Search Lyrics

Sunday, August 11, 2019

Harris Jayaraj Music Composer

Know about the music composer Harris Jayaraj in detail. Harris Jayaraj is an Indian film composer from Chennai,Tamil Nadu. He composes soundtracks predominantly for Tamil films, while also having composed for a few films in Telugu and two films in Hindi. He has won 6 Filmfare Awards South and since 2001, has received 17 Filmfare Awards South nominations. He has also won 6 Mirchi Music Awards, 5 Vijay Awards, 3 Tamil Nadu State Film Awards, 3 International Tamil Film Awards and Big FM Awards. He has been honoured with Kalaimamani Award from the Government of Tamil Nadu and Life Time Achievement Award from Konijeti Rosaiah, the Governor of Tamil Nadu.
Harris Jayaraj

Harris Jayaraj

Detailed information about the music composer(Harris Jayaraj)

Native name

ஹாரிஸ் ஜெயராஜ்

Birth name

Harris Jayaraj

Date of Birth and Birth Place

8 January 1975 ,Chennai, Tamil Nadu, India

Origin

Chennai, Tamil Nadu, India

Genres

Film score, soundtrack

Occupation(s)

Film score composer, record producer, song writer

Instruments

Guitar, synthesizer, piano, percussion, keyboard

Years active

2000–present


Music Composer: Harris Jayaraj

Music ComposerHarris Jayaraj
Native nameஹாரிஸ் ஜெயராஜ்
Birth nameHarris Jayaraj
Date of Birth and Birth Place 8 January 1975 ,Chennai, Tamil Nadu, India
OriginChennai, Tamil Nadu, India
GenresFilm score, soundtrack
Occupation(s)Film score composer, record producer, song writer
InstrumentsGuitar, synthesizer, piano, percussion, keyboard
Years active2000–present

Harris Jayaraj composed music for Songs

Following are the lyrics of the songs whose music was composed by Harris Jayaraj

Na tu bataye na main kahoon
Jo tere mere dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna meri bann tu
Mujhko bhi hai bas tera banna
Jaan ke hum anjaan hain
Kaisi hai yeh kahani
Arey..! Ho naa kyun hairani
Jo pyaas hai kyun peete nahin paani




Harris Jayaraj, Force

Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari zubaan te dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai




Harris Jayaraj, Force

Khwabon khwabon jaage soye
Khoye khoye hum hai jaise yahaan
Raahon raahon dhundhle dhundhle
Halke halke hosh ke hain nishaan




Harris Jayaraj, Force

Yeh roop aur yeh rangat
Yeh chaal aur yeh nazaakat
Kaisi hai yeh kayaamat
Ab koi kya kahe
Yeh roop aur yeh rangat
Yeh chaal aur yeh nazaakat
Kaisi hai yeh kayaamat
Ab koi kya kahe




Harris Jayaraj, Force

Na sone ke bangle mein
Na chaandi ki kothi mein
Na sone ke bangle mein
Na chaandi ki kothi mein
Nahin lagta dil mera
Kisi mehfil mein
Nahin lagta dil mera
Kisi mehfil mein
Rehna hai tere dil mein
Rehna hai tere dil mein
Rehna hai tere dil mein
Rehna hai tere dil mein
Dil mein ji dil mein dil
Mein rehna hai tere dil mein
Rehna hai tere dil mein
Rehna hai tere dil mein
Dil mein ji dil mein dil
Mein rehna hai tere dil mein
Na sone ke bangle mein
Na chaandi ki kothi mein
Na sone ke bangle mein
Na chaandi ki kothi mein
Nahin lagta dil mera
Kisi mehfil mein
Nahin lagta dil mera
Kisi mehfil mein
Rehna hai tere dil mein
Rehna hai tere dil mein
Rehna hai tere dil mein
Rehna hai tere dil mein
Dil mein ji dil mein dil
Mein rehna hai tere dil mein




Harris Jayaraj, Rehnaa Hai Terre Dil Mein

Tujhe dekha jab se
Jaana deewana ho gaya
Main teri nazron ka
Fasana ho gaya
Tujhe dekha jab se
Jaana deewana ho gaya
Main teri nazron ka
Fasana ho gaya
Aaye yeh khayal
Aaya mere dil mein
Rehna hai terre dil mein
Rehna hai terre dil mein
Rehna hai terre dil mein
Rehna hai terre dil mein
Tujhe dekha jab se
Jaana deewani ho gayi
Main teri nazron ki
Kahani ho gayi
Aaye yeh khayal
Aaya mere dil mein
Rehna hai terre dil mein
Rehna hai terre dil mein
Rehna hai terre dil mein
Rehna hai terre dil mein




Harris Jayaraj, Rehnaa Hai Terre Dil Mein

Mujhe kehna kehna
Tujhse hai kehna
Mujhe rehna rehna
Tere dil me rehna
Mujhe kehna kehna
Tujhse hai kehna
Rehna rehna tere
Dil me rehna
Jaane jaan abb
Dard judaayi
Sehna sehna
Mujhko nahi sehna
Oh kehna hai kehna
Hai aaj tujhase kehna hai
Rehna hai rehna hai
Tere dil me rehna hai
Bekaraar dil hai
Pyaasi rehna hai
Ek pal kahi naa
Mujhko chaina hai
Kisne kiya hai yeh jaadu
Hone lagi hu bekaabu
Mai banke divaani phirati
Hu kyu mai toh naa jaanu
Kehna hai kehna hai
Aaj tujhase kehna hai
Rehna hai rehna hai
Tere dil me rehna hai
Bekaraar dil hai
Pyaasi rehna hai
Ek pal kahi naa
Mujhko chaina hai




Harris Jayaraj, Rehnaa Hai Terre Dil Mein

Sach keh raha
Hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana
Sach keh raha
Hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana
Jhoothe hai yaar
Ke wade saare
Jhoothi hai
Pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse
Chaaha jisse pooja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha
Tanha chhoda
Sach keh raha
Hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana
Jhoothe yaar
Ke wade saare
Jhoothi hai
Pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse
Chaaha jisse pooja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhoda




Harris Jayaraj, Rehnaa Hai Terre Dil Mein

Dil ko tumse pyaar huwa
Pehli bar huwa tumse pyaar huwa
Main bhi aashiq yaar huwa
Pehli bar huwa tumse pyaar huwa
Chhayi hai betaabi
Meri jaan kaho main kya karu
Chhayi hai betaabi
Meri jaan kaho main kya karu
Dil ko tumse pyaar huwa
Pehli bar huwa tumse pyaar huwa
Main bhi aashiq yaar huwa
Pehli bar huwa tumse pyaar huwa




Harris Jayaraj, Rehnaa Hai Terre Dil Mein

Hey bolo bolo kya abat huyi hai
Kyu hai deewane iss
Dil me halchal halchal
Phirta hu mai toh
Galiyo me paagal paagal
Hey bolo bolo
Kya abat huyi hai
Kyu hai deewane iss
Dil me halchal halchal
Phirta hu mai toh
Galiyo me paagal paagal




Harris Jayaraj, Rehnaa Hai Terre Dil Mein

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner