Search Lyrics

Sunday, August 11, 2019

Nitin Mukesh Playback Singer

Know about playback singer Nitin Mukesh in detail. Nitin Mukesh Mathur is an Indian playback singer known for his work as a playback singer in Hindi films as well as Bhajans. He has toured internationally, including to the United States in 1993, and a world tour in 2006 with his show Kal Ki Yaadein as a tribute to his father.
Nitin Mukesh

Nitin Mukesh

Detailed information about the playback singer(Nitin Mukesh)

Birth name

Nitin Mukesh Mathur

Date of Birth and Birth Place

27 June 1950

Genres

playback singing

Occupation(s)

Singer

Instruments

Vocalist

Years active

1970–2000

Sung in Following Language(s)

Nitin Mukesh had sung songs in Hindi, Urdu, Bengali


Play Back Singer: Nitin Mukesh

SingerNitin Mukesh
Birth nameNitin Mukesh Mathur
Date of Birth and Birth Place 27 June 1950
Genresplayback singing
Occupation(s)Singer
InstrumentsVocalist
Years active1970–2000

Nitin Mukesh Songs

Following are the lyrics of the songs sung by Nitin Mukesh

Aa dekhen zara
Kisme kitna hai dum
Jum ke rakhna kadam
Mere saathiya
Aa dekhen zara
Kisme kitna hai dum
Jum ke rakhna kadam
Mere saathiyaa




Nitin Mukesh, Aa Dekhen Zara

Dil ne dil se kya kaha
Sun zara sun zara
De raha hai kya sada
Sun zara sun zara




Nitin Mukesh, Aaina

Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua
Zindagi ke har
Khel mein hara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua




Nitin Mukesh, Abu Kaliya

Samaj ke dushmano
Dost sab ke bano
Yeh sitam na karo
Tum khuda se daro
Khuda se daro
Paap ka kanta hal nahin pata
Puny ke phool nahin murjate
Sache mar kar bhi zinda hain
Jhuthe jeete jee mar jate




Nitin Mukesh, Abu Kaliya

Ham ko dhoondhoge
Rangeen nazaron ki tarah
Ham ko dhoondhoge
Rangeen nazaron ki tarah
Hum chale jaayenge
Jis roj baharon ki tarah
Ham ko dhoondhoge




Nitin Mukesh, Bandhan Pheron Ke

O mitawa mann mitawa
Baahon mein aaja re




Nitin Mukesh, Bungalow No. 666

Jeene ki tamanna ho
Tum meri zaroorat ho
Jeene ki tamanna ho
Tum meri zaroorat ho
Mere khayal se
Tum badi khubsoorat ho
Mere khayal se
Tum badi khubsoorat ho




Nitin Mukesh, Balmaa

Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Jitana bhulaana chaaha
Jitana bhulaana chaaha
Tum utna yaad aaye




Nitin Mukesh, Bewafa Sanam

Tere bina dil mera ek pal bhi nahi lagta
Aa jaa o harzayi gham mera nahi ghatta
Aa jaa o harzayi gham mera nahi ghatta
Tere bina dil mera ek pal bhi nahi lagta
Aa jaa o harzayi gham mera nahi ghatta
Aa jaa o harzayi gham mera nahi ghatta




Nitin Mukesh, Bewafa Sanam

Tu mujhe sunaa main tujhe
Sunaau apni prem kahaani
Kaun hai wo kaisi hai wo
Tere sapnon ki raani
Tu mujhe sunaa main tujhe
Sunaau apni prem kahaani
Kaun hai wo kaisi hai wo
Tere sapnon ki raani




Nitin Mukesh, Chandni

Tu mujhe sunaa main tujhe
Sunaau apni prem kahaani
Kaun hai wo kaisi hai wo
Tere sapnon ki raani
Tu mujhe sunaa main tujhe
Sunaau apni prem kahaani
Kaun hai wo kaisi hai wo
Tere sapnon ki raani




Nitin Mukesh, Chandni

Chup chup ,chup chup
Chup chup janab aap rahate hain
Chup chup janab aap rahate hain
Iss chupi,iss chupi se kya fayada
Chupi chupi mein o chupi chupi mein
Maine kiya iraada chupi chupi mein
Us iraade mein chupa hain pyara vaada
Jara main bhi sunu main bhi jaanu
Hai kon sa vo iraada, o o
Jeevan bhar hum rahenge sath
Jeena marna hoga sath
Aur rakh rakh geeta pe haath
Rakh rakh geeta pe haath




Nitin Mukesh, Clerk

Teree jhil see geharee aankho me
Kuchh dekha mainne
Kya dekha
Mai samajh gayee re diwane
Tune rat koyee sapna dekha
Teree jhil see geharee aankho me
Kuchh dekha mainne
Kya dekha
Mai samajh gayee re diwane
Tune rat koyee sapna dekha
Teree jhil see geharee aankho me




Nitin Mukesh, Dhuen Ki Lakeer

Na mujhko hichki aayi
Na pav mera fisla
Arey arey arey arey
Na mujhko hichki aayi
Na pav mera fisla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Zamana hai bada
Pagla kya baba
Na mujhko hichki
Aayi na pav mera fisla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla




Nitin Mukesh, Do Jhoot

Main hoon tere liye tu hai mere liye
Main hoon tere liye tu hai mere liye
Hoke tujhse juda ji sakunga na mai
Hoke tujhse juda ji sakunga na mai
Hoke mujhse juda tu bhi kaise jiye
Main hoon tere liye tu hai mere liye
Main hoon tere liye tu hai mere liye




Nitin Mukesh, Ek Baar Chale Aao

Phoole dana dana phoole baliya
Bhawrata aaya baisakh
Phoole dana dana phoole baliya
Bhawrata aaya ha baisakh
Aise mein akela koi bechara
Aa jake na jaye baisakh




Nitin Mukesh, Ek Pal

Ji tumhaare aane se toh
Sab kuchh surila ho gaya
Tum mere aane se pehale
Bhi sahi ga rahe the raag dhaani
Are aisa toh hum mele mein gaate hain
Aage sukh toh pichhe dukh hai
Pichhe dukh toh aage sukh hai
Aage sukh toh pichhe dukh hai
Har dukh mein koi sukh hai ho




Nitin Mukesh, Eeshwar

O ho ho ho ho
O ho ho ho ho baj
Utha saanso mein
Baj utha saanso mein
Saawan pyaar ka
Sangeet koi koi maun
Dhadkan maun dhadkan
Ga rahi hain ga rahi hain
Ansuna sa geet koi
O ho ho ho ho baj
Utha saanso mein
O ho ho ho ho baj
Utha saanso mein
Saawan pyaar ka sangeet koi
Maun dhadkan ga rahi hain
Ansuna sa geet koi
Ansuna sa geet koi
O ho ho ho ho




Nitin Mukesh, Eeshwar

Budhham sharnam gachhami
Dharmam sharnam gachhami
Sangam sharnam gachhami
Budhham sharnam gachhami
Dharmam sharnam gachhami
Daanam sharnam gachhami
Dharmam sharnam gachhami
Daanam sharnam gachhami
Dharmam sharnam gachhami
Daanam sharnam gachhami




Nitin Mukesh, Eeshwar

Bhar bhuvan ghor kathor rav
Ravi baaji taji maarg chale
Hi diggaj dolmayi ahi kalmale
Sur asu muni nar daan din
Sakal bikal vichaar hi
Dand khand o ram tulasidaas jay ki
Bol siyaapati ramchandra ki jay
Pawan sut hanumaan ki jay
Umaapati mahaadev ki jay




Nitin Mukesh, Eeshwar

Ram pam pam taram pam pam
Ram pam pam taram pam pam
Ram pam pam taram pam pam
Ram pam pam taram pam pam
Hum tufani dhare hai
Hum tufani dhare hai
Sahil tod ke bahte hai
Sahil tod ke bahte hai
Ye kahne ki baat nahi
Hum karte hai jo kahte hai
Ye kahne ki baat nahi
Hum karte hai jo kahte hai
Kahte hai sab log ji
Doshto se doshti dusmano se dusmani
Ye duniya ki reet hai yahi hamara geet hai
Doshto se doshti dusmano se dusmani
Ye duniya ki reet hai yahi hamara geet hai




Nitin Mukesh, Elaan-E-Jung

Samay ke chakar se jeevan mein
Koi nahin bach paya chand aur
Suraj ko bhi gras le samay ki kali
Chaya samaye ne mati mari
To kaikai ne wo aag lagai




Nitin Mukesh, Ghar Parivaar

Mata shero wali o mata mehrowali
O mata sherawali o bharde jholi khali




Nitin Mukesh, Hum Se Na Takrana

Pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta pani
O bhaiya tu hain meri jaan
O bhaiya tu hain meri jaan
Tu hai meri zindgani
Pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta




Nitin Mukesh, Humlaa

Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dino ki yaad rulaye
Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dino ki yaad rulaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye
Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dilo ki yaad rulaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye




Nitin Mukesh, Khoj

O priya o priya priya
Tumsa nahin koi priya
O priya o priya priya
Tumsa nahin koi priya
Tu kush rahen
Jahan bhi rahen
Ye mere dil ki dua
Ho ho ho ho ho ho




Nitin Mukesh, Kahin Pyaar Na Ho Jaaye

Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dino ki yaad rulaye
Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dino ki yaad rulaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye
Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dilo ki yaad rulaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye




Nitin Mukesh, Khoj

Matlab ka hai pyar logo
Matlab ka hai pyar
Matlab ka hai pyar logo
Matlab ka hai pyar




Nitin Mukesh, Khandaan

Yahin kahi jiyara hamar
Hey goriya tum hoi gawa re
Yahin kahi jiyara hamar
Hey goriya tum hoi gawa re ho
Jiyaa bina jeena bekar hain
Ka julam hoi gava re
Yahin kahi jiyara hamar hey
Goriya tum hoi gava re




Nitin Mukesh, Khudgarz

Kuch bhi nahin
Rehta duniya mein
Logo reh jaati hain dosti
Kuch bhi nahin
Rehta duniya mein
Logo reh jaati hain dosti
Zindagi ka naam dosti
Dosti ka naam zindagi
Zindagi ka naam dosti
Dosti ka naam zindagi




Nitin Mukesh, Khudgarz

Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya
Chahe badalti rahe
Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya
Chahe badalti rahe




Nitin Mukesh, Khoon Bhari Maang

Jhuma jhuma do hi mulakaton mein
Maine sanam tujko chuna lakhon mein
Hona ho to pal mein bhi pyar ho jaye
Varna umar baton hi mein kho jaye




Nitin Mukesh, Kala Bazaar

Than than ki suno jhankar
Ye duniya hai kala bazaar
Ye paisa bolta hain
Ye paisa bolta hain




Nitin Mukesh, Kala Bazaar

Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dino ki yaad rulaye
Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dino ki yaad rulaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye
Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dilo ki yaad rulaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye




Nitin Mukesh, Khoj

Krishna krishna haye karishna
Jagmag huya re agna
Krishna krishna haye karishna
Jagmag huya re agna
Chand suraj se pyare
Jhuke charno mein sare
Aaj jhum jhum gaye jamuna
Krishna krishna haye karishna
Jagmag huya re agna
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki




Nitin Mukesh, Kishen Kanhaiya

Jiska naam farz hai
Wo bhi to ek karz hai
Jiska naam farz hai
Wo bhi to ek karz hai
Farz samaj kar ha
Farz samaj kar
Tujhko har ek karz chukana hai
Buraai ko achhayi mein
Ek roz badal jana hai
Jiska naam farz hai
Wo bhi to ek karz hai
Farz samaj kar ha
Farz samaj kar
Tujhko har ek karz chukana hai
Burayi ko achhayi mein
Ek roz badal jana hai




Nitin Mukesh, Karz Chukana Hai

Main tainu tu mainu
Mainu tainu tainu mainu
Mainu tainu tainu mainu
I love you
Aaha ke mainu tainu
I love you
Aaha ke tainu mainu i love you
I love you i love you
I love you




Nitin Mukesh, Kaun Kare Kurbanie

Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe




Nitin Mukesh, King Uncle

Khush rehane ko zaroori kya hai bolo yaar
Khush rehane ko zaroori kya hai bolo yaar
Khushi toh milati hai jab mile kisika pyar
Khush rehane ko zaroori kya hai bolo yaar
Khushi toh milati hai jab mile kisika pyar




Nitin Mukesh, King Uncle

O priya o priya priya
Tumsa nahin koi priya
O priya o priya priya
Tumsa nahin koi priya
Tu kush rahen
Jahan bhi rahen
Ye mere dil ki dua
Ho ho ho ho ho ho




Nitin Mukesh, Kahin Pyaar Na Ho Jaaye

Humm oho ho..
Aayenge lakh hansi
Badlega roj jahan
Apni kisamat mein na ab
Pyaar ka mausam hoga
Aayenge lakh hansi
Badlega roj jahan
Apni kisamat mein na ab
Pyaar ka mausam hoga




Nitin Mukesh, Lahu Luhan

Chal gori chalo gori
Pyar ke gaw mein
Duniya rakh dunga paw mein
Chahe sahar mein
Chahe tu gaw mein
Rakh piya pyar ki chaw mein
Are chal gori chalo
Gori pyar ke gaw mein
Duniya rakh dunga paw mein
Chahe sahar mein
Chahe tu gaw mein
Rakh piya pyar ki chaw me




Nitin Mukesh, Mulzim

Maine tujhe dekha hain kahin pehle
Yaad aataa nahin hain kab kahaan
O jaan e mann o jaane jaan
Jaane jahaan
Maine tujhe dekha hain kahin pehle
Yaad aataa nahin hain kab kahaan
O jaan e mann o jaane jaan
Jaane jahaan




Nitin Mukesh, Meetha Zehar

Jeet jayenge hum
Jeet jayenge hum
Tu agar sang hain
Zindagi har kadam
Ek nayi jung hain
Zindagi har kadam
Ek nayi jung hain
Jeet jayenge hum
Jeet jayenge hum
Tu agar sang hain
Zindagi har kadam
Ek nayi jung hain
Zindagi har kadam
Ek nayi jung hain
Tune hi sajaaye hain
Mere hothon pe ye geet
Tune hi sajaaye hain
Mere hothon pe ye geet




Nitin Mukesh, Meri Jung

Sunle hasina jab tak hain jeena
Sunle hasina jab tak hain jeena
Dena mujhe tu pyaar ka nagina
Mera pyaar kyaa hain
Jaan meri maangna
Mera sabkuch tera hain
Mera ranjhana
Mera pyaar kyaa hain
Jaan meri maangna




Nitin Mukesh, Maar Dhaad

Chal gori chalo gori
Pyar ke gaw mein
Duniya rakh dunga paw mein
Chahe sahar mein
Chahe tu gaw mein
Rakh piya pyar ki chaw mein
Are chal gori chalo
Gori pyar ke gaw mein
Duniya rakh dunga paw mein
Chahe sahar mein
Chahe tu gaw mein
Rakh piya pyar ki chaw me




Nitin Mukesh, Mulzim

Jab se dekha maine tujhko
Is dil mein koi halchal hai
Jab se dekha maine tujhko
Is dil mein koi halchal hai
Puja ki tarha tu pawn hai
Pani ki taraha tu nirmal hai
Tu sach much ganga jal hai
Tu sach much ganga jal hai




Nitin Mukesh, Meena Bazar

Raja raja raja raja
Hey raja raja ab to mein hoon raja
Hey raja raja ab to mein hoon raja
Saath tumhara mujhko milla hain
Ab to bajega pyaare ka baaja
Raja raja ab to mein hoon raja
Raja raja ab to mein hoon raja
Raja raja raja raja




Nitin Mukesh, Maahir

Bajake bansi loota dil
Mahebub mere maheboob tune
Mahebub mere maheboob
Ke dekha nahi lakho
Karodo mein
Megha tere jaisa roop
Ke dekha nahi lakho
Karodo mein
Megha tere jaisa roop
Bajake bansi loota dil
Maheboob mere maheboob tune
Maheboob mere maheboob
Ke dekha nahi lakho
Karodo mein
Megha tere jaisa roop
Ke dekha nahi lakho
Karodo mein
Megha tere jaisa roop




Nitin Mukesh, Megha

Ho kis ki chali hai kis ki chalegi
Kiski chali hai kah gaye
Baat ye sachi jhule lalan
Jag jara soch jara
Lagega sabka number
Dama dam mast kalandar
Aaj hai koi bahar to
Kal wo hoga andhar
Ho kis ki chali hai kis ki chalegi




Nitin Mukesh, Nasbandi

Noorie noorie
Aaja re o dilbar jaaniya
Aaja re aaja re woh
Mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha ja re
Aaja re aaja re woh
Mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha ja re




Nitin Mukesh, Noorie

Hum tino ki wo yari
Do lakho pe hai bhari
Jan le ye duniya sari
Hey hota hai kya yarana
Ye jane wo deewana
Jisne sikha yaar ki khatir
Hanste hanste mar jana
Hota hai kya yarana ye
Jane wo deewana
Jisne sikha yaar ki khatir
Hanste hanste mar jana




Nitin Mukesh, Neeyat

Tumhari palko ki chilmano me
Ye kya chupa hai sitare jaisa
Hasin hai ye hamare jaisa
Sarir hai ye tumhare jaisa
Tumhare khwabo ke ayine me
Ye kya chupa hai hamare jaisa
Jawan hai ye hamare jaisa
Hasin hai ye tumhare jaisa




Nitin Mukesh, Nakhuda

Suno ek bat bole kya
Hame tumse mohabbat hai
Hame tumse mohabbat hai
Mile ho jab se tum hamko
Ye dunia khubsurat hai
Ye dunia khubsurat hai
Satati hai hawaye
Chedte hai sarphire badal
Satati hai hawaye
Chedte hai sarphire badal
Kabhi bahle to itni sokhiya
Karta na tha aanchal
Suno ek bat bole
Isi ka nam chahat hai
Isi ka nam chahat hai
Mile ho jab se tum hamko
Ye dunia khubsurat hai
Ye dunia khubsurat hai




Nitin Mukesh, Nakhuda

Main naag tu nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Tu naag main nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Tu hai meri dilruba
Main hoon tera deewana
Maine to yeh bas jana
Main naag tu nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Maine tujhe rab mana
Maine tujhe sab mana
Maine to yeh bas jana
Tu naag main nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na




Nitin Mukesh, Naag Nagin

Mile mann se ye mann
Mile tan se ye tan
Mile mann se ye mann
Mile tan se ye tan




Nitin Mukesh, Nache Nagin Gali Gali

Phere huye bhar padi
Sinduri bandan juda
Sato zanam ho sath
Hum milkar ye wada kiya




Nitin Mukesh, Nafrat Ki Aandhi

Kismat roothi duniya chooti
Waqt ne sanso ki bagiya luti
Phir bhi milan ki aas natuti
Haye raam kare aisa ho jaaye
Raam kare aisa ho jaaye
Tu mil jaaye chaahe sab kho jaaye
Raam kare aisa ho jaaye




Nitin Mukesh, Namak

Chanda bhi nazar aayega
Suraj bhi nazar aayega
Sab log nazar aayenge
Par tu nazar nahi aayegi
Par tu nazar nahi aayegi
O gudiya o behna o laado khush rehna
Tu iss ghar ko chhod ke chal dee
Humse mukhda mod ke chal dee
Sab se rista chhod ke chal dee
Pee se nata jod ke chal dee
O behna khush rehna behna
O gudiya o behna o laado khush rehna




Nitin Mukesh, Namak

So gaya yeh jaha so gaya aasama
So gaya yeh jaha so gaya aasama




Nitin Mukesh, Nautanki Saala!

Bhavsagar par laga hain mela
Bhai santan ki di
Bhavsagar par laga hain mela
Bhai santan ki di
Dharam karam bharam ki lila
Raja rank fakir
Kon utare par ke tu hi
Nav kinara pani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani




Nitin Mukesh, Oonch Neech Beech

Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain




Nitin Mukesh, Parivaar

Iess jahan se us jahan tak
Iess zameen se aasmaan tak
Saath mein rahena tum sadda
Tum na kahena alvidda
Ho iess jahan se us jahan tak
Iess zameen se aasmaan tak
Saath mein rahena tum sadda
Tum na kahena alvidda
Iess jahan se us jahan tak




Nitin Mukesh, Pyar Hua Badnam

Main khata hoon aaj kasam
Ho main khata hoon aaj kasam
Saath mein nikale dum
Dagi dum dum dum
Dagi dum dum dum
Dum dum dum dagi
Dum dum dum




Nitin Mukesh, Pyar Pyar

Ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum
Ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum
Meri jaan rona nahi daman bhigona nahi
Ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum
Ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum




Nitin Mukesh, Qaid

Dhina dhin dha
Ram pam pam ram pam
Pam rampa papam pam pam
Ae ji o ji ae ji o ji lo ji suno ji
Main hu man mauji
Karta hu main jo woh tum bhi karo ji
Van to ka four, four to ka van
My name is lakhan
My name is lakhan
Sajanon ka sajan
Mera naam hai lakhan
Ae ji o ji lo ji suno ji
Main hu man mauji
Karta hu main jo woh tum bhi karo ji
Van to ka four, four to ka van
My name is lakhan
My name is lakhan
Sajanon ka sajan
Mera naam hai lakhan




Nitin Mukesh, Ram Lakhan

Banna mera aaya hariyala banna aaya
Banna mera aaya hariyala banna aaya
Banna mera aaya hariyala banna aaya
Koi aaye to sahi pyar ki duniya lekar
Haye ram kasam mar jaukoi aaye to sahi
Pyar ki duniya lekar haye ram kasam mar
Jau koi aaye to sahi




Nitin Mukesh, Radha Ka Sangam

Main kaise usse pasand karu
Main kaise aankhen band karu
Woh aurat hai tu mehbooba
Tu sab kuchh hai woh kuchh bhi nahi
Woh aurat hai tu mehbooba
Tu sab kuchh hai woh kuchh bhi nahi
Tum aaise usse pasand karo
Mil baitho baaten chand karo
Woh aurat hai main mehbooba
Woh sab kuchh hai main kuchh bhi nahi
Kuchh bhi nahi
Woh aurat hai main mehbooba
Woh sab kuchh hai main kuchh bhi nahi




Nitin Mukesh, Satyam Shivam Sundaram: Love Sublime

Tune mohe taka maine tohe taka
Tune mohe jhaka maine tohe jhaka
Pyar hamara fata fat hata khata
Fata fat jhat fat hoi gawa
Dil tose laga sone pe suhaga




Nitin Mukesh, Sone Pe Suhaaga

Ye aankho se aankho ka milna hain kya
Bina bole hotho ka hilna hain kya
Mujhe inka matlab to samjhaiye
Khayalo mein phoolo ka khilna hain kya
Na yu chup raho mujhko aawaz do
Mujhe ghut ke marne ki aadat nahi
Batao tumhe




Nitin Mukesh, Santosh

Ye sooraj chand sitare
Sab ke liye inke nazare
Par teri chamak bas
Mere liye hi hain
Teri chamak bas
Mere liye hi hain
Tu hai noor hamara
Tuhi mann ke gagan ka sooraj
Tu mere nain ka tara




Nitin Mukesh, Swarg Yahan Narak Yahan

Khushiya aayi khushiya aayi
Dholak bole re
Dholak bole re
Sahnayi ki dhun le
Dil ki duniya dole re
Khushiya aayi
Khushiya aayi
Dholak bole re
Dholak bole re
Sahnayi ki dhun le
Dil ki duniya dole re




Nitin Mukesh, Swarg Yahan Narak Yahan

Gapoochi gapoochi gham gham
Kishiki kishiki kam kam
Gapoochi gapoochi gham gham
Oh sanam hum dono
Saath rahein janam janam
Oh sanam hum dono
Saath rahein janam janam
Gapoochi gapoochi gham gham
Kishiki kishiki kam kam
Gapoochi gapoochi gham gham
Phoolon jaisa chehra
Dali jaisa tan hai




Nitin Mukesh, Trishul

So gaya yeh jaha so gaya aasama
So gaya yeh jaha so gaya aasama




Nitin Mukesh, Tezaab

Lag ja gale se aye tanhayi
Lag ja gale se aye tanhayi
Pyar mera nikla harjai
Pyar mera nikla harjai




Nitin Mukesh, Woh Jo Hasina

Aa aa jo bhi mere dil pe beeta
Pyaar ki baaji main hi jeeta
Jo bhi mere dil pe beeta
Pyaar ki baaji main hi jeeta
Re yeh toh hona hi tha
Koi chahe na chahe
Koi chahe na chahe
Yeh toh hona hi tha
Koi chahe na chahe
Koi chahe na chahe




Nitin Mukesh, Yaara Dildara

Baar-e-duniya mein raho
Shaad ke, nashaad raho
Aise kuchh karke chalo,
Karke chalo ya ke
Bahut yaad raho,
Yaad raho, yaad raho




Nitin Mukesh, Yalgaar

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner