Search Lyrics
Sunday, August 11, 2019
- Home
- Playback Singer
- Karthik Playback Singer
Karthik Playback Singer
Know about playback singer Karthik in detail. Karthik is an Indian playback singer. Karthik started his professional career as a backing vocalist and has since been working as a playback singer. He has sung in multiple languages including Tamil, Telugu, Malayalam, Kannada, Odia, Bengali and Hindi. The Amrita Film Awards honoured Karthik for his versatility in the industry which gave him opportunity to sing a variety of songs.Karthik
Birth name
Date of Birth and Birth Place
Origin
Genres
Occupation(s)
Instruments
Years active
Sung in Following Language(s)
Play Back Singer: Karthik
Singer | Karthik |
---|---|
Birth name | Karthik |
Date of Birth and Birth Place | 7 November 1980 |
Origin | Tiruvarur, Tamil Nadu, India |
Genres | Playback singer |
Occupation(s) | Composer |
Instruments | vocals, keyboard |
Years active | 2001–present |
Karthik Songs
Ankhon Se Bacha Kar song 13B: Fear Has A New Address (2009)
Ankhon se bacha kar
Lo rakho chupa kar
Pyaar ko kabhi kisi ki nazar na lage
Karthik, 13B: Fear Has A New Address
Tera Mera Pyaar Hua Hai song Action Replayy (2010)
Tera mera pyaar hua hai
Lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai
Jag ko ho na khabar
Aa maang duaayein aisi
Karthik, Action Replayy
Choti Choti Baatein song Ek Main Aur Ekk Tu (2012)
Choti choti baatein,
Yunhi aate jaate
Yaadein sehlaake jaati hain
Raaton ko sirhaane,
Baasi muskaane
Mujhko sulaake jaati hai
Milna nahin hai mumkin,
Itna batao lekin
Hum phir mile kyun hain
Tujhko bhulaana paaun,
Tujhko bhulaana paaun
Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai,
Par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai
Sab kuch wahi hai,
Par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai, nahin hai
Karthik, Ek Main Aur Ekk Tu
Chahoon Bhi Toh Main Kaise Kahoon song Force (2011)
Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari zubaan te dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginnu
Dariya behta hi rehta hai
Karthik, Force
Khwabon Khwabon Jaage Soye song Force (2011)
Khwabon khwabon jaage soye
Khoye khoye hum hai jaise yahaan
Raahon raahon dhundhle dhundhle
Halke halke hosh ke hain nishaan
Karthik, Force
Sukh Dukh Milke Batange Hum song Kochadaiiyaan: The Legend (2014)
Sukh dukh milke batange hum
Wada wada wada humdum
Sath kabhi na tera
Chhodenge hum
Wada wada wada humdum
Karthik, Kochadaiiyaan: The Legend
Jamin Chhod Dhar song Lahore (1949)
Jamin chhod dhar
Aasmaan baahon mein hai
Parwaaz agar
Nayi dishaao mein
Karthik, Lahore
Jamin Chhod Dhar song Lahore (2010)
Jamin chhod dhar
Aasmaan baahon mein hai
Parwaaz agar
Nayi dishaao mein
Karthik, Lahore
Hai Khuda Hafiz song Mittal V/s Mittal (2010)
Hai khuda hafiz
Shukriya meharbani
Pal do pal kya mile
Mil gayi pareshaani
Anjana anjaani
Karthik, Mittal V/s Mittal
Arrey Aankh Se Boondh Gira Koi song Raavan (2010)
Arrey aankh se boondh gira koi,
Chingari ka tukda jala koi
Umeed ko aag laga zara,
Sehra ki pyaas buja zara
Umeed ko aag laga zara,
Sehra ki pyaas buja zara
Gan itna baras ke galne lagun
Main paani ke upar tarne lagun
Behene de mujhe behene de
Mujhe behene de mujhe behene de
Oo behene de mujhe behene de
Mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata,
Behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai,
Behene de nadiyan ki tara
Karthik, Raavan
Sheher Mein Hun Main Tere song Rockstar (2011)
Sheher mein hun main tere
Aake mujhe mil toh le
Dena na tu kuch magar
Aake mera dil toh tu lele jaana
Dil to tu leke jaata
Kya baat hai take
Karthik, Rockstar
Chori Chori Yeh Bas Torii song Saathiya (2002)
Chori chori yeh bas torii
Chori pe chori
Chori chori yeh bas torii
Chori pe chori
Ek dakaitii aur siinaa zorii
Ek dakaitii aur siinaa zorii
Chori pe chori chori pe chori
Haath pakarke ungalii marorii
Toba toba toba yaar merii tauba
Toba toba toba yeh to nahi hoga
Chori pe chori chori pe chori
Katte ke chutkii chunne kii borii
Jhuuthii jahaan kii aafat hai jaan kii
Ek dakaitii aur siinaa zorii
Toba toba toba yaar merii tauba
Toba toba toba yeh to nahi hoga
O chori chori yeh bas torii
Dost pyaar vyaar todne kii baat bhii puraanii ho gayi
Raat raat bhar ka intazaar bhii kahaanii ho gayi
Dil ka jalte rahana dost ab to zindagaanii ho gayi
Ik raat milne kii baakii sulagne kii saavan nahi hai kahi
Do tiin laharen hain baakii samundar hai saahil nahi hai kahi
Do gaz kii kashtii miilon samandar hai
Duub duubke jaana hoga miilo samandar hai
Chori pe chori chori pe chori
Siina zorii siina zorii
Doston ik khayaal ke bagal mein kaise saarii zindagi guzaar de
Bane to ham tere khayaal ko libaas kii tarah utaar de
Ishq vishq ka khumaar bhii utaar diijiye zaraa
Jaane bhii do yaar kaise nibhegii kaise guzar hoga
Yeh ma ke phere yeh ma ke chakkar pyaar bhawar hoga
Do gaz kii kashtii miilon samundar hai
Duub duubke jaana hoga miilon samandar hai
Chori pe chori to nahi hoga.
Karthik, Saathiya
Shora So Pahchaaniye song The Legend Of Bhagat Singh (2002)
Shora so pahchaaniye,
Jo lade teen ke het
Purza purza kat mare,
Tabahun na chhade khet
Jo dho prem khelan ka chaav
Sir dhar tali gali mori aao
Karthik, The Legend Of Bhagat Singh
Dhakka Laga Bhukka song Yuva (2004)
Dhakka laga bhukka
Khayega re mukka
Ban ja re ban ja mashal-e-raah
O yuva yuva O yuva
Hum albely bade manchaley
Dhum jo lagi to chale hum chale
Chahee phir kaee
Yuhi kisi duniya ki kaamo mein
Haath milaye na
Sang chale na
Karthik, Yuva
Hai Khuda Hafiz song Yuva (2004)
Hai khuda hafiz
Shukriya meharbani
Pal do pal kya mile
Mil gayi pareshaani
Anjana anjaani
Karthik, Yuva