Search Lyrics

Sunday, August 11, 2019

K. J. Yesudas Playback Singer

Know about playback singer K. J. Yesudas in detail. Kattassery Joseph Yesudas is an Indian musician and playback singer. Yesudas sings Indian classical, devotional and cinematic songs. He has recorded more than Eighty Thousand songs in a number of Indian languages, including Malayalam, Tamil, Telugu, Hindi, Kannada, Bengali, Odia as well as Arabic, English, Latin, and Russian, during a career spanning more than five decades. Often called as Gaanagandharvan , he is regarded as one of the greatest Indian singers of all time.
K. J. Yesudas

K. J. Yesudas

Detailed information about the playback singer(K. J. Yesudas)

Date of Birth and Birth Place

Kattassery Joseph Yesudas, 10 January 1940 ,Fort Kochi, Kingdom of Cochin, British India

Other names

Dasettan, Gaanagandharvan

Alma mater

Swathi Thirunal College of Music, Thiruvananthapuram

Occupation

Singer

Sung in Following Language(s)

K. J. Yesudas had sung songs in Malayalam, Tamil, Hindi, Telugu, Kannada, Bengali, Marathi, Punjabi, Gujarati, Tulu, English, French, German, Russian, Arabic, Malay, Sanskrit, Latin[citation needed]


Play Back Singer: K. J. Yesudas

SingerK. J. Yesudas
Date of Birth and Birth PlaceKattassery Joseph Yesudas, 10 January 1940 ,Fort Kochi, Kingdom of Cochin, British India
Other namesDasettan, Gaanagandharvan
Alma materSwathi Thirunal College of Music, Thiruvananthapuram
OccupationSinger

K. J. Yesudas Songs

Following are the lyrics of the songs sung by K. J. Yesudas

Chehro ki tarah har insaa ka
Hota hain yaha etihaas juda
Is aaj ke daur mein jeevan ke hain
Mol juda vishwas juda
Chehro ki tarah har insaa ka
Hota hain yaha etihaas juda
Is aaj ke daur mein jeevan ke hain
Mol juda vishwas juda
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur
Ye daur aaj ka daur
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur hain




K. J. Yesudas, Aaj Ka Daur

Malik mere hotho pe sab ke
Bas ek tera hi naam
Bas ek tera hi naam
Malik mere hotho pe sab ke
Bas ek tera hi naam
Bas ek tera hi naam




K. J. Yesudas, Aakhri Ghulam

Raghuvar tumko meri laaz re
Tumko meri laj
Raghuvar tumko meri laaz
Raghuvar tumko meri laaz
Sada sada main sharan tihari
Sada sada main sharan tihari
Tum bade garib nawaj parbhu ji
Tum bade garib nawaj
Raghuvar tumko meri laaz
Raghuvar tumko meri laaz




K. J. Yesudas, Aankhin Dekhi

Samb sada shiv, samb sada shiv
Samb sada shiv, samb shiv har
Samb sada shiv, samb sada shiv
Samb sada shiv, samb shiv har
Puran parat par param karpanwar
Aganit gungan mudit shiv har
Puran parat par param karpanwar
Aganit gungan mudit shiv har
Adbhuat parmalik chadar kaladhar
Aam radhishawar girish, shiv har
Puruas puratam, bharam sanatan
Puruas puratam, bharam sanatan
Suwananda amrit shiv har
Samb sada shiv, samb sada shiv
Samb sada shiv, samb shiv har




K. J. Yesudas, Abodh

Mata sarasvati sharda
Mata sarasvati sharda
Mata sarasvati sharda
Vidyaa daani
Dayaani duhkha harini
Jagata janani jvaalaamukhi mata
Mata sarasvati sharda
Mata sarasvati sharda
Vidyaa daani
Dayaani duhkha harini
Jagata janani jvaalaamukhi
Mata sarasvati sharda
Mata sarasvati sharda




K. J. Yesudas, Alaap

Koi gata main so jaata
Koi gata main so jaata
Koi gata




K. J. Yesudas, Alaap

Do din ki jawani me bhi ager
Do din ki jawani me bhi ager
Jine ka maja na liya, na liya
To fir kya kiya
To fir kya kiya
To fir kya kiya




K. J. Yesudas, Adalat

Jeevan path pe ek rath ke
Do pahiye ban chalate jayen
Jeevan path pe ek rath ke
Do pahiye ban chalate jayein
O ho o prit ke bandhan mein bandh ke
Ham dono ek nagar aayein
Jeevan path pe




K. J. Yesudas, Agar... If

Zindagi ko sanvaaranaa hogaa
Dil me suraj utaaranaa hogaa
Dil me suraj utaaranaa hogaa




K. J. Yesudas, Alaap

Nayi ri lagan aur mithi batiyaan
Piya jaane aur jiya mora jaane, sakhi
Kaaga ja, ja ja ja
Kaaga ja, ja ja ja
Kis kis baat pe dhadake chhatiyaan
Kis kis baat pe dhadake chhatiyaan
Piya jaane aur jiya mora jaane, sakhi
Nayi ri lagan aur mithi




K. J. Yesudas, Alaap

Chaand akela
Chaand akela jaaye sakhi ri
Chaand akela jaaye sakhi ri
Kaahe akela jaaye sakhi ri
Mann mora ghabaraaye ri
Sakhi ri sakhi ri o sakhi ri
Chaand akela jaaye sakhi ri
Kaahe akela jaaye




K. J. Yesudas, Alaap

Ab charago ko ka koi kam nahi
Ab charago ko ka koi kam nahi
Tere naino se roshni si hai
Tere naino se roshni si hai
Chandarma nikle ab ya na nikle
Chandarma nikle ab ya na nikle
Tere chehre se chandani si hai
Tere chehre se chandani si hai




K. J. Yesudas, Baawri

Na chand bana bindiya
Na chand bana bindiya
Na chand bana bindiya
Na mang bhare tare
Na chand bana bindiya
Na mang bhare tare
Kaun kahe to ro
Bhari chunri udhake
Kaun tujhe dulhan bana
Kaun tujhe dulhan bana




K. J. Yesudas, Bahu Ki Awaaz

Tum ho kitne bhole bhagwan
Tum ho kitne bhole bhagwan
Ye hum samjh na paye
Pap kare hum kitne bhi
Phir bhi tu pas bulaye
Tum ho kitne bhole bhagwan
Tum ho kitne bhole bhagwan




K. J. Yesudas, Bahu Ki Awaaz

Chand ko banake
Chand ko banake
Tere mathe ki bindiya
Chand ko banake
Tere mathe ki bindiya
Mang me tere bhar ke sitare
Aa tujhe dulhan banadu
Aa tujhe dulhan banadu
Preet bhare
Preet bhare phoolo ke sehara banake
Preet bhare phoolo ke sehara banake
Gore gore mathe pe tere sajade
Aa tujhe dulha banadu
Chand ko banake
Tere mathe ki bindiya
Chand ko banake




K. J. Yesudas, Bahu Ki Awaaz

Nahin chahiye rang mahal
Na dhan daulat ki shaan
Hum to mange tujhse malik
Ek santosh ka daan
Ki ghar ghar mein khushali ho
Sada sukh ki haryali ho




K. J. Yesudas, College Girl

Jaaneman jaaneman
Tere do nayan chori chori
Leke gaye dekho mera man
Jaaneman jaaneman jaaneman
Mere do nayan chor nahin sajan
Tumase hi khoyaa hoga
Kahin tumhara man
Jaaneman jaaneman jaaneman




K. J. Yesudas, Chhoti Si Baat

Too jo mere sur me
Too jo mere sur
Me sur mila le
Sang ga le toh
Zindagi ho jaye safal




K. J. Yesudas, Chitchor

Gori teraa gaanv bada
Pyara main toh gaya
Mara aake yaha re
Uss par rup teraa sada
Chandrama jyon
Aadha aadha jawan re
Gori teraa gaanv bada pyara
Main toh gaya mara
Aake yaha re aake yaha re




K. J. Yesudas, Chitchor

Aaj se pehle aaj se jyada
Aaj se pehle aaj se jyada
Khushi aaj tak nahi mili
Itani suhani aisi mithi
Itani suhani aisi mithi
Ghadi aaj tak nahi mili
Aaj se pehle




K. J. Yesudas, Chitchor

Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana
Sanket milan kaa
Bhul na jaana
Mera pyaar naa bisraana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana




K. J. Yesudas, Chitchor

Ha dekh lo ishq
Ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishq
Ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishq
Ka martaba dekh lo
Jo mohbbat me jo mohbbat me
Sab kuchh luta baitha
Sari dunia ko ha sari dunia ko
Dil se bhula baitha
Uski surat me
Yaro khuda dekh lo
Dekh lo ishk ka
Martaba dekh lo
Ha dekh lo ishk
Ka martaba dekh lo




K. J. Yesudas, Charandas

Nahin chahiye rang mahal
Na dhan daulat ki shaan
Hum to mange tujhse malik
Ek santosh ka daan
Ki ghar ghar mein khushali ho
Sada sukh ki haryali ho




K. J. Yesudas, College Girl

Kali ghodi dwar khadi khadi re
Kali ghodi dwar khadi gaao
Kali ghodi dwar khadi khadi re
Kali ghodi dwar khadi




K. J. Yesudas, Chashme Buddoor

Kahaan se aae badara
Ghulata jaae kajara
Kahaan se aae badara
Ghulata jaae kajara




K. J. Yesudas, Chashme Buddoor

Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye
Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye
Jate jate yeh toh bata ja
Ham jiyenge kis ke liye
Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye
Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye




K. J. Yesudas, Dada

Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye
Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye
Jate jate yeh toh bata ja
Ham jiyenge kis ke liye
Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye
Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye




K. J. Yesudas, Dada

Pyar kar le kar le pyar gori
Ye gora rang kacha hai utar jayega
Ye gora rang kacha hai utar jayega
Mere rup ka rang kacha hai
Par pyar ka rang sacha hai
Sacha rang kaise utar jayenga
Ye sacha rang kaise utar jayenga
Pyar kar le kar le pyar gori
Ye gora rang kacha hai utar jayega




K. J. Yesudas, Darinda

Preet ki reet nibhana
O sathi preet ki reet nibhana
O rahi re sathi re chahe pade mit jana
O sathi preet ki reet nibhana




K. J. Yesudas, Do Chehere

Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye
Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye
Jate jate yeh toh bata ja
Ham jiyenge kis ke liye
Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye
Dil ke tukde tukde kar
Ke muskurake chal diye




K. J. Yesudas, Dada

Chanda ki doli me thi
Ek pariyo ki rani
Hire ke the pankh jis ke
Usi ki hai ye kahani
Chanda ki doli me thi
Ek pariyo ki rani
Hire ke the pankh jis ke
Usi ki hai ye kahani
Chanda ki doli me thi
Ek pariyo ki rani




K. J. Yesudas, Do Ladke Dono Kadke

Kise khabar kaha dagar
Jiwan ki le jaye
Kab koi sapna bikhare yaha par
Kab koi sach ho jaye
Kise khabar kaha dagar
Jiwan ki le jaye
Kab koi sapna bikhare yaha par
Kab koi sach ho jaye
Kise khabar kaha dagar
Jiwan ki le jaye




K. J. Yesudas, Do Ladke Dono Kadke

Mere prem ki gaaye ragini yeh hawa
Phulo pe likh rahi mere pyar ki kavita
Manchali yeh hawa hawa hawa




K. J. Yesudas, Dil Ka Sathi Dil

Koyi kya kare ho
Koyi kya kare
Chalte chalte jab kisi mod par
Raastaa rok le
Ye hawaayen do dishaayen
Ye hawaayen do dishaayen




K. J. Yesudas, Do Dishayen

Chaar din ki zidagi hai
Jaa rhe hai din
Do gaye tere milne se pahle
Do gaye tere bin
Priye kab milan hoga
Priye kab milan hoga




K. J. Yesudas, Ek Baar Kaho

Neer bharan ka karke bahana
Mere liye ye jara bojh uthana
Aaja re radha jamuna kinare aana
Arey radha re radha
Jamuna kinare aana




K. J. Yesudas, Gopal Krishna

Neer bharan ka karke bahana
Mere liye ye jara bojh uthana
Aaja re radha jamuna kinare aana
Arey radha re radha
Jamuna kinare aana




K. J. Yesudas, Gopal - Krishna

Neer bharan ka karke bahana
Mere liye ye jara bojh uthana
Aaja re radha jamuna kinare aana
Arey radha re radha
Jamuna kinare aana




K. J. Yesudas, Gopal Krishna

Kya kahu kya na kahu
Mere din se puchho
Meri raat se puchho
Kuch nahi kuch bhi nahi
Chand se suraj se
Gardish mein saiyaro se
Itna hi kah mujhse mohabat ki hai




K. J. Yesudas, Galiyon Ka Badshah

Lal gulabi
Lal gulabi phoolo se bhari
Hari bhari udhe chunari
Dharti sundar lage kaisi
Nil gagan pario jaisi
Niharo niharo
Lal gulabi phoolo se bhari
Hari bhari udhe chunari




K. J. Yesudas, Hamara Sansar

Ek subah ek mod par
Maine kaha use rok kar
Ek subah ek mod par
Maine kaha use rok kar
Hath badha ai zindagi
Aankh milakar baat kar
Hath badha ai zindagi
Aankh milakar baat kar




K. J. Yesudas, Hip Hip Hurray

Lal gulabi
Lal gulabi phoolo se bhari
Hari bhari udhe chunari
Dharti sundar lage kaisi
Nil gagan pario jaisi
Niharo niharo
Lal gulabi phoolo se bhari
Hari bhari udhe chunari




K. J. Yesudas, Hamara Sansar

Dheere dheere subah huyi
Jag uthi zindagi
Dheere dheere subah huyi
Jag uthi zindagi
Panchhi chale amber ko
Amber ko, amber ko, amber ko
Maajhi chale sagar ko
Sagar ko, sagar ko,
Pyar ka naam jeevan hai
Manzil hai preetam ki gali




K. J. Yesudas, Haisiyat

Ek subah ek mod par
Maine kaha use rok kar
Ek subah ek mod par
Maine kaha use rok kar
Hath badha ai zindagi
Aankh milakar baat kar
Hath badha ai zindagi
Aankh milakar baat kar




K. J. Yesudas, Hip Hip Hurray

Zindagi mehek jaati hain
Har nazar behek jaati hain
Na jaane kis bagiya ka
Phulhai tu mere pyaare
Zindagi mehek jaati hain har
Nazar behek jaati hain
Na jaane kis bagiya ka
Phulhai tu mere pyaare




K. J. Yesudas, Hatya

Tanda naa ne ta naa ne anand mein
Tanda naa ne ta naa ne anand mein
Pyare panchhi baaho mein
Gaati koyal raaho mein
Dharti pe yahi toh kushi hai
Apni duniya mein aansu bhi nahi hai
Pyare panchhi baaho mein
Gaati koyal raho mein
Dharti pe yahi toh kushi hai
Apni duniya mein aansu bhi nahi hai
Chhoti chhoti kutiya me svarg hai yaha
Aur chhote chhote dil mein
Behta pyar ka yeh jharna
Panchhi jo udna chahe
Toh patta kahe ka
Yeh pyar hi kafi hai gori
Paisa vaisa kya karna
Pyare panchhi baaho mein
Gaati koyal raaho mein
Dharti pe yahi toh kushi hai
Apni duniya mein aansu bhi nahi hai




K. J. Yesudas, Hindustani

Apni bahon ka haar de
Man chaha mujhko pyaar de
Apni bahon ka haar de
Man chaha mujhko pyaar de
Bhoole sanam na ye raat kabhi
Aisa koi uphaar de
Apni bahon ka haar de
Man chaha mujhko pyar de




K. J. Yesudas, Kala Suraj

Zid na karo ab to ruko
Ye rat nahi ayegi
Zid na karo ab to ruko
Ye rat nahi ayegi
Mana agar kahna mera
Tumko wafa aa jayegi
Zid na karo ab to ruko
Ye rat nahi ayegi




K. J. Yesudas, Lahu Ke Do Rang

Yun bhi hota hai
Chhupa chhupa dard koi
Dil mein rota hai rota hai
Yun bhi hota hai
Shaam dhale koi rasta
Khota hai khota hai
Yun bhi hota hai




K. J. Yesudas, Lubna

Meri munni rani soja
Tujhko sulane raat aayi
Sapne suhane saath tu layi
Soja soja soja meri munni rani soja
Tujhko sulane raat aayi
Sapne suhane saath layi
Soja soja soja




K. J. Yesudas, Mazdoor Zindabaad

Hello hello
Hello my dear rong number
Hai is par sunder toh kya ho tum
Kis liye milte nahin phir hum
Tadpaaye kyun aye sanam
Tu mujh mukh dikh lade
Hello hello my dear rong number




K. J. Yesudas, Meethi Meethi Baatein

Khush hain na o sajni
Is liye bol anjaan hain
Khush hain na baanke ghanshaam
Madhuban ki woh teri sakhiyan




K. J. Yesudas, Meethi Meethi Baatein

Ae mere udas mann,
Chal dono kahi dur chale
Mere hamdam teri manjil,
Yeh nahi yeh nahi koi aur hai




K. J. Yesudas, Maan Abhiman

Gudiya jaisi behna hai
Behna ka ye kahna hai
Jita rahe bhai mera
Bhai duj ka din aaya
Bhai duj ka din aaya
O mere bhaiya o mere bhaiya




K. J. Yesudas, Meri Adalat

Ang ang mein chhand bhare hain
Aankhon se chhalke pyar
Ang ang mein chhand bhare hain
Aankhon se chhalke pyar
Mann ko bas mein karleti hai
Mann ko bas mein karleti hai
Teri payal ki jhankar
Ang ang mein chhand bhare hain
Aankhon se chhalke pyar




K. J. Yesudas, Maha Shaktimaan

Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya
Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya
Tere hotho se amrit chhalke
Teri baato ne mann moh liya moh liya
Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya
Tere hotho se amrit chhalke
Teri baato ne mann moh liya moh liya
Teri chanchal chanchal aankho mein
Maine prem ka sagar paa hi liya




K. J. Yesudas, Meera Ka Mohan

Ho goriyaa re
Ho goriyaa re
Tere aane se saj gai
Hamari ye tuti phooti naav
Tere aane se saj gai
Hamari ye tuti phooti naav
Ho goriyaa re
Ho goriyaa re
Tere aane se saj gai
Hamari ye tuti phooti naav
Tere aane se saj gai
Hamari ye tuti phooti naav




K. J. Yesudas, Naiyya

Tera kuch khoya ho to dhund de
Kabhi dil tuta ho to jod de
Dil na dukha man bhi ja
Geeta rani geeta rani hasde jara
Haste o geeta rani hasde jara
Tera kuch khoya ho to dhund de
Kabhi dil tuta ho to jod de
Dil na dukha man bhi ja
Geeta rani geeta rani hasde jara
Haste o geeta rani hasde jara




K. J. Yesudas, Naiyya

Niche jami upar gagan
Niche jami upar gagan
Us se bhi upar hai kya
Socho kabhi tum jara
Ab tak koi samjha nahi
Ab tak koi samjha nahi
Samjhoge kaisa bhala
Diwana hona hai kya
Niche jami upar gagan
Us se bhi upar hai kya
Socho kabhi tum jara




K. J. Yesudas, Naari

Pyar ka paras paas tumhare
Chhuke mujhe tum kanchan kar do
Pyar ka paras paas tumhare
Chhuke mujhe tum kanchan kar do
Registaan hai jeevan hai mera
Registaan hai jeevan hai mera
Roop ka is mein sawan bhar do
Pyar ka paras paas tumhare
Chhuke mujhe tum kanchan kar do




K. J. Yesudas, Nai Imarat

Dekho kaanha nahee
Maanat batiya
Chhaliya chhede
Baansuriya
Dekho kaanha
Nahee maanat batiya




K. J. Yesudas, Payal Ki Jhankaar

Chanchan naina mohini chitwan
Chanchan naina mohini chitwan
Janam janam tarsaye
Chanchan naina mohini chitwan
Janam janam tarsaye
Bekal jiyra chain na paye
Bekal jiyra chain na paye
Ji ki mare soch na paye
Kaha jaye
Chanchan naina mohini chitwan




K. J. Yesudas, Phulwari

Sawri saloni aisi
Sawri saloni aisi saj rahi raat
Kajrari aankho jaisi mad bhari raat
Mad bhari rat mad bhari raat




K. J. Yesudas, Phulwari

Mausam kitna pyara hai
Main kah rahi hoon
Mausam kitna pyara hai
Bolo na ha bahut hi pyara hai




K. J. Yesudas, Phulwari

Ek bechara
Phas gaya jaal mein
Pyar ke liye pyar ke liye
Pyar ke liye ek bechara
Phas gaya jaal mein
Pyar ke liye pyar ke liye
Pyar ke liye pyar ke liye
Pyar ke liye pyar ke liye




K. J. Yesudas, Pataal Bhairavi

Kaun hai aisa jise phoolo se
Geeto se panchiyo se pyar na ho
Kaun hai aisa jise phoolo se
Geeto se panchiyo se pyar na ho
Kaun hai aisa jise phoolo se
Geeto se panchiyo se pyar na ho




K. J. Yesudas, Raadha Aur Seeta

Utho hey laal utho hey
Utho hey laal utho hey
Suraj narayan aye kirno ki doli leke
Sun re dhua re jago re
Utho hey laal utho hey
Utho hey laal utho hey




K. J. Yesudas, Safed Haathi

Shikari raja aaya re aaya re
Shikari raja aaya re aaya re
Nishana sadh ke irada bandha ke
Use le jayega jo man bhaya re
Shikari raja aaya re aaya re
Shikari raja aaya re aaya re




K. J. Yesudas, Safed Haathi

Ka karoon sajani aaye na balam
Khoj rahi hai piya
Paradesi ankhiyaan
Khoj rahi hai piya
Paradesi ankhiyaan
Aaye na balam




K. J. Yesudas, Swami

Aaj ki raat kuchh hogi aisi
Jab aayengi barat
Chupke tere sath
Tere rango mein rasiya
Rang jaungi
Bhag jaungi ha ha bhag jaungi
Apne raja ke sang
Sang bhag jaungi
Bhag jaungi ha ha bhag jaungi
Apne raja ke sang
Sang bhag jaungi




K. J. Yesudas, Swami

Madhuban khusbu deta hai
Sagar sawan deta hai
Jina uska jina hai jo oro ko jiwan deta hai
Madhuban khusbu deta hai




K. J. Yesudas, Saajan Bina Suhagan

Nile ambar ke tale
Do yaha sathi mile
Jhalke jhalke arma dil ke
Lekar basane ghar chale
Nile ambar ke tale
Do yaha sathi mile
Jhalke jhalke arma dil ke
Lekar basane ghar chale
Nile ambar ke tale




K. J. Yesudas, Safed Jhoot

Tere mere liye, taro ke diye
Ye rat le kar, kabse phire jagi jagi
Tere mere liye, taro ke diye
Ye rat le kar, kabse phire jagi jagi
Aao karo koi jatan tere bina dharti gagan
Lagate hai bairagi




K. J. Yesudas, Safed Jhoot

Tere bin suna more
Mann ka mandir
Aa re aa o sajna re aa re aa
Tere bin suna more
Mann ka mandir
Aa re aa aa re aa aa re aa
O sajna re aa re aa aa re aa




K. J. Yesudas, Sawan Ko Aane Do

Sab tithiyan kaa chandrama
Jo dekha chaho aaj dhire dhire
Ghunghata sarkaavo sartaaj




K. J. Yesudas, Sawan Ko Aane Do

Pothi padh padh jag
Muaa pandit bhayaa na koy
Dhaai akshar prem kaa
Padhe so pandit hoy




K. J. Yesudas, Sawan Ko Aane Do

Ho.. O.. O.. Ho.. O.. O..
Jaanam jaanam
Jaanam jaanam




K. J. Yesudas, Sawan Ko Aane Do

Ye mat janiyo tum bichude mohe chain
Jaise ban ki lakdi sulagti ho din rain
Kajre ki bati asuwan ke tel mein
Aali main har gayi ankhiyan ke khel mein
Kajre ki bati asuwan ke tel mein
Aali main har gayi ankhiyan ke khel mein
Kajre ki bati




K. J. Yesudas, Sawan Ko Aane Do

Bole to bansuri
Kahin bajti sunai de
Bole to bansuri
Kahin bajti sunai de
Aisa badan ki krishna ka
Mandir dikhai de
Bole to bansuri kahin




K. J. Yesudas, Sawan Ko Aane Do

Tujhe dekh kar jag wale par
Tujhe dekh kar jag wale par
Yakin nahi kyu kar hoga
Tujhe dekh kar jag wale par
Yakin nahi kyu kar hoga
Jisaki rachana itani sundar
Who kitna sundar hoga
Who kitna sundar hoga




K. J. Yesudas, Sawan Ko Aane Do

Teri chhoti si ek bhul ne
Saara gulshan jala diya
Teri chhoti si ek bhul ne
Saara gulshan jala diya
Kya mehkenge phir phool kabhi
Kya phir se bahaare aayegi
Teri chhoti si ek bhul ne
Saara gulshan jala diya




K. J. Yesudas, Shikshaa

Aansoo bhi hai khushiya bhi hai
Kaante bhi hai kaliya bhi hai
Dukha shukha se bhari hai ye zindagi
Thume kaisi mili hai ye zindagi
Zara jike to dekho ise jike to dekho
Aansoo bhi hain khushiyan bhi hain
Kante bhi hai kaliyan bhi hain
Dukha shukha se bhari hai ye zindagi
Thume kaisi mili hai ye zindagi
Zara ji ke to dekho ise ji ke to dekho




K. J. Yesudas, Sunayana

Sunayana sunayana
Sunayana sunayana
Aaj in nazaaro ko tum dekho
Aaj in nazaaro ko tum dekho
Aur mai tumhe dekhate hue dekhu
Mai bas tumhe dekhate hue dekhu
Aaj in nazaaro ko tum dekho
Aaj in nazaaro ko tum dekho
Aur mai tumhe dekhate hue dekhu
Mai bas tumhe dekhate hue dekhu




K. J. Yesudas, Sunayana

Na jaane aise ho gaya kaise
Na jaane aise ho gaya kaise
Yeh dil ki baate pyar ki baate
Bin kahe hum samajhne lage
Na jaane aise ho gaya kaise
Na jaane aise ho gaya kaise
Yeh dil ki baate pyar ki baate
Bin kahe hum samajhne lage
Na jaane aise ho gaya kaise




K. J. Yesudas, Saajan Mere Main Saajan Ki

Jane kyu aisa lagta hai
Aisa lagta hai
Jab jab jab jab humne janam liya
Har bar tumhi se pyar kiya
Jab jab humne janam liya
Har bar tumhi se pyar kiya
Tere naam ka hai sindoor bhara
Tere pyar se hi singaar kiya
Jane kyu aisa lagta hai
Jane kyu aisa lagta hai




K. J. Yesudas, Shradhanjali

Yamma e yamma uu
Yamma huyi yamma
Yamma e yamma uu
Yamma huyi yamma
Gale laga le prem patange ko
Ae husn ki samma




K. J. Yesudas, Sun Sajna

Sun sajna mera man
Tere liye pyasa tha
Pyasa hai pyasa hi rahega
Sun sajani mera man
Geet tere gata tha
Gata hai gata hi rahega




K. J. Yesudas, Sun Sajna

Sun chanve
Mangu mai ye duaa
Apne milan ka ye
Pal tham ke rah jaye




K. J. Yesudas, Sun Sajna

Jaat paat puchhe na koi
Hari bhje so hari ka hoi
Shyam salone samne aao
Shyam salone samne aao
Darshan dekar laaj bachao
Darshan dekar laaj bachao
Shyam salone samne aao




K. J. Yesudas, Sant Ravidas Ki Amar Kahani

Josh josh mein aa jaaon
Hosh hosh mein aa jaaon
Himmatein hain jawaan
Maarenge haa kasam
Zulm ki bediya todenge
Zalimo ko nahin chhodenge
Himmatein hain jawaan
Maarenge maa kasam
Saare chor chor dekhenge
Ham mein kitna zor hain
Ham bhi chot maa ke rokenge
Yeh toh apana daur hain
Josh josh mein aa jaaon
Hosh hosh mein aa jaaon
Himmatein hain jawaan
Maarenge haa kasam
Zulm ki bediya todenge
Zalimo ko nahin chhodenge
Himmatein hain jawaan
Maarenge maa kasam




K. J. Yesudas, Shiva

Maanaa ho tum behad hasee
Aise bure hum bhee nahee
Maanaa ho tum behad hasee
Ayese bure hum bhee nahee
Dekho kabhee to pyaar se
Darate ho kyoon ikaraar se
Maanaa ho tum behad hasee
Ayese bure hum bhee nahee




K. J. Yesudas, Toote Khilone

Maanaa ho tum behad hasee
Aise bure hum bhee nahee
Maanaa ho tum behad hasee
Ayese bure hum bhee nahee
Dekho kabhee to pyaar se
Darate ho kyoon ikaraar se
Maanaa ho tum behad hasee
Ayese bure hum bhee nahee




K. J. Yesudas, Toote Khilone

Aap ki mahaki hui zulf ko
Kahate hain ghataa
Aap ki mahaki hui zulf ko
Kahate hain ghataa
Aap ki madabhari aankhon
Ko kanval kahate hain
Aap ki madabhari aankhon
Ko kanval kahate hain
Main to kuchh bhi nahin
Tum ko hasin lagati huun
Is ko chaahat bhari nazaron
Kaa amal kahate hain
Is ko chaahat bhari nazaron
Kaa amal kahate hain




K. J. Yesudas, Trishul

Baap ka ghar kya
Bhai ka ghar kya
Aaj samjh ko sabko aajaan
Ladki jis ghar mein palti hai
Us ghar hoti hai mehmaan




K. J. Yesudas, Trishul

Jise maut aayi sakun mil gaya
Sakun mil gaya
Jise maut aayi sakun mil gaya
Sakun mil gaya
Ke murjha gaya phool to khil gaya
Ke murjha gaya phool to khil gaya
Tadapte wahi hai jo marte nahi
Zamane se kuch log darte nahi
Zamane se kuch log darte nahi
Kisi ki bhi parwah karte nahi
Zamane se kuch log darte nahi
Zamane se kuch log darte nahi




K. J. Yesudas, Zara Si Zindagi

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner