Search Lyrics

Wednesday, August 7, 2019

Mubarak Begum Playback Singer

Know about playback singer Mubarak Begum in detail. Mubarak Begum was an Indian vocalist who sang in the Hindi and Urdu languages. She was playback singer in Bollywood films during the 1950s and 1960s. She had also recorded and given public performances in a number of other genres, including Ghazal and Na`at.
Mubarak Begum

Mubarak Begum

Detailed information about the playback singer(Mubarak Begum)

Date of Birth and Birth Place

1935/1936,Sujangarh, Churu district, Rajasthan

Died

(2016-07-18)18 July 2016 (aged 80),Jogeshwari, Mumbai, Maharashtra

Genres

playback singing

Occupation(s)

Singer

Instruments

Vocalist

Years active

1949-1972

Sung in Following Language(s)

Mubarak Begum had sung songs in Hindi, Urdu


Play Back Singer: Mubarak Begum

SingerMubarak Begum
Date of Birth and Birth Place1935/1936,Sujangarh, Churu district, Rajasthan
Died(2016-07-18)18 July 2016 (aged 80),Jogeshwari, Mumbai, Maharashtra
Genresplayback singing
Occupation(s)Singer
InstrumentsVocalist
Years active1949-1972

Mubarak Begum Songs

Following are the lyrics of the songs sung by Mubarak Begum

Aao chale aao chale
Chale waha aao chale
Aao chale aao chale
Chale waha aao chale
Bol chale chale chale
Kaha chale kaha
Aao chale aao chale
Chale waha aao chale




Mubarak Begum, Aaiye

Chand gagan me ek hai
Chamke jo chanda ke darmiyaa
Chand gagan me ek hai
Chamke jo chanda ke darmiyaa
Tum ho mere dil ke tukde
Tuhi hai mera sahara
Chand gagan me ek hai
Chamke jo chanda ke darmiyaa




Mubarak Begum, Aandhi Aur Toofan

Kab tak bane rahenge
Zulmo ka hum nishana
Kab tak bane rahenge
Zulmo ka hum nishana
Takdir me likha tha
Haye ye gum uthana
Haye ye gum uthana




Mubarak Begum, Africa

Prem kahani chhede jawani
Gaaye hai man geet milan ke
Pyaar ka mausam ruta hai suahani
Man mein baje geet sajan ke




Mubarak Begum, Basera

Janam janam hum sang rahenge
Janam janam hum sang rahenge
Saath na chhutaga saath na chhute
Janam janam hum sang rahenge
Janam janam hum sang rahenge
Saath na chhutaga saath na chhute
Has has kar har zulm sahenge
Has has kar har zulm sahenge
Haath na chhutaga haath na chhute




Mubarak Begum, Basera

Dil hamse wo lagaaye
Jo hanske teer khaaye
Jinko ho jaan pyaari
Aaa aaa aaa aaa
Jinko ho jaan pyaari
Wo saamne na aaye
Jinko ho jaan pyaari
Wo saamne na aaye
Wo saamne na aaye
Wo saamne na aaye ho ji
Wo saamne na aaye
Jinko ho jaan pyaari
Wo saamne na aaye




Mubarak Begum, Bara-Dari

Chand muskaye sanam
Jiya lehraye sanam
Chandani kah rahi hai
Aaja tujhe meri kasam
Aaja tujhe meri kasam
Chand muskaye sanam
Jiya lehraye sanam
Chandani kah rahi hai
Aaja tujhe meri kasam
Aaja tujhe meri kasam




Mubarak Begum, Baghdad Ka Jadu

Aaj aayi
Aaj aayi bahar leke
Dil ka karar
Aaj aayi bahar leke
Dil ka karar
Dil mein tamannaye jagi hazar
Dil mein tamannaye jagi hazar
O dekho ye dekho
Jhume nigaho mein pyar




Mubarak Begum, Baghdad Ka Jadu

Ye mausam suhana
Ye rut hai suhani
Teri deewani teri deewani
Ye mausam suhana
Ye rut hai suhani
Teri deewani teri deewani
Ye mausam suhana
Meri jindagi ki
Baharo mein tu hai
Nigaho mein tu hai
Najaro mein tu hai
Nigaho mein tu hai
Najaro mein tu hai
Tera dard hai
Jindagi ki nishani
Ye teri deewani
Ye teri deewani
Ye mausam suhana
Ye rut hai suhani
Ye teri deewani
Ye teri deewani
Mausam suhana




Mubarak Begum, Baghi Sardar

Tere sitam ki dastan
Ham na juba pe layenge
Yaad jab aayegi teri
Yaad jab aayegi teri
Gham ko gale lagayenge
Tere sitam ki dastan




Mubarak Begum, Beraham Daku

Aaa aaa aaa
Aa aa aa
Aayi hai eid
Guncha-e-dil hai khilaa huaa
Aankhon mein hai bahaar ka
Naqsha khinchaa huaa
Aaa aaa aaaa
Aaj un ki har adaa hai
Hamaari nigaah mein
Nazron ke saamne
Woh nahin hain to kyaa huaa
Ham un ko dekhte hain
Haan aaaa aaaaa aaa
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair
Ham
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair
Parde mein chhup gaye hain
Woh parda kiye baghair
Parde mein chhup gaye hain
Woh parda kiye baghair
Ham
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair




Mubarak Begum, Benazir

Ek din rashte mohabbat hua mera gujar
Gum ka mara hua ek saksh waha aaya najar
Jiski patlun pe peband lage the satar
Hal pucha to laga kahne wo aahe bharkar




Mubarak Begum, Char Chand

Ae khuda
Majboor ki fariyad hai
Teri duniyaa me
Koi barbaad hai
Naakhuda bichhada
Khuda ke saamane
Jaaye ham ab kis ka
Aaman thaamane
Bhikh de ban kar
Sawaali aaye hai
Tere dar par haath
Khaali aaye hai
Kis liye tere
Karam me der hai
Pher de taqadir
Kaa gar pher hai




Mubarak Begum, Chandni Chowk

O dil wale o dil wale
Nigahe mila le
Dil ke daman ko
Dil ke daman ko
Rangin bana le
O dil wale o dil wale
Nigahe mila le
Dil ke daman ko
Dil ke daman ko
Rangin bana le
O dil wale o dil wale




Mubarak Begum, Circus Queen

Nigaho se dil ka nigaho se dil ka
Salam aa raha hai
Nigaho se dil ka salam aa raha hai
Mohabbat ka pahla paigaam aa raha hai
Nigaho se dil ka salam aa raha hai
Nigaho se dil ka




Mubarak Begum, Cobra Girl

Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara
Maine thama hai daman tumhara




Mubarak Begum, Daera

Suno more naina sono more naina
Suno more naina sono more naina
Mujhko jo gum hai koi sune na
Mujhko jo gum hai koi sune na
Tumko kasam hai chupke se rahna
Unse na kahna unse na kahna
Unse na kahna unse na kahna
Suno more naina sono more naina
Suno more naina sono more naina




Mubarak Begum, Daera

Deep ke sang jalu mai aag me jale jaisi bati
Waise jale jiya mora
Haye ram aise jale jiya mora
Deep ke sang jalu mai aag me jale jaisi bati
Waise jale jiya mora
Haye ram aise jale jiya mora




Mubarak Begum, Daera

Daal di mai ne jal thal me nayyaa
Jaaganaa ho to
Jaago khevayyaa
Jaaganaa ho to
Jaago khevayyaa




Mubarak Begum, Daera

Jali jo shama zamane ko bhi gum haye
Dekhte jao bhadak
Uthi hai shame jindgani
Dekhte jao bhadak
Uthi hai shame jindgani
Dekhte jao




Mubarak Begum, Daera

Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta
Sun rahi hai zamee
Sun raha aasma
Sun rahi hai zamee
Sun raha aasma
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta




Mubarak Begum, Daku Mansoor

Aa aa aa aa aa aa aa
Nahin achcha hai
Pyaar bhare dil ko sataana
Nahin achcha hai
Pyaar bhare dil ko sataana
Bada naazuk hai ae
Bada naazuk hai
Bada naazuk hai
Haaye balam tumne na jaana
Nahin achcha hai




Mubarak Begum, Gawaiya

Chaar tinke jo chune thhe
Aashiyaane ke liye ae
Bijliyaan betaab hain
Aen aen ko jalaane ke liye




Mubarak Begum, Gawaiya

Kaliyon ko chumun
Taaron se khelun
Ho kaliyon ko chumun
Taaron se khelun
Kehta hai dil kehta hai dil
Main bahaaron se khelun
Kehta hai dil
Main bahaaron se khelun




Mubarak Begum, Gul Bahar

Jalwa jo tera dekha humne
Aankho se shararat ho hi gayi
Aankho se shararat ho hi gayi
Aankho se shararat ho hi gayi




Mubarak Begum, Gateway Of India

Aaja aaja aaja aaja
Pyar kare pyar kare pyar kare
Jise chahe jitna chahe
Us se utni baar kare
Jise chahe jitna chahe
Us se utni baar kare
Aaja aaja aaja aaja
Pyar kare pyar kare pyar kare




Mubarak Begum, Gogola

Zara keh do fizaon se
Hume itna sataye na
Tumhi keh do hawao se
Tumhari yaad laye na
Zara keh do fizaon se
Hume itna sataye na
Tumhi keh do hawao se
Tumhari yaad laye na
Zara keh do




Mubarak Begum, Gogola

Khuda ek hai ek
Hi uske bande
To fir ye sitam kya
Ye bahta lahu kya
Kya tera kya mera
Hai do din basera
Yaha mai hu mai kya
Yaha tu hai tu kya
Na raha koi or na rahega
Bas rahegi khuda ki khudayi
Sath jayegi na koi daulat
Sath jayegi bas ek bhalayi
Chod do ye sitam
Tumko apni kasam
Kuch daro apne
Parwar digar se
Kuch daro apne
Parwar digar se
Kuch daro apne
Parwar digar se
Kuch daro apne
Parwar digar se.




Mubarak Begum, Ganga Mang Rahi Balidan

Hume mitane aaya jo
Hume mitane aaya
Jo khud mit jayega
Kahte hai hum lalkar ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke
Hume mitane aaya jo
Hume mitane aaya jo
Khud mit jayega
Kahte hai hum lalkar ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke




Mubarak Begum, Ganga Mang Rahi Balidan

O sanam tere liye
Jage hai rat rat bhar
Kabhi is karwat
Kabhi us karwat
O kabhi o kabhi tham
Liya dil kabhi thama jigar
Kabhi is karwat
Kabhi us karwat
O sanam o sanam tere
Liye jage hai rat rat bhar
Kabhi is karwat
Kabhi us karwat




Mubarak Begum, Ganga Mang Rahi Balidan

Chanda ka rang liye
Taaro ka sang liye
Chanda ka rang liye
Taaro ka sang liye
Sapno ki duniya mein aaj
Aaj koi aa raha hai
Aaj koi aa raha hai
Chanda ka rang liye
Taaro ka sang liye
Sapno ki duniya mein aaj
Aaj koi aa raha hai
Aaj koi aa raha hai




Mubarak Begum, Harihar Bhakti

Kabhi tanhaiyon mein yu humari yaad aayegi
Andhere chha rahe honge, ke bijli kaundh jayegi
Kabhi tanhaiyon mein yu




Mubarak Begum, Hamari Yaad Aayegi

Kabhi to pura tol praani bhai
Kabhi to pura tol praani
Kabhi to pura tol
Tera kya lagega mol
Radhe krishn bol mukh se
Radhe krishn bol
Kaaya ka pinjra doley re
Kaaya ka pinjra doley re
Ik ka panchhi boley
Panchhi kaahe hot udaas
Chhod na man ki aas panchhi




Mubarak Begum, Hamari Yaad Aayegi

Farishton ki nagri mein
Aa gaya hun main
Aa gaya hun main
Ye raanaaiyaa dekh
Chakaraa gaya hun main
Aa gaya hun main aa gaya hun




Mubarak Begum, Hamari Yaad Aayegi

Nigaho se dil mein chale aaiyega
Nigaho se dil mein chale aaiyega
Nigaho se dil mein chale aaiyega
Chale aaiyega na sharmaiyega
Chale aaiyega na sharmaiyega
Nigaho se dil mein chale aaiyega




Mubarak Begum, Hameer Hath

Aye dil bata hum kahaan aa gaye
Nigaahen mili aur sharma gaye
Aye dil bata hum kahaan aa gaye
Nigaahen mili aur sharma gaye
Aye dil bata aa




Mubarak Begum, Khuni Khazana

Tumhara dil mere
Dil ke baraabar ho nahi sakta
Tumhara dil mere
Dil ke baraabar ho nahi sakta
Vo shishaa ho nahi sakta
Ye patthar ho nahi sakta




Mubarak Begum, Madhumati

Kya parvahgar lut liya
Hai apno ne ghar tera
Neki hai vo daulat
Jisko lut sake na lutera
Chala chal musafir,
Chala chal musafir
Kabhi to milenge
Madine ki galiya
Usi tal bhi hai
Usi tal pe duniya
Vahi pe khilegi
Yado ki kaliya
Chala chal musafir,
Chala chal musafir




Mubarak Begum, Maa Ke Aansoo

Mohabbat karke sharmana
Yeh aada hai haseeno ki
Aur inki har ada par jaan
De dete hai deewane
Yaha saikdo bite hai
Khasthale deewane
Rahem kis kis pe kare hum
Aur sune kis kis ke afsane




Mubarak Begum, Magic Carpet

Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai
Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai
Tum nahi aate ho to
Yaad bhi kyu aati hai
Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai




Mubarak Begum, Marvel Man

Mahfil me aap aaye
Mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
Mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya




Mubarak Begum, Mohabbat Isko Kahete Hain

Mere aansuon pe na muskuraa
Kai khwaab thhey jo machal gaye
Mere dil ke sheeshmahal mein phir
Lo charaag yaadon ke jal gaye
Mere aansuon pe na muskuraa
Aaaaaaa




Mubarak Begum, Morey Man Mitwa

Aansu bhi piye taane bhi sahe
Aansu bhi piye taane bhi sahe
Kya kya na vafa se kam liya
Kya kya na vafa se kam liya
Bedar jamane ke dar se
Dil me bhi na tera naam liya
Dil me bhi na tera naam liya
Dil me bhi na tera naam liya
Jab koi sahara mil na saka
Jab koi sahara mil na saka
Kudh apna hi daman tham liya
Kudh apna hi daman tham liya
Aansu bhi piye taane bhi sahe
Aansu bhi piye taane bhi sahe




Mubarak Begum, Night Bird

Sakiya ek jaam wo bhi to de
Sakiya ek jaam wo bhi to de
Jo teri ankh se chalakta hai
Sakiya sakiya sakiya
Jo bhari hai teri surahi me
Daur uska to roz chalta hai
Sakiya ek jaam wo bhi to de




Mubarak Begum, Neend Hamari Khwab Tumhare

Aatishe ishk ji jalati hai
Ye bala jaan hi par jaati hai
Ab khabar le ke
Har ghadi hamko
Ye judayi bahut tadpati hai




Mubarak Begum, Nadir Shah

Kya kya khel dikhaye
Kayamat dhaye
Nazar ka jadu
Haye nazar ka jadu
Dil ko udda le jaye
Nazar ka jadu
Haye nazar ka jadu




Mubarak Begum, Patal Pari

Chah karni thi chah kar baithe
Zindagi ham tabaah kar baithe
Ishq kyun khaam khaah kar baithe
Zindagi ham tabaah kar baithe
Ishq kyun khaam khaah kar baithe




Mubarak Begum, Punar Milan

Gum chhodo aji gum chhodo
Gum chhodo ye
Saare zamane ka
Gum chhodo ye
Saare zamane ka
Ye mausam hai
Ye mausam hai
Khushiya manane ka
Ye mausam hai
Khushiya manane ka
Gum bhulane ka
Gum chhodo ye
Saare zamane ka
Gum chhodo ye
Saare zamane ka




Mubarak Begum, Piya Milan Ki Aas

Chah karni thi chah kar baithe
Zindagi ham tabaah kar baithe
Ishq kyun khaam khaah kar baithe
Zindagi ham tabaah kar baithe
Ishq kyun khaam khaah kar baithe




Mubarak Begum, Punar Milan

Khud bakhud ishq ka izhaar hua jaata hain
Khud bakhud ishq ka izhaar hua jaata hain
Sach kahein aapse
Sach kahein aapse Kuchh pyaar hua jaata hain
Khud bakhud ishq ka izhaar hua jaata hain




Mubarak Begum, Professor And Jadugar

Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai
Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai
Tum nahi aate ho to
Yaad bhi kyu aati hai
Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai




Mubarak Begum, Parivaar

Dekh kar meri taraf
Khamosh ho jana jara
Dekh kar meri taraf
Khamosh ho jana jara
Mai fasana jab kahu
Aasu na bhar lana jara
Mai fasana jab kahu




Mubarak Begum, Qawwali Ki Raat

Aye jane nazar chilman se agar
Halka sa ishara ho jaye
Paigame mohabbat mil jaye
Jine ka sahara ho jaye
Aye jane nazar
Ye bate samjh me aa na saki
Ye raz samjh me aa na saka
Ye bate samjh me aa na saki
Ye raz samjh me aa na saka
Aagaze mohabbat aap kare
Aur naam hamara ho jaye
Aagaze mohabbat
Apno ke sitam duniya ke alam
Har rat ka rona roz ke gam
Apno ke sitam duniya ke alam
Har rat ka rona roz ke gam
Ek bar jo apna kah do hume
Har chij gwara ho jaye
Aye jane nazar




Mubarak Begum, Qawwali Ki Raat

Dil ko laga ke huzoor
Huzoor haay
Ham to huye majboor
Majboor haay
Ham to huye majboor
Majboor haay
Dil ko laga ke huzoor




Mubarak Begum, Rukhsana

Husnwaalon ke saamne
Aaya na karo jaan pyaari hai to
Yaa saamne aaya na karo
Bhari mehfil mein lut jaate hain
Jalwaa dekhne waane
Tamasha khud na ban jana
Tamasha dekhne waale
Tamasha dekhne waale
Tamaasha khud na ban jana




Mubarak Begum, Rukhsana

Aji mohabbat kisko kehte hain
Mohabbat kaisi hoti hai
Kisi par marne walo
ki tabeeyat kaisi hoti hai
Aji hamse puchhiye
Kisi ko dekh ke dil ka kisi pe a jana
Nazar mein ake zara dil se dil ka takrana
Khushi se dil ki umango ka phir ke lehrana
Magar jo bat hai dil ki use na keh pana
Kisi ki shokh nigah
Nigaho ka jhuk ke sharmana
Inhin adaon se banta hai ek afsana




Mubarak Begum, Return Of Mr. Superman

Mahlo me rahne wale hume
Tere dhar se kya
Mahlo me rahne wale hume
Tere dhar se kya
Mahlo me rahne wale hume
Tere dhar se kya
Nagari hai apni pyari hume
Unke ghar se kya
Nagari hai apni pyari hume
Unke ghar se kya
Mahlo me rahne wale




Mubarak Begum, Shabab

Qurban gaye tujh pe gori
Tujhe teer chalana aa hi gaya
Qurban gaye tujh pe gori
Tujhe teer chalana aa hi gaya
Qurban gaye tujh pe gori




Mubarak Begum, Sau Ka Note

Musaafir hai ham tum ye duniya sarai
Idhar koi aaye udhar koi jaaye
Ye jalave ye nagame ye mehfil suhaani
Ye husn aur mohabbat ki ragi kahani
Yaha ki har ek chiz hai aani jaani
Wo nadan hai inase jo dil lagaaye
Musaafir hai ham tum
Har ek chiz me hai nayi zindagani
Wo nadan hai jo yaha tak na aaye
Musaafir hai ham tum




Mubarak Begum, Sim Sim Marjina

Wafao ka aalam mitne laga hai
Mohabbat ka dam fir ghutne laga hai
Mai to ho gayi re badnaam
Lete lete tera naam
Mai to ho gayi re badnaam
Lete lete tera naam
Sawariya kisko du ilzaam
Sawariya kisko du ilzaam
Mai to ho gayi re badnaam
Lete lete tera naam
Sawariya kisko du ilzaam
Sawariya kisko du ilzaam




Mubarak Begum, Sunheri Nagin

Bahut khubsurat hai
Aankhe tumhari
Agar ye kahi mushkurade
To kya ho
Lagi hai yuhi aag
Dil mein tumhare
Hum ek or bijli girade
To kya ho
Bahut khubsurat hai
Aankhe tumhari




Mubarak Begum, Sushila

Darde dil darde wafa
Darde tamanna kya hai
Aap kya jaane mohabbat
Ka takaaza kya hai




Mubarak Begum, Sushila

Itne kareeb aake bhi
Kya jaane kis liye
Itne kareeb aake bhi
Kya jaane kis liye




Mubarak Begum, Shagoon

Dil dhadke ae ae ae ae
Chunariyaa sarke ae ae ae paayal
Chhun chhun boley re. . .




Mubarak Begum, Shakespeare Wallah

Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai
Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai
Tum nahi aate ho to
Yaad bhi kyu aati hai
Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai




Mubarak Begum, Sone Ki Lanka

Qafas mein daala mujhe
Apne raazdaro ne
Mere chaman ko hai luta
Meri baharo ne
Khuda gawa hai sanam
Meri begunahi ka
Diya fareb taqdeer ke sitaro ne




Mubarak Begum, Tatar Ka Chor

Hasino ke dhokhe mein aana na ae dil
Hasino ke dhokhe mein aana na ae dil
Nigahe milane ki koshish na karna
Nigahe milane ki koshish na karna
Hasino ke dhokhe mein aana na ae dil
Nigahe milane ki koshish na karna
Badi kimati chees hai ye jawani
Tu yu hi lutane ki koshish na karna
Koshish na karna
Nigahe milane ki koshish na karna




Mubarak Begum, Tarzan And King Kong

Kali do din ki khatir hi yaha
Dali pe khilti hai
Are do dino ki khak me
Khil khil ke milti hai
Ye dhadkan bhi kisi dhadkan ko
Dhadkane ko khilti hai
Piye ja piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai




Mubarak Begum, Veer Durgadas

Nigaho me masti adao me shokhi
Muh me jadi motiyo ki ladi hai
Ajab teri ajab teri
Najro ki masti ka aalam
Ajab teri najro ki masti ka aalam
Ke lai hai mujhpe
Ye mushkil ghadi hai
Ke lai hai mujhpe
Ye mushkil ghadi hai




Mubarak Begum, Wazir E Azam

Hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge
Hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge
Zara hamko batado ye baat kya hai
Zara hamko batado ye baat kya hai
Nichi nichi ye nigahe thandi thandi aahe
Chori chori tumhari mulakat kya hai
Chori chori tumhari mulakat kya hai
Hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge
Zara hamko batado ye baat kya hai
Zara hamko batado ye baat kya hai




Mubarak Begum, Yahudi Ki Ladki

Hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge
Hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge
Zara hamko batado ye baat kya hai
Zara hamko batado ye baat kya hai
Nichi nichi ye nigahe thandi thandi aahe
Chori chori tumhari mulakat kya hai
Chori chori tumhari mulakat kya hai
Hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge
Zara hamko batado ye baat kya hai
Zara hamko batado ye baat kya hai




Mubarak Begum, Yahudi Ki Ladki

Hame dam dai ke
Sautan ghar jana
Hame dam dai ke
Sautan ghar jana
Bairan ghar jana
Hame dam dai ke
Aaigo hame dam dai ke
Dai ke hame dam dai ke
Sautan ghar jana
Bairan ghar jana
Hame dam dai ke




Mubarak Begum, Ye Dil Kisko Doon

Hume dum dai ke
Sautan ghar jana
Hume dum dai ke
Sautan ghar jana
Bairan ghar jana
Hume dum dai ke aaigo
Hume dum dai ke
Dai ke hume dam dai ke
Sautan ghar jana
Bairan ghar jana
Hume dum dai ke




Mubarak Begum, Yeh Dil Kisko Doon

Jhuk jhuk karu salam jhuk jhuk karu salam
Sipahiya jhuk jhuk karu salam
Sipahiya jhuk jhuk karu salam
Tumahara bada hai naam tumhara
Bada hai naam sipahiya
Tumhara bada hai naam




Mubarak Begum, Zalim Jadugar

Kaisi been bajayi tune sawariya
Kaisi been bajayi tune sawariya
Teri dhun pe main ho gayi bawariya
Teri dhun pe main ho gayi bawariya
Kaisi been bajayi
Kaisi been bajayi tune sawariya




Mubarak Begum, Zalim Jadugar

Phul bagiya mein bhwre aaye
Phul bagiya mein bhwre aaye
Akeli chameli ghabraye
Haye re akeli chameli ghabraye




Mubarak Begum, Zindagi Aur Khwab

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner