Search Lyrics

Sunday, August 11, 2019

Manna Dey Playback Singer

Know about playback singer Manna Dey in detail. Prabodh Chandra Dey , known by his stage name Manna Dey, was an internationally acclaimed Indian playback singer, music director, musician and Indian classical vocalist. He is considered one of the most versatile and celebrated vocalists of the Hindi film industry. He was one of the playback singers credited with the success of Indian classical music in Hindi commercial movies. He debuted in the film Tamanna in 1942. After the song "Upar Gagan Bishal" composed by S D Burman he saw success and went on to record more than 4,000 songs till 2013. The Government of India honoured him with the Padma Shri in 1971, the Padma Bhushan in 2005 and the Dadasaheb Phalke Award in 2007.
Manna Dey

Manna Dey

Detailed information about the playback singer(Manna Dey)

Native name

প্রবোধ চন্দ্র দে

Date of Birth and Birth Place

Prabodh Chandra Dey,1 May 1919,Calcutta, , Bengal Province, , British India ,

Died

24 October 2013(2013-10-24) (aged 94),Bangalore , (Present day: Bengaluru), , Karnataka, , India

Other names

Manna Dey

Occupation

Singer, , playback singer, , music director, , musician

Parents

Purna Chandra Dey (father)

Sung in Following Language(s)

Manna Dey had sung songs in Bengali, Hindi, Malayalam, Oriya, Urdu, Marathi, Kannada


Play Back Singer: Manna Dey

SingerManna Dey
Native nameপ্রবোধ চন্দ্র দে
Date of Birth and Birth PlacePrabodh Chandra Dey,1 May 1919,Calcutta, , Bengal Province, , British India ,
Died24 October 2013(2013-10-24) (aged 94),Bangalore , (Present day: Bengaluru), , Karnataka, , India
Other namesManna Dey
OccupationSinger, , playback singer, , music director, , musician
ParentsPurna Chandra Dey (father)

Manna Dey Songs

Following are the lyrics of the songs sung by Manna Dey

Holi hai holi hai
Aai aai re holi o rang layi re holi
O nacho nacho bahare
Sang layi re holi ho ho ho




Manna Dey, Aabroo

O gori tori banki
Haye haye ram
O gori tori banki
O gori tori banki banki
Chitwan me ulajh ke
Jiya mora to bal khaye
O gori tori banki
Haye haye ram
O gori tori banki




Manna Dey, Aadhi Raat Ke Baad

Suno suno hey nar nari
Yeh katha purani hai
Yeh katha purani hai
Yeh katha purani hai




Manna Dey, Aage Badho

Sawan ki ghatao
Dhire dhire aana
Dhire dhire aana
Sawan ki ghatao
Dhire dhire aana
Dhire dhire aana




Manna Dey, Aage Badho

Sawan ki ghatao dheere dheere
Aana dheere dheere aana
Sawan ki ghatao dheere dheere
Aana dheere dheere aana




Manna Dey, Aage Badho

Takht na hoga taj na hoga
Kal tha lekin aj na hoga
Jisme sab adhikar na paye
Wo sacha sawaraj na hoga
Takht na hoga taj na hoga
Kal tha lekin aj na hoga
Jisme sab adhikar na paye
Wo sacha sawaraj na hoga




Manna Dey, Aaj Aur Kal

Woh chaand muskaaya
Sitaare sharmaaye
Hamara bhi dil na machalane lage
Jo haath mein hamaare
Yeh haath hai tumhara
Diye se nigaaho mein jalane lage
Woh chaand muskaaya




Manna Dey, Aakhri Dao

Jago brij ke basi jago ghansham
Jago brij ke basi jago ghansham
Ban upwan marig pakshi jage
Jagi pushp lataye
Swar murli ke abhu na jage
Abhilashi kit jaye
Naynan ke pat kholo murari
Bahu ki nu vishram
Jago brij ke basi jago ghansham




Manna Dey, Aanchal Ke Phool

Nila pila hara gulabi kacha
Paka rang
Rang dala mera ang ang
Ram duhayi ram duhayi
Chhod kalayi
Oye mama o mere mama
Kya baju mera todega
O sa ra ra aage pichhe aage
Pichhe upar niche
Koi kitna dhodega bahudar
Nahi chhodega
O bahudar nahi chhodega
Bahudar nahi chhodega
Bahudar nahi chhodega
Nila pila hara gulabi kacha
Paka rang
Rang dala re mera ang ang




Manna Dey, Aap Beati

Toot gaya mera sapna suhana
Eye mere man tera pritam nirmohi
Dard na jane preet na samjha
Andar hi
Toot gaya mera sapna suhana




Manna Dey, Aarop

O phoolon ke desh wali
Ang ang tera phoolon wala
Jaise gulabo ki ho mala
Panchhi si chake faslo si lahke
Sarso si phule champa si mahke
Aanchal me bijli
Nain me chaplata
Chal me hirni ki chanchalta




Manna Dey, Aarop

Hath mere hai madhu ka pyala
Hath mere hai madhu ka pyala
Tera rup bana madhu shala
Hath mere hai madhu ka pyala




Manna Dey, Aarop

Jeewan se lambe hain bandhu
Jeewan se lambe hain bandhu
Yeh jeewan ke raste
Yeh jeewan ke raste
Ik pal tham ke rona hoga
Ik pal chalana hans ke
Yeh jeewan ke raste
Yeh jeewan ke raste
Jeewan se lambe hain bandhu




Manna Dey, Aashirwad

Lalla alla tera nigahban
Lalla alla tera nigahban
Mera dil meri jan tere kurban
Lalla alla tera nigehban
Mera dil meri jan tere kurban




Manna Dey, Abdullah

Yaaro hamara kya chal de jidhar chahe
Bottle ki gardan mein daale huye baahe
Na hamara koi pora na hamari koi joru
Na hamara koi pora na hamari koi joru
Yaaro hamara kya chal de jidhar chahe
Bottle ki gardan mein daale huye baahe




Manna Dey, Abhilasha

Ek janib shamme mehfil
Ek janib shamme mehfil, ek janib roohe jana




Manna Dey, Abhilasha

Hai kuchh bhi nahi o my darling
Hai kuchh bhi nahi o my darling
Tu bhi tu bhi tu bhi bata de hasi
Tikhi tikhi tikhi ada bhi hasi
Tu bhi tu bhi tu bhi bata de hasi
Tikhi tikhi tikhi ada bhi hasi
Duty idhar aue udhar
Lau bhi yaha hai magar
Hai kuchh bhi nahi o my darling
Hai kuchh bhi nahi o my darling




Manna Dey, Aakhri Khat

Chhod bhi de aakash singhasan
Chhod bhi de aakash singhasan
Phir dharti par aa ja re
Chhod bhi de aakash singhasan
Phir dharti par aa ja re
Phir dharti par aa ja re
Phir dharti par aa ja re




Manna Dey, 26 January

Nasib hoga mera
Meharbaan kabhi na kabhi
Haay kabhi na kabhi
Milega usake qadam ka
Nishaan kabhi na kabhi
Haay kabhi na kabhi
Nasib hoga mera
Meharbaan kabhi na kabhi
Haay kabhi na kabhi




Manna Dey, 40 Days

Are fashion ki deewani
Ye gudiye hai japani
Are fashion ki deewani
Ye gudiye hai japani
Are kaun kahega bolo
Inko ladki hindustani
Bolo bolo bolo bolo bolo na
Fashion ki deewani
Ye gudiye hai japani
Are kaun kahega bolo
Inko ladki hindustani




Manna Dey, Adhikar

Jo rosani hai apka chabnd taro me
Jo dilkashi hai chaman ke hasi najaro me
Mere sabab me aise sabab hai dono ke
Jaise char ke nami jawa baharo me




Manna Dey, Agent Vinod

O mister, o mister suno ek baat
Badi bewafa hai ye mardo ki jaat
O mister, o mister suno ek baat
Badi bewafa hai ye mardo ki jaat
Badalte hai ye rang pal mein hazar
Kare in ki wado kya pe aitbar
Ye karne ko to karle ha bhi swikar
Par ek hi nazar mein hai kiska etbar




Manna Dey, Agra Road

Re sar uthega
Sar uthega jo bhi
Mere samne kat jayega
Teri aankhon par bada parda
Hai jo hat jayega
Are rakh jara aawaz nichi
Yu garaj na to chhod de
Jo garajte hai iss tarha
Wo barste nahi
Are tu hai kaun mein ha
Main hoon kaun
Yeh tujhko nahi hai pata
Main hoon kaun
Yeh tujhko nahi hai pata
Jo mujhko aankh dikhaye
Aur taqat pe ikraye
Mere samne sar na jukaye
Are aisa koi ha aisa koi
Mere samne aaya nahi
Are tu hai kaun
Main hoon kaun
Yeh tujhe bhi nahi hai pata
Main hoon kaun
Yeh tujhe bhi nahi hai pata
Are tu kya mujhe daraye
Dekhe meine maut ke chhaye
Jaye jaan bala se jaye
Are zulm ke aage
O julm ke aage meine
Sar jhukaya nahi
O mein hoon kaun
Aye mein hoon kaun
Yeh tujhko nahi hai pata




Manna Dey, Ahinsa

Gaya ujala suraj duba
Ab hai meri bari
Gaya ujala suraj duba
Ab hai meri bari
Andhkar ke nagar mein
Aaya jyoti ka vyapari
Yeh andhkar ki duniya
Dukh ki pukar ki duniya
Yeh bekarar ki duniya




Manna Dey, Akashdeep

Tum ho dil ke chor kare dil shor
Tumhe pehchan liya
Aaj khula ye raj hamara raj
Kisi ne jan liya
Tum ho dil ke chor kare dil shor
Tumhe pehchan liya
Aaj khula ye raj hamara raj
Kisi ne jan liya




Manna Dey, Al Hilal

Dil se jo baat nikalti hai
Asar rakhti hai
Par nahi takte parvah
Mager rakhti hai
Madad kar madad kar
Madad ki ghadi hai
Tere dil pe aaj baat aa padi hai
Tere naam par aaj baat aa padi hai
Tere naam par aaj baat aa padi hai




Manna Dey, Al Hilal

Mamta ma aur mati pe
Jo apni bali chadayenge
Ek bund jaha lahu gire
Waha lakho phul khil jayenge
Lakho phul khil jayenge
Shish jhuka ke sharda se
Sab aao ise parnam kare




Manna Dey, Bhookh

Aa zara aaj to
Aa zara aaj to muskura le
Ye hansi ye khushi do ghadi hai
Jaaneman bas yahi zindagi hai ha




Manna Dey, Bhai Bahen

Jati hai jati hai jati
Hai aaj naiya meri
Jati hai jati hai jati
Hai aaj naiya meri
Nila hai aakash dharti hari
Dharti hari dharti hari
Nila hai aakash dharti hari
Dharti hari dharti hari
Aaja tu naiya me jal ki pari
Jal ki pari jal ki pari
Aaja tu naiya me jal ki pari
Jal ki pari jal ki pari
Kahe ljaye aankho ko bhaye
Kahe ljaye aankho ko bhaye
Kyu le ke taj jati hai aaj naiya meri
Hoye jati hai jati hai jati
Hai aaj naiya meri
Hoye jati hai jati hai jati
Hai aaj naiya meri




Manna Dey, Baadbaan

Jai deva ho jai deva
Jai deva ho jai deva
Jai deva ho jai deva
Hampe rakho pyar
Ki najriya najriya
Jai deva ho jai deva
Jai deva ho jai deva
Jai deva ho jai deva




Manna Dey, Baadbaan

Chinchan pappulu chinchan pappulu
Chinchan pappulu chui mui mai
Chu na lena mujhe chu na lena
Chu na lena mujhe chu na lena




Manna Dey, Baghi Sipahi

O beraham tere sitam ham pe
Honge kab tak dekhenge hum
Ye roshni jalti rahe
Jan bhi jaye hame hoga na gham
O beraham tere sitam ham pe
Honge kab tak dekhenge hum
Ye roshni jalti rahe
Jan bhi jaye hame
Hoga na gham




Manna Dey, Baghi Sipahi

Shama ye pyar ka
Bahar ke ye mele
Aisi me niklo na
Jhum ke akele
Din me bhi ajkal dar
Hai dilo ke chor ja
Dil ko ji hum to
Uchalte chalegne
Bahke nigah to
Sambhalte chalegne
Hum pe chalta nahi
Jadu najar ki dor ka
Shama ye pyar ka
Bahar ke ye mele
Aisi me niklo na
Jhum ke akele
Din me bhi ajkal dar
Hai dilo ke chor ja
Shama ye pyar ka
Bahar ke ye mele




Manna Dey, Baghi Sipahi

Hmm hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm




Manna Dey, Boot Polish

Nanhe munne bacche
Teri muththi mein kya hai
Nanhe munne bacche
Teri muththi mein kya hai




Manna Dey, Boot Polish

Lapak japak lapak japak
Lapak japak lapak japak
Lapak japak tu aa re badrawa
Lapak japak tu aa re badrawa
Sar ki kheti sukh rahi hai
Sar ki kheti sukh rahi hai




Manna Dey, Boot Polish

Thahar zara o janewale
Thahar zara o janewale
Babu mistar gore kale
Kab se baithe aas lagaye
Ham matwale palishwale
Ham matwale palishwale




Manna Dey, Boot Polish

Nain mile chain kahaan
Dil hai wahin tu hai jahaan
Ye kya kiya sainya saanwre
Ho toone ye kya
Kiya sainya saanwre
Nain mile chain kahaan
Dil hai wahin tu hai jahaan
Ye kya kiya sainya saanwre
O toone ye kya
Kiya sainya saanwre




Manna Dey, Basant Bahar

Ketaki gulaab joohi
Champakban phoole
Ketaki gulaab joohi
Champakban phoole
Ritu basant apno kant
Godi garwaa lagaay
Jhulnaa mein baithe
Aaj pee ke sang jhoole
Ketaki gulaab joohi
Champakban phoole




Manna Dey, Basant Bahar

Bhay bhanjana
Vandana sun hamaari
Bhay bhanjana
Vandana sun hamaari
Daras tere maange
Ye tera pujaari
Bhay bhanjana




Manna Dey, Basant Bahar

Sur na saje kya gaaun main
Sur na saje kya gaaun main
Sur ke bina jeewan suna
Sur ke bina jeewan suna
Sur na saje kya gaaun main
Sur na saje




Manna Dey, Basant Bahar

Ma teri mamta kitni pyari
Kitna pyar jatati hai
Ma teri mamta kitni pyari
Kitna pyar jatati hai
Kitna pyar jatati hai




Manna Dey, Bansari Bala

Krodh na karna re sansari
Krodh kiya to bhul ki bhari
Sau sau ghar ek saath jalati
Krodh ki chhoti si chingari
Krodh na karna re sansari
Krodh kiya to bhul ki bhari
Bhul ki bhari re
Krodh na karna re sansari
Krodh kiya to bhul ki bhari
Bhul ki bhari re




Manna Dey, Bansari Bala

Maya moh ke mahal sunhare
Sabka man bharmate hai
In mahalo me sone wale
Din chadhte pachhtate hai
Maya moh ke mahal sunhare
Sabka man bharmate hai
Maya moh ke mahal sunhare
Sabka man bharmate hai
In mahalo me sone wale
In mahalo me sone wale
Din chadhte pachhtate hai
Maya moh ke mahal sunhare
Sabka man bharmate hai




Manna Dey, Bansari Bala

Aayo re aayo re aayo re
Shubh din dekho aaj more angana
Aayo re aayo re aayo re
Shubh din dekho aaj more angana
Baje tora kangana
Khan khan khan khanan khanan
Baje mora kangana
Aayo re aayo re aayo re
Shubh din dekho aaj more angana
Aayo re aayo re aayo re




Manna Dey, Bharat Milap

Jab dil me nahi hai khot to fir
Kyu darta hai
Nadan yaha pe karta hai
Vo bharta hai




Manna Dey, Bank Manager

Aa zara aaj to
Aa zara aaj to muskura le
Ye hansi ye khushi do ghadi hai
Jaaneman bas yahi zindagi hai ha




Manna Dey, Bhai-Bahen

Haseeno ke jalwe pareshaan rahte
Aaa, ho
Haseeno ke jalwe pareshaan rahte
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Haseeno ke jalwe
Aaa
Muhabbat se tum log anjaan rahte
Aaa, haay
Muhabbat se tum log anjaan rahte
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Muhabbat se tum log anjaan rahte




Manna Dey, Babar

O babu tel malish karalo but polish
O babu tel malish karalo but polish
Phul se halka sar ho jaye tel malish
Darpan jaisa juta chamke but police
O babu tel malish karalo but polish
O babu tel malish karalo but polish




Manna Dey, Baraat

Are janewale are janemwale hamari gali aana
Are janemwale hamari gali aana
Aane jane ka yahi hai jamana ke
Are janemwale hamari gali aana
Are janemwale hamari gali aana




Manna Dey, Baraat

Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba
Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba




Manna Dey, Bewaqoof

Tu tu jam liye ja
Ankho se ankho ka jam liye ja
Ankho se ankho ka tu jam liye ja
Julfo ke saye me aram liye ja
Ankho se ankho ka tu jam liye ja
Julfo ke saye me aram liye ja




Manna Dey, Bewaqoof

Aan dekha
Thodi der me on hoti hai




Manna Dey, Bewaqoof

Shan tara jhum tara ra ra ra
Tara ra ra ra ra ra
Shan tara jhum tara ra ra ra
Tara ra ra ra ra ra




Manna Dey, Bewaqoof

Utthaa hai shor-e-toofaan
Zeher bikhraa hai hawaaon se
Zameen thharraa utthi hai
Khoon barsaa hai ghataaon se
Tabaahi ka gubaar utthaa
Girey hain toot kar taare
Mehekti waadiyon mein
Zulm ke bhadke hain angaarey




Manna Dey, Bhool Na Jaana

Dhum tak dhum baje bhai wah wah
Tak dhum tak dhum
Baje dunia tera dhol re
Tak dhum baje
Tak dhum tak dhum
Baje dunia tera dhol re
Jitni badi aawaz utna bada pol re
Tak dhum tak dhum
Baje dunia tera dhol re




Manna Dey, Bombai Ka Babu

Kisne chilaman se mara haay
Kisne chilaman se mara
Are nazara mujhe kisne
Chilaman se mara
Nazara mujhe kisne chilaman se mara




Manna Dey, Baat Ek Raat Ki

Mat ro mata lal tere bahutere
Mat ro mata lal tere bahutere
Janambhumi ke kam aayaa main
Bade bhaag hai mere
Mat ro mata lal tere bahutere
Mat ro




Manna Dey, Bandini

Haye re main to prem deewana
Mera dard na jane koi
Bahlau bojh ke mare jane wahi
Lagi mori jane wahi
Lagi mori jane wahi
Jiske lagi hoye, jiske lagi hoye
Haye re main to




Manna Dey, Bedaag

Aayo re aayo re aayo re
Shubh din dekho aaj more angana
Aayo re aayo re aayo re
Shubh din dekho aaj more angana
Baje tora kangana
Khan khan khan khanan khanan
Baje mora kangana
Aayo re aayo re aayo re
Shubh din dekho aaj more angana
Aayo re aayo re aayo re




Manna Dey, Bharat Milap

Suno aur gaur se suno
Arre pahle taaliya to bajao
Aaj raat ka main
Aakhri gana ga raha hoon
Aur gane mein ye
Kahna chahta hoon
Ke duniya me kuch karna ho
To mano meri baat




Manna Dey, Bhoot Bungla

Ay hey aay aay aay aay hoooo
Oh ho ho ho ay hey hey hey
Ay ay hoooo aaah




Manna Dey, Bhoot Bungla

Roti sukh ke ban gayi lakadi
Or mai sukh ke kata
Jab se tune kah ke
Mara pyar ka chata
Oo oo oo




Manna Dey, Biradari

Aao dhoom machao feko lal gulala
Arey aaj bura jo mane
Uske rang do dono gaal
Aa ra ra ra
Rang do sabhi ko rang ek rang me
Aayi rangin holi rey
Aa ra ra ra
Rang do sabhi ko rang ek rang me
Aayi rangin holi rey




Manna Dey, Biradari

Gusse se mat dekho hamko
Karo an aanhke lal
Bade bado ki hamne babu
Kardi sidhi chal
Kyu kaisi kahi




Manna Dey, Biradari

Beta jamure ek bat kahega ha ji
Kya juth kahega na ji
To sach kahega ha ji
Beta ja jamure ek bat kahega
Sach kahega sach kahega
Ha ji ha ji ha ji ha ji
Beta jamure,
Beta jamure kahde
Duniya ko lalkar ke
Beta jamure kahde
Duniya ko lalkar ke
Do din ki jindagi hai
Kyu na gujare pyar se
Beta jamure kahde
Duniya ko lalkar ke
Do din ki jindagi hai
Kyu na gujare pyar se
Beta jamure




Manna Dey, Biradari

Khul simsim khulum khula
Khil khil gaye gulla
Khele hip hip hip hurre hurre hulla hulla
Raja ki kho gayi rani
Rani ka kho gaya gulla
Dhude ikka dukka tigi choki panji chakki
Sati athi nahla dahla
Khul simsim khulum khula
Khil khil gaye gulla
Khele hip hip hip hurre hurre hulla hulla




Manna Dey, Biwi Aur Makan

Rahne ko ghar do
Rahne ko ghar do
Chat pe ho farsh ya farsh pe chat ho
Khidki widki bijli wijli
Ghanti wanti kuch nahi chahiye pyare
Bas ek chhota sa darwaja ho
Rahne ko ghar do




Manna Dey, Biwi Aur Makan

Ahsan nahi hota
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to




Manna Dey, Biwi Aur Makan

Mujhko mohabbat ho gayi hai
Bas mujhko mohabbat ho gayi hai
Le thanda pile maide ki garmi hai
Dil pe chad gayi hai re
Are kuch nahi hai bhadke
Tere dil ki dhadkan
Badh gayi hai re




Manna Dey, Biwi Aur Makan

Hamare hal pe reham karo
Ke humse aur nahi hota
Roz ye natak roz ye maikap
Chikani chupadi malish karna
Khaddar jaisi gale ghis ke
Burash ke jaisi palish karna
Nahi hota




Manna Dey, Biwi Aur Makan

Chunari sambhaal gori
Udi chali jaaye re
Ey chunari sambhaal
Gori udi chali jaaye re
Maar na de dank
Kahin nazar koi haay
Chunari sambhaal
Gori udi chali jaaye re
Maar na de dank
Kahin nazar koi haay
Dekh dekh pag
Na phisal jaaye re
Aaraa raaraa raa
Raa raah la ha aah
Chunari sambhaal la ha aah
Udi chali jaaye la ha aah
Maar na de dank la ha aah
Nazar koi haay




Manna Dey, Baharon Ke Sapne

Ab ja balab hu shiddate
Ahe derd e niha se mein
Ab ja balab hu shiddate
Ab ja balab hu shiddate
Derd e niha se mein
Haye derd e niha se mein
Ha aise mein tujhko
Dhund ke ab laoon
Kahan se mein
Aise mein tujhko
Dhund dhund ke laoon
Kahan se mein
Dhund ke laoon kahan se mein
Aise mein tujhko
Dhund ke laoon kahan se mein
Dhund ke laoon kahan se mein
Dhund ke laoon kahan se mein
Ae dhund ke laoon kahan se mein
Dhund ke laoon kahan se mein




Manna Dey, Bahu Begum

Araz e shauq aankhon mein hai,
Araz e wafa aankhon mein hai
Tere aage baat kahane ka
Maza aankhon mein hai




Manna Dey, Bahu Begum

Paap ke jhalte lohe par
Ek boond giri basm huyi
Vahi boond jab giri kamal par
Dikhane me moti si lagi
Mitti me mili prem aur
Sach ki sip me saji boond giri
Vo moti bani




Manna Dey, Boond Jo Ban Gayee Moti

Bahut dino ke bichhde mitawa
Mile hai barso bad
Ho aankho me hai umad padi
Bite bachpan ki yaad
Bite bachpan ki yaad




Manna Dey, Balram Shri Krishna

Hui na paida ab tak
Apne liye koi sahjadi
Warna apni bhi ho jati
Chat mangani pat shaadi
Ho chat mangani pat shaadi
Chat mangani pat shaadi
Chat mangani pat shaadi
Hui na paida ab tak
Apne liye koi sahjadi
Warna apni bhi ho jati
Chat mangani pat shaadi
Ho chat mangani pat shaadi
Chat mangani pat shaadi
Chat mangani pat shaadi




Manna Dey, Badi Didi

Ishq ki mala hath mein lekar
Husn ka karle jap
Malik ne jab di hai tange
Din bhar tadke nap
Ke nikla pu ke nikla pu
Ke nikla pu ke nikla pu
Ishq ki mala hath mein lekar
Husn ka karle jap
Malik ne jab di hai tange
Din bhar tadke nap
Ke nikla pu ke nikla pu
Ke nikla pu ke nikla pu




Manna Dey, Badi Didi

Aa zara aaj to
Aa zara aaj to muskura le
Ye hansi ye khushi do ghadi hai
Jaaneman bas yahi zindagi hai ha




Manna Dey, Bhai Bahen

Tanhaiya hai khamosh hum tum
Mahki hui fizaye chali
Aao tum aur najdik mere
Chalo aaj hum bahak jaye




Manna Dey, Bahke Kadam

Jhanan jhanan jhanke payal
Man me rang ghole re
Jhanan jhanan jhanke payal
Man me rang ghole re
Baze mardang sang sang
Baze mardang
Baze mardang sang sang
Ang ang dole re
Jhanan jhanan jhanke payal
Man me rang ghole re
Man me rang ghole




Manna Dey, Brahma Vishnu Mahesh

Aa aa aa aa rey
Aayo kaha se ghanashyam
Aayo kaha se ghanashyam
Raina bitayi kis dham
Raina bitayi kis dham
Haay ram aayo kaha se




Manna Dey, Buddha Mil Gaya

Mai buddoho lambo lambo
Mai jadu wala
Jo rota aaye hasta jaye
Pi kar mera pyala




Manna Dey, Buddha Mil Gaya

Naino ke ye do panchhi
Uljhe hai waha par jake
Dulhan si jaha baithi hai
Ye rat sharma ke o
Naino ke ye do panchhi




Manna Dey, Bansi Birju

Tum bin jeevan kaisa jeevan
Tum bin jeevan kaisa jeevan




Manna Dey, Bawarchi

Bhor aayi gaya andhiyara
Bhor aayi gaya andhiyara
Sare jag me hua ujiyara
Nache jhume ye mann
Matwala matwala




Manna Dey, Bawarchi

Na chaahoon sona chaandi
Na chaahoon heera moti
Yeh mere kis kaam ke
Na maangoon bangla baadi
Na maangoon ghoda gaadi
Yeh to hain bas naam ke
Deti hai dil de badle mein dil ke
Deti hai dil de badle mein dil ke
Ghe ghe ghe ghe ghe ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin
Ghe ghe ghe ghe ghe ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin




Manna Dey, Bobby

Mamta ma aur mati pe
Jo apni bali chadayenge
Ek bund jaha lahu gire
Waha lakho phul khil jayenge
Lakho phul khil jayenge
Shish jhuka ke sharda se
Sab aao ise parnam kare




Manna Dey, Bhookh

Tu bol na bol bas
Rah mere kol
Tu bol na bol bas
Rah mere kol
Teri sitti tere pyar ki
Khol rahi hai pol
Tu bol na bol bas
Rah mere kol




Manna Dey, Chingari

Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Wo ghata kari kari jiya tadpaye
O rasiya sawan ke din aaye
Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Wo ghata kari kari jiya tadpaye
O rasiya sawan ke din aaye




Manna Dey, Champakali

Tum mere swami antaryami
Maat pita tum mere
Tum mere tan man tum mere jiwan
Badhu sakha tum mere
Tum mere swami antaryami




Manna Dey, Chhote Babu

Baajuu aa aa aa
Baabuu samajho ishaare hauran pukaare pam pam pam
Yahaan chalatii ko gaadii kahate hain pyaare pam pam pam




Manna Dey, Chalti Ka Naam Gaadi

Laagi manavaa ke bich kataari
Ki mara gaya ki mara gaya
Brahmachaari haay
Kaisi zulmi banaayi
Taine naari ki mara gaya
Ki mara gaya brahmachaari




Manna Dey, Chitralekha

Aaaa aaaa aaaa
Preetam daras dikhaao
Preetam daras dikhaao
Tum bin ro ro rain bitaayi
Tum bin ro ro
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Tum bin ro ro rain bitaayi
Bhor bhayi
Tar aao
Preetam daras dikhaao
Preetam daras dikhaao




Manna Dey, Chacha Zindabad

Naseeb hoga mera
Meharbaan kabhi na kabhi
Haaye kabhi na kabhi
Milega us ke kadam ka
Nishaan kabhi na kabhi
Haaye kabhi na kabhi
Naseeb hoga mera
Meharbaan kabhi na kabhi
Haaye kabhi na kabhi




Manna Dey, Chalis Din

Saathi re saathi re
Saathi re




Manna Dey, Char Dil Char Raahein

O kali anar ki na itna satao
Pyaar karane ki koi rit batao
O gunche gulaab ke na batiyaan banao
Pahale kisi ko dil mein bithao




Manna Dey, Chhoti Bahen

Meethi meethi yaad teri
Dil tadpaa gayee
Meethi meethi yaad teri
Dil tadpaa gayee
Kaali kaali raat mere
Sapnon pe chhaa gayee
Dil tadpaa gayee
Meethi meethi yaad teri
Dil tadpaa gayee




Manna Dey, Circus Queen

Mann bhavan sangit suhavan
Mann bhavan sangit suhavan
Masdhur madhur madhu bin bajavan
Mann bhavan sangit suhavan




Manna Dey, Chandramukhi

Laagi manavaa ke bich kataari
Ki mara gaya ki mara gaya
Brahmachaari haay
Kaisi zulmi banaayi
Taine naari ki mara gaya
Ki mara gaya brahmachaari




Manna Dey, Chitralekha

Puchho toh yaaro hum
Kaun hai kaun hai
Hun chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai kayamat
Ki najar rakhate hain
Zameen toh kya hai
Zameen toh kya hai
Aasmaan ki khabar rakhate hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai




Manna Dey, Chhupa Rustam

Nir tat dang aye nir
Tat dang aye nir tat dang
Nir tat dang aye nir
Tat dang aye nir tat dang




Manna Dey, Chandan Ka Palna

Mastana hoye parwaana hoye
Woh hai koyi deewana hoye
Mastana hoye parwaana hoye
Woh hai koyi deewana hoye
Mastana hoye




Manna Dey, Chandan Ka Palna

Baat karte ho baat karna nahi aata
Pyar karte ho pyar karna nahi aata
Baat karte ho baat karna nahi aata
Pyar karte ho pyar karna nahi aata
He baat karte ho




Manna Dey, Chandan Ka Palna

Kal ka pahiya ghume bhaiya
Lakh tarah insan chale
Le ke chale barat kabhi to
Kabhi bina saman chale
Ram krishan hari
Ram krishan hari
Kal ka pahiya ghume bhaiya
Lakh tarah insan chale
Le ke chale barat kabhi to
Kabhi bina saman chale
Ram krishan hari
Ram krishan hari
Ram krishan hari
Ram krishan hari
Ram krishan hari
Ram krishan hari




Manna Dey, Chanda Aur Bijli

Kya laye kya le jaoge
O ho o o ho o
Haal hi rahege dono haal
Rahe gayi tere
Karam ki gathari
Rahe gayi tere
Karam ki gathari
Kuch bhi gaya na tere sath
Pyare andhi hai duniya
Andhi hai duniya pyare
Matlab ki duniya.




Manna Dey, Chhoti Chhoti Baatein

Tu bol na bol bas
Rah mere kol
Tu bol na bol bas
Rah mere kol
Teri sitti tere pyar ki
Khol rahi hai pol
Tu bol na bol bas
Rah mere kol




Manna Dey, Chingari

Puchho toh yaaro hum
Kaun hai kaun hai
Hun chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai kayamat
Ki najar rakhate hain
Zameen toh kya hai
Zameen toh kya hai
Aasmaan ki khabar rakhate hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai




Manna Dey, Chhupa Rustam

Dharti ambar nind se jage
Dharti ambar nind se jage
Dekho apne aagan
Suraj ki pahli kirno me
Sab jag sundar lage
Dharti ambar nind se jage
Dharti ambar nind se jage
Dekho apne aagan
Suraj ki pahli kirno me
Sab jag sundar lage
Dharti ambar nind se jage
Dharti ambar nind se jage




Manna Dey, Chaitali

Are wah wah wah wah
Ha tumne feki or maine uthayi
Bat samjh me dono ke ayi
Hoye tumne feki or maine uthayi
Bat samjh me dono ke ayi
Dekho chalegi na yaha pe tumhari
Kya karlegi ye sone ki katari
Are sone ki ho chandi ki ho ya pital ki
Katari phir bhi katari hai
Sone ki ho chandi ki ho ya pital ki
Katari phir bhi katari hai
Hotho pe na lana bat dil ki tum
Ye jindagi tum ko to pyari hai




Manna Dey, Chakkar Pe Chakkar

Aisa jalwa allaah
Uljhan hajaar koyi daale
Uljhan hajaar koyi daale
ho rukate kahaan hai dilwaale
Ho dekho na aa gaye mastaane chha
gaye baahon mein baahein daale
Ni nina nina nina nina nina
Aisa jalwa allaah
Ni nina nina nina nina nina
Uljhan hajaar koyi daale
ho rukate kahaan hai dilwaale
Ho dekho na aa gaye mastaane chha
gaye baahon mein baahein daale
Ni nina nina nina nina nina




Manna Dey, Chandi Sona

Ek shok hasina se
Arman bhari shadi
Wah miya wah aadab arze
Mosam ye jawani
Ka ye pyar ki aazadi
Tumko bhi mubarak ho
Humko bhi mubarak ho
Tumko bhi mubarak ho
Humko bhi mubarak ho
Ek shok hasina
Se arman bhari shadi
Mosam ye jawani
Ka ye pyar ki aazadi
Tumko bhi mubarak ho
Humko bhi mubarak ho
Tumko bhi mubarak ho
Humko bhi mubarak ho
Ek shok hasina se
Arman bhari shadi
Mosam ye jawani
Ka ye pyar ki aazadi




Manna Dey, Chandi Sona

Duniya hai aati jati
Ham to hai dil ke sath
Duniya hai aati jati
Ham to hai dil ke sath
Sine me dil na ho to
Jine ka kya maja ho
Dilwale sirf dilbar baki ke log pathar
Dilwale sirf dilbar baki ke log pathar
Aa yar muskuraye tujhko gale lagaye
Aa yar muskuraye tujhko gale lagaye
Mahfil me cha gaya hai
Hotho pe aa gaya hai
Ek taraf hai ye jamana
Ek taraf dil deewana
Ek taraf hai ye jamana




Manna Dey, Chor Sipahi

Gali gali me ghus kar
Hey gali gali me ghus kar
Hum dhundege chhup chhup kar
Mar ke murgi tod ke ande
Mar ke murgi tod ke ande
Is sunday ya agle sunday
Bombae puna puna delhi
Pakdenge kuch banke billi
Kaha jayega chuhe bach kar
Kaha jayega chuhe bach kar
Hey gali gali me ghus kar




Manna Dey, Chor Ke Ghar Chor

Dulhan bhi hai barati bhi hai
Arey dulhan bhi hai barati bhi hai
Dost bhi hai aur sathi bhai hai
O dulhe raja ha dulhe raja
Koi aur aa gaye
Chor ke ghar chor aa gaye
O dekho
Chor ke ghar chor aa gaye
Dulhan bhi hai barati bhi hai
Arey dost bhi hai aur sathi bhai hai
Par dulhe raja koi aur aa gaye
Chor ke ghar chor aa gaye
O dekho
Chor ke ghar chor aa gaye




Manna Dey, Chor Ke Ghar Chor

Kaise rishte kaise naate
Kaisi pyaar wafa ki baatein
Kaisi dosti yaari
Matlab ki hai duniya saari
Nibha denge rishtey naate
Pyaar wafaa ki saari baatein
Joothi nahin duniya saari
Azmaale ek baar yaari




Manna Dey, Chowki No 11

Yar daga de gaya ho yar daga de gaya
Dulhan ko le gaya
Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
Chod gaya sath
Aage aage dulha re piche choro ki barat
Aage aage dulha re piche choro ki barat




Manna Dey, Choron Ki Baaraat

Bandh muthi lakh ki
Khuli to pyare khak ki
Bandh muthi lakh ki
Khuli to pyare khak ki
Ha bandh muthi lakh ki
Khuli to pyare khak ki




Manna Dey, Chalti Ka Naam Zindagi

Tum kaho or hum sune
Hum kahe tum suno
Tum hasi to sab hasi
Tum na rutho man jao na
Vikki man jao na beta man na
Tum kaho or hum sune
Hum kahe tum suno
Tum hasi to sab hasi
Tum na rutho man jao na
Vikki man jao na beta man na




Manna Dey, Chor Police

Hari om hari om hari om
Hari om hari om hari om
Bhagwan ke ghar me sab kuch hai
Jo yaha mile wo kahi nahi
Tere mangne me ho kami bhale
Uske dene me kami nahi
Bhagwan ke ghar me sab kuch hai
Jo yaha mile wo kahi nahi
Tere mangne me ho kami bhale
Uske dene me kami nahi
Tere mangne me ho kami bhale
Uske dene me kami nahi
Hari om hari om hari om hari om




Manna Dey, Chal Guru Ho Ja Shuru

Dhin tak tak tak tak
Tagin tagin gin gin rey e e
Udd tak tak tak tak tak
Takan takan gin gin rey
Udd jag jag jag jag jag jagan
Jagan gin gin rey
Udd jag jag udd jagi jagi
Udd jag jag udd jagi jagi




Manna Dey, Do Bigha Zamin

Bhai re
Gagaa aur jamunaa ki gahari hai dhaar
Aage yaa pichhe sabako jaanaa hai paar
Dharati kahe pukaar ke
Bij bichhaa le pyaar ke
Mausam bitaa jaay, mausam bitaa jaay
Mausam bitaa jaay, mausam bitaa jaay
Mausam bitaa jaay, mausam bitaa jaay
Apani kahaani chhod jaa
Kuchh to nishaani chhod jaa
Kaun kahe is or tu phir aaye na aaye
Mausam bitaa jaay, mausam bitaa jaay
Mausam bitaa jaay, mausam bitaa jaay




Manna Dey, Do Bigha Zamin

Shamo sahar hai safar hi safar
Shamo sahar hai safar hi safar
Shamo sahar hai safar hi safar
Shamo sahar hai safar hi safar




Manna Dey, Danka

Aaj ki ye baaten raja
Bhul mat jaiyo ji
Aaj ki ye baaten raja
Bhul mat jaiyo ji
Ham to nahin bhule raani
Tum na bhul jaiyo ji
Tum na bhul jaiyo ji
Aaj ki ye baaten raja
Bhul mat jaiyo ji




Manna Dey, Dhola Maru

Kaun aaya mere man ke dware
Paayal ki jhanakaar liye
Kaun aaya mere man ke dware
Paayal ki jhanakar liye
Kaun aaya




Manna Dey, Dekh Kabira Roya

Bairan ho ho gayi raina
Bairan ho ho gayi raina
Bairan ho ho gayi raina
Raina raina bairan
Ho ho gayi raina
Bairan ho ho gayi raina
Bairan ho




Manna Dey, Dekh Kabira Roya

Ho umad ghumad
Kar aayi re ghata
Ho umad ghumad
Kar aayi re ghata
Kare kare badara ki
Chhayi chhayi re ghata




Manna Dey, Do Ankhen Barah Haath

Bindiya jagaye
Bindiya jgaye ho rama
Nindiya na aaye
Haye bindiya jagaye
Kari kari ratiya me
Jyoti si chamke
Hamre jiya me
Bairan agan lagaye
Bindiya jagaye ho rama
Nindiya na aye haye
Bindiya jagaye




Manna Dey, Daasi

Andheri raat me aye the jo shama banke
Ujala de na sake rah gaya dhua ban ke
Jaba ki pushp labo par thi more khamoshi
Jaba ki pushp labo par thi more khamoshi
Najar suna na saki dasta jabaa ban ke
Andheri raat
Lagaye firta hu yado ko apne sine se
Inhi dino me jalaa mera asiya banke
Anndheri raat.




Manna Dey, Daasi

Kaise bijali chamak gayi ho kaise
Jaise chunari jhalak gayi ho aise
Ho kaise bijali chamak gayi ho kaise
Jaise chunari jhalak gayi ho aise
Hoye hoye hoye hoye hoye




Manna Dey, Do Gunde

Dhin ta dhita dhin ta dhita
Dhin ta dhita dhin ta dhita
Shin alif daal ye shaadi mere yaar ki
Hoy shin alif daal ye shaadi mere yar ki
Shin alif daal ye shaadi mere yaar ki
Hoy shin alif daal ye shaadi mere yaar ki
Yeh zere alif te baaraat aayegi dildaar ki
Hoy zere alif te baaraat aayegi dildaar ki
Shin alif daal ye shaadi mere yaar ki




Manna Dey, Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere

Mil gaye duniya mein jine ke sahare sahare
Mil gaye duniya mein jine ke sahare sahare
Ye mast nigahe ye gori gori bahe
Ye mast nigahe ye gori gori bahe
Bhul nahi jana dekho ruke ye najare najare
Bhul nahi jana dekho ruke ye najare najare
Ye pahli mulakate ye pyar bhari bate
Ye pahli mulakate ye pyar bhari bate
Mil gaye duniya mein jine ke sahare sahare




Manna Dey, Dark Street

Bas mein nahin ji dil bas mein nahin
Ek nayi nayi nayi nayi mulakaat mein
Kya karun haay haay re haay re
Kya karun haay haay re
Bas mein nahin ji dil bas mein nahin
Ek nayi nayi nayi nayi mulakaat mein
Kya karun haay haay re haay re
Kya karun haay haay re haay re




Manna Dey, Diamond King

Rimjhim rimjhim sawan barse
Rimjhim rimjhim sawan barse
Tumhare milan ko jiyara tarse
Tumhare milan ko jiyara tarse
Cham cham cham cham payal chanke
Cham cham cham cham payal chanke
Bolo sajan kaise niklu ghar se
Bolo sajan kaise niklu ghar se
Cham cham cham cham pa
Sawan barse




Manna Dey, Dilli Ka Dada

Itna kariyo koi
Mohabbat karana hai aasan
Kisi par marana hai aasan
Nibhana muskil hai
Nibhana muskil hai
Mohabbat kr sholo se bhag
Kabhi jo lag jaye ye aag
Bujhana muskil hai
Bujhana muskil hai




Manna Dey, Daal Me Kala

Haye aji phul gendwa
Na maro na maro
Lagat karejwa mein chhot
Phul gendwa na maro na maro
Phul gendwa na maro na maro
Lagat karejwa mein chhot
Dungi main duhai
Kahe chatur banat
Chhichori karat harajai
Phul gendwa na maro na maro
Lagat karej t karej t karej t karej
Lagat karejwa mein chhot




Manna Dey, Dooj Ka Chand

O jag ke rakhwale
O jag ke rakhwale
Hume tujh bin
Kaun sambhale
Hume tujh bin
Kaun sambhale
O jag ke rakhwale
O jag ke rakhwale




Manna Dey, Door Gagan Ki Chhaon Mein

O jag ke rakhwale
O jag ke rakhwale
Hume tujh bin
Kaun sambhale
Hume tujh bin
Kaun sambhale
O jag ke rakhwale
O jag ke rakhwale




Manna Dey, Door Gagan Ki Chhaon Mein

Happy birthday to you
Ham bhi agar bachche hote
Ham bhi agar bachche hote
Naam hamara hota gabalu babalu
Khaane ko milate laddu
Aur duniyaa kahati
Happy birthday to you
Happy birthday to you




Manna Dey, Door Ki Awaaz

Sant log farmay gaye ji
Is jag me kalyug aayega
Sant log farmay gaye ji
Is jag me kalyug aayega
Do charo ke bich zamana
Apni tang adayega
Sant log farmay gaye ji
Is jag me kalyug aayega




Manna Dey, Daadi Maa

Jane na doonga, na jane doonga
Tange ke niche aake pran tajunga
Meri jaan, ruk ja
Oo meri jaan kahana man,
Na tu ban nadan
Ruk ja, na manugi mai,
Mai na manugi
Ruthi hu mai to piya ruthi rahugi
Mere pran ja tu ja
Oo mere pran kahana man,
Na tu ban nadan, ja tu ja




Manna Dey, Daadi Maa

Usko nahin dekha humne kabhi
Par iski zarurat kya hogi ai maa,
Ai maa teri surat se alag
Bhagavan ki surat kya hogi, kya hogi
Usko nahin dekha humne kabhi




Manna Dey, Daadi Maa

Yu na tan ke chalo yu na ban ke chalo
Yu na tan ke chalo yu na ban ke chalo
Rahgiro ki niyar badal jaye na
Tum ho itni hasi dekhte hi kahi
Rup ki aag me koi jal jaye na
Yu na tan ke chalo




Manna Dey, Dil Ne Pukara

Kis qadar zaalim ho qatil
Kis tarhaa todaa meraa dil
Aaahho aaahho
Kis qadar zalim ho qatil
Kis tarhaa todaa meraa dil
Main kehtaa reh gayaa zaalim
Main kehtaa main kehtaa haan
Main kehtaa reh gayaa zaalim
Mera dil hai mera dil hai
Mera dil hai mera dil hai
Mera dil hai ae




Manna Dey, Dil Ne Pukara

Ke jo main hota hawa ka jhonka
Ke jo main hota hawa ka jhonka
Tere galo ko tere balo ko
Chhukar gujar jata
Ke jo main hota hawa ka jhonka
Ke jo main hoti ghata sawan ki
Teri raho mein teri baaho mein
Aakar baras jati
Ke jo main hoti ghata sawan ki




Manna Dey, Duniya Nachegi

Are ghar ki kheti saf kara lo
Muslim ko taslim arz hai
Hindu ko parnam pyare
Mai hu ek hatyam pyare
Mai hu ek hatyam
Jab jab duje ka sar mundu
Tab tab pau kam pyare
Mai hu ek hatyam pyare
Mai hu ek hatyam




Manna Dey, Do Kaliyaan

Darpan jhooth na bole
Darpan jhooth na bole
Darpan jhooth na bole
Darpan jhooth na bole
Jo sach tha
Tere saamane aayaa
Hasale chaahe role
Darpan jhooth na bole
Darpan jhooth na bole
Darpan jhooth na bole




Manna Dey, Darpan

Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Chhaya andhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Chhaya andhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya




Manna Dey, Door Ka Raahi

Jinke pass haati ghoda
Unn ke pass dil hai thoda
Aare tum se thoda
Aaha dil ka badshah
Aaha koi tum sa kaha aaha
Kahe sara jaahan ohh rajaji




Manna Dey, Dil Ka Raja

Jubna se chunariya khisak gayi re
Jubna se chunariya khisak gayi re
Jubna se chunariya
Jubna se chunariya khisak gayi re
Jubna se chunariya khisak gayi re
Dunia ki najariya bahak gayi re
Dunia ki najariya bahak gayi re
Jubna se chunariya




Manna Dey, Dhund

Zindagi ke gam
Bhulane ke liye
Sharab ka sahara
Maine le liya
Sharab ka sahara
Maine le liya
Bekhudi mein dub
Jaane ke liye
Sharab ka sahara
Maine le liya
Sharab ka sahara
Maine le liya




Manna Dey, Dil Ki Rahen

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner