Search Lyrics

Sunday, August 11, 2019

Mukesh Playback Singer

Know about playback singer Mukesh in detail. Mukesh Chand Mathur , better known mononymously as Mukesh, was an Indian playback singer. Mukesh is considered to be one of the most popular and acclaimed playback singers of the Hindi film industry. Amongst the numerous nominations and awards he won, his song "Kai Baar Yuhi Dekha Hai" from the film Rajnigandha won him the National Film Award for Best Male Playback Singer.
Mukesh

Mukesh

Detailed information about the playback singer(Mukesh)

Date of Birth and Birth Place

Mukesh Chand Mathur,22 July 1923,Delhi, British India ,

Died

27 August 1976(1976-08-27) (aged 53),Detroit, Michigan, United States of America

Nationality

Indian

Other names

Voice of the Millennium, Tragedy King

Occupation

Playback singer

Years active

1940–1976

Spouse(s)

Sarla Trivedi Raichand (m. 1946)

Children

5, including Nitin Mukesh

Relatives

Neil Nitin Mukesh (grandson)

Awards

1 National Film Awards

Sung in Following Language(s)

Mukesh had sung songs in Hindi, Urdu, Gujarati, Punjabi, Bengali, Oriya, Assamese[citation needed]


Play Back Singer: Mukesh

SingerMukesh
Date of Birth and Birth PlaceMukesh Chand Mathur,22 July 1923,Delhi, British India ,
Died27 August 1976(1976-08-27) (aged 53),Detroit, Michigan, United States of America
NationalityIndian
Other namesVoice of the Millennium, Tragedy King
OccupationPlayback singer
Years active1940–1976
Spouse(s)Sarla Trivedi Raichand (m. 1946)
Children5, including Nitin Mukesh
RelativesNeil Nitin Mukesh (grandson)
Awards1 National Film Awards

Mukesh Songs

Following are the lyrics of the songs sung by Mukesh

Aa dekhen zara
Kisme kitna hai dum
Jum ke rakhna kadam
Mere saathiya
Aa dekhen zara
Kisme kitna hai dum
Jum ke rakhna kadam
Mere saathiyaa




Mukesh, Aa Dekhen Zara

Jinhe ham bhulana chaahe
Wo aksar yaad aate hai
Jinhe ham bhulana chaahe
Wo aksar yaad aate hai
Bura ho is mohabbat kaa
Bura ho is mohabbat kaa
Wo kyun kar yaad aate hai
Jinhe ham bhulana chaahe
Wo aksar yaad aate hai




Mukesh, Aabroo

Rab mere araz sun
Meri sharan ab teri
Jis din se gaya dil
Mera dukhon ne ghera
Rab mere araz sun
Meri sharan ab teri
Jis din se gaya dil
Mera dukhon ne ghera




Mukesh, Aag

Zinda hun is tarah ki
Gham e zindagi nahin
Jalataa huaa diya hun
Magar roshani nahin
Zinda hun is tarah ki
Gham e zindagi nahin
Jalataa huaa diya hun
Magar roshani nahin




Mukesh, Aag

Raat ko ji haaye raat ko
Ji chamaken taaren
Raat ko ji haaye raat ko
Ji chamaken taaren
Dekh balam mohe
Ankhiyaan maare ji
Main mar gai raama




Mukesh, Aag

Chhoti si ye zindgani re
Char din ki jawani teri
Hay re hay gham ki kahani teri
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki jawani teri
Hay re hay gham ki kahani teri




Mukesh, Aah

Raat andheri dur savera
Barbaad hai dil mera oye
Raat andheri dur savera
Barbaad hai dil mera oye




Mukesh, Aah

Jaane na nazar pehachaane jigar
Ye kaun jo dil par chhaaya
Mera ang ang muskaaya
Mera ang ang muskaaya
Jaane na nazar pehachaane jigar
Ye kaun jo dil par chhaaya
Mera ang ang muskaaya
Mera ang ang muskaaya




Mukesh, Aah

Chhoti si ye zindgani re
Char din ki javani teri
Hay re hay
Gam ki kahani teri
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki javani teri
Hay re hay
Gam ki kahani teri




Mukesh, Aah

Aaja re aaja re
Ab mera dil pukara
Ro ro ke gam bhi hara
Badnam na ho pyar mera
Aaja re ab mera dil pukara
Ro ro ke gam bhi hara
Badnam na ho pyar mera
Aaja re
Haaaa




Mukesh, Aah

Saathi mere saathi
Saathi mere saathi, rut aati jaati
Rut aati jaati
Kahe teri meri kahaani
Kahe teri meri kahaani
Saathi mere saathi, rut aati jaati
Kahe teri meri kahaani
Kahe teri meri kahaani
Aise hum saathi jaise diya baati
Aise hum saathi jaise diya baati
Rab ki badi hai meherbaani
Rab ki badi hai meherbaani
Saathi mere saathi, rut aati jaati
Kahe teri meri kahaani
Kahe teri meri kahaani




Mukesh, Aahuti

Dil ne dil se kya kaha
Sun zara sun zara
De raha hai kya sada
Sun zara sun zara




Mukesh, Aaina

Madira hi madira tere badan me
Madira hi madira tere badan me
Jo dehke wo jhume jhume re
Jo dehke wo jhume
Kirne hi kirne tere nayan me
Kirne hi kirne tere nayan me
Mera tan man chume chume re
Mera tan man chume




Mukesh, Aangan

Wo to jaate jaate
Ham se khafaa ho gaye
Ham bhi baithe
Baithe un pe fidaa ho gaye
Wo to jaate jaate
Ham se khafaa ho gaye
Ham bhi baithe baithe
Un pe fidaa ho gaye




Mukesh, Aankh Micholi

Suniye to zara kahaan rooth ke chale
Yoon baat badhaaya nahin karte
Suniye to zara
Haan memsaab
Ji memsaab
Suniye to zara kahaan rooth ke chale
Yoon baat badhaaya nahin karte
Jis dil mein sanam tasveer ho teri
Uss ko thukraaya nahin karte
Suniye to zara
Haan memsaab
Ji memsaab




Mukesh, Aankh Micholi

Preet laga ke maine yeh phal paya
Sud budh khoyi chain gawanya
Preet laga ke maine yeh phal paya
Sud budh khoyi chain gawanya
Tum ne mujhse pyar kiya tha
Ulfat ka iqarar kiya tha
Banake pahele ye bisaraya
Prit ka wada khub nibhaya
Preet laga ke maine yeh phal paya
Sud budh khoyi chain gawanya
Preet laga ke maine yeh phal paya
Sud budh khoyi chain gawanya




Mukesh, Aankhen

Hamse nain milaana ba paas karke
Hamse nain milaana ba paas karke
Hamse preet lagaana ba pass karke
Ho ba pass karke ji ba pass karke
Ba pass karke mohe degree dikhaao ji
Mohe degree dikhaao




Mukesh, Aankhen

Moti jaisa rang ang mein
Moti jaisa rang ang mein
Ras ka sagar laharaye
Tere rup ki aanch lage to
Patthar dil bhi pighal jaye
Moti jaisa rang ang mein




Mukesh, Aansoo Aur Muskan

Ae jane jigar dil me samane aaja
Ae jane jigar dil me samane aaja
Ujadi huyi basti ko basane aaja
Ae jane jigar




Mukesh, Aaram

Waadiyon mein kho
Jaayen hum tum
Aao in waadiyon mein
Kho jaayen hum tum
Hum tum
Ye samaa hai suhaana
Haan ji
Haan ji suhaana
Ho jaayen gum sum
O ho ho
Waadiyon mein kho
Jaayen hum tum
Aao in waadiyon mein
Kho jaayen hum tum
Hum tum
Ye samaa hai suhaana
Haan ji
Haan ji suhaana
Ho jaayen gum sum




Mukesh, Aarambh

Sabhi sukh dur se guzare
Guzarte hi chale jaye
Magar pida umar bhar
Saath chalane ko utaru hai
Sabhi dukh dur se guzare
Guzarte hi chale jaye
Magar pida umar bhar
Saath chalane ko utaru hai
Sabhi dukh dur se guzare
Guzarte hi chale jaye




Mukesh, Aarambh

Dekho ji dekho
Ek baar is taraf dekho




Mukesh, Aas

Ai dil pyar ki manjil
Ab hai mukabil dekh toh le
Aanchal dhal gaya sarse
Chand ko apane dekh toh le
Ai dil pyar ki manjil




Mukesh, Aas Ka Panchhi

Raah ke taalib hai par
Beraah padate hai qadam
Dekhie kya dhundhate hai
Aur kya paate hai ham




Mukesh, Aas Ka Panchhi

Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai




Mukesh, Aas Ka Panchhi

Ye to kaho kaun ho
Tum kaun ho tum
Ye to kaho kaun ho
Tum kaun ho tum
Mujhse puchhe
Bina dil me aane lage
Mujhse puchhe
Bina dil me aane lage
Yeh toh kaho kaun
Ho tum kaun ho tum
Mithi najaro se
Bijali girane lage
Mithi najaro se
Bijali girane lage




Mukesh, Aashiq

Mahtaab tera chehra kis
Khwaab mein dekhaa thaa
Ai husn jahaan batlaa tu
Kaun main kaun hun
Khwaabon mein mile
Aqsar ek raah chale milkar
Phir bhi hai yahi behtar
Mat puch main kaun hun
Mahtaab tera chehra




Mukesh, Aashiq

Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka




Mukesh, Aashiq

Tum aaj mere sang hans lo
Tum aaj mere sang gaa lo
Tum aaj mere sang hans lo
Tum aaj mere sang gaa lo
Aur hanste gaate is jeewan
Ki uljhi raah sanwaaro
Tum aaj mere sang hans lo
Tum aaj mere sang gaa lo
Aur hanste gaate is jeewan
Ki uljhi raah sanwaaro
Tum aaj mere sang hans lo
Tum aaj mere sang gaa lo




Mukesh, Aashiq

O shama mujhe phoonk de
Main na main rahoon
Tu na tu rahe
Yahi ishq ka hai dastoor
Yahi ishq ka hai dastoor




Mukesh, Aashiq

Tum jo hamaare meet na hote
Geet ye mere geet na hote
Hanske jo tum ye rang na bharte
Khwaab ye mere
Khwaab na hote
Tum jo hamaare




Mukesh, Aashiq

Hum woh nahi jo aapke
Kadmo mein dil ko rakh de
Hamne zamana dekha hai
Hamne zamana dekha hai
Hum woh nahi jo aapke
Kadmo mein dil ko rakh de
Hamne zamana dekha hai
Hamne zamana dekha hai




Mukesh, Aayega Aanewala

Ae momino suno ye kahani namaz ki
Ae humpe farz bandagi banda nawazgi
Ae momino suno ye kahani namaz ki
Mulke arab me ek hasina ki tumhe sunau
Karti thi apne rab ki ibadadat subha sham
Usko namaz padne ka bachpan se shok tha
Ek waqt ki namaz bhi karti na thi kaza
Nanha sa ek lal tha uska gubad sa
Gurbat me shikar karti thi wo beniyaz ka
Masum bacha bhukh se rota jo bekarar
Pani pila pila ke thapakti thi bar bar
Gujre isi tarha jo musibat me tin sal
Sohar ke dil me ultesafar ka hua khayal
Sohar ki bat sunke wo majbur ho gayi
Do dil ki ye zudai thi manjur ho gayi




Mukesh, Abdullah

Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua
Zindagi ke har
Khel mein hara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua




Mukesh, Abu Kaliya

Samaj ke dushmano
Dost sab ke bano
Yeh sitam na karo
Tum khuda se daro
Khuda se daro
Paap ka kanta hal nahin pata
Puny ke phool nahin murjate
Sache mar kar bhi zinda hain
Jhuthe jeete jee mar jate




Mukesh, Abu Kaliya

Zara sambhalna meri jaan apni nigahe
Zara sambhalna meri jaan apni nigahe
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Na chhed aaj hai aur hi dil ki adaye
Na chhed aaj hai aur hi dil ki adaye
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Ke tera mera naya naya pyar hua hai




Mukesh, Aaya Toofan

Yahaan bandhu aate ko hai jaana koyi ho
Yahaan bandhu aate ko hai jaana
Yahaan bandhu aate ko hai jaana koyi ho
Yahaan bandhu aate ko hai jaana




Mukesh, 36 Ghante

Kaho aake bahar
Kare mera singaar
Mujhe pyaar mila
Ho dil daar mila
Chunun phul hazaar
Karun tujhape nisaar
Mujhe pyaar mila
Ho dil daar mila




Mukesh, 40 Days

Mai deewana mastana
Mushkil bhed mera pajana
Mai deewana mastana
Mai deewana mastana
Mushkil bhed mera pajana
Mai deewana mastana




Mukesh, 40 Days

Ganwaar
Are hamka kaa samjhat ho,
Kaa kaha
Kaa samjhat ho




Mukesh, Adalat

Behna o behna teri
Doli mai sajaunga
Behna o behna teri
Doli mai sajaunga
Teri jayegee barat
Hogi ankho me barsat
Hans hanske mai dukhada
Bidayi kaa chhupaunga
Behna o behna teri
Doli mai sajaunga




Mukesh, Adalat

Are hamka kaa samjhat
Ho kaa kaha kaa samajhat ho
Are hamka aisa waisa naa
Samjho ham bade kam kee chiz
Hamka aisa waisa naa samjho
Ham bade kam kee chiz
O babu bade kam kee chiz
Kaun bura hai kaun bhala hai
Arekaun bura hai kaun
Bhala hai hamko hai tamiz
Hamka aisa waisa naa
Samjho ham bade kam kee chiz
O babu bade kam kee chiz




Mukesh, Adalat

Kismat bigadi duniya badali
Kismat bigadi duniya badali
Phir kaun kisi kaa hota hai
Ai duniya vaalo sach to kaho
Kya pyaar bhi jhuthaa hota hai
Kismat bigadi duniya badali




Mukesh, Afsana

Chal chal chal
Mere dil pyar teri hai manjil
Jaha pyar mile dildar mile
Vahi chal chal chal
Chal chal chal mere dil
Pyar teri hai manjil
Jaha pyar mile dildar mile
Vahi chal chal chal
Chal chal chal mere dil




Mukesh, Akeli Mat Jaiyo

Dekhiye aaa aaa
Dekhiye yoon na sharmaayiyegaa
Paas aake na tadpaayiyegaa
Paas aake na tadpaayiyegaa
Dekhiye aaa aaa
Dekhiye yoon na sharmaayiyegaa




Mukesh, Bindiya

Ashron pe sitara hai wo
Ashron pe sitara hai
Din raat nasibo mein
Pyar tumhara hai wo




Mukesh, Beete Din

Tum jabse mil kar chhut gaye
Jeevan ke sahare tut gaye
Tum jabse mil kar chhut gaye




Mukesh, Bebus

Main tumse
Main tumse mohabbat karta hoon
Main tumse mohabbat karta hoon
Main tumse
Main tumse mohabbat karta hoon
Main tumse mohabbat karta hoon
Kya baat hai jo bechain hai dil
Kya baat hai jo bechain hai dil
Itna bhi tumhe malum nahi
Malum nahi




Mukesh, Bebus

Kya tujhko hua aakhir
Kya tujhko hua aakhir
Batla dil e deewana
Batla dil e deewana
Jo chahta hai kahna
Wo dukh bhara afsana
Aye dil e deewana




Mukesh, Bebus

Khabar kisi ko nahi wo
Kidhar ko dekhate hai
Ye kaun jaane ki dil
Yaa jigar ko dekhate hai
Nazar bachaa ke hum
Unaki nazar ko dekhate hai
Jo bekhabar hai usi
Bekhabar ko dekhate hai
Duaae maang rahe hai
Haay asar ko dekhate hai




Mukesh, Beqasoor

Jaane na jaane tu hi na jaane,
Main hu pujari tu meri devi
Mane naa mane aaya manane,
Prem bhikhari tu meri devi
Jaane na jaane tu hi na jaane,
Main hu pujari tu meri devi




Mukesh, Bhai Bahen

Kehne waale kehte hain kya
Bhagwaan ki duniya
Gol hai bilkul sach
Ae ji humne chakkar
Kha ke dekha
Badi dhol mein pol hai
Humne chakkar kha ke dekha
Badi dhol mein pol hai
Pol hai ji pol hai
Pol hai ji pol hai
Humne chakkar
Kha ke dekha
Badi dhol mein pol hai




Mukesh, Bijli

Hum ne saari duniya chhodi
Ghar chhoda aa aa
Aur galiyaan chhodi
Tere liye ae ae
Hum to ho gaye
Badnaam saanwariya
Phi bhi honthon pe rehta hai
Tera hi naam saanwariya




Mukesh, Bijli

Kaahe naino mein kajraa bharo
Kaahe nainon mein kajraa bharo
Itni haseen nahin
Gori jitna gumaan karo
Itni haseen nahin
Gori jitna gumaan karo




Mukesh, Badi Bahu

Pyar ki rah par kya bhatkne ka dar
Jab musafir chale saath manzil chale
Jab musafir chale saath manzil chale
Saath chalte rahen ham yoon hi umrr bhar
Saath chalte rahen ham yoon hi umrr bhar
Jaise dariya chale saath saahil chale
Jaise dariya chale saath saahil chale
Pyaar ki raah par kya bhatkne ka dar




Mukesh, Badi Bahu

Dur kahi dur kahi
Dur kahi is jag se
Hum tum duniya nayi basaye
Hum tum duniya nayi basaye
Prem ka sagar prem ki naiya
Prem ka sagar prem ki naiya
Hum hai khevanhar
Hum hai khevanhar
Prem ki le patwar hath me
Prem ki le patwar hath me
Naiya par lagaye
Hum tum naiya par lagaye
Dur kahi is jag se
Hum tum duniya nayi basaye
Hum tum duniya nayi basaye




Mukesh, But Taraash

Ae duniya ke malik tu bata
Ab jaye to jaye kaha
Barbad hui dil ki duniya
Ab jaye to jaye kaha




Mukesh, Baghdad Ka Chor

Dekhiye aaa aaa
Dekhiye yoon na sharmaayiyegaa
Paas aake na tadpaayiyegaa
Paas aake na tadpaayiyegaa
Dekhiye aaa aaa
Dekhiye yoon na sharmaayiyegaa




Mukesh, Bindiya

Yeh kya kiya re duniyawale
Jaha ke ghum tune
Sabhi mujhko de dale
Yeh kya kiya re duniyawale
Jaha ke ghum tune
Sabhi mujhko de dale
Yeh kya kiya re duniyawale




Mukesh, Beti

Ek rat me do do chand khile
Ek ghunghat me ek badli me
Ek rat me do do chand khile
Apni apni manjil se mile
Ek ghunghat me ek badli me
Ek rat me do do chand khile




Mukesh, Barkha

Hai jadoo bhare
Ho gori tore naina hain jadoo bhare
Ho hampe chhup chhup julm kare
Ho gori tore naina hain jadoo bhare
Ho naina hai jadoo bhare
Ho gori tore naina hain jadoo bhare




Mukesh, Bedard Zamana Kya Jane

Jaane na jaane tu hi na jaane,
Main hu pujari tu meri devi
Mane naa mane aaya manane,
Prem bhikhari tu meri devi
Jaane na jaane tu hi na jaane,
Main hu pujari tu meri devi




Mukesh, Bhai-Bahen

Naina to dukhan laage
Panth nihare nihare
Aur dhadakan papiha bani
Piya pukar pukar
Chanda re mori patiyan le ja
Patiyan le ja
Saajan ko pahuncha de re
Wo likh sake jawaab unhein tu
Mera pata bata de re
Chanda re
Chanda re mori patiyan le ja
Patiya le ja
Sajani ko pahuncha de re
Wo likh sake jawaab unhein tu
Mera pata bata de re




Mukesh, Banjarin

Dil tune diya dil maine liya
Dil maine diya dil tune diya
Fir bhi dunia jale to hum kya kare




Mukesh, Banjarin

Naina to dukhan laage
Panth nihare nihare
Aur dhadakan papiha bani
Piya pukar pukar
Chanda re mori patiyan le ja
Patiyan le ja
Saajan ko pahuncha de re
Wo likh sake jawaab unhein tu
Mera pata bata de re
Chanda re
Chanda re mori patiyan le ja
Patiya le ja
Sajani ko pahuncha de re
Wo likh sake jawaab unhein tu
Mera pata bata de re




Mukesh, Banjarin

Ek baar dharti par aa kar dekh
Zaraa bhagavaan
Tere haatho aaj huaa
Barabaad teraa insaan
Aa kar dekh zaraa bhagavaan
Aa kar dekh zaraa bhagavaan
Aa kar dekh zaraa bhagavaan
Ek baar dharti par aa kar dekh
Zaraa bhagavaan
Tere haatho aaj huaa
Barabaad teraa insaan
Aa kar dekh zaraa bhagavaan
Aa kar dekh zaraa bhagavaan
Aa kar dekh zaraa bhagavaan




Mukesh, Banjarin

Muft hue badnaam
Kisi pe haay dil ko laga ke
Jinaa huaa iljaam
Kisi pe haay dil ko laga ke
Muft hue badnaam




Mukesh, Baraat

Tu saitano ka sardar hai sach hai
Hardam ladne ko taiyar hai sach hai
O tere hatho mera jina duswar hai
Daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
O daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
Tu saitano ka sardar hai sach hai
Hardam ladne ko taiyar hai sach hai
O tere hatho mera jina duswar hai
Daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
O daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai




Mukesh, Barood

Game dil kisse kahu
Koyi bhi gamakwar nahi
Hai sabhi gair yaha
Jakhme dil ki ye jalan
Kabile ijhahar nahi
Chup ka rehna hai yaha




Mukesh, Bhool Na Jaana

Gora gora mukhada
Ye tune kaha paya hai
Tu hai gori chor tune
Chand ko churaya hai
Tu hai gori chor tune
Chand ko churaya hai
Gora gora mukhada
Ye tune kaha paya hai
Tu hai gori chor tune
Chand ko churaya hai
Chand ko churaya hai




Mukesh, Bhool Na Jaana

Pukaro mujhe naam lekar pukaro
Mujhe tumse apni khabar mil rahi hai
Pukaro mujhe naam lekar pukaro
Mujhe tumse apni khabar mil rahi hai




Mukesh, Bhool Na Jaana

Dekhiye aaa aaa
Dekhiye yoon na sharmaayiyegaa
Paas aake na tadpaayiyegaa
Paas aake na tadpaayiyegaa
Dekhiye aaa aaa
Dekhiye yoon na sharmaayiyegaa




Mukesh, Bindiya

Chal ri sajani abb kya soche
Chal ri sajani abb kya soche
Kajra naa beh jaye rote rote
Chal ri sajani abb kya soche




Mukesh, Bombai Ka Babu

Kaha ud chale hai man pran mere
Kaha ud chale hai man pran mere
Kise khojte hai madhur gan mere
Ho kaha ud chale hai man pran mere
Kaha ud chale hai




Mukesh, Bhabhi Ki Chudiyan

Ghar tikha chhindi diware
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Suna mandir tha man mera
Bujha dip tha jivan mera
Suna mandir tha man mera
Bujha dip tha jivan mera
Mahima ke pawan charno me
Mai dipak bankar chhaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya




Mukesh, Bhabhi Ki Chudiyan

Ek bat puchhata hu,hu
Ek bat puchhata hu,hu
Gar tum bura na mano,na
Gar tum bura na mano,na
Ek bat puchhata hu,hu




Mukesh, Banarasi Thug

Khuli khuli zulfon ko bandh bhi lo
Khuli khuli zulfon ko bandh bhi lo
Ho jaye na duniya me sham kahi
Yu na dekho yu na dekho
Tum mujhko
Yu na dekho yu na dekho
Tum mujhko
Ho jaye na hum badanam kahi




Mukesh, Banarasi Thug

Luto maje bahar ke
Yahi to hai char din pyar ke
Luto maje bahar ke
Yahi to hai char din pyar ke
Chalne wale chal kahi
Baite kyu dil haar ke
Dil hai to sab raste
Pichhe hai dildhaar ke




Mukesh, Burmah Road

O janewale ho sake toh laut ke aana
O janewale ho sake toh laut ke aana
Yeh ghat too yeh bant kahi bhul naa jana
Janewale ho sake toh laut ke aana




Mukesh, Bandini

Socha tha pyaar hum na karenge
Surat pe yaar hum na marenge
Phir bhi kisi pe dil aa gaya
Socha tha pyaar hum na karenge
Surat pe yaar hum na marenge
Phir bhi kisi pe dil aa gaya
Socha tha pyaar hum na karenge




Mukesh, Bluff Master

Tu lakho me hai ek sanam
Tu lakho me hai ek sanam
Tujhsi hasina dekhi kabhi na
Sare jahan me teri kasam
Haay teri kasam
Tu lakho me hai ek sanam
Tu lakho me hai ek sanam




Mukesh, Birju Ustad

Mujhko mohabbat ho gayi hai
Bas mujhko mohabbat ho gayi hai
Le thanda pile maide ki garmi hai
Dil pe chad gayi hai re
Are kuch nahi hai bhadke
Tere dil ki dhadkan
Badh gayi hai re




Mukesh, Biwi Aur Makan

Hamare hal pe reham karo
Ke humse aur nahi hota
Roz ye natak roz ye maikap
Chikani chupadi malish karna
Khaddar jaisi gale ghis ke
Burash ke jaisi palish karna
Nahi hota




Mukesh, Biwi Aur Makan

Hari hari wasundhara nila nila ye gagan
Nila nila ye gagan
Hari hari wasundhara pe nila nila ye gagan
Ke jis pe badalo ki palaki uda raha pawan
Dishaye dekho rangbhari
Dishaye dekho rangbhari
Chamak rahi umang bhari
Ye kis ne phool phool pe
Ye kis ne phool phool pe kiya singar hai
Ye kaun chitrakar hai
Ye kaun chitrakar hai
Ye kaun chitrakar hai




Mukesh, Boond Jo Ban Gayee Moti

Haa maine bhi pyar kiya, pyar se kab inkar kiya
Bhigi bhigi rate mithi mithi bate
Aur maine dil ko nisar kiya
Haa maine bhi pyar kiya




Mukesh, Boond Jo Ban Gayee Moti

Yeh kya kiya re duniyawale
Jaha ke ghum tune
Sabhi mujhko de dale
Yeh kya kiya re duniyawale
Jaha ke ghum tune
Sabhi mujhko de dale
Yeh kya kiya re duniyawale




Mukesh, Beti

Jaane na jaane tu hi na jaane,
Main hu pujari tu meri devi
Mane naa mane aaya manane,
Prem bhikhari tu meri devi
Jaane na jaane tu hi na jaane,
Main hu pujari tu meri devi




Mukesh, Bhai Bahen

Koi roye koi gaye kaisa
Tera sansar malik
Kaisa tera sansar
Koi samajh nahi
Paye tera karobar
Malik kaisa tera sansar




Mukesh, Bhagwan Parshuram

Na izzat ki chinta na
Fikar koi apman ki
Jai bolo beiman ki jai bolo
Jai bolo beiman ki jai bolo
Na izzat ki chinta na
Fikar koi apman ki
Jai bolo beiman ki jai bolo
Jai bolo beiman ki jai bolo
O bolo jai bolo beiman ki jai bolo




Mukesh, Be-Imaan

Ye raakhi badhan hai aisaa
Ye raakhi badhan hai aisaa
Ye raakhi badhan hai aisaa
Jaise chandaa aur kiran kaa
Jaisaa badari aur pavan kaa
Jaise dharati aur gagan kaa




Mukesh, Be-Imaan

Bolo beiman ki jay beiman ki jay
Bolo beiman ki jay beiman ki jay
Naa ijjat ki chinta naa
Fikr kisi apaman ki
Jay bolo beiman ki jay bolo
Jay bolo beiman ki jay bolo
Naa ijjat ki chinta
Jay bolo jay bolo beiman ki




Mukesh, Be-Imaan

Mohe kar de bida deke pyar
Re kab se doli leke khade hai kahar
Re babul ka hai soche
Re babul kya hai soche
Mohe kar de bida deke pyar




Mukesh, Bazaar Band Karo

Tamannaa-e-pareshan
Dil ne phir tumako pukaara hai
Zaraa aakar to dekho
Haal-e-dil ye dil tumhara hai
Bhalaa aaun to kaise
Jeete ji duniyaa ne maara hai
Jahaan vaalo ke aage
Kyaa karun dil besahara hai
Tamannaa-e-pareshan




Mukesh, Biwi Kiraya Ki

Tu saitano ka sardar hai sach hai
Hardam ladne ko taiyar hai sach hai
O tere hatho mera jina duswar hai
Daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
O daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
Tu saitano ka sardar hai sach hai
Hardam ladne ko taiyar hai sach hai
O tere hatho mera jina duswar hai
Daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
O daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai




Mukesh, Barood

Baharo ne kiye sajde
Phulo ne sar jhukaya hai
Baharo ne kiye sajde
Phulo ne sar jhukaya hai
Badi fursat se malik ne
Hansi tumko bnaya hai
Baharo ne kiye sajde




Mukesh, Bombay By Night

Ham ko dhoondhoge
Rangeen nazaron ki tarah
Ham ko dhoondhoge
Rangeen nazaron ki tarah
Hum chale jaayenge
Jis roj baharon ki tarah
Ham ko dhoondhoge




Mukesh, Bandhan Pheron Ke

O mitawa mann mitawa
Baahon mein aaja re




Mukesh, Bungalow No. 666

Jeene ki tamanna ho
Tum meri zaroorat ho
Jeene ki tamanna ho
Tum meri zaroorat ho
Mere khayal se
Tum badi khubsoorat ho
Mere khayal se
Tum badi khubsoorat ho




Mukesh, Balmaa

Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Jitana bhulaana chaaha
Jitana bhulaana chaaha
Tum utna yaad aaye




Mukesh, Bewafa Sanam

Tere bina dil mera ek pal bhi nahi lagta
Aa jaa o harzayi gham mera nahi ghatta
Aa jaa o harzayi gham mera nahi ghatta
Tere bina dil mera ek pal bhi nahi lagta
Aa jaa o harzayi gham mera nahi ghatta
Aa jaa o harzayi gham mera nahi ghatta




Mukesh, Bewafa Sanam

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner