Search Lyrics
Sunday, August 11, 2019
- Home
- Playback Singer
- Rajkumar Playback Singer
Rajkumar Playback Singer
Know about playback singer Rajkumar in detail. Singanalluru Puttaswamy Mutturaju , known mononymously by his stage name Rajkumar was an Indian playback singer and film actor in the Kannada cinema. Widely acclaimed as one of the finest actors in the history of Indian cinema, he is considered a cultural icon and holds a matinée idol status in the Kannada diaspora, among whom he is popularly adulated as Nata Saarvabhouma , Bangarada Manushya , Vara Nata and Rajanna . He was honoured by Padma Bhushan Award in 1983.Rajkumar
Native name
Date of Birth and Birth Place
Died
Monuments
Occupation
Sung in Following Language(s)
Play Back Singer: Rajkumar
Singer | Rajkumar |
---|---|
Native name | Kannada: ರಾಜ್ಕುಮಾರ್ |
Date of Birth and Birth Place | Singanalluru Puttaswamy Muthuraj,24 April 1929,Gajanur, Madras Presidency, British India, |
Died | 12 April 2006(2006-04-12) (aged 76),Bengaluru, Karnataka, India |
Monuments | Kanteerava Studios |
Occupation | Actor |
Rajkumar Songs
Ole Ole Dil Dole Dil Bole song Aandhiyan (1989)
Ole ole dil dole dil bole
Main tera tu meri main
Tera tu meri janu
Main tera tu meri main
Tera tu meri janu
Ole ole dil dole dil bole
Dil tera jaa teri tu
Mera main teri janu
Dil tera jaa teri tu
Mera main teri janu
Rajkumar, Aandhiyan
Wo Puchhate Rahe Hum song Aap Beeti (1948)
Wo puchhate rahe hum
Hale dil suna na sake
Wo puchhate rahe hum
Hale dil suna na sake
Jo baat dil mein thi afsos
Lab pe la na sake
Jo baat dil mein thi afsos
Lab pe la na sake
Rajkumar, Aap Beeti
Jabse Pi Sang Naina Laage song Aasmaan (1952)
Jabse pi sang naina laage
Tabse naahin laage nain
Ho ho gin-gin ghadiyaan din kaatoon main
Gin-gin taare kaatoon rain
Piyaa aan sakhi more nainan mein
Piyaa aan sakhi more nainan mein
Mori nindiyaa churaye gayo
Mori nindiyaa churaye gayo
Rajkumar, Aasmaan
Chupke Hi Chupke song 1857 (1946)
Chupke hi chupke
Chupke hi chupke na jaane
Kya ishaare ho gaye
Kya ishaare ho gaye
Ham to unke ho gaye
Aur wo hamaare ho gaye
Haan hamaare ho gaye
Chupke hi chupke
Rajkumar, 1857
Kaaga Re Jaiyo Piya Ki song Bombay Mail (1935)
Kaaga re jaiyo piya ki
Galiyan mein kaaga re
Jaiyo piya ki galiyan mein
Nainon ke taare
Jaaye base pardes saiya
Jaaye base pardes saiya
Jaaye base pardes saiya
Kaaga re
Jaiyo piya ki galiyan mein
Ab to sudh le na piya
Tadpat din rain jiya
Ab to sudh le na piya
Rajkumar, Bombay Mail
Kis Ki Aamad Ka Yoon Intezaar Hai Re song Bombay Mail (1935)
Kis ki aamad ka yoon intezaar hai re
Aaj joban pe kaisa nikhaar hai
Kis ki aamad ka yoon intezaar hai re
Aaj joban pe kaisa nikhaar hai
Kaun hai dilruba jis pe pyaar hai haan
Kaun hai dilruba jis pe pyaar hai
Kis ki ulfat mein dil beqaraar hai haan
Ulfat mein dil beqaraar hai
Jaavo jaavo manaavo le aavo sanam ko
Gulshan mein aayee bahaar hai
Jaavo jaavo manaavo le aavo sanam ko
Gulshan mein aayee bahaar hai
Kis ki aamad ka yoon intezaar hai re
Aaj joban pe kaisa nikhaar hai
Rajkumar, Bombay Mail
Phir Chaahe To Na Aanaa song Beqasoor (1950)
Phir chaahe to na aanaa
O aan-baan waale
Jhoothhaa hi waadaa kar le
Sachchi zabaan waale
Rajkumar, Beqasoor
Nindiya Aayi Re song Badi Bahu (1951)
Nindiya aayi re
Nanhi ko mitti nindiya aayi re
Nanhi ko mitti nindiya aayi re
Nindiya aayi re
Nanhi ko mitti nindiya aayi re
Nanhi ko mitti nindiya aayi re
Rajkumar, Badi Bahu
Ramaiya Bin Neend Na Aave song Badi Bahu (1951)
Ramaiya bin neend na aave
Ramaiya bin neend na aave
Neend na aave virah satave
Pram ki aanch rulaave
Ramaiya bin neend na aave
Ramaiya bin neend na aave
Rajkumar, Badi Bahu
Main Hiani Si Ban Ban Phiru song Bhola Shankar (1951)
Main hiani si ban ban phiru
Mera hirna kho gaya re
Main hiani si ban ban phiru
Mera hirna kho gaya re
Mera hirna kho gaya re
Kho gaya re kho gaya re
Mera hirna kho gaya re
Main hiani si ban ban phiru
Mera hirna kho gaya re
Rajkumar, Bhola Shankar
Rut Basant Ki Mad Bhari song Bhola Shankar (1951)
Rut basant ki mad bhari
Phulo ka saringa
Aaja mere bhawara
Kaliyan kare pukar
Rajkumar, Bhola Shankar
Hans Le Mauj Uda Le song Bulbul (1951)
Hans le mauj uda le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki
Hans le mauj uda le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki
Rajkumar, Bulbul
Hamare Munder Bola Kaga Sakhi Ri song Babla (1953)
Hamare munder bola kaga sakhi ri
Bichhde balam ghar aayenge
Hamare munder bola kaga sakhi ri
Bichhde balam ghar aayenge
Rajkumar, Babla
Kagwa Re Jaa Balma Ke Deswa song Bahadur (1953)
Kagwa re jaa balma ke deswa
Kagwa re jaa man ko suna
Unka sandeswa man ko suna
Unka sandeswa man ko suna
Nka sandeswa balma ke deswa
Kagwa re jaa balma ke deswa
Kagwa re jaa
Rajkumar, Bahadur
Sar Pe Kadam Kee Chhainyya song Bhakta Surdas (1942)
Sar pe kadam kee chhainyya
Muraliya baje ree, gori laj rahi
Sar pe kadam kee chhainyya
Muraliya baje ree, gori laj rahi
Rajkumar, Bhakta Surdas
More Raja Ji Ho More Raja Ji song Bhaktaraj (1943)
More raja ji ho more raja ji
More raja ji ho more raja ji
Ho more raja ji
Maar gaye tore nainwa
Ho more raja ji
Maar gaye tore nainwa
Maar gaye tore nainwa
Rajkumar, Bhaktaraj
Hello Hello Pyar Karna Ho To song Band Master (1963)
Hello hello pyar karna ho to
Yaaro kar lo ha karlo
Pyar karna hoto yaro
Karlo ha karo tele phone se
Tele phone se
Rajkumar, Band Master
Aaa Ha Aaa song Char Din (1949)
Aaa ha aaa
Hasino ki adayein bhi
Zamane se nirali hai
Wafa ka naam hotho par hai
Dil andar se khali hai
Ha yeh bholi soorat wale
Wafa ka naam hotho par hai
Dil andar se khali hai
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Aji jab dil chaha
Laga de aag aag bujhna kya jaane
Rajkumar, Char Din
Haseenon Ki Adaayen Bhi song Char Dil Char Raahein (1959)
Haseenon ki adaayen bhi
Zamaane se niraali hain aen aen
Wafaa ka naam honthhon par hai
Dil andar se khaali hai ae
Haan ye bholi soorat waale
Dil ka lagana kya jaane
Haan ye bholi soorat waale
Dil ka lagana kya jaane
Aji jab dil chaha aa
Laga ke aag bujhana kya jaane
Rajkumar, Char Dil Char Raahein
Dekho Ji Aayi Suhani Raat song Doosri Shaadi (1947)
Dekho ji aayi suhani raat
Kisi ko karni hai ek bat zara
Kisi ki yaad sataye
Rajkumar, Doosri Shaadi
Shame Gham Ki Kasam song Dil Ki Duniya (1949)
Shame gham ki kasam
Shame gham ki kasam
Tu na aaya to hum
Yaad karte hue tujhko mar jayenge
Jo meri jan hai mera arman hai
Jo meri jan hai mera arman hai
Rajkumar, Dil Ki Duniya
Tu Jo Dil Leke Mere song Daman (1951)
Tu jo dil leke mere
Pichhe pichhe aayega
Tu jo dil leke mere
Pichhe pichhe aayega
Dekhna muhalle mein
Ghotala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna
Tu jo dil leke mere
Pichhe pichhe aayega
Dekhna muhalle mein
Ghotala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna
Rajkumar, Daman
Aisi Nazar Se song Firdaus (1953)
Aisi nazar se
Aisi nazar se na dekho buri baat hai
Aisi nazar se
Aisi nazar se na dekho buri baat hai
Aaj tumhari meri pehli mulakaat hai
Buri baat hai aisi nazar se
Aisi nazar se na dekho buri baat hai
Rajkumar, Firdaus
Dekhi Re Anadi Tori Preet song Firdaus (1953)
Dekhi re anadi tori preet
Dekhi re anadi tori preet
Dekhi re anadi tori preet
Anadi tori preet
Juth muth ki bat ko maine jana
Ab dur khade muska ke wo
Dekh begani aur
Mare hue ko marna ya kahe ki
Reet ho kahe ki reet
Anadi tori preet anadi tori preet
Dekhi re anadi tori preet
Rajkumar, Firdaus
Na Main Dil Ki Baate Bataungi song Gunah (1953)
Na main dil ki baate bataungi
Na main yaad banke sataungi
Na main yaad banke sataungi
Mujhe kasam hai tere pyaar ki
Mujhe kasam hai tere pyaar ki
Main toh khawab mein bhi na aaungi
Main gale padu ke gila karu
Main gale padu ke gila karu
Meri kyaa maza leke uff karu
Rajkumar, Gunah
Chiththi Toh Teri Zalim song Gunah (1953)
Chiththi toh teri zalim
Ham nahi padh saakte hai
Aur khali si baato ko
Aankho se na jaate hai
Rajkumar, Gunah
Jab Se Uljhe Nain Mujhe Din Rain song Ghamand (1955)
Jab se uljhe nain mujhe din rain
Nahi hai chain sajanava
Naino ki galiyo mein aaja
O more raja
Rajkumar, Ghamand
Rasm E Ulafat song Humayun (1945)
Rasm e ulafat
Kisi surat se
Nibhaaye na bane
Rasm e ulafat
Kisi surat se
Nibhaaye na bane
Baat kuchh bigdi hai
Aisi ke banaaye na bane
Baat kuchh bigdi hai
Aisi ke banaaye na bane
Rasm e ulafat
Kisi surat se
Nibhaaye na bane
Rajkumar, Humayun
Aye Chand Tu Bata De song Humayun (1945)
Aye chand tu bata de
Aye chand tu bata de
Mere dil ko
Mere dil ko kya huwa hai
Aye chand tu bata de
Rajkumar, Humayun
Maine Sapna Jo Dekha Hai Raat song Hanste Aansoo (1950)
Maine sapna jo dekha hai raat
Ho maine sapna jo dekha hai raat
Bhala ji koi puchhe
Ha ha koi puchhe to main kya kahu
Haye maine sapna jo dekha hai raat
Ho maine sapna jo dekha hai raat
Bhala ji koi puchhe
Ha ha koi puchhe to main kya kahu
Haye maine sapna jo dekha hai raat
Rajkumar, Hanste Aansoo
Nazaron Mein Samaane song Hyderabad Ki Nazneen (1952)
Nazaron mein samaane
Se qaraar aa na sakega
Tum paas nahin dil ko
Ye bahala na sakega
Rajkumar, Hyderabad Ki Nazneen
Milake Nazar Tum song Hunterwali Ki Beti (1943)
Milake nazar tum
Nazar mein samana
Milake nazar tum
Nazar mein samana
Mere dil ke andar
Ghar apna banana
Mere dil ke andar
Ghar apna banana
Milake nazar tum
Nazar mein samana
Milake nazar tum
Nazar mein samana
Rajkumar, Hunterwali Ki Beti
Chanchal Dhaara Nadi Kinara song Hunterwali Ki Beti (1943)
Chanchal dhaara nadi kinara
Chanchal dhaara nadi kinara
Lalchaye lalchaye
Lalchaye lalchaye
Jiya hamara jiya hamara
Rajkumar, Hunterwali Ki Beti
Tuhi Mare Tuhi Tare song Inaam (1955)
Tuhi mare tuhi tare
Tuhi mare tuhi tare
Tuhi bigdi baat saware
Tuhi bigdi baat saware
Tujhe pukare
Tujhe pukare dukhiyari maa
Tujhe pukare dukhiyari maa
Yasomati ke raj dulare
Dulare dulare raj dulare
Tuhi mare tuhi tare
Tuhi mare tuhi tare
Rajkumar, Inaam
Panchhi Tu Jaa Re song Ismat (1944)
Panchhi tu jaa re
Mere piyaa ko
Sandeshwa daiyyo jaa
Jaa re jaa re
Panchhi tu jaa re
Mere piyaa ko
Sandeshwa daiyyo jaa
Jaa re jaa re
Panchhi tu jaa re
Rajkumar, Ismat
Udd Jaau Main Sajan Re song Kavita (1944)
Udd jaau main sajan re
Pankh laga kar ke
Tohe pakadu sajani re
Jal bichha kar ke
Rajkumar, Kavita
Kudarat Hai Rab Ki Nyaari song Lal Chitthi (1935)
Kudarat hai rab ki nyaari
Kudarat hai rab ki nyaari
Kudarat hai rab ki nyaari
Kudarat hai rab ki nyaari
Baade bahaari aayi
Gulshan mein kaisi
Hariyaali chhaayi
Dekho gulshan mein
Ye kaisi hariyaali chhaayi
Rajkumar, Lal Chitthi
Main Sajan Ko Man Mein song Maharani Minaldevi (1946)
Main sajan ko man mein
Main hi chipalu man mein
Chhipaye baithi hoon
Chhipaye baithi hoon
Mai sajan ko man mein
Mai hi chipalu man mein
Chhipaye baithi hoon
Chhipaye baithi hoon
Rajkumar, Maharani Minaldevi
Aaya Achanak Aisa Jhoka song Maang (1950)
Aaya achanak aisa jhoka
Hind ka jagmag deep bujha
Hind ka jagmag deep bujha
Haye haye haye
Aaya achanak aisa jhoka
Hind ka jagmag deep bujha
Hind ka jagmag deep bujha
Haye haye haye
Rajkumar, Maang
Chaukari Hai O Chaukari Hai song Mangala (1950)
Chaukari hai o chaukari hai
O chaukari hai
Tokri mein chaukari hai
Hare hare baas
Ki ye gol gol tokari
Hare hare baas
Ki ye gol gol tokari
Chaukari hai o chaukari hai
O chaukari hai
Haye tokari mein chaukari hai
Rajkumar, Mangala
O Tujhko Naino Bich Bitha Loon song Meharbani (1950)
O tujhko naino bich bitha loon
Aji bade saukh se
Tujhko naino bich bitha loon
Aji bade saukh se
Rajkumar, Meharbani
Koi Naino Mein Mere song Meharbani (1950)
Koi naino mein mere
Koi naino mein mere
Aake na jaaye to maza hai
Koi naino mein mere
Aake na jaaye to maza hai
Rajkumar, Meharbani
Ram Duhaai Hai Ram Duhaai Hai song Neki Aur Badi (1949)
Ram duhaai hai ram duhaai hai
Ram duhaai hai aiso dhithh
Langar sajni main bhar paayi
Dear but why o dear but why
Rajkumar, Neki Aur Badi
Hame Bhaane Lage Dil Lubhaane Lage song Neki Aur Badi (1949)
Hame bhaane lage dil lubhaane lage
Lo wo sapnon ki duniya basane lage
Basane lage hame bhaane lage
Dil lubhaane lage lo wo sapnon ki
Duniya basane lage
Basane lage muskuraane lage
Dil churaane lage wo nigaaho se
Bijli giraane lage giraane lage
Hame bhaane lage
Rajkumar, Neki Aur Badi
Kajrari Matwari Madbhari song Nau Bahar (1952)
Kajrari matwari madbhari
Do ankhiyan
Piyaa tori do ankhiyan
Kajrari matwari madbhari
Do ankhiyan
Piyaa tori in ankhiyan mein
Baith ke maine
Dekhi sab duniyaa
Piyaa tori do ankhiyan
Kajrari matwari madbhari
Do ankhiyan
Piyaa tori do ankhiyan
Rajkumar, Nau Bahar
Jhula Jhulaye Maiya song Naulakha Haar (1953)
Jhula jhulaye maiya
Baga ki lori maiya raja ko sunaye
Sole sole munna sole sole
O nanhe sole sole sole mere
Rajkumar aaj ji bhar ke sole
Kal tarsenge mere lal
Badan se lag lag ke
Sole sole sole sole
Jhula jhulaye maiya
Raja ko sunaye
Maiya raja ko sunaye
Rajkumar, Naulakha Haar
Aaj Mera Mann Dole song Nai Duniya (1942)
Aaj mera mann dole
Aaj mera mann dole
Aaj mera mann dole
Sakhi ri aaj mera mann dole
Ek suhana sapna basaye
Ek suhana sapna basaye
Kaise tumhe batau sakhi ri
Kaise tumhe batau
Behti nadi baha na jaye
Behti nadi baha na jaye
Aur kaise sharmau
Koi dil mein mere bole sakhi ri
Koi dil mein mere bole
Aaj mera mann dole
Rajkumar, Nai Duniya
Barasan Laagi Badariya Haye Raam song Nai Duniya (1942)
Barasan laagi badariya haye raam
Suni ujadi kajariya haye raam
Barasan laagi badariya haye raam
Suni ujadi kajariya haye raam
Rajkumar, Nai Duniya
Dil Loot Liya Ji Dil Loot Liya song Nai Duniya (1942)
Dil loot liya ji dil loot liya
Dil loot liya ji dil loot liya
Kisne lut ji kisne loot liya
Kisne lut ji kisne loot liya
Kyu naino ne ki hai chori
Dil mein uske jora jori
Haye loot liya ji
Dil loot liya ji dil loot liya
Dil loot liya ji dil loot liya
Kisne lut ji kisne loot liya
Kisne lut ji kisne loot liya
Rajkumar, Nai Duniya
Prem Ne Mann Meinin song Nai Duniya (1942)
Prem ne mann meinin
Prem ne mann mein aag lagai
Preet mujhe tu raas na aayi
Preet mujhe tu raas na aayi
Ye prem hai man ki jawala
Jinpar makadi ka jala
Saaf kiya is par lachaye
Prem ne mann mein aag lagai
Preet mujhe tu raas na aayi
Preet mujhe tu raas na aayi
Rajkumar, Nai Duniya
Nachat Hain Sansar Sakhi Ri song Nai Duniya (1942)
Nachat hain sansar sakhi ri
Nachat hai sansar
Nachat hain sansar sakhi ri
Nachat hai sansar
Rajkumar, Nai Duniya
Dhuyen Ki Gaadi Udaye Liye Jaaye song Nai Kahani (1943)
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Jeevan ki naiya bahar liye jaye
Jeevan ki naiya bahar liye jaye
Bahar liye jaye
Ha bahar liye jaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Rajkumar, Nai Kahani
Man Mandir Mein Aaye Balam song Nai Kahani (1943)
Man mandir mein aaye balam
Man mandir mein aaye balam
Man mandir mein aaye
Aaye aaye aaye
Man mandir mein aaye balam
Man mandir mein aaye
Aaye aaye aaye
Man mandir mein aaye
Rajkumar, Nai Kahani
Jhoom Jhoom Jhoom song Naukar (1943)
Jhoom jhoom jhoom
Aye gul e naubahar jhoom
Aye gul e naubahar jhoom
Aye gul e naubahar jhoom
Aye gul e naubahar jhoom
Jo jhoom jo jhoom jhoom
Aye gul e naubahar jhoom
Ro ae dile bekarar ro
Ae dile bekarar ro
Rajkumar, Naukar
Woh Gaye Nahin Hamein Mil Ke song Nurse (1943)
Woh gaye nahin hamein mil ke
Woh gaye nahin hamein mil ke,
Main mar gai
Woh gaye nahin hamein mil ke,
Main mar gai
Haan haan haay re
Tukade ho gaye re
Ho gaye mere dil ke
Tukade ho gaye re
Ho gaye mere dil ke
Rajkumar, Nurse
Sarkar E Madina song Parda (1949)
Sarkar e madina
Mukhtare madina
Sarkar e madina
Mukhtare madina
Seena hai mera teri
Mohabbat ka khajana
Sarkar e madina
Sarkar e madina
Mukhtare madina
Rajkumar, Parda
Aye Dil Tere Ghamo Ka Main song Parda (1949)
Aye dil tere ghamo ka main
Kahu kise fasana
Aye dil tere ghamo ka main
Kahu kise fasana
Bedard ye duniya hai
To zaalim hai zamana
Bedard ye duniya hai
To zaalim hai zamana
Ae dil tere ghamo ka
Main kahun kise fasan
Do din bhi mere pyar ki
Basti na rah saki
Na jane mere pyar ko
Kis ki nazar lagi
Rajkumar, Parda
Taqdeer Hansi Aansoo Nikle song Pagle (1950)
Taqdeer hansi aansoo nikle
Ik thhes lagi dil tut gaya
Ab jeena bhi koi jeena hai
Jab saath kisi ka chhoot gaya
Taqdeer hansi aansoo nikle
Rajkumar, Pagle
Taqdeer Ne Jo song Panna (1956)
Taqdeer ne jo
Taqdeer ne jo
Aag lagai hai bujha de
Doobi huyi naiya ko
Kinare se laga de
Doobi huyi naiya ko
Kinare se laga de
Taqdeer ne jo
Rajkumar, Panna
Har Cheez Yahan Ki Paani song Panna (1956)
Har cheez yahan ki paani
Har cheez yahan ki paani
Mela do din ka
Mela do din ka
Sab ronak aani jani
Sab ronak aani jani
Mela do din ka
Har cheez yahan ki paani
Rajkumar, Panna
Sab Haal Bata Denge song Panna (1956)
Sab haal bata denge
Sab haal bata denge
Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Gake suna denge
Sab haal bata denge
Sab haal bata denge
Rajkumar, Panna
Kaali Ghata Chhayi Ho Raja song Panna (1956)
Kaali ghata chhayi ho raja
Kaali ghata chhayi
Kaali ghata chhayi ho raja
Kaali ghata chhayi
Rajkumar, Panna
Jo Hum Pe Guzarti Hai song Panna (1956)
Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Hum kaise bataye
Hum kaise bataye
Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Hum kaise bataye
Hum kaise bataye
Rajkumar, Panna
Sawariya Re Kahe Mare Nazariya song Panna (1956)
Sawariya re kahe mare nazariya
Aaja re meri nagariya
Mare nazariya mare nazariya
Mare nazariya mare nazariya
Sawariya re
Rajkumar, Panna
Panghat Par Paani Bharne song Panghat (1943)
Panghat par paani bharne
Ek aayi thi ganv ki chhori
Panghat par paani bharne
Ek aayi thi ganv ki chhori
Chanchal chal chale matwali
Chanchal chal chale matwali
Pritam mein ek gori
Panghat par paani bharne
Ek aayi thi ganv ki chhori
Aayi thi ganv ki chhori
Rajkumar, Panghat
Amma Mori Ho Amma Mori Ho song Panghat (1943)
Amma mori ho amma mori ho
Mohe kisan kunwar var deejo
Mohe kisan kunwar var deejo
Amma mori ho amma mori ho
Aangan aur atariya deejo
Aangan aur atariya deejo
Devar jeth nanadiya deejo
Devar jeth nanadiya deejo
Rajkumar, Panghat
Naina Ith Uth Batakte Vyakul Hau Kare song Panghat (1943)
Naina ith uth batakte vyakul hau kare
Tumhare darash ko
Tadapati ja mere man meet
Hey mastak bindiya julmi nain
Gal taro ka haar
Haye mera dil le gayi
Panghat ki panihar
Rajkumar, Panghat
Main Hoon Kali Matwaali song Panghat (1943)
Main hoon kali matwaali
Liyaaqat waali
Nazaakat waali
Sajan mera pyaara
Gulaab ka phool
Balam mera pyaara
Gulaab ka phool
Main hoon kali matwaali
Liyaaqat waali
Nazaakat waali
Sajan mera pyaara
Gulaab ka phool
Balam mera pyaara
Gulaab ka phool
Rajkumar, Panghat
Panghat Ko Chali Panihari song Panghat (1943)
Panghat ko chali panihari
Panghat ko chali
Panihari panihari re
Panghat ko chali
Panihari panihari re
Kamar par ghada dare matwari
Kamar par ghada dare
Matwari matwari re
Kamar par ghada dare matwari
Panihari re
Panihari lachak na jana
Panihari ho panihari
Panihari lachak na jana
Ghada tera bhari re panihari re
Ghada tera bhari re panihari re
Panghato chali panihari
Panghato chali
Panihari panihari re
Rajkumar, Panghat
Tum Meri Jeevan Naiya Ho song Panghat (1943)
Tum meri jeevan naiya ho
Tum meri jeevan naiya ho
Is naiya ke tum hi khiwaiya ho
Tum meri jeevan naiya ho
Is naiya ke tum hi khiwaiya ho
Rajkumar, Panghat
Sawariya Re Kahe Mare Nazariya song Panna (1944)
Sawariya re kahe mare nazariya
Aaja re meri nagariya
Mare nazariya mare nazariya
Mare nazariya mare nazariya
Sawariya re
Rajkumar, Panna
Har Cheez Yahan Ki Paani song Panna (1944)
Har cheez yahan ki paani
Har cheez yahan ki paani
Mela do din ka
Mela do din ka
Sab ronak aani jani
Sab ronak aani jani
Mela do din ka
Har cheez yahan ki paani
Rajkumar, Panna
Sab Haal Bata Denge song Panna (1944)
Sab haal bata denge
Sab haal bata denge
Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Gake suna denge
Sab haal bata denge
Sab haal bata denge
Rajkumar, Panna
Jo Hum Pe Guzarti Hai song Panna (1944)
Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Hum kaise bataye
Hum kaise bataye
Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Hum kaise bataye
Hum kaise bataye
Rajkumar, Panna
Taqdeer Ne Jo song Panna (1944)
Taqdeer ne jo
Taqdeer ne jo
Aag lagai hai bujha de
Doobi huyi naiya ko
Kinare se laga de
Doobi huyi naiya ko
Kinare se laga de
Taqdeer ne jo
Rajkumar, Panna
Kaali Ghata Chhayi Ho Raja song Panna (1944)
Kaali ghata chhayi ho raja
Kaali ghata chhayi
Kaali ghata chhayi ho raja
Kaali ghata chhayi
Rajkumar, Panna
Nazar Kaa Waar Thaa song Pakeezah (1972)
Nazar kaa waar thaa
Dil ki tadap ne chhol di
Chali thi barachhi kisi
Par kisi ko aan lagi
Rajkumar, Pakeezah
Sajan Aao Aao Aao song Rupa (1946)
Sajan aao aao aao
Man ki nagariya basao
Sajan aao aao aao
Man ki nagariya basao
Bali umariya me rog lagakar
Bhul hame na jao
Bali umariya me rog lagakar
Bhul hame na jao
Sajan aao aao aao
Man ki nagariya basao
Rajkumar, Rupa
Deewana Bana Dala song Rangeen Zamana (1948)
Deewana bana dala
Ho deewana bana dala
Deewana bana dala
Ho deewana bana dala
Tere pyar ne tere pyar ne
Sawariya tere pyar ne
Deewana bana dala
Ho deewana bana dala
Rajkumar, Rangeen Zamana
He Chandarvadan song Ram Vivah (1949)
He chandarvadan
Chanda ki kiran
Tum kiska chitra
Banate ho
He chandarvadan
Chanda ki kiran
Tum kiska chitra
Banate ho
Mann ke bhavo ko
Roop rang se
Mann hi mann
Muskati ho
He chandarvadan
Chanda ki kiran tum
Rajkumar, Ram Vivah
Nainon Se Naina Milaa Le song Shahkar (1947)
Nainon se naina milaa le
Sotaa prem jagaa le ae ae
Nainon se naina milaa le
Naina milaa le
Naina milaa le
Sotaa prem jagaa le ae ae
Rajkumar, Shahkar
Ye Duniya Hai Sab Prem Ki song Shahkar (1947)
Ye duniya hai sab prem ki
Tu prem kiye jaa
Ye duniya hai sab prem ki
Tu prem kiye jaa
Haan prem kiye jaa
Duniya mein jeeye jaa
Haan prem kiye jaa
Duniya mein jeeye jaa
Rajkumar, Shahkar
Ari O O Mohe Chhed Gaya Ari Kaun song Singaar (1949)
Ari o o mohe chhed gaya ari kaun
Mohe chhed gaya ari kaun
Wo chhor chhachhoraa
Wo baankaa chhail
Chhabila chhoraa gora
Mohe chhed gaya ari o
Mohe chhed gaya
Rajkumar, Singaar
Mohabbat Ne Badal Di song Saloni (1952)
Mohabbat ne badal di
Halate kuch is tarah
Dil ki manzil par pahuch kar
Humko talash hai manzil ki
Kaha gham ne dil e nadan
Zara samjha karar aaya
Huyi taqdeer ki uljhi huyi zulfen
Magar dil ne kaha hanskar
Mohabbat naam hai gham ka
Yeh daulat kya mili
Ke bad gayi betabiya dil ki
Yeh daulat kya mili
Ke bad gayi betabiya dil ki
Mohabbat ne badal di
Halate kuch is tarah dil ki
Rajkumar, Saloni
Tum Nahin Paas song Society (1955)
Tum nahin paas
Tum nahin paas to
Duniya meri aabad nahi
Tum nahin paas to
Duniya meri aabad nahi
Tum nahin paas
Rajkumar, Society
Tum Nahin Paas song Society (1942)
Tum nahin paas
Tum nahin paas to
Duniya meri aabad nahi
Tum nahin paas to
Duniya meri aabad nahi
Tum nahin paas
Rajkumar, Society
More Pardesi Sajan song Station Master (1942)
More pardesi sajan
More pardesi sajan
Lagi hai tumse lagan
Tumse lagan tumse lagan
More pardesi sajan
More pardesi sajan
Lagi hai tumse lagan
Tumse lagan tumse lagan
Rajkumar, Station Master
Saajan Ghar Aaye song Station Master (1942)
Saajan ghar aaye
Aaye ri aali
Haan saajan ghar aaye
Aaye ri aali
Man hi man muskaawe radha
Aankhon mein sharmaaye
Man hi man muskaawe radha
Aankhon mein sharmaaye
Nainon ki koron se jhaanke
Nainon ki koron se jhaanke
Man ke bhaav chupaaye
Aaye haan aaye
Aaye ri aali
Haan saajaan ghar aaye
Aaye ri aali
Rajkumar, Station Master
Chalo Chalo Ri Sakhi Madhuban Mein song Station Master (1942)
Chalo chalo ri sakhi madhuban mein
Chalo chalo ri sakhi madhuban mein
Mohan hain aanewale
Nana madhav hain aanewale
Nana saajan hain aanewale
Chalo chalo ri sakhi madhuban mein
Chalo chalo ri sakhi
Chalo chalo ri sakhi
Rajkumar, Station Master
Ye Rail Hamaare Ghar Ki song Station Master (1942)
Ye rail hamaare ghar ki
Ye rail hamaare ghar ki
Dekho bhaage tez hawa se
Bambai waale bade musaafir
Nikle kalkatta se
Bambai waale bade musaafir
Nikle kalkatta se
Bambai waale bade musaafir
Nikle kalkatta se
Rajkumar, Station Master
Kis Aas Pe Din Kaatein song Station Master (1942)
Kis aas pe din kaatein
Ha aa aa
Kis aas pe din kaatein
Ab kaun hamaara hai
Ro ro ke hi mar jaayen
Kismat ka ishaara hai
Ro ro ke hi mar jaayen
Kismat ka ishaara hai
Rajkumar, Station Master
Baras Gayi Raam Badariya Kaari song Station Master (1942)
Baras gayi raam badariya kaari
Baras gayi raam badariya kaari
Bujhi na pyaas hamaari
Bujhi na pyaas hamaari
Baras gayi raam badariya kaari
Rajkumar, Station Master
Man Mein Laagi Aag song Toote Tare (1948)
Man mein laagi aag
Man mein laagi aag sajanwa
Man mein laagi aag
Yaad tihari deepak raat
Man mein laagi aag sajanwa
Man mein laagi aag
Rajkumar, Toote Tare
Chota Sa Yeh Mandir Hai song Toote Tare (1948)
Chota sa yeh mandir hai
Kahi bhul na jana
Kahi bhul na jana
Jo tumne jalaya hai
Wo deepak na bujhana
Deepak na bujhana
Chota sa yeh mandir hai
Kahi bhul na jana
Kahi bhul na jana
Rajkumar, Toote Tare
Hello Hello Pyar Karna Ho To song Tara (1949)
Hello hello pyar karna ho to
Yaaro kar lo ha karlo
Pyar karna hoto yaro
Karlo ha karo tele phone se
Tele phone se
Rajkumar, Tara
Hum Bhi Asir E Gham Hain song Thes (1949)
Hum bhi asir e gham hain
Ab tumse kya chhupana
Ab tumse kya chhupana
Hum bhi to mar mitey hain
Jalata rahe zamana
Rajkumar, Thes
Is Patange Ki Hakikat song Thes (1949)
Is patange ki hakikat
Koi puche mujhse
Samne sama ho aur
Takte pawar na ho
Rovoge rovoge
Pachtaoge pachtaoge
Tum mujh bin chal nahi paoge
Tum mujh bin chal nahi paoge
Rajkumar, Thes
Dhhak Dhhak Dhhak Dhhak song Thes (1949)
Dhhak dhhak dhhak dhhak
Dhhak dhhak dhhak dhhak
Dhhak dhhak dhhak dhadke dil mera
Haaye dhadke dil mera
Ankhiyaan jal barsaayen haay raama
Ankhiyaan jal barsaayen re haaye raama
Ankhiyaan jal barsaayen
Tak tak tak tak nain thhaken raam
Tak tak tak tak nain thhaken raam
Tab saajan ghar aayen haaye raama
Tab saajan ghar aayen re haaye raama
Tab saajan ghar aayen
Rajkumar, Thes
Chup Chup Ke song Thes (1949)
Chup chup ke
Chup chup ke teer chalaye na koi
Chup chup ke teer chalaye na koi
Aaye aaye na aaye aaye na
Samne aaye na koi
Aaye aaye na samne aaye na koi
Chup chup ke
Chup chup ke
Rajkumar, Thes
Bolo Bolo Sajan Sajan Bolo Bolo song Thes (1949)
Bolo bolo sajan sajan bolo bolo
Bolo bolo sajan sajan bolo bolo
Bolo bolo sajan sajan bolo bolo
Bolo sajan bisra to na doge
Bolo sajan bisra to na doge
Humko kahi
Humko kahi thukra to na doge
Bolo bolo sajan sajan bolo bolo
Bolo bolo sajan sajan bolo bolo
Rajkumar, Thes
Ole Ole Dil Dole Dil Bole song Yeh Dillagi (1994)
Ole ole dil dole dil bole
Main tera tu meri main
Tera tu meri janu
Main tera tu meri main
Tera tu meri janu
Ole ole dil dole dil bole
Dil tera jaa teri tu
Mera main teri janu
Dil tera jaa teri tu
Mera main teri janu
Rajkumar, Yeh Dillagi