Search Lyrics

Wednesday, August 7, 2019

Rajkumari Dubey Playback Singer

Know about playback singer Rajkumari Dubey in detail. Rajkumari Dubey , better known by her first name, Rajkumari, was an Indian playback singer who worked in Hindi cinema of 1930s and 1940s. Best known for her songs, "Sun Bairi Baalam Sach Bol Re" in Bawre Nain , "Ghabaraa Ke Jo Hum Sar Ko Takraayan" in Mahal and "Najariya Ki Maari" in Pakeezah .
Rajkumari Dubey

Rajkumari Dubey

Detailed information about the playback singer(Rajkumari Dubey)

Birth name

Rajkumari Dubey

Date of Birth and Birth Place

1924,Benares, Benares State, United Provinces, British India

Died

2000(2000-00-00) (aged 75–76),India

Genres

playback singing

Occupation(s)

Singer

Instruments

Vocalist

Years active

1934–1977

Sung in Following Language(s)

Rajkumari Dubey had sung songs in Hindi, Gujarati, Punjabi


Play Back Singer: Rajkumari Dubey

SingerRajkumari Dubey
Birth nameRajkumari Dubey
Date of Birth and Birth Place1924,Benares, Benares State, United Provinces, British India
Died2000(2000-00-00) (aged 75–76),India
Genresplayback singing
Occupation(s)Singer
InstrumentsVocalist
Years active1934–1977

Rajkumari Dubey Songs

Following are the lyrics of the songs sung by Rajkumari Dubey

Wo puchhate rahe hum
Hale dil suna na sake
Wo puchhate rahe hum
Hale dil suna na sake
Jo baat dil mein thi afsos
Lab pe la na sake
Jo baat dil mein thi afsos
Lab pe la na sake




Rajkumari Dubey, Aap Beeti

Jabse pi sang naina laage
Tabse naahin laage nain
Ho ho gin-gin ghadiyaan din kaatoon main
Gin-gin taare kaatoon rain
Piyaa aan sakhi more nainan mein
Piyaa aan sakhi more nainan mein
Mori nindiyaa churaye gayo
Mori nindiyaa churaye gayo




Rajkumari Dubey, Aasmaan

Chupke hi chupke
Chupke hi chupke na jaane
Kya ishaare ho gaye
Kya ishaare ho gaye
Ham to unke ho gaye
Aur wo hamaare ho gaye
Haan hamaare ho gaye
Chupke hi chupke




Rajkumari Dubey, 1857

Kaaga re jaiyo piya ki
Galiyan mein kaaga re
Jaiyo piya ki galiyan mein
Nainon ke taare
Jaaye base pardes saiya
Jaaye base pardes saiya
Jaaye base pardes saiya
Kaaga re
Jaiyo piya ki galiyan mein
Ab to sudh le na piya
Tadpat din rain jiya
Ab to sudh le na piya




Rajkumari Dubey, Bombay Mail

Kis ki aamad ka yoon intezaar hai re
Aaj joban pe kaisa nikhaar hai
Kis ki aamad ka yoon intezaar hai re
Aaj joban pe kaisa nikhaar hai
Kaun hai dilruba jis pe pyaar hai haan
Kaun hai dilruba jis pe pyaar hai
Kis ki ulfat mein dil beqaraar hai haan
Ulfat mein dil beqaraar hai
Jaavo jaavo manaavo le aavo sanam ko
Gulshan mein aayee bahaar hai
Jaavo jaavo manaavo le aavo sanam ko
Gulshan mein aayee bahaar hai
Kis ki aamad ka yoon intezaar hai re
Aaj joban pe kaisa nikhaar hai




Rajkumari Dubey, Bombay Mail

Phir chaahe to na aanaa
O aan-baan waale
Jhoothhaa hi waadaa kar le
Sachchi zabaan waale




Rajkumari Dubey, Beqasoor

Nindiya aayi re
Nanhi ko mitti nindiya aayi re
Nanhi ko mitti nindiya aayi re
Nindiya aayi re
Nanhi ko mitti nindiya aayi re
Nanhi ko mitti nindiya aayi re




Rajkumari Dubey, Badi Bahu

Ramaiya bin neend na aave
Ramaiya bin neend na aave
Neend na aave virah satave
Pram ki aanch rulaave
Ramaiya bin neend na aave
Ramaiya bin neend na aave




Rajkumari Dubey, Badi Bahu

Main hiani si ban ban phiru
Mera hirna kho gaya re
Main hiani si ban ban phiru
Mera hirna kho gaya re
Mera hirna kho gaya re
Kho gaya re kho gaya re
Mera hirna kho gaya re
Main hiani si ban ban phiru
Mera hirna kho gaya re




Rajkumari Dubey, Bhola Shankar

Rut basant ki mad bhari
Phulo ka saringa
Aaja mere bhawara
Kaliyan kare pukar




Rajkumari Dubey, Bhola Shankar

Hans le mauj uda le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki
Hans le mauj uda le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki




Rajkumari Dubey, Bulbul

Hamare munder bola kaga sakhi ri
Bichhde balam ghar aayenge
Hamare munder bola kaga sakhi ri
Bichhde balam ghar aayenge




Rajkumari Dubey, Babla

Kagwa re jaa balma ke deswa
Kagwa re jaa man ko suna
Unka sandeswa man ko suna
Unka sandeswa man ko suna
Nka sandeswa balma ke deswa
Kagwa re jaa balma ke deswa
Kagwa re jaa




Rajkumari Dubey, Bahadur

Sar pe kadam kee chhainyya
Muraliya baje ree, gori laj rahi
Sar pe kadam kee chhainyya
Muraliya baje ree, gori laj rahi




Rajkumari Dubey, Bhakta Surdas

More raja ji ho more raja ji
More raja ji ho more raja ji
Ho more raja ji
Maar gaye tore nainwa
Ho more raja ji
Maar gaye tore nainwa
Maar gaye tore nainwa




Rajkumari Dubey, Bhaktaraj

Hello hello pyar karna ho to
Yaaro kar lo ha karlo
Pyar karna hoto yaro
Karlo ha karo tele phone se
Tele phone se




Rajkumari Dubey, Band Master

Aaa ha aaa
Hasino ki adayein bhi
Zamane se nirali hai
Wafa ka naam hotho par hai
Dil andar se khali hai
Ha yeh bholi soorat wale
Wafa ka naam hotho par hai
Dil andar se khali hai
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Aji jab dil chaha
Laga de aag aag bujhna kya jaane




Rajkumari Dubey, Char Din

Haseenon ki adaayen bhi
Zamaane se niraali hain aen aen
Wafaa ka naam honthhon par hai
Dil andar se khaali hai ae
Haan ye bholi soorat waale
Dil ka lagana kya jaane
Haan ye bholi soorat waale
Dil ka lagana kya jaane
Aji jab dil chaha aa
Laga ke aag bujhana kya jaane




Rajkumari Dubey, Char Dil Char Raahein

Dekho ji aayi suhani raat
Kisi ko karni hai ek bat zara
Kisi ki yaad sataye




Rajkumari Dubey, Doosri Shaadi

Shame gham ki kasam
Shame gham ki kasam
Tu na aaya to hum
Yaad karte hue tujhko mar jayenge
Jo meri jan hai mera arman hai
Jo meri jan hai mera arman hai




Rajkumari Dubey, Dil Ki Duniya

Tu jo dil leke mere
Pichhe pichhe aayega
Tu jo dil leke mere
Pichhe pichhe aayega
Dekhna muhalle mein
Ghotala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna
Tu jo dil leke mere
Pichhe pichhe aayega
Dekhna muhalle mein
Ghotala ho jayega
Dekhna oye oye dekhna




Rajkumari Dubey, Daman

Aisi nazar se
Aisi nazar se na dekho buri baat hai
Aisi nazar se
Aisi nazar se na dekho buri baat hai
Aaj tumhari meri pehli mulakaat hai
Buri baat hai aisi nazar se
Aisi nazar se na dekho buri baat hai




Rajkumari Dubey, Firdaus

Dekhi re anadi tori preet
Dekhi re anadi tori preet
Dekhi re anadi tori preet
Anadi tori preet
Juth muth ki bat ko maine jana
Ab dur khade muska ke wo
Dekh begani aur
Mare hue ko marna ya kahe ki
Reet ho kahe ki reet
Anadi tori preet anadi tori preet
Dekhi re anadi tori preet




Rajkumari Dubey, Firdaus

Na main dil ki baate bataungi
Na main yaad banke sataungi
Na main yaad banke sataungi
Mujhe kasam hai tere pyaar ki
Mujhe kasam hai tere pyaar ki
Main toh khawab mein bhi na aaungi
Main gale padu ke gila karu
Main gale padu ke gila karu
Meri kyaa maza leke uff karu




Rajkumari Dubey, Gunah

Chiththi toh teri zalim
Ham nahi padh saakte hai
Aur khali si baato ko
Aankho se na jaate hai




Rajkumari Dubey, Gunah

Jab se uljhe nain mujhe din rain
Nahi hai chain sajanava
Naino ki galiyo mein aaja
O more raja




Rajkumari Dubey, Ghamand

Rasm e ulafat
Kisi surat se
Nibhaaye na bane
Rasm e ulafat
Kisi surat se
Nibhaaye na bane
Baat kuchh bigdi hai
Aisi ke banaaye na bane
Baat kuchh bigdi hai
Aisi ke banaaye na bane
Rasm e ulafat
Kisi surat se
Nibhaaye na bane




Rajkumari Dubey, Humayun

Aye chand tu bata de
Aye chand tu bata de
Mere dil ko
Mere dil ko kya huwa hai
Aye chand tu bata de




Rajkumari Dubey, Humayun

Maine sapna jo dekha hai raat
Ho maine sapna jo dekha hai raat
Bhala ji koi puchhe
Ha ha koi puchhe to main kya kahu
Haye maine sapna jo dekha hai raat
Ho maine sapna jo dekha hai raat
Bhala ji koi puchhe
Ha ha koi puchhe to main kya kahu
Haye maine sapna jo dekha hai raat




Rajkumari Dubey, Hanste Aansoo

Nazaron mein samaane
Se qaraar aa na sakega
Tum paas nahin dil ko
Ye bahala na sakega




Rajkumari Dubey, Hyderabad Ki Nazneen

Milake nazar tum
Nazar mein samana
Milake nazar tum
Nazar mein samana
Mere dil ke andar
Ghar apna banana
Mere dil ke andar
Ghar apna banana
Milake nazar tum
Nazar mein samana
Milake nazar tum
Nazar mein samana




Rajkumari Dubey, Hunterwali Ki Beti

Chanchal dhaara nadi kinara
Chanchal dhaara nadi kinara
Lalchaye lalchaye
Lalchaye lalchaye
Jiya hamara jiya hamara




Rajkumari Dubey, Hunterwali Ki Beti

Tuhi mare tuhi tare
Tuhi mare tuhi tare
Tuhi bigdi baat saware
Tuhi bigdi baat saware
Tujhe pukare
Tujhe pukare dukhiyari maa
Tujhe pukare dukhiyari maa
Yasomati ke raj dulare
Dulare dulare raj dulare
Tuhi mare tuhi tare
Tuhi mare tuhi tare




Rajkumari Dubey, Inaam

Panchhi tu jaa re
Mere piyaa ko
Sandeshwa daiyyo jaa
Jaa re jaa re
Panchhi tu jaa re
Mere piyaa ko
Sandeshwa daiyyo jaa
Jaa re jaa re
Panchhi tu jaa re




Rajkumari Dubey, Ismat

Udd jaau main sajan re
Pankh laga kar ke
Tohe pakadu sajani re
Jal bichha kar ke




Rajkumari Dubey, Kavita

Kudarat hai rab ki nyaari
Kudarat hai rab ki nyaari
Kudarat hai rab ki nyaari
Kudarat hai rab ki nyaari
Baade bahaari aayi
Gulshan mein kaisi
Hariyaali chhaayi
Dekho gulshan mein
Ye kaisi hariyaali chhaayi




Rajkumari Dubey, Lal Chitthi

Main sajan ko man mein
Main hi chipalu man mein
Chhipaye baithi hoon
Chhipaye baithi hoon
Mai sajan ko man mein
Mai hi chipalu man mein
Chhipaye baithi hoon
Chhipaye baithi hoon




Rajkumari Dubey, Maharani Minaldevi

Aaya achanak aisa jhoka
Hind ka jagmag deep bujha
Hind ka jagmag deep bujha
Haye haye haye
Aaya achanak aisa jhoka
Hind ka jagmag deep bujha
Hind ka jagmag deep bujha
Haye haye haye




Rajkumari Dubey, Maang

Chaukari hai o chaukari hai
O chaukari hai
Tokri mein chaukari hai
Hare hare baas
Ki ye gol gol tokari
Hare hare baas
Ki ye gol gol tokari
Chaukari hai o chaukari hai
O chaukari hai
Haye tokari mein chaukari hai




Rajkumari Dubey, Mangala

O tujhko naino bich bitha loon
Aji bade saukh se
Tujhko naino bich bitha loon
Aji bade saukh se




Rajkumari Dubey, Meharbani

Koi naino mein mere
Koi naino mein mere
Aake na jaaye to maza hai
Koi naino mein mere
Aake na jaaye to maza hai




Rajkumari Dubey, Meharbani

Ram duhaai hai ram duhaai hai
Ram duhaai hai aiso dhithh
Langar sajni main bhar paayi
Dear but why o dear but why




Rajkumari Dubey, Neki Aur Badi

Hame bhaane lage dil lubhaane lage
Lo wo sapnon ki duniya basane lage
Basane lage hame bhaane lage
Dil lubhaane lage lo wo sapnon ki
Duniya basane lage
Basane lage muskuraane lage
Dil churaane lage wo nigaaho se
Bijli giraane lage giraane lage
Hame bhaane lage




Rajkumari Dubey, Neki Aur Badi

Kajrari matwari madbhari
Do ankhiyan
Piyaa tori do ankhiyan
Kajrari matwari madbhari
Do ankhiyan
Piyaa tori in ankhiyan mein
Baith ke maine
Dekhi sab duniyaa
Piyaa tori do ankhiyan
Kajrari matwari madbhari
Do ankhiyan
Piyaa tori do ankhiyan




Rajkumari Dubey, Nau Bahar

Jhula jhulaye maiya
Baga ki lori maiya raja ko sunaye
Sole sole munna sole sole
O nanhe sole sole sole mere
Rajkumar aaj ji bhar ke sole
Kal tarsenge mere lal
Badan se lag lag ke
Sole sole sole sole
Jhula jhulaye maiya
Raja ko sunaye
Maiya raja ko sunaye




Rajkumari Dubey, Naulakha Haar

Aaj mera mann dole
Aaj mera mann dole
Aaj mera mann dole
Sakhi ri aaj mera mann dole
Ek suhana sapna basaye
Ek suhana sapna basaye
Kaise tumhe batau sakhi ri
Kaise tumhe batau
Behti nadi baha na jaye
Behti nadi baha na jaye
Aur kaise sharmau
Koi dil mein mere bole sakhi ri
Koi dil mein mere bole
Aaj mera mann dole




Rajkumari Dubey, Nai Duniya

Barasan laagi badariya haye raam
Suni ujadi kajariya haye raam
Barasan laagi badariya haye raam
Suni ujadi kajariya haye raam




Rajkumari Dubey, Nai Duniya

Dil loot liya ji dil loot liya
Dil loot liya ji dil loot liya
Kisne lut ji kisne loot liya
Kisne lut ji kisne loot liya
Kyu naino ne ki hai chori
Dil mein uske jora jori
Haye loot liya ji
Dil loot liya ji dil loot liya
Dil loot liya ji dil loot liya
Kisne lut ji kisne loot liya
Kisne lut ji kisne loot liya




Rajkumari Dubey, Nai Duniya

Prem ne mann meinin
Prem ne mann mein aag lagai
Preet mujhe tu raas na aayi
Preet mujhe tu raas na aayi
Ye prem hai man ki jawala
Jinpar makadi ka jala
Saaf kiya is par lachaye
Prem ne mann mein aag lagai
Preet mujhe tu raas na aayi
Preet mujhe tu raas na aayi




Rajkumari Dubey, Nai Duniya

Nachat hain sansar sakhi ri
Nachat hai sansar
Nachat hain sansar sakhi ri
Nachat hai sansar




Rajkumari Dubey, Nai Duniya

Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Jeevan ki naiya bahar liye jaye
Jeevan ki naiya bahar liye jaye
Bahar liye jaye
Ha bahar liye jaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye




Rajkumari Dubey, Nai Kahani

Man mandir mein aaye balam
Man mandir mein aaye balam
Man mandir mein aaye
Aaye aaye aaye
Man mandir mein aaye balam
Man mandir mein aaye
Aaye aaye aaye
Man mandir mein aaye




Rajkumari Dubey, Nai Kahani

Jhoom jhoom jhoom
Aye gul e naubahar jhoom
Aye gul e naubahar jhoom
Aye gul e naubahar jhoom
Aye gul e naubahar jhoom
Jo jhoom jo jhoom jhoom
Aye gul e naubahar jhoom
Ro ae dile bekarar ro
Ae dile bekarar ro




Rajkumari Dubey, Naukar

Woh gaye nahin hamein mil ke
Woh gaye nahin hamein mil ke,
Main mar gai
Woh gaye nahin hamein mil ke,
Main mar gai
Haan haan haay re
Tukade ho gaye re
Ho gaye mere dil ke
Tukade ho gaye re
Ho gaye mere dil ke




Rajkumari Dubey, Nurse

Sarkar e madina
Mukhtare madina
Sarkar e madina
Mukhtare madina
Seena hai mera teri
Mohabbat ka khajana
Sarkar e madina
Sarkar e madina
Mukhtare madina




Rajkumari Dubey, Parda

Aye dil tere ghamo ka main
Kahu kise fasana
Aye dil tere ghamo ka main
Kahu kise fasana
Bedard ye duniya hai
To zaalim hai zamana
Bedard ye duniya hai
To zaalim hai zamana
Ae dil tere ghamo ka
Main kahun kise fasan
Do din bhi mere pyar ki
Basti na rah saki
Na jane mere pyar ko
Kis ki nazar lagi




Rajkumari Dubey, Parda

Taqdeer hansi aansoo nikle
Ik thhes lagi dil tut gaya
Ab jeena bhi koi jeena hai
Jab saath kisi ka chhoot gaya
Taqdeer hansi aansoo nikle




Rajkumari Dubey, Pagle

Taqdeer ne jo
Taqdeer ne jo
Aag lagai hai bujha de
Doobi huyi naiya ko
Kinare se laga de
Doobi huyi naiya ko
Kinare se laga de
Taqdeer ne jo




Rajkumari Dubey, Panna

Har cheez yahan ki paani
Har cheez yahan ki paani
Mela do din ka
Mela do din ka
Sab ronak aani jani
Sab ronak aani jani
Mela do din ka
Har cheez yahan ki paani




Rajkumari Dubey, Panna

Sab haal bata denge
Sab haal bata denge
Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Gake suna denge
Sab haal bata denge
Sab haal bata denge




Rajkumari Dubey, Panna

Kaali ghata chhayi ho raja
Kaali ghata chhayi
Kaali ghata chhayi ho raja
Kaali ghata chhayi




Rajkumari Dubey, Panna

Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Hum kaise bataye
Hum kaise bataye
Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Hum kaise bataye
Hum kaise bataye




Rajkumari Dubey, Panna

Sawariya re kahe mare nazariya
Aaja re meri nagariya
Mare nazariya mare nazariya
Mare nazariya mare nazariya
Sawariya re




Rajkumari Dubey, Panna

Panghat par paani bharne
Ek aayi thi ganv ki chhori
Panghat par paani bharne
Ek aayi thi ganv ki chhori
Chanchal chal chale matwali
Chanchal chal chale matwali
Pritam mein ek gori
Panghat par paani bharne
Ek aayi thi ganv ki chhori
Aayi thi ganv ki chhori




Rajkumari Dubey, Panghat

Amma mori ho amma mori ho
Mohe kisan kunwar var deejo
Mohe kisan kunwar var deejo
Amma mori ho amma mori ho
Aangan aur atariya deejo
Aangan aur atariya deejo
Devar jeth nanadiya deejo
Devar jeth nanadiya deejo




Rajkumari Dubey, Panghat

Naina ith uth batakte vyakul hau kare
Tumhare darash ko
Tadapati ja mere man meet
Hey mastak bindiya julmi nain
Gal taro ka haar
Haye mera dil le gayi
Panghat ki panihar




Rajkumari Dubey, Panghat

Main hoon kali matwaali
Liyaaqat waali
Nazaakat waali
Sajan mera pyaara
Gulaab ka phool
Balam mera pyaara
Gulaab ka phool
Main hoon kali matwaali
Liyaaqat waali
Nazaakat waali
Sajan mera pyaara
Gulaab ka phool
Balam mera pyaara
Gulaab ka phool




Rajkumari Dubey, Panghat

Panghat ko chali panihari
Panghat ko chali
Panihari panihari re
Panghat ko chali
Panihari panihari re
Kamar par ghada dare matwari
Kamar par ghada dare
Matwari matwari re
Kamar par ghada dare matwari
Panihari re
Panihari lachak na jana
Panihari ho panihari
Panihari lachak na jana
Ghada tera bhari re panihari re
Ghada tera bhari re panihari re
Panghato chali panihari
Panghato chali
Panihari panihari re




Rajkumari Dubey, Panghat

Tum meri jeevan naiya ho
Tum meri jeevan naiya ho
Is naiya ke tum hi khiwaiya ho
Tum meri jeevan naiya ho
Is naiya ke tum hi khiwaiya ho




Rajkumari Dubey, Panghat

Sawariya re kahe mare nazariya
Aaja re meri nagariya
Mare nazariya mare nazariya
Mare nazariya mare nazariya
Sawariya re




Rajkumari Dubey, Panna

Har cheez yahan ki paani
Har cheez yahan ki paani
Mela do din ka
Mela do din ka
Sab ronak aani jani
Sab ronak aani jani
Mela do din ka
Har cheez yahan ki paani




Rajkumari Dubey, Panna

Sab haal bata denge
Sab haal bata denge
Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Gake suna denge
Sab haal bata denge
Sab haal bata denge




Rajkumari Dubey, Panna

Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Hum kaise bataye
Hum kaise bataye
Jo hum pe guzarti hai
Jo hum pe guzarti hai
Hum kaise bataye
Hum kaise bataye




Rajkumari Dubey, Panna

Taqdeer ne jo
Taqdeer ne jo
Aag lagai hai bujha de
Doobi huyi naiya ko
Kinare se laga de
Doobi huyi naiya ko
Kinare se laga de
Taqdeer ne jo




Rajkumari Dubey, Panna

Kaali ghata chhayi ho raja
Kaali ghata chhayi
Kaali ghata chhayi ho raja
Kaali ghata chhayi




Rajkumari Dubey, Panna

Nazar kaa waar thaa
Dil ki tadap ne chhol di
Chali thi barachhi kisi
Par kisi ko aan lagi




Rajkumari Dubey, Pakeezah

Sajan aao aao aao
Man ki nagariya basao
Sajan aao aao aao
Man ki nagariya basao
Bali umariya me rog lagakar
Bhul hame na jao
Bali umariya me rog lagakar
Bhul hame na jao
Sajan aao aao aao
Man ki nagariya basao




Rajkumari Dubey, Rupa

Deewana bana dala
Ho deewana bana dala
Deewana bana dala
Ho deewana bana dala
Tere pyar ne tere pyar ne
Sawariya tere pyar ne
Deewana bana dala
Ho deewana bana dala




Rajkumari Dubey, Rangeen Zamana

He chandarvadan
Chanda ki kiran
Tum kiska chitra
Banate ho
He chandarvadan
Chanda ki kiran
Tum kiska chitra
Banate ho
Mann ke bhavo ko
Roop rang se
Mann hi mann
Muskati ho
He chandarvadan
Chanda ki kiran tum




Rajkumari Dubey, Ram Vivah

Nainon se naina milaa le
Sotaa prem jagaa le ae ae
Nainon se naina milaa le
Naina milaa le
Naina milaa le
Sotaa prem jagaa le ae ae




Rajkumari Dubey, Shahkar

Ye duniya hai sab prem ki
Tu prem kiye jaa
Ye duniya hai sab prem ki
Tu prem kiye jaa
Haan prem kiye jaa
Duniya mein jeeye jaa
Haan prem kiye jaa
Duniya mein jeeye jaa




Rajkumari Dubey, Shahkar

Ari o o mohe chhed gaya ari kaun
Mohe chhed gaya ari kaun
Wo chhor chhachhoraa
Wo baankaa chhail
Chhabila chhoraa gora
Mohe chhed gaya ari o
Mohe chhed gaya




Rajkumari Dubey, Singaar

Mohabbat ne badal di
Halate kuch is tarah
Dil ki manzil par pahuch kar
Humko talash hai manzil ki
Kaha gham ne dil e nadan
Zara samjha karar aaya
Huyi taqdeer ki uljhi huyi zulfen
Magar dil ne kaha hanskar
Mohabbat naam hai gham ka
Yeh daulat kya mili
Ke bad gayi betabiya dil ki
Yeh daulat kya mili
Ke bad gayi betabiya dil ki
Mohabbat ne badal di
Halate kuch is tarah dil ki




Rajkumari Dubey, Saloni

Tum nahin paas
Tum nahin paas to
Duniya meri aabad nahi
Tum nahin paas to
Duniya meri aabad nahi
Tum nahin paas




Rajkumari Dubey, Society

Tum nahin paas
Tum nahin paas to
Duniya meri aabad nahi
Tum nahin paas to
Duniya meri aabad nahi
Tum nahin paas




Rajkumari Dubey, Society

More pardesi sajan
More pardesi sajan
Lagi hai tumse lagan
Tumse lagan tumse lagan
More pardesi sajan
More pardesi sajan
Lagi hai tumse lagan
Tumse lagan tumse lagan




Rajkumari Dubey, Station Master

Saajan ghar aaye
Aaye ri aali
Haan saajan ghar aaye
Aaye ri aali
Man hi man muskaawe radha
Aankhon mein sharmaaye
Man hi man muskaawe radha
Aankhon mein sharmaaye
Nainon ki koron se jhaanke
Nainon ki koron se jhaanke
Man ke bhaav chupaaye
Aaye haan aaye
Aaye ri aali
Haan saajaan ghar aaye
Aaye ri aali




Rajkumari Dubey, Station Master

Chalo chalo ri sakhi madhuban mein
Chalo chalo ri sakhi madhuban mein
Mohan hain aanewale
Nana madhav hain aanewale
Nana saajan hain aanewale
Chalo chalo ri sakhi madhuban mein
Chalo chalo ri sakhi
Chalo chalo ri sakhi




Rajkumari Dubey, Station Master

Ye rail hamaare ghar ki
Ye rail hamaare ghar ki
Dekho bhaage tez hawa se
Bambai waale bade musaafir
Nikle kalkatta se
Bambai waale bade musaafir
Nikle kalkatta se
Bambai waale bade musaafir
Nikle kalkatta se




Rajkumari Dubey, Station Master

Kis aas pe din kaatein
Ha aa aa
Kis aas pe din kaatein
Ab kaun hamaara hai
Ro ro ke hi mar jaayen
Kismat ka ishaara hai
Ro ro ke hi mar jaayen
Kismat ka ishaara hai




Rajkumari Dubey, Station Master

Baras gayi raam badariya kaari
Baras gayi raam badariya kaari
Bujhi na pyaas hamaari
Bujhi na pyaas hamaari
Baras gayi raam badariya kaari




Rajkumari Dubey, Station Master

Man mein laagi aag
Man mein laagi aag sajanwa
Man mein laagi aag
Yaad tihari deepak raat
Man mein laagi aag sajanwa
Man mein laagi aag




Rajkumari Dubey, Toote Tare

Chota sa yeh mandir hai
Kahi bhul na jana
Kahi bhul na jana
Jo tumne jalaya hai
Wo deepak na bujhana
Deepak na bujhana
Chota sa yeh mandir hai
Kahi bhul na jana
Kahi bhul na jana




Rajkumari Dubey, Toote Tare

Hello hello pyar karna ho to
Yaaro kar lo ha karlo
Pyar karna hoto yaro
Karlo ha karo tele phone se
Tele phone se




Rajkumari Dubey, Tara

Hum bhi asir e gham hain
Ab tumse kya chhupana
Ab tumse kya chhupana
Hum bhi to mar mitey hain
Jalata rahe zamana




Rajkumari Dubey, Thes

Is patange ki hakikat
Koi puche mujhse
Samne sama ho aur
Takte pawar na ho
Rovoge rovoge
Pachtaoge pachtaoge
Tum mujh bin chal nahi paoge
Tum mujh bin chal nahi paoge




Rajkumari Dubey, Thes

Dhhak dhhak dhhak dhhak
Dhhak dhhak dhhak dhhak
Dhhak dhhak dhhak dhadke dil mera
Haaye dhadke dil mera
Ankhiyaan jal barsaayen haay raama
Ankhiyaan jal barsaayen re haaye raama
Ankhiyaan jal barsaayen
Tak tak tak tak nain thhaken raam
Tak tak tak tak nain thhaken raam
Tab saajan ghar aayen haaye raama
Tab saajan ghar aayen re haaye raama
Tab saajan ghar aayen




Rajkumari Dubey, Thes

Chup chup ke
Chup chup ke teer chalaye na koi
Chup chup ke teer chalaye na koi
Aaye aaye na aaye aaye na
Samne aaye na koi
Aaye aaye na samne aaye na koi
Chup chup ke
Chup chup ke




Rajkumari Dubey, Thes

Bolo bolo sajan sajan bolo bolo
Bolo bolo sajan sajan bolo bolo
Bolo bolo sajan sajan bolo bolo
Bolo sajan bisra to na doge
Bolo sajan bisra to na doge
Humko kahi
Humko kahi thukra to na doge
Bolo bolo sajan sajan bolo bolo
Bolo bolo sajan sajan bolo bolo




Rajkumari Dubey, Thes

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner