Search Lyrics

Sunday, August 11, 2019

Mohit Chauhan Playback Singer

Know about playback singer Mohit Chauhan in detail. Mohit Chauhan is an Indian playback singer, most known for his work for Bollywood, Tollywood, & Kollywood movies. He was also part of the Indipop band Silk Route. Chauhan is a two-time recipient of the Filmfare Award for Best Male Playback Singer and three times Zee Cine Award For Best Male Playback Singer. He has recorded songs for film music and albums in various Indian languages and has established himself as a leading playback singer of Indian cinema.
Mohit Chauhan

Mohit Chauhan

Detailed information about the playback singer(Mohit Chauhan)

Native name

Babaji, The man with Silk Voice

Birth name

Mohit Chauhan

Date of Birth and Birth Place

March 11, 1966 ,Nahan, Himanchal Pradesh

Genres

Pop, Rock, Playback singing, Folk Music

Occupation(s)

Singer, Lyricist, Composer

Instruments

Saxophone, Harmonica, Guitar, Flute

Years active

1998-Present

Sung in Following Language(s)

Mohit Chauhan had sung songs in Hindi, Bengali, English, Pahari, Nepali, Tamil, Punjabi, Telugu, Marathi, Kannada, Gujarati[citation needed]


Play Back Singer: Mohit Chauhan

SingerMohit Chauhan
Native nameBabaji, The man with Silk Voice
Birth nameMohit Chauhan
Date of Birth and Birth Place March 11, 1966 ,Nahan, Himanchal Pradesh
GenresPop, Rock, Playback singing, Folk Music
Occupation(s)Singer, Lyricist, Composer
InstrumentsSaxophone, Harmonica, Guitar, Flute
Years active1998-Present

Mohit Chauhan Songs

Following are the lyrics of the songs sung by Mohit Chauhan

Jhatak kar zulf jan tum tauliye se
Barishe azaad karti ho




Mohit Chauhan, Aarakshan

Khuwaabon ki lehrain
Khushiyon ke saaye
Khushbu ki kirnain
Dheeme se gaaye
Yahi to hai hamdam
Woh saathi woh
Dilbar woh yaar
Yaadon ke naazuk
Paron pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Chala aaya pyar




Mohit Chauhan, Aashayein

Tum bepanah barsi ho
Bund ban ke
Phisalti hui
Jism ke rooh mein
Alam hai ye
Socha kuch bhi na jaye
Teri ankho mein doobta chala
Kya ye sach hai
Khwaab hai ya koyi bol do na
Bol do na




Mohit Chauhan, 72 Hours: Martyr Who Never Died

Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra
Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra




Mohit Chauhan, 8 X 10 Tasveer

Rootha kyun
Mujhse itna khafa na hona itna tu
Saansein bhi tere bina main na loon
Jaane kyun bewajah




Mohit Chauhan, 1920 London

Ek baar ki baat thi ek dum fizool ki
Parinda ik suljha tha patang se uljha tha
Ulta wo pulta wo mohabbat se phisla woh
Gir kar sambhal kar wo khoya khoya sa hans kar wo




Mohit Chauhan, 3 Storeys

Kuch is tarah
Dil ko mila
Hai sukun




Mohit Chauhan, 8 X 10 Tasveer

Aangana aangana
Aangana aangana
Gaanv ki galiyaan akeli
Dhundhati hogi mujhe
Neem ki woh chaanv
Thandi sochati hogi mujhe
Bhuule nahi apana jahaan
Sondhi sondhi maati
Aur ghar aanganaa
Bhuule nahi apana jahaan
Sondhi sondhi maati
Aur ghar aanganaa
Aankhon mein yeh tinka nahi
Ka chhalka koi lamha yaha
Aankhon mein yeh tinka nahi
Ka chhalka koi lamha yaha
Gaanv ki galiyaan akeli
Dhundhati hogi mujhe
Neem ki woh chaanv thandi
Sochati hogi mujhe
Bhule nahi apana jahaan
Sondhi sondhi maati
Aur ghar aanganaa
Hey




Mohit Chauhan, Adharm

Bichhad ke apani mitti
Rovan ankhiyaan dil ghabraaye
Kissnu puchhiye naal gariban
Waqt tamaashen kyon karda aye
Hey hey hey hey hey hey




Mohit Chauhan, Adharm

Tu mera aasman
Sa lage kyun
Uda uda sa phirun
In hawaaon me kyun
Oh tu mera raasta
Sa lage kyun
Juda juda sa phirun
Teri raahon me kyun




Mohit Chauhan, Ajab Gazabb Love

Aankhon ki neend ho,
Shabnam ki boond ho, bas tum
Honthon ki pyaas ho,
Jeene ki aas ho, bas tum




Mohit Chauhan, Badmashiyaan: Fun Never Ends

Bhook lagi.. bhook lagi..
Bhook lagi, bhook lagi
Zoron ki bhook lagi
Murge ki baang humein
Koyal ki kook lagi




Mohit Chauhan, Bajrangi Bhaijaan

Aankhon mein basa lunga
Saanson mein sama lunga




Mohit Chauhan, Bezubaan Ishq

Teri meri, ankahi daastaan
Keh gawaa hai, ye zameen aasmaan
Teri meri, ankahi daastaan
Keh gawaa hai, ye zameen aasmaan




Mohit Chauhan, Bezubaan Ishq

Mere har ek armaan se zyada
Chahe re tujhko jiya
Kaise karoon yakeen tu hai dilbar
Ya koi wahem piya behroopia aa..
Yeh dil tune bas me kiya
Behroopia aa..
Haseen kosoor kiya




Mohit Chauhan, Bombay Velvet

Kabhi to kismat hi-fi hamari ho
Kabhi to t-shirt se matching ferrari ho
Kabhi to bank mein currency karaari ho
Kabhi to apni madonna se yaari ho




Mohit Chauhan, Badmaash Company

O..o..ye..
Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup hoyi
Ghus fus fus fus fus
O..o..ye..
Khwaabon ki nadi mein
Khaaye gote
Gud gud gud gud gud gud hoye
Bud bud bud bud bud bud




Mohit Chauhan, Barfi!

Jab se dekhi hai
Jhalak tumhaari
Yaa allah yaa allah




Mohit Chauhan, Bol Bachchan

Jeena yahaan marna yahaan
Iske siwa jana kahaan
Aray hum hain
Wahin hum the jahaan
Dil ke chedhega taar sun lo
Dekhenge baar baar sun lo
Jo film na ho yaar sun lo
Toh jeena ho bekaar sun lo
Bombay talkies
Haan bombay talkies
Haan bombay talkies
Haan bombay talkies




Mohit Chauhan, Bombay Talkies

Fizza itani hassi
Pehale kyun na thi
Hawao mein aisi
Nami pehale kyun na thi
Fizza itani hassi
Pehale kyun na thi
Hawao mein aisi
Nami pehale kyun na thi
Dil mein nayi umangein
Pehale kyun na thi
Sab kuch badal gaya hain
Jab se mile ho tum
Dil kuch bahel gaya hain
Jab se mile ho tum ho ho




Mohit Chauhan, Boyss Toh Boyss Hain

Aaha aaha aaha aahaa
Aaha aaha aaha aahaa




Mohit Chauhan, Bewakoofiyaan

Tumpe karne laga yakeen dil jo dil tha mera kabhi
Ek zara tum jo sang chale ho gaya mujhse ajnabee
Bepanhaa tum ko chahe khwaabon mein tum ko laaye
Dil na ye baaz aaye mera mehrbaan haan
Bepanhaa tum ko chahe khwaabon mein tum ko laaye
Dil na ye baaz aaye mera mehrbaan




Mohit Chauhan, Babuji Ek Ticket Bambai

Oo..pa ra pa, pa pa pa ..
Ta tara ta




Mohit Chauhan, Chillar Party

Tere khyalo mein ab
Har din dhal riya hain
Aaj kal dil mera waise
Single chal riya hain




Mohit Chauhan, Cute Kameena

Teri aahaton mein jee lunga
Teri chaahaton mein jee lunga
Jo paa ke bhi naa paa sakoon
Teri dhadkanon mein jee lunga




Mohit Chauhan, Chef

Khuda bhi jab tumhe
Mere paas dekhta hoga
Khuda bhi jab tumhe
Mere paas dekhta hoga
Itni anmol cheez
De di kaise saohta hoga




Mohit Chauhan, Ek Paheli Leela

Aasmaan tera mera hua
Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan
Aasmaan tera mera hua
Saans ki tarah ruaan ruaan




Mohit Chauhan, Ek Tha Tiger

Bitua mora bitua mora
Dil ka tukda bitua mora
Tujhse hai ye jeevan mora
Kyu samjhe na bitua mora
Bitua mora bitua mora
Ukhda mose bitua mora
Mori smjhe na khamoshiyaa
Kyu samjhe na bitua mora




Mohit Chauhan, Ekkees Toppon Ki Salaami

Haan suna tha yeh
Jo hota hai yun
Woh hum ko bhi
Ho jaayega Ha
Ho jaayega
Ho jaayega pyaar
Ho jaayega




Mohit Chauhan, From Sydney With Love

Suker ka rahame hai dum
Ho gayi khatam problem
Suker ka rahame hai dum
Ho gayi khatam problem




Mohit Chauhan, Fuddu

Teri aahaton mein jee lunga
Teri chaahaton mein jee lunga
Jo paa ke bhi naa paa sakoon
Teri dhadkanon mein jee lunga




Mohit Chauhan, Hero

Haal-e-dil ki sheh pe chal kar
Aa gaya hoon tere dil tak..
What a feeling
Dhadkanon ki lay pe chal kar
Aa gayi hoon tere dil tak
What a feeling




Mohit Chauhan, Heartless

Kyun mujhse khafa
Tu hai mere khuda
Deewane se tere
Kya ho gayi khata
Jo ho gaya juda
Jo ho gaya juda
Ho jaaunga tabah
Ho jaaunga tabah
Ho jaaunga tabah




Mohit Chauhan, Heropanti

Rakh sar tera haath faqira
Raahon ka tu hi wazira
Karde pathar bhi heera ho




Mohit Chauhan, Hawaizaada

Warrant dikhayengi na kaaran batayengi
Besawal bejawaab angootha lagwayengi
Likhat karengi na ye padhat karengi
Likhat karengi na ye padhat karengi
Beimaani aankhein dil zapat karengi




Mohit Chauhan, Hawaizaada

Teri aahaton mein jee lunga
Teri chaahaton mein jee lunga
Jo paa ke bhi naa paa sakoon
Teri dhadkanon mein jee lunga




Mohit Chauhan, Hero

Mere dil ka saaz banke
Lafzon mein aa rahe ho tum




Mohit Chauhan, Hai Apna Dil Toh Awara

Das dae ve rabba saanu das dae
Kyun rou pende nain jadon hansde
Das dae ve rabba saanu das dae
Kyun rou pende nain jadon hansde




Mohit Chauhan, Ishqedarriyaan

Don t stop yourself
Come on and reach out
Now this is your chance
Come on and reach out
Don t stop yourself
Come on and reach out
Now this is your chance
Come on and reach out
Bin chede hi baje jhan jhana jhan
Dil mein sau guitar
Ude ude hosh khoya khoya dil
Aur dikhte ek ke char
Peeke coffee nasha chadhe aur popcorn maare kick
Aur stupid si in batoon mein
Baba dil doondhe logic
Isi umar mein, isi umar mein
Isi umar mein, isi umar mein
Isi umar mein, isi umar mein
Isi umar mein, isi umar mein
Oh ho oh ho oh ho oh ho
Oh ho oh ho oh ho oh ho
Internet par ho ek tic talk tic
Talk har roz subah shaam
Facebook, twitter, orkut shorkut
Lage zaroori kaam
Chalte firte aa jaaye ik roz kisi ka mail
Aur seedhi simple si life yeh ban jaaye fairy tale
Isi umar mein, isi umar mein
Isi umar mein, isi umar mein
Isi umar mein, isi umar mein
Isi umar mein, isi umar mein




Mohit Chauhan, Isi Life Mein...!

Kuch reshmihai
Kuch khurdurahai
Abhi beh chalahai
Abhi hai rukka
Hath mein hai raith sa
Issaq tera




Mohit Chauhan, Issaq

Aa aa..aa aa aa aa..aa aa.. aa..




Mohit Chauhan, Kohram

Jai hey jai jai jai
Jai hey jai hey




Mohit Chauhan, Kaanchi: The Unbreakable

Kissa tera, teri daastan,
Chehra tera khud kare bayan,
Kisi se pyaar tujhe ho gaya,
Tu maan jaa,
Haan maan jaa




Mohit Chauhan, Kismat Konnection

Thode bheege bheege se
Thode num hai hum
Kal se soye woye bhi
Toh kam hai hum




Mohit Chauhan, Kaminey: The Scoundrels

Aa gaye hum ye kis mod pe
Zindagi ko kahin chhod ke
Tanha tanha hai saari rahein
Lamha lamha hain lapti aahein
Hum kahan aa gaye kyun aa gaye




Mohit Chauhan, Kyun Hua Achanak

Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan




Mohit Chauhan, Love Aaj Kal

Man lafanga bara
Apne man ki karey
Yun to mera hi hai
Mujh se bhi na darey
Woh bheege bheege
Khayaalon mein dooba rahey
Main sambhal jaata hun
Woh phisalta rahe
Ishq mehenga parey
Yunhi sauda karey




Mohit Chauhan, Lafangey Parindey

Tere bina jeene mein
Dil ka haal ye hoga
Kahaan thi yeh khabar




Mohit Chauhan, Love U... Mr. Kalakaar!

Fiza ye khiza badal jayegi
Yeh mauje fanaa bikhar jayegi
Fiza ye khiza badal jayegi
Yeh mauje fanaa bikhar jayegi
Kashishein magar ye dil se kabhi
Chahein bhi toh na nikal payegi




Mohit Chauhan, Love Day

Kyu kisi ka wait kare
Aayo celebrate kare
Arre kyu kisi ka wait kare
Aayo celebrate kare
Haule haule beat bade
Hum hain nachar beat bade
Ho nachenge jab gana koi bajega super duper
Ek kabootar
Do kabootar
Teen kabootar
Party karne lage hain sarre
Chatt ke uppar
Ek kabootar
Do kabootar
Teen kabootar
Party karne lage hain sarre
Chatt ke uppar




Mohit Chauhan, Lucknow Central

Filmi duniya ka time
Hai kharab kyon malum hai
Kyon ke waha pe
Nahi hai rumi saab
Filmi duniya ka
Time hai kharab
Kyon ke waha pe
Nahi hai rumi saab
Aapna future hai
Aapna future hai
Na aapne hath me
Aapna future hai
Na aapne hath me
Mai aisi waise aairi gairi
Aadi tedi filmo me
Kyon kam karo yar
Bilkul sahi keh rahe hai aap
Filmi duniya ka
Time hai kharab
Kyon ke waha pe
Nahi hai rumi sab
Filmi duniya ka
Time hai kharab
Kyon ke waha pe
Nahi hai rumi sab
Aaj kal kaisi kaisi
Filme ban rahi hai
Merko toh filman
Pe hasi aa raili hai
Ae teraa toh who
Jp saab ke sath miting
Tha na uska kya hua
Who mai watchman se milke
Wapis aagaya arre kyon
Goli chalwae pahad
Kudwae pachis hero ko leke
War par picture banare
Apne ko toh subjet
Me change chaiye yar
Aaj film me actor
Pehchana jata hai
Lekin commercial me
Markhata hai uska kya
Arre body banene ka chillane
Ka sidda action me ghusjane ka
Par ladkiya toh romantic
Hero pe marti hai
Par who picture
Ko kaha hit karati hai
Ek hi formula hai star banne ka
Ek heroin left me ek
Heroin right me mai bech me
Hath me gun samne villan
Toh sare indo ki bolti band
Build hai height hai
Chehre pe light hai
Dance hai fight hai arre
]yar sab kuchh toh hai tere me
Too jaldi se filmo me
Aaja na yar mara bhi
Bhala ho jaye ga yar
Agar industry band
Ho jayegi toh toh
Hum log kaha jayenge
Filmi duniya ka
Time hai kharab
Kyon ke waha pe
Nahi hai rumi saab
Filmi duniya ka
Time hai kharab
Kyon ke waha pe
Nahi hai rumi saab.




Mohit Chauhan, Main Madhuri Dixit Banna Chahti Hoon

Aye parindey yun
Abke udaa kar tu
Ja jalaa suraj ko
Jaake aasman pe tu
Aye parindey bhar
Aisi udaane tu
Har nazar ye
Tujhse poochhe
Aag itni kyun




Mohit Chauhan, Mary Kom

Guncha koi mere naam kar diya
Guncha koi mere naam kar diya
Sakee ne phir se meraa jam bhar diya
Sakee ne phir se meraa jam bhar diya
Guncha koi hmm
Tum jaisa koi nahee iss jahan mein
Tum jaisa koi nahee iss jahan mein
Subah ko teree julf ne sham kar diya
Subah ko teree julf ne sham kar diya
Sakee ne phir se meraa jam bhar diya
Guncha koi hmm




Mohit Chauhan, Main, Meri Patni Aur Woh

Ye zamana hamse hai
Ya zamane se hain ham
Ye zamana hamse hai
Ya zamane se hain ham
Aaj ho jayega faisala
Ye zamana hamse hai
Ya zamane se hain ham
Ye zamana hamse hai
Ya zamane se hain ham
Aaj ho jayega faisala
Aaj ho jayega faisala
Ye zamana hamse hai
Ya zamane se hain ham
Ye zamana hamse hai
Ya zamane se hain ham
Aaj ho jayega faisala
Aaj ho jayega faisala
Aaj ho jayega faisala
Aaj ho jayega faisala




Mohit Chauhan, Main, Meri Patni Aur Woh

Ho zar me tu hi tu hai
Tu meri timbuktu hai




Mohit Chauhan, Matru Ki Bijlee Ka Mandola

Aankhon hi aankhon ne
Pehale kuch din baate ki
Baaton hi baaton mein phir
Kuch din mulakaate ki aa haa




Mohit Chauhan, Mickey Virus

Le chal mujhe door kahin door
Hai ab mujhe sab manjoor
Kuch baatein adhuri
Kuch raatein hain sooni




Mohit Chauhan, NH10

Mmmmmmm .mmmmmm
Mmmmmmm .mmmmmm
Mmmmmmm .mmmmmm
Mmmmmmm .mmmmmm




Mohit Chauhan, New York

Oh bandeya dhoondhe hai kya
Raahein teri hai ghar tera
Chalna wahaan, jaana wahaan
Khud tak kahin pahunche jahaan




Mohit Chauhan, Notebook

Thi badi der chuppi ab zara awaaz ho
Andheron ke shehar mein subah kaa agaaz ho
Bola kisne chalna, hawa pe mumkin nahi
Falak ko choom lene ka shayad yahi andaaz ho
Falak ko choom lene ka shayad yahi andaaz ho




Mohit Chauhan, Once Upon A Time In Bihar

Pee loon tere neele neele
Naino se shabnam
Pee loon tere geele geele
Honto ki sargam
Pee loon hai peene ka musam
Tere sang ishq kaari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekarari hai




Mohit Chauhan, Once Upon A Time In Mumbai

Hmm tere badan pe likh doon chhupa ke
Apni koi nayi daastaan
Saaya bhi tera rakh loon chura ke
Dhoondhe humein phir ye jahaan




Mohit Chauhan, Pyaar Ka Punchnama 2

Saale sapne..
O saale sapne




Mohit Chauhan, Pad Man

Khwahishon ki hone lagi
Kaisi mujhpe ye barshatein




Mohit Chauhan, Paharganj

Ho o hun la la lala lala la o ho
Zindagi kah rhi hai pyar kar
Dil tera jo khe yar kar
Zindagi kah rhi hai pyar kar
Dil tera jo khe yar kar
Ched nagma waqt
Ke har saj par
Khwabo ki awaz par
Kadmo ki parwaj par
Khwabo ki awaz par
Kadmo ki parwaj par
Bekhud andaz par
Zindagi kah rhi hai pyar kar
Haaaaaa aha ha
La la lala la la ho




Mohit Chauhan, Qasam Se Qasam Se

He hey hey he hey hey
He hey hey he hey hey
Tujhe paya to laga
Sab kuch mujhe mil gaya
Jane kaise kha
Dil tera ho gaya
Tujhe paya to laga
Sab kuch mujhe mil gaya
Jane kaise kha
Dil tera ho gaya
Asan ho ya muskil ho
Chahe jaisa bhi ye safar ho
Asan ho ya muskil ho
Chahe jaisa bhi ye safar ho
Mil ke chalenge
Sada hamsafar
Tumse wada rha
O hamsafar
Tumse wada raha
O hamsafar
Tumse wada raha
Tujhe paya to laga
Sab kuch mujhe mil gaya




Mohit Chauhan, Qasam Se Qasam Se

Pyaar tera khatta
Meetha tha kal tak
Feeka feeka feeka
Feeka feeka feeka
Pyaar tera khatta
Meetha tha kal tak
Feeka feeka feeka
Feeka feeka feeka
Haan pyaar tera khatta
Meetha tha kal tak o
Feeka feeka feeka
Feeka feeka feeka
Pyaar tera khatta
Meetha tha kal tak wo
Feeka feeka feeka
Feeka feeka feeka




Mohit Chauhan, Raunaq

Pehli najar me darri thi
Dusari me bhi darr gayi re
Sisaki me jo saans bhari thi
Ishq se mujhako bhar gayi re
Dikhaaye toh woh pistol
Kiye the jisne tukde mere
Mar mar ke jiya tha
Sadmo ne dale tey gaeher
Bhar gayi usaki aankhe sun
Ke aankhe micholi ho gayi re
Thanks baabu baabu thanks
Thanks jo boli thanks toh
Baabu ko bekabu kar gayi re
Aashik tha me paiso ka
Asli nakli chehro ka
Khun bhare dabbo ka
Bhi to shero ka
Rang ka narag ka ulate
Sidhe faasalo ka
Baabu kaha hai tu woh
Woh woh le ja raha hai mujhe
Baabu nikal ja na tu chhoda na
Tu mere dil aye fasa na tu
Road par likhna
Pyaar ka afsaana re
Pehli najar me darri thi
Dusari me bhi darr gayi re
Ishq mangta me apano ka
Dushman ka sapano ka
Dushman tha mai suraj ka
Dushman tha me khushiyo ka




Mohit Chauhan, Road

Kudiyan patane disco mein jaande
Munde nave nave
Baapu de paise khulke udaan de
Munde nave nave
Karde full nasha full nasha full nasha
Karde full nasha full nasha full nasha
Kudiyan patane disco mein jaande
Munde nave nave
Baapu de paise khulke udaan de
Munde nave nave
Karde full nasha full nasha full nasha
Karde full nasha full nasha full nasha




Mohit Chauhan, Ranviir The Marshal

Kuchh kar guzarne ko
Khoon chala khoon chala
Aankhon ke sheeshe mein
Utarne ko khoon chala
Badan se tapak kar
Zameen se lipatkar
Galiyon se raston se
Ubharkar umadkar
Naye rang bhar ne ko
Khoon chala khoon chala




Mohit Chauhan, Rang De Basanti

Aai meri subah hanste hasate
Boli aankhen tere
Liye sandesha hai haan hai
Jaagi aankhon ko bhi sapna milega
Koi khushi aane ka bhi andesha hai
Haan hai




Mohit Chauhan, Raajneeti

Pagal anukan pyaar
Dil mein kitne hain
Neutron electron neelay
Naino mein bolo kitne hain
Kaisa hai khumaar rehti hai
Tu hi yaaron sapno mein




Mohit Chauhan, Robot

Tum logon ki, iss duniya mein
Har kadam pe, insaan galat
Main sahi samaj ke jo bhi kahoon
Tum kehte ho galat,
Main galat hoon phir kaun sahi
Phir kaun sahi
Marzi se jeene ki bhi main
Kya tum sabko main arzi doon
Matlab ki tum sabka mujhpe
Mujhse bhi zyada haq hai
Saadda haq, aithe rakh




Mohit Chauhan, Rockstar

Chakri si pairo mein
Pahiya pahiya aiya aiya oho
Aasmaan sarpat ghuma o o
Nahin suna se hum ne toh o o o
Rani ghoome ghoome
Gore gore pairo se
Chik chik jaara
Paani phir nau do gyarah
Raat toh kiske aati
Ik din mein joote baarah
Raja ka chadh gaya para
Khabri ko paas pukara
Yeh kya hai maajra dekho o
Jaati kahaan hai woh
Khabri ne peecha kiya
Rani ko ghar se raatoon ko
Do zakhme jaate dekha
Hawa hawa hawa hawa
Hawa hawa hawa hawa




Mohit Chauhan, Rockstar

Meri bebasi ka bayaan hai,
Bas chal raha na iss ghadi
Meri bebasi ka bayaan hai,
Bas chal raha na iss ghadi
Ras hasrat ka nichod doon
Kas baahon mein aa todh doon
Chahoon kya jaanu naa
Chheen loon chhod doon
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe ko kar doon main
Jo mujhe chain mile aaraam mile
Aur ho aur ho saans ka
Shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho saans ka
Shor ho taap ki ore chadhe
Aur ho aur ho aur mile
Hum more bhi jal jaaye
Tujhe pehli baar main
Milta hoon har dafaa
Meri bebasi ka bayaan hai




Mohit Chauhan, Rockstar

Sheher mein hun main tere
Aake mujhe mil toh le
Dena na tu kuch magar
Aake mera dil toh tu lele jaana
Dil to tu leke jaata
Kya baat hai take




Mohit Chauhan, Rockstar

Ya nizamuddin auliya
Ya nizamuddin salka
Kadam badha le
Haddon ko mita le
Aaja khaalipan mein
Pee ka ghar tera
Tere bin khaali aaja
Khaalipan mein
Tere bin khaali aaja
Khaalipan mein




Mohit Chauhan, Rockstar

O nadaan parinde ghar aaja
O nadaan parinde ghar aaja
O nadaan parinde ghar aaja
Ghar aaja ghar aaja ghar aaja aa




Mohit Chauhan, Rockstar

Oo ho ho
Phir se ud chala
Ud ke choda hai jahaan
Neech mein tumhare
Ab hoon hawale
Door door log baag
Meelon door yeh vaadiyan




Mohit Chauhan, Rockstar

Yahaan wahaan galiyon mein
Dhoondhta phire dil
Uljha hai khud uljhaaye mujhko
O yahaan wahaan galiyon mein
Dhoondhta phire dil
Uljha hai khud uljhaaye mujhko




Mohit Chauhan, Ramaiya Vastavaiya

Hmm tere badan pe likh doon chhupa ke
Apni koi nayi daastaan
Saaya bhi tera rakh loon chura ke
Dhoondhe humein phir ye jahaan




Mohit Chauhan, Race 3

Tere ishq di chaar diwaari vich
Mainu jee len de
Mainu jee len de
Akhaan de tere paimaane nu
Mainu pee len de
Mainu pee len de




Mohit Chauhan, Romeo Akbar Walter

Aao ji aao suno
Tumko sunaaun
Ik sapne ki story
Ki meri palkon
Ki tapri ke neeche
Woh rehta tha
Sapna tapori
Ambar mein udne ka
Shauq usey tha
Akal thi thodi
Arey chupke se tupke se
Karna woh chahta tha
Moon ki chori




Mohit Chauhan, Shaadi Ke Side Effects

Kuku Duku Ku Ku Kuku
Kuku Duku Ku Ku Kuku
Kuku Duku Ku Ku Kuku




Mohit Chauhan, Shirin Farhad Ki Toh Nikal Padi

Tumse mil ke maine jaana
Ishq kya mohabbat kya
Bhool baitha sab
Kuchh main to
Din kya raat kya
Chaahat mein




Mohit Chauhan, Shortcut Romeo

Kitne saaz duniya ke
Banjar hain ab yeh khaas
Aankhon mein bitha ke
Bhool chala main apne raaz
Sun ke bhi na suniyo
Beparwah dil ki fariyaad
Main dooba tere noor mein
Slow motion mein
Rangon se raag mein
Slow motion mein
Suron se saaz mein
Slow motion mein




Mohit Chauhan, Trip To Bhangarh

Hmmm ummmmmm hmmmmm
Hmmm ummmmmm hmmmmm
La ra la lee




Mohit Chauhan, Tanu Weds Manu

Chal raha tha karwaan
Udte baadalon ki tarah
Chalate chalate kahaan kho gaya
Kyun badal gayi daastaan




Mohit Chauhan, Tere Naal Love Ho Gaya

Main hoon shab tu hai subah
Ishq mein tu hai jahaan
Main hoon labh tu hai dua
Main zameen tu aasmaan
Tum mile mil gaye do jahaan
Darmiyaan faasla na raha




Mohit Chauhan, Tezz

Hmm hmmm
Ek pal mein kya se kya hua
Jadoo sa kya chala
Tujhse juda hua to aaj khudse juda hua
Ek pal mein kya se kya hua
Jadoo sa kya chala
Tujhse juda hua to aaj khudse juda hua




Mohit Chauhan, Ugly Aur Pagli

Chalke Palkon Ke Peeche
Chalke Tanha Aanso Koi
Teri Yaad Jab Sataye
Woh Chakle Chaka Jaye Yuhi




Mohit Chauhan, Welcome To Sajjanpur

Bawdi, bawdi ba ,bawdi,bawdi
Bawdi, bawdi ba ,bawdi,bawdi
Bawdi, bawdi ba ,bawdi,bawdi
Bawdi, bawdi ba ,bawdi,bawdi




Mohit Chauhan, Well Done Abba!

Ude, khule aasaman mein
Khaabon ke parinday
Ude, dil ke jahaan main
Khaabon ke parinday
Oho, kya pata, jaayenge kahan
Khule hain jo pal, kahe yeh nazar
Lagta hai ab hai jaage hum
Fikrein jo thi, peeche reh gayi
Nikle unse aage hum
Hawa mein beh rahi hai zindagi
Yeh hum se keh rahi hai zindagi
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho




Mohit Chauhan, Zindagi Na Milegi Dobara

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner