan ban gayee hai kiran
Mahtaab ki ab kya misaal doon




Mohammed Rafi, Aarti

Apne yaad dilaya
To mujhe yaad aaya
Apne yaad dilaya
To mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe pada
Thaa koi gam ka saaya
Apne yaad dilaya




Mohammed Rafi, Aarti

Zameen kagaz ki ban jaye
Samundar roshanayi ka
Baya phir bhi na hoga
Hamase yeh kissa judayi ka




Mohammed Rafi, Aas Ka Panchhi

Tare aane ki aas hai dost
Sham phir kyon udas hai dost
Mehki mehki fiza ye kehti hai
Tu kahi aas pas hai dost




Mohammed Rafi, Aas Paas

Shehar mein charcha hai
Shehar mein charcha hai
Ye duniya kehti hain
Shaher mein charcha hai
Ye duniya kehti hain
Gali me meri ek ladki
Kanwari rehti hai
Kahi tu wahi to nahi
Wahi to nahi
Wahi to nahi ha ha.. Bolo
Shehar mein charcha hai
Shehar mein charcha hai
Zamana kehta hain
Shehar mein charcha hai
Zamana kehta hain
Gali mein meri ek mera
Deewana rehta hai
Kahi tu wahi to nahi
Wahi to nahi wahi to nahi bolo




Mohammed Rafi, Aas Paas

Ek din bahar ne phoolo se ye kaha
Kanto ki nok par khilte ho tum magar
Hansate ho jhum kar
Jhkamo ko chhum kar
Insano ke liye mushkil hai
Tumko salaam hai
Tumko salaam hai
Tumko salaam hai
Tumko salaam hai
Tumko salaam hai
Tumko salaam hai




Mohammed Rafi, Aasha

Jane ham sadak ke logo se
Jane ham sadak ke logo se
Mehalowale kyon jalte hain
Jane ham sadak ke logo se
Mehalowale kyon jalte hain
Yeh unche mehalowale bhi
Yeh unche mehalowale bhi
Inn sadako par hi chalte hain
Jane ham sadak ke logo se




Mohammed Rafi, Aasha

Dhak dhak se dhadakna bhula de
Chhan chhan se chhanakna sikha de
Dhak dhak se dhadakna bhula de
Chhan chhan se chhanakna sikha de
Mere dil ko piro ke payal me
Mere dil ko piro ke payal me
Ho gori
Ho gori ghungharu bana de
Dhak dhak se dhadakna bhula de
Chhan chhan se chhanakna sikha de
Chhan chhan chhan
Chhan chhan chhan




Mohammed Rafi, Aasha

Saanchi joto wali
Mata mata
Teri jayajayakaar
Jayajayakaar
Jayajayakaar
Jayajayakaar
Tune mujhe bulaya
Sheraan walie
Mai aayaa
Mai aayaa sheraan walie
O jotaan walie pahaadaan
Walie o meharaan walie
Tune mujhe bulaya
Sheraan walie
Mai aayaa
Mai aayaa sheraan walie




Mohammed Rafi, Aasha

Aashaao ke saavan me
Aashaao ke saavan me
Umago ki bahaar me
Tum mujhako dhundho
Mai kho jaaun pyaar me
Aashaao ke saavan
Umago ki bahaar me
Tum mujhako dhundho
Mai kho jaaun pyaar me
Aashaao ke saavan




Mohammed Rafi, Aasha

Kaisi mehfil hai ye kaisa mela hai ye
Hai farishte sabhi koi insaa nahi
Kaisi mehfil hai ye kaisa mela hai ye
Hai farishte sabhi koi insaa nahi
Kaisi mehfil hai ye kaisa mela hai ye




Mohammed Rafi, Aashiana

Man mera tera jogi
Aasha puri kab hogi
Man mera tera jogi
Aasha puri kab hogi kab hogi
Man mera tera jogi




Mohammed Rafi, Aashiana

Dil ke saude mein
Farishte bhi gunehgar bane
Sej ke naam pe jinke liye majaar bane




Mohammed Rafi, Aashiana

Shokhiya najar me hai
Mastiya hai chal me
Jab se hai mere khyal me
Koi baat koi yaad koi naam




Mohammed Rafi, Aasra

O jiska saathi hai bhagwan
Usako kya rokega
Aandhi aur tufaan
O jiska saathi hai bhagwan
Usako kya rokega
Aandhi aur tufaan
O jiska saathi hai bhagwan




Mohammed Rafi, Aastik

Nayan tumhare
Darash ko tarse
Chain na pau
Kaise kahu dukh birha ke
Kaise kahu dukh birha ke
Koi samjh na paye
Din beete aur mahine bite
Biti ghadiya sari




Mohammed Rafi, Aastik

Bhagwan tera insaan
Dekh le hai kitana nadan
Dekh le hai kitana nadan
Are ise to jhuth-sanch ki
Zara nahin pahachan
Dekh le hai kitana nadan
Dekh le hai kitana nadan




Mohammed Rafi, Aastik

Sharab hai ha sharab hai
Shabab hai ha shabab hai
Ek se badke ek lajabab hai, lajabab hai
Ae deewane bol bol aur tujhe kya chahiye, kya chahiye
Ho deewane bol bol aur tujhe kya chahiye, kya chahiye
Sharab hai ha sharab hai
Shabab hai ha shabab hai




Mohammed Rafi, Aatish

O meri ladli pyari behna rani behna
Tu mere hote huye aanshuo me nahi bahna
O maan liya maine teri kahna yahi kahna fir kahna
Behna o meri ladli pyari behna rani behna




Mohammed Rafi, Aatish

Babu managera ve
Hey babu managera ve
Ho tu bhi hamare sang nach le
Hey sang gaa le zara zara
Ho tu bhi hamare sang nach le
Hey sang gaa le zara zara
Ho o babu managera ve
Hey babu managera ve




Mohammed Rafi, Aatish

Kahi naam na apna likh dena
Kisi ulte seede kagaj par dil ka parcha laye hai
Naam uspe likha kar jayenge




Mohammed Rafi, Aatish

Lo bhor huyi panchhi nikle
Lo bhor huyi panchhi nikle
Talaash mein daane daane ki
Insaan bhi lo ghar se niklaa
Insaan bhi lo ghar se niklaa
Dhun roti daal kamaane ki
Dhun roti daal kamaane ki
Lo bhor huyi




Mohammed Rafi, Aawaz

Aayi barat baje gaje se
Aayi barat baje gaje se
Aayi barat baje gaje se
Aayi barat baje gaje se
Aayi barat baje gaje se
Aayi barat baje gaje se
Aayi barat baje gaje se
Aayi barat baje gaje se




Mohammed Rafi, Aawaz

Zindagi me aaya tufan
Zindagi me aaya tufan
Hue aaj sab pareye
Din ye kaise aaye
Do ghadi me aaya tufan
Zindagi me aaya tufan




Mohammed Rafi, Aaya Toofan

Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Kya karogi mera dil
Tod dogi mera dil
Pahle sikho dil lagana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana




Mohammed Rafi, Aaya Toofan

Phulo se mukhade wali
Nikali hai ek matawali
Gulashan ki karane sair
Khudaya khair
Gulashan ki karane sair
Khudaya khair




Mohammed Rafi, Aaye Din Bahar Ke

Mere dil se sitamgar tune achchhi dillagi ki hai
Ke banke dost apane dosto se dushamani ki hai
Mere dushman tu meri dosti ko tarse
Mere dushman tu meri dosti ko tarse
Mujhe gham denewale tu khushi ko tarse
Mere dushman




Mohammed Rafi, Aaye Din Bahar Ke

Khuli waadiyon ka safar hai
Hasi manjilo pe najar hai
Bahakne laga hai kyu mera dil
Khuli waadiyon ka safar hai
Hasi manjilo pe najar hai
Bahakne laga hai kyu mera dil
Khuli waadiyon ka safar hai




Mohammed Rafi, Aayega Aanewala

Bhej de de de de de de
Bhej de chacha beta
Bhej de chhapan karod ki chothai
Pas bidi hai na diya salai
Apna dhandha to ho gaya manda
Chain payega kis tarah banda




Mohammed Rafi, Ab Dilli Dur Nahin

Chun chun karati aai chidiya
Daal kaa dana laai chidiya
Mor bhi aaya kauva bhi aaya
Chuha bhi aaya bandar bhi aaya
Chun chun karati aai chidiya
Daal kaa dana laai chidiya
Mor bhi aaya kauva bhi aaya
Chuha bhi aaya bandar bhi aaya
Chun chun karati aai chidiya




Mohammed Rafi, Ab Dilli Dur Nahin

Sare mahafil mera imaan
Beyiman ho gaya ho
Yaro abb kya hoga
Yaro abb kya hoga
Mera katil mere ghar mein
Mera mehaman ho gaya ho
Yaro abb kya hoga
Yaro abb kya hoga
Wahi hoga jo manzure
Kuda hogakuda hoga
Ho yaro abb kya hoga
Yaro abb kya hoga




Mohammed Rafi, Ab Kya Hoga

Le le rab ka naam gafil
Le le rab ka naam
Le le rab ka naam gafil
Le le rab ka naam
Is sode me sona chandi
Aur lage na dan
Le le rab ka naam
Le le rab ka naam gafil
Le le rab ka naam




Mohammed Rafi, Abdullah

Maine puchha chand se ke
Dekha hai kahi mera yar sa hasin
Chand ne kaha chandni ki
Kasam nahi nahi nahi
Maine puchha chand se ke
Dekha hai kahi mera yar sa hasin
Chand ne kaha chandni ki
Kasam nahi nahi nahi
Maine puchha chand se




Mohammed Rafi, Abdullah

Vaadiyaa meraa daaman, raaste meri baahe
Jaao mere sivaa, tum kahaan jaaoge




Mohammed Rafi, Abhilasha

Ek janib shamme mehfil
Ek janib shamme mehfil, ek janib roohe jana




Mohammed Rafi, Abhilasha

Chali jawaani tokar khaane
Duniya ke bazar mein
Chali jawaani ho dekho
Chali jawaani thokar khaane
Duniya ke bazar mein
Gali gali bhatkegi pagli
Gali gali bhatkegi pagli
Chhalbaliya sansaar mein
Kyun thumak thumak chali
Hoy thumak thumak chali hoy
Chali jawaani ho babu dekho
Chali jawaani thokar khaane
Duniya ke bazar mein
Chali re chali re chali re
Chali chali chali




Mohammed Rafi, Abhimaan

Jab se paida huye jagat mein
Kabhi chain na paye
Kabhi chain na paye
Yeh maula teri duniya mein
Aake pachhataye
Yeh maula teri duniya mein
Aake pachhataye
Dekh le har kadam
Thokre khaye hum
Dekh le har kadam
Thokre khaye hum
Yeh maula teri duniya mein
Aake pachhataye




Mohammed Rafi, Abu Kaliya

Ghaflat mein sone walo
Rab ne tumhe pukara
Uthkar zara to dekho
Kudrat ka ye nazara




Mohammed Rafi, Abu Kaliya

Wallah hamse puchho
Tum kitni hasin ho
Wallah hamse puchho
Tum kitni hasin ho
Rangin ho
Aisi koi baat phir tum
Juba par na lana
Aisi koi baat phir tum
Juba par na lana
Wallah hamse puchho
Tum kitni hasin ho




Mohammed Rafi, Achha Bura

Hmm ho
Teri bindiya re
Aay haay
Teri bindiya re
Teri bindiya re
Aay hay
Teri bindiya re
Sajan bindiya le legi
Teri nindiya re aay hay
Terii bindiya re




Mohammed Rafi, Abhimaan

Dheere dheere bol
Dheere dheere bol
Dheere dheere
Dheere dheere bol
Koi sunle bol
Bol mohabbat wale
Mohabbat wale
Dheere dheere bol
Dheere dheere bol
Dheere dheere




Mohammed Rafi, Actress

Hum apne dil ka fasana
Unhe suna naa sake
Lagi hai aag jo
Lagi hai aag jo
Dil mein use bujha na sake
Hum apne dil ka fasana
Unhe suna na sake




Mohammed Rafi, Actress

Aye dil meri aahon mein
Aye dil meri aahon mein
Itna to asar aaye
Jab aankh khule unki
Tasveer nazar aaye
Aye dil meri aahon mein




Mohammed Rafi, Actress

Do wida do pran mujhko
Do wida do pran
Do wida do pran
Do wida do pran mujhko
Do wida do pran




Mohammed Rafi, Adalat

Kismat to dekho humsafar
Kismat to dekho humsafar
Char kadam chale nahi
Char kadam chale nahi
Is tarah juda hue
Ke aaj tak mile nahi
Aaj tak mile nahi
Kismat to dekho




Mohammed Rafi, Adalat

Kyu bichhad gaye kyu bichhad gaye
Kyu bichhad gaye jeevan saathi
Bichhad gaye jeevan saathi bichhad gaye
Sang sang dole sang has dole
Sang sang dole sang has dole
Ban ban gati umang chhid gaye
Kyu bichhad gaye
Kyu bichhad gaye




Mohammed Rafi, Adalat

Zameen se hame aasman par
Bitha ke gira to na doge
Agar ham ye puchhe ke dil me
Basa ke bhula to na doge
Zameen se hame aasman par
Bitha ke gira to na doge
Agar ham ye puchhe ke dil me
Basa ke bhula to na doge




Mohammed Rafi, Adalat

Jab din haseen dil ho jawan
Kyun naa manaye picnic
Jab din haseen dil ho jawan
Kyun naa manaye picnic
Jab din haseen dil ho jawan
Kyun naa manaye picnic
Sine me aag hontho pe
Rag miljul ke gaye picnic
Sine me aag hontho pe
Rag miljul ke gaye picnic




Mohammed Rafi, Adalat

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner