Search Lyrics

Sunday, August 11, 2019

Lucky Ali Playback Singer

Know about playback singer Lucky Ali in detail. Lucky Ali , born Maqsood Ali , is an Indian singer-songwriter, composer and actor.
Lucky Ali

Lucky Ali

Detailed information about the playback singer(Lucky Ali)

Birth name

Maqsood Mehmood Ali

Date of Birth and Birth Place

19 September 1958 ,Bombay, Bombay State, India

Genres

Pop, world, folk

Occupation(s)

Singer-songwriter, musician, composer, record producer, actor

Instruments

Vocals, guitar

Years active

1962–present

Sung for following Music Company(s)

Crescendo Music, Sony, Universal Music, Zee Records, T-Series, Lucky Ali Entertainment

Website

luckyali.me

Sung in Following Language(s)

Lucky Ali had sung songs in Hindi, Telugu, Kannada, Tamil, Urdu


Play Back Singer: Lucky Ali

SingerLucky Ali
Birth nameMaqsood Mehmood Ali
Date of Birth and Birth Place 19 September 1958 ,Bombay, Bombay State, India
GenresPop, world, folk
Occupation(s)Singer-songwriter, musician, composer, record producer, actor
InstrumentsVocals, guitar
Years active1962–present
Sung for following Music Company(s)Crescendo Music, Sony, Universal Music, Zee Records, T-Series, Lucky Ali Entertainment
Websiteluckyali.me

Lucky Ali Songs

Following are the lyrics of the songs sung by Lucky Ali

Kehte kehte ruk jati
Hai naa jane kyun
Dono aankhe jhuk
Jati hai naa jane kyun
Kehte kehte ruk jati
Hai naa jane kyun
Dono aankhe jhuk
Jati hai naa jane kyun
Keh bhi rahe ho
Sun bhi rahe ho
Bolo naa bata do
Bolo naa bata do
Kehte kehte ruk jati
Hai naa jane kyun
Dono aankhe jhuk
Jati hai naa jane kyun




Lucky Ali, Chupke Se

Jana hain jana hain
Chalte hi jana hain
Naa koyi apna hain
Naa koyi thikana hain
Sab raste naraj hain
Manjil ki aahato se
Rahi begana hain
Jana hain jana hain
Chalte hi jana hain
Sab raste naraj hain
Manjil ki aahato se
Rahi begana hain
Jana hain jana hain




Lucky Ali, Kasak

Chandani hain khoyi khoyi
Rat bhi hain soyi soyi
Nind mere dil ko aaye naa
Chandani hain khoyi khoyi
Rat bhi hain soyi soyi
Nind mere dil ko aaye naa
Deewana mausam hain didar kaa
Mastana aalam hain ikrar kaa
Zara fasla abb saha jaye naa
Nind mere dil ko aaye naa
Nind mere dil ko aaye naa
Deewana mausam hain didar
Kaa mastana aalam hain ikrar kaa
Zara fasla abb saha jaye naa
Nind mere dil ko aaye naa
Nind mere dil ko aaye naa
Chandani hain khoyi khoyi
Rat bhi hain soyi soyi
Nind mere dil ko aaye naa




Lucky Ali, Kasak

Ek pal ka jeena phir to hai jaana
Tohfa kya le ke jaiye dil ye batana
Khali haath aaye the hum
Khali haath jaayenge
Bas pyar ke do meethe bol
Jhil milayenge
To hanskyun ki
Duniya ko hai hasana
Aye mere dil tu gaaye ja
A aye aa aaayeaa




Lucky Ali, Kaho Naa... Pyaar Hai

I am in love
I am in love i am in love
Kyun chalati hai pavan
Kyun jhume hai gagan
Kyun machalta hai mann
Naa tum jano naa hum
Naa tum jano naa hum




Lucky Ali, Kaho Naa... Pyaar Hai

Dil ki dhadkan hai ya goliyon ka shor hai
Faasle ho jaaye na nazdeek
Aa jaa mila le dil jala le
Zindagi ko na jaane milegi yeh naseeb
Dil mein to chain nahin, rahe nahin, sahe nahin
Yeh sawaal to khaayi jaaye
Jeena to maut na jaane kab aayega
Kise bulaake yeh kise le jaayega




Lucky Ali, Kaante

Jana hain jana hain
Chalte hi jana hain
Naa koyi apna hain
Naa koyi thikana hain
Sab raste naraj hain
Manjil ki aahato se
Rahi begana hain
Jana hain jana hain
Chalte hi jana hain
Sab raste naraj hain
Manjil ki aahato se
Rahi begana hain
Jana hain jana hain




Lucky Ali, Kasak

Chandani hain khoyi khoyi
Rat bhi hain soyi soyi
Nind mere dil ko aaye naa
Chandani hain khoyi khoyi
Rat bhi hain soyi soyi
Nind mere dil ko aaye naa
Deewana mausam hain didar kaa
Mastana aalam hain ikrar kaa
Zara fasla abb saha jaye naa
Nind mere dil ko aaye naa
Nind mere dil ko aaye naa
Deewana mausam hain didar
Kaa mastana aalam hain ikrar kaa
Zara fasla abb saha jaye naa
Nind mere dil ko aaye naa
Nind mere dil ko aaye naa
Chandani hain khoyi khoyi
Rat bhi hain soyi soyi
Nind mere dil ko aaye naa




Lucky Ali, Kasak

Mausam bhi yaar hai
Gulshan gharbaar hai
Barkha ka saath hai
Aisi saugaath hai
Ab jaaye kab aaye kaise bolo
Jinke saath dil lagta hai
Unke saath holo
Jaana kahan tha humko
Kahan hum chal diye
Chhoti chhoti hasraton mein
Hum dhul mil gaye
Soch ke kya nikle the
Yeh kya hum kar gaye
Jo kehte woh na karte na
In mein reh gaye
Rab yeh jaane ab kya hoga
Rastha hai mushkil
Kis chourahe pe khade hai yaar




Lucky Ali, Kidnap

Hai khuda hafiz
Shukriya meharbani
Pal do pal kya mile
Mil gayi pareshaani
Anjana anjaani




Lucky Ali, Mittal V/s Mittal

Bekarar
Bekarar bekarar
Bekarar bekarar




Lucky Ali, Paathshaala

Baadalon ke sehare pe
Lehraati hai aanchal woh kabhi
Chanda sharmaaye chhup
Jaaye ruk jaaye aise woh kahin
Banaake deewaana kuchh
Tum kuchh woh kuchh jamaana
Yeh tanhaayi hai kaisi rut aayi hai
Juda ho jaau ain abhi sanam harjaayi hai
Gumsum rehati hai yeh, tanaha rehati hai
Saat rang dhalake apana rang badalati hai
Dharati nadiya khula aasmaan




Lucky Ali, Road, Movie

Ghar ko main nikala tanaha akela
Saath mere kaun hai, yaar hai mera
Jo bhi karana tha, kar aa gaya main
Pyaar ko hi maanate chalate jaana
Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Apane bhi dil mein basaaye huye kuchh iraade hain
Dil ke kisi kone mein bhi kuchh aise hi waade hai
Inako liye jab hum chalein, najaarein bhi hamase milein
Ho o o o o o ..




Lucky Ali, Road, Movie

Khoya hai tune jo aey dil
Wahi to ruh tha jaan tha
Khoya hai tune jo aey dil
Wahi to ruh tha jaan tha
Khoya hai tune jo aey dil
Wahi to ruh tha jaan tha




Lucky Ali, Sur: The Melody Of Life

Tu dil ki khushi dil ki pyaas tu
Mere tan mein meri saans tu
Kami thi jo mujh mein
Wohi to mohabbat hai tu
Zindagi mein meri
Aasman ki inaayat hai tu
Dil ki khushi dil ki pyaas tu
Mere tan mein meri saans tu
Kami thi jo mujh mein
Wohi to mohabbat hai tu
Zindagi mein meri
Aasman ki inaayat hai tu




Lucky Ali, Sur: The Melody Of Life

Aao tumhe ek nayi
Baat bataaun main
Aao tumhe ek nayi
Baat bataaun main
Saaz bajaaye mausam
Aur geet sunaaun main
Aao tumhe ek nayi
Baat bataaun main
Saaz bajaaye mausam
Aur geet sunaaun main
Aao tumhe ek nayi
Baat bataaun main




Lucky Ali, Sur: The Melody Of Life

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa




Lucky Ali, Sur: The Melody Of Life

Jaane kya dhundta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi
Jaane kya dhundta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi
Raaste hi raaste hain
Kaisa hai yeh safar
Dhundti hain jisko nazre
Jaane hai wo kidhar
Jaane kya dhundta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi
Jaane kya dhundta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi




Lucky Ali, Sur: The Melody Of Life

O safarnama
Sawaalon ka safarnama
Shuru tumse khatam
Tumpe safarnama




Lucky Ali, Tamasha

O safarnama
Sawaalon ka safarnama
Shuru tumse khatam
Tumpe safarnama




Lucky Ali, Tamasha

Hai khuda hafiz
Shukriya meharbani
Pal do pal kya mile
Mil gayi pareshaani
Anjana anjaani




Lucky Ali, Yuva

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner