Search Lyrics

Wednesday, August 7, 2019

Shamshad Begum Playback Singer

Know about playback singer Shamshad Begum in detail. Shamshad Begum was an Indian singer who was one of the first playback singers in the Hindi film industry. She had a distinctive voice and was a versatile artist, singing over 6,000 songs in Hindi and Bengali, Marathi, Gujarati, Tamil and Punjabi languages and of them 1287 songs were Hindi film songs. She worked with maestros including Naushad Ali, S. D. Burman, C. Ramchandra and O. P. Nayyar. Her songs from the 1940s to the early 1970s remain popular and continue to be remixed.
Shamshad Begum

Shamshad Begum

Detailed information about the playback singer(Shamshad Begum)

Date of Birth and Birth Place

14 April 1919,Lahore, Punjab, British India

Died

23 April 2013(2013-04-23) (aged 94),Hiranandani Gardens, Mumbai, Maharashtra, India

Residence

Hiranandani Gardens, Mumbai, Maharashtra, India

Spouse(s)

Ganpat Lal Batto,(m. 1934; dead 1955)

Parents

Mian Hussain Baksh Maan (father)

Sung in Following Language(s)

Shamshad Begum had sung songs in Hindi, Urdu, Punjabi


Play Back Singer: Shamshad Begum

SingerShamshad Begum
Date of Birth and Birth Place14 April 1919,Lahore, Punjab, British India
Died23 April 2013(2013-04-23) (aged 94),Hiranandani Gardens, Mumbai, Maharashtra, India
ResidenceHiranandani Gardens, Mumbai, Maharashtra, India
Spouse(s)Ganpat Lal Batto,(m. 1934; dead 1955)
ParentsMian Hussain Baksh Maan (father)

Shamshad Begum Songs

Following are the lyrics of the songs sung by Shamshad Begum

Dil toot gaya jee chhoot gaya
Kismat ne mitaakar chhod diya
Dil toot gaya jee chhoot gaya
Kismat ne mitaakar chhod diya
Aankhon mein bhi to
Aansoon na rahe
Mazboor banaa
Kar chhod diya
Aankhon mein bhi to
Aansoon na rahe
Mazboor banaa
Kar chhod diya




Shamshad Begum, Aag

Solah baras ki solah baras ki
Solah baras ki bhayi umariya
Solah baras ki bhayi umariya




Shamshad Begum, Aag

Na aankho mein aansoo
Na hotho pe haay
Magar ek muddat
Hui muskuraye
Na aankho mein aansoo
Na hotho pe haay
Magar ek muddat
Hui muskuraye




Shamshad Begum, Aag

Raat ko ji haaye raat ko
Ji chamaken taaren
Raat ko ji haaye raat ko
Ji chamaken taaren
Dekh balam mohe
Ankhiyaan maare ji
Main mar gai raama




Shamshad Begum, Aag

Kaahe koyal shor
Machaaye re
Mohe apanaa
Koi yaad aaye re
Kah koyal se
Na gaaye re
Ho mohe apanaa
Koi yaad aaye re




Shamshad Begum, Aag

Kahin kaa deepak, kahin ki baati
Kahin kaa deepak, kahin ki baati
Aaj bane hain jeevan saathi
Dekh hansaa hai chaand,
Musaafir
Dekh chaand kii aur
Dekh chaand kii aur musaafir
Dekh chaand ki aur
Dekh chaand ki aur




Shamshad Begum, Aag

Shokhi ki baat hai
Na shraarat ki baat hai
Husn o adaa naa
Naaz o nazaakat ki baat hai
Rutbe kaa hai sawaal
Na shohrat ki baat hai
Daulat ki baat hai na
Hukumat ki baat hai phir




Shamshad Begum, Aaj Aur Kal

Mohabbat chume jinake haath
Javani paao pade din raat
Sune phir hai sune
Phir hai wo kisaki baat




Shamshad Begum, Aan

Aayi ho kheto ki raani aayi ho
Main rani hu raja ki raja mera piya
Kisiko kya ho kisiko kya
Main rani hu raja ki raja mera piya
Kisiko kya ho kisiko kya




Shamshad Begum, Aan

Khelo rang hamaare
Sang aaj din rang rangila aaya
Ho din rang rangila aaya
Khelo rang hamaare
Sang aaj din rang rangila aaya
Ho din rang rangila aaya
Din rang rangila aaya
Din rang rangila aaya
Din rang rangila aaya
Din rang rangila aaya




Shamshad Begum, Aan

Hoy he
Hoy gaao taraane man ke ji
Aashaa aai dulahan ban ke ji
Naacho naacho man ki taal pe
Chham chham chham chham
Chham chham
Hoy aaj khushi ban than ke ji
Kar ghar aai hai dulahan ke ji
Naacho naacho man ki taal pe
Chham chham chham chham
Chham chham




Shamshad Begum, Aan

Humse na dil ko lagaana musaafir
Humse na nazren milaana ji
Apna muhalla jaaoge bhul baabu
Hamri gali nahin aana ji
Chaar paisa hat khareeda aur
Pandrah ki necktie aaa
Pyaar ka sauda karne aaye
Mile bai




Shamshad Begum, Aankhen

Kisi ki yad mein ro ro ke
Apane din guzarate hain
Ye kaisi zindagi hai
Ham na jite hain na marate hain




Shamshad Begum, Aankhen

Chup rahna chahu rah na saku
Kuch kahna chahu kah naasku
Kismat ne mujhe majboor kiya
Milne ki tamnna dil me thi
Unse na milaya door kiya
Kismat ne mujhe majboor kiya
Milne ki tamnna dil mein thi
Unse na milaya door kiya
Kismat ne mujhe majboor kiya




Shamshad Begum, Aankhen

Hamse nain milaana ba paas karke
Hamse nain milaana ba paas karke
Hamse preet lagaana ba pass karke
Ho ba pass karke ji ba pass karke
Ba pass karke mohe degree dikhaao ji
Mohe degree dikhaao




Shamshad Begum, Aankhen

Kabhi aar kabhi
Paar laga tire nazar
Kabhi aar kabhi
Paar laga tire nazar
Tune ghayal kiya re
Sainya mora jigar




Shamshad Begum, Aar-Paar

Hamare manorath pure karna
Raghupati raghaw raja ram
Raghupati raghaw raja ram
Tum chaho to pal bhar mein
Ban jaye apne bigde kam
Raghupati raghaw raja ram
Raghupati raghaw raja ram




Shamshad Begum, Ab Dilli Dur Nahin

Jhamak jhamak liye teg tamak
More baanke sipahiya aaye
Aaye ae ae
Aazaadi ki jang jeetkar
Desh ke laal kahaaye
Desh ke laal kahaaye
Jhamak jhamak
Jhamak jhamak liye teg tamak
More baanke sipahiya aaye
Aaye ae ae
Aazaadi ki jang jeetkar
Desh ke laal kahaaye
Desh ke laal kahaaye
Jhamak jhamak




Shamshad Begum, 1857

Main jahaan bhi gaya
Bolbaala hua
Sabse aala hai mera chiraag
Jab ye ghar mein jale
Aisa pyaara lage
Jaise sehra mein phoolon ka baagh
Iski nishaani jalti jawaani
Jalti jawaani hai jawaani
Hai jawaani he
Taazir hoon iraani
Hai naam mera ramzaani
Kaala lekar ujla dena
Sauda hai sultaani
Yaaron sauda hai sultaani




Shamshad Begum, Aladdin And The Wonderful Lamp

Tujhe le jaaun duniya se us paar
Humko bhi baithana babu
Dil ki motor car mein
Humko bhi baithana babuly
Dil ki motor dil ki motor
Dil ki motor dil ki motor
Hoy dil ki motor car mein
Prem nagar ki sair karenge
Fifty ki raftaar mein




Shamshad Begum, Actress

Majnu bane hain
Laila ko pehchaante nahin ee
Laila pe kya gujarti hai
Ye jaante hain
Dil mein rehte hain
Dil mein rehte hain
Unhen dil ki khabar nahin
Kya unse apna haal
Main keh doon
Magar nahin
Dil mein rehte hain
Dil mein rehte hain
Unhen dil ki khabar nahin
Kya unse apna haal
Main keh doon
Magar nahin
Dil mein rehte hain




Shamshad Begum, Actress

Ho more aangna
Ho more aangna
Baalam ka murga bole
Saajan ka murga bole
Ho mori murgi ka
Nanha sa jiya dole
Ho mori murgi ka
Nanha sa jiya dole
Ho more aangna
Ho more aangna




Shamshad Begum, Actress

O gori o
Ho gori tera baka chaila
Jeet ke aaya jung
Ho gori tera baka chaila
Jeet ke aaya jung
Bahar jakar dil na lagaya
Kisi chhori ke sang
Mere dil ki kuthariya pe
Mere dil ki kuthariya pe
To let ka board
Gori jaldi se tala lagai le
Gori jaldi se tala lagai le
Koi sundar si nar
Khol kar dil ke dwar
Kahi kabza na apna jamai le
Kahi kabza na apna jamai le
O jara jaldi se tala lagai le
Gori jaldi se tala lagai le




Shamshad Begum, Actress

Aankho aankho mein
Aankho aankho mein
Wo dil se dil ki bate kah gaye
Aankho aankho mein
Aankho aankho mein
Wo dil se dil ki bate kah gaye
Hum tadapte hai ke arman
Dil ke dil mein rah gaye
Hum tadapte hai
Ke arman dil ke
Dil mein rah gaye
Aankho aankho mein
Wo dil se dil ki bate kah gaye
Aankho aankho mein




Shamshad Begum, Actress

Hello hello gentleman
Milate kyu nahi humse nain
Tabiyat kaisi hai
Kaisi hai kaisi hai
Tabiyat tabiyat tabiyat
Kaisi hai kaisi hai
Kaisi hai hello hello hello
Hello hello




Shamshad Begum, Actress

Dheere dheere bol
Dheere dheere bol
Dheere dheere
Dheere dheere bol
Koi sunle bol
Bol mohabbat wale
Mohabbat wale
Dheere dheere bol
Dheere dheere bol
Dheere dheere




Shamshad Begum, Actress

Jo tum karo main kar
Sakta hun badh ke
Aji badh ke
Main kar sakti hun
Tumse bhi badh chadh ke
Badh chadh ke jo tum karo
Main kar sakta hun
Badh ke aji badh ke
Main kar sakti hun
Tumse bhi badh
Chadh ke badh chadh ke
Main unche suron mein gaaun
Main tumse bhii unchaa jaaun
Hoy main unche suron mein gaaun
Ajii main tumse bhi unchaa jaaun
Sa re ga re ga ma ga ma pa
Ma pa dha pa dha ni dha ni pa
Ni sa re ae ae ae sa re ga
Re ga ma ga ma pa




Shamshad Begum, Ada

Muhabbat ka donon ke dil par asar hai
Muhabbat ka donon ke dil par asar hai
Na unko khabar hai na hamko khabar hai
Na unko khabar hai na hamko khabar hai




Shamshad Begum, Afsana

Chaupati pe kal jo tujh se
Aankh matakka ho gaya
Aankh matakka ho gaya
Paani poori bhool gaya main
Hakka bakkaa
Hoy hakka bakka ho gaya
Chaupati pe kal jo tujh se
Aankh matakka ho gaya
Haay, aankh matakka ho gay
Hmm, ae haan




Shamshad Begum, Afsana

Dor sachai ki duniya
Mein kabhi na sakti tut
Ghada pyar ka bhar jata jab
Khud hi jata fut




Shamshad Begum, Agra Road

Mai banungi filmi star filmi star
Mujhse karegi duniya pyaar
Mujhse karegi duniya pyaar
Mai banungi filmi star filmi star
Mujhse karegi duniya pyaar
Mujhse karegi duniya pyaar
Filmi star




Shamshad Begum, Ajeeb Ladki

Do din ki zindagi mein
Do din ki zindagi mein
Ek bar muskura lo
Ek bar muskura lo
Parde nashi ho dil ke
Parde nashi ho dil ke
Dil ki lagi pahchano
Dil ki lagi pahchano




Shamshad Begum, Ajeeb Ladki

Jab do dil ho bechain
Natija pyar nikalta hai
Jab mile nain se nain
Natija pyar niklta hai
Jab do dil ho bechain
Natija pyar nikalta hai
Jab mile nain se nain
Natija pyar niklta hai




Shamshad Begum, Akalmand

Aao humse
Dil lagakar dekh lo
Balle balle
Aao humse
Dil lagakar dekh lo




Shamshad Begum, Akash Pari

Chaku wala chhuri wala
Chaku wala chaku wala
Chhuri wala chaku wala
Aaya main mastana deewana
Chaku wala chhuri wala
Chaku wala chaku wala
Chhuri wala chaku wala




Shamshad Begum, Al Hilal

Ashqo pe huaa khatm
Mere gham kaa fasaana
Ashqo pe huaa khatm mere




Shamshad Begum, Behram Khan

Bechain hun
Bechain judaai mein hun
Sarkaar e madeenah
Sarkaar e madeenah
Ab paas bulaa lo mujhe
Mukhtaar e madeenah
Lo jald khabar
Ahmad e mukhtaar e madeenah




Shamshad Begum, Behram Khan

Piya piya tu bol papiha
Din phagun ke aaye
Jiya mera dola jaye
Piya piya tu bol papiha
Din phagun ke aaye
Jiya mera dola jaye




Shamshad Begum, Bholi

Jhoom raha aaj sara ban
Ho nach nach mere mann
Jhoom raha aaj sara ban
Ho nach nach mere mann




Shamshad Begum, Bholi

Ae jee bijli hai mera naam
Ae jee bijli hai mera naam
Dilon pe girna hai mera kaam




Shamshad Begum, Bijli

Kehne waale kehte hain kya
Bhagwaan ki duniya
Gol hai bilkul sach
Ae ji humne chakkar
Kha ke dekha
Badi dhol mein pol hai
Humne chakkar kha ke dekha
Badi dhol mein pol hai
Pol hai ji pol hai
Pol hai ji pol hai
Humne chakkar
Kha ke dekha
Badi dhol mein pol hai




Shamshad Begum, Bijli

Sajaniya kit bhage
Kar ke mera dil chori
Sajaniya kit bhage
Kar ke mera dil chori
Balamwa sajanwa dar lage
Tu chhora main chhori
Hoye tu chhora main chhori
Sajaniya kit bhage
Kar ke mera dil chori
Balamwa sajanwa dar lage
Tu chhora main chhori
Hoye tu chhora main chhori




Shamshad Begum, Birha Ki Raat

Dilo se khelne wale
Khel mere armano se
Khel mere armano se
Dilo se khelne wale




Shamshad Begum, Bade Bhaiya

Gori ki chatak matak
Mein mera dil
Mera dil bhatak gaya
Gori ki chatak matak
Mein mera dil
Mera dil bhatak gaya
Kisi ki zulfon mein
Jaake wo atak gaya
Wahin per latak gaya
Haay haay haay latak gaya
Gori ki chatak matak mein
Mera dil mera dil bhatak gaya




Shamshad Begum, Bade Bhaiya

Oy hello sai hello
Oy hello sai hello
Hum peechhe peechhe aate hain
Tum aage aage challo
Oy hello sai hello
Vadi hello sai hello




Shamshad Begum, Bade Bhaiya

Saiya dil me aana re
Aa ke phir naa jana re
O aa ke phir naa jana re
Chham chhama chham chham
Raja ban ke aana re
Mohe le ke jana re
O mohe le ke jana re chham
Chhama chham chham




Shamshad Begum, Bahar

O pardesiya o pardesiya
Pyar ki bahar le ke
Dil kaa karar le ke
Aaja re aaja pardesiya
Aaja pardesiya o pardesiya
Pyar ki bahar le ke
Dil kaa karar le ke
Aaja re aaja pardesiya
Aaja pardesiya o pardesiya




Shamshad Begum, Bahar

Chhodo ji chhodo ji chhodo ji
Kanhaiyya kalaiyya hamaar
Haaye daiyya
Daudo ji daudo ji daudo ji
Haaye dekhe hai maiyya hamaar ho o
Chhodo ji, chhodo ji chhodo ji
Kanhaiya kalaiyya hamaar




Shamshad Begum, Bahar

Duniya kaa maja le lo
Duniya tumhari hai
Duniya tumhari hai
Duniya kaa maja le lo
Duniya tumhari hai
Duniya tumhari hai
Duniya tumhari hai
Duniya tumhari hai
Duniya tumhari hai
Duniya tumhari hai
Duniya kaa maja le lo
Duniya kaa maja le lo
Duniya tumhari hai ji
Duniya tumhari hai




Shamshad Begum, Bahar

Aye falak
Aye falak yuhi satata jayega
Tu naye kitne jagata jayega
Tu naye kitne jagata jayega aye falak
Aye falak yuhi satata jayega aye falak




Shamshad Begum, But Taraash

Dur koi gaaye dhun ye sunaae
Tere bin chhaliyaa re
Baaje na muraliyaa re




Shamshad Begum, Baiju Bawra

Kajal wali ankhiya mori
To bin sajan tarse
Yaad tumhari jab aaye
Ye badal banke barase
Main samjhu mai samjhu
Sawan aaya aaye haye
Mai samjhu sawan aaya
Kajal wali ankhiya mori
To bin sajan tarse
Yaad tumhari jab aaye
Ye badal banke barase
Main samjhu mai samjhu
Sawan aaya aaye haye
Main samjhu sawan aaya




Shamshad Begum, Bilwamangal

Dil mera tujhpe sadke
Naina tujhpe diwane
Jag sara jane bedardi
Ek tu hi na jane
Na jane re na
Jane re na jane re
Na jane re na
Jane re na jane re
Saiya man ki batiya
Mori ro ro bite batiya
Na jane re na
Jane re na jane re
Kahu to kaha na jaye
Bin kahe raha na jaye
Kahu to kaha na jaye
Bin kahe raha na jaye
Kokan haye sakhi
Man nahi mane re
Na jane re na
Jane re na jane re




Shamshad Begum, Biraj Bahu

Chhodo chhodo
Chhodo ji baiya mori
Mai najuk chori ha
Ha ji meri tauba hai
Tauba hai tauba hai
Dedo dedo dedo
Dedo mor adil gori
Buri hai ji chori
Ha ha ji meri tauba hai
Tauba hai tauba hai




Shamshad Begum, Bara-Dari

Adosan padosan kahe jo kahe
Adosan padosan kahe jo kahe
Main to balma se naina milaaye aayi re
Main to balma se naina milaaye aayi re
Adosan padosan kahe jo kahe
Main to balma se naina milaaye aayi re
Main to balma se naina milaaye aayi re




Shamshad Begum, Bahaana

Aayi mohan milan ki bela
Laga madhuban mein kaisa mela
Ho radha bhi nache mohan bhi nache
Nache re gaw albela
Aayi mohan milan ki bela
Laga madhuban mein kaisa mela
Ho radha bhi nache mohan bhi nache
Nache re gaw albela
Aayi mohan milan ki bela




Shamshad Begum, Banjarin

Aan dekha
Thodi der me on hoti hai




Shamshad Begum, Bewaqoof

Koi bura na mane koi bura na mane
Koi bura na mane meri bat ka
Ek aur aa gaya hai meri jat ka
Koi bura na mane koi bura na mane
Koi bura na mane meri bat ka
Ek aur aa gaya hai meri jat ka




Shamshad Begum, Bhakt Raj

Main jadugar matvala
Main bade sath ka sala
Mera chinch pop kare kam
Magar mera naam pakodi ram
Pakodi ram pakodi ram
Main jadugar matvala
Main bade sath ka sala
Mera chinch pop kare kam
Magar mera naam pakodi ram
Pakodi ram pakodi ram




Shamshad Begum, Bhakt Raj

Tere bangle ki babu main maina
Lage tohe se naina tumhari rahungi
Tu jab tak kahega kunwari rahungi
Tere bangle ki ho
Tere bangle ki babu main maina
Lage tohe se naina tumhari rahungi
Tu jab tak kahega kunwari rahungi




Shamshad Begum, Bhakt Raj

Oy chali chali kaisi hawa yeh chali
Oy chali chali kaisi hawa yeh chali
Ke bhanvare pe marane lagi hai kali
Ke bhanvare pe marane lagi hai kali
Oy jali jali kaliyon ki kismat jali
Oy jali jali kaliyon ki kismat jali
Ke lagati hai bhanvaron ki surat bhali
Ke lagati hai bhanvaron ki surat bhali




Shamshad Begum, Bluff Master

Moti chugne gayi re hansi
Moti chugne gayi re hansi
Man sarovar teer
Man sarovar teer




Shamshad Begum, Chhin Le Azaadi

Lut gayi lut gayi ho ho
Lut gayi lado bich bajariya
Lut gayi hoye hoye
Lut gayi lut gayi ho ho
Lut gayi lado bich bajariya




Shamshad Begum, Chhin Le Azaadi

Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera
Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga saveraa




Shamshad Begum, Chandni Raat

Khabar kya thi ki
Gham khana padegaa
Mohabbat karake
Pachhtana padegaa
Wafaao par sitam
Dhana padegaa
Hame unase bichhad
Jana padegaa




Shamshad Begum, Chandni Raat

Chhin ke dil kyun pher li aankhe
Jaan gaye ham jaan gaye
Laakh adaaye dekhane waale
Ye bhi adaa pahachaan gaye




Shamshad Begum, Chandni Raat

Do din ki kushi haay
Do din ki kushi
Do din ki kushi raas
Na aayi mere ji ko
Dil tod diya haay
Dil tod diya
Dil tod diya aag
Lage aisi kushi ko
Do din ki kushi haay
Do din ki kushi




Shamshad Begum, Chandni Raat

Nigaahen ruk gayin haaye kahaan par
Tadap kar reh gaya naghma zubaan par
Dhuan sa uth raha hai aasman par
Giri bijli kisi ke aashiyaan par




Shamshad Begum, Chandni Raat

Aankh mili dil chala gaya
Aankh mili dil chala gaya
Koyi pyar ki duniya basa gaya
Aankh mili dil chala gaya




Shamshad Begum, Chandni Raat

Tadap tadap kar din gujra hai
Tadap tadap kar din gujra hai
Tare gin gin rat gujari
Tu hai sabki sunne wala
Sunle ab fariyad hamari
Sunle ab fariyad




Shamshad Begum, Chilman

Suno meri sarkar jawani
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Suno meri sarkar jawani
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai




Shamshad Begum, Chhoti Bhabbi

Ladka aur ladki mile pyar ka gaana
Idhar jawani udhar jawani
Ban gayi ek kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya




Shamshad Begum, Chhoti Bhabbi

Soch samajh kar kheliyo lala
Tum aankhon ka khel
Arre baat baat mein ho jaata hai
Yahaan dilon ka mel




Shamshad Begum, Chamkee

Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Naam le le yaar ka
Pehloo badalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain




Shamshad Begum, Chham Chhama Chham

Ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar
Ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar
Har chij yaha bhi bikti hai
Jab jeb mein ho kaldar
Jab jeb mein ho kaldar
Ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar
Ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar




Shamshad Begum, Chham Chhama Chham

Bisavi sadi hai ye bisavi sadi,
This is bisavi th century
Bisavi sadi hai ye bisavi sadi,
This is bisavi th century
Nazar hai jisaki jhuki jhuki,
Us ladake se ladaki bhali
Hansi hai jisaki dabi dabi,
Us ladake se ladaki bhali




Shamshad Begum, Chalis Baba Ek Chor

Ek nahi do nahi teen nahi
Char chand jiwan me tumne laga diye
Char chand char chand char chand
Ek nahi do nahi teen nahi
Char chand jiwan me tumne laga diye
Char chand char chand char chand




Shamshad Begum, Char Chand

Arre suno re suno re suno suno re
Haan suno re sab suno
Sanyasini bech rahi bhagwaan
Hai koi lene wala bolo re
Bhai bolo re lala
Ho hai koi lene wala
Arre suno se suno re
Suno re sab suno khol kar kaan
Aaj mai becha rahi bhagwaan
Hai koi lene wala bolo re
Bhai bolo re lala
Ho hai koi lene wala
Bhaant bhaant ke
Dewo se hai saji meri dukan
Aaj mai bech rahi bhagwaan
Hai koi lene wala bolo re
Bhai bolo re lala
Hohai koi lene wala




Shamshad Begum, Chakradhari

Qutub minaar per chadhkar
Ye duniya ko bataana hai
Arri duniya ye kallan
Apni shabnam ka diwana hai
He he he diwana hai
Deewana hai ae ae




Shamshad Begum, Chandni Chowk

Yeh duniya ke mele
Magar hum akele
Tamanna hai koi
Hame sath lele lele lele
Yeh duniya ke mele
Magar hum akele
Tamanna hai koi
Hame sath lele lele lele




Shamshad Begum, Chor Bazar

Mujhko laga hai sal solva
Haye nahi chhedna
Mujhko laga hai sal solva
Ji solva ji solva ji solva
Haye nahi chhedna
Mujhko laga hai sal solva
Haye nahi chhedna
Mujhko laga hai sal solva
Haye nahi chhedna




Shamshad Begum, Chandrakanta

Hamane jab dil tha diya
Koyi waada tha kiya huzur aapane
Muft ilzaam diya yun hi
Badanaam kiya huzur aapane
Hamane jab dil tha diya




Shamshad Begum, Chhoo Mantar

Ae ji o ji kaho badi aaj ki
Hai darvani raat zara jagte rehna
Ae ji o ji kaho badi beiman hai
Ye raat zara bach ke rehna
Aisa mat bolo ji lage mohe darr
Darr jo lage to gori aa jao idhar
Aisa mat bolo ji lage mohe darr
Darr jo lage to gori aa jao idhar
Tumhe kya khabar badi dur mera ghar
Mai hu tere paas gori fir kya fikar
Ae ji o ji kaho kahi ho na jaye
Aisi baat zara jagte rehna
Badi beiman hai ye raat
Zara bach ke rehna




Shamshad Begum, Chandi Pooja

Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar
Apni basti chodd desh me
Ek naya sansar chala re
Chala gagan ke paar
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar




Shamshad Begum, Chandi Pooja

Husn jawan ishq jawan
Jhum rahe dono jaha
Husn jawan ishq jawan
Jhum rahe dono jaha
Jindagi hai tere liye
Kuchh to maja lele




Shamshad Begum, Changez Khan

Ek gadi idhar se hamari chali
Ek gadi udhar se tumhari chali
Ek gadi idhar se hamari chali
Ek gadi udhar se tumhari chali
Takaryi to jalim ye duniya
Hasi aur kahne lagi
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala




Shamshad Begum, Chhote Babu

Jawani jala jawani jala
Jawani jala bedardi
Rah chalti ko chhede hai
Aake nigah jala
Jawani jala bedardi
Bhag jayenga dil ko
Chupake mohabbat jatake
Jawani jala jawani jala bedardi




Shamshad Begum, Chaubees Ghante

Laaye laaye laaye laaye
Laaye laaye laaye laaye balamwa
Balam mere liye
Phoolon ke haar aaye
Laaye laaye laaye laaye
Laaye laaye laaye laaye balamwa
Balam mere liye
Phoolon ke haar aaye




Shamshad Begum, Chal Chal Re Naujawan

Sharma ke ye kyo
Sab pardaanashi
Sharma ke ye kyo
Sab pardaanashi aanchal
Ko sanvaaraa karta hai
Sharma ke ye kyo sab pardaanashi
Aanchal ko sanvaaraa karta hai
Kuchh aise nazar waale bhi hai jo
Chhup chhup ke nazaaraa karate hai




Shamshad Begum, Chaudhvin Ka Chand

Yakbayak rang e
Mehfil badalne lagaa
Jaam chhalke naya daag
Chalne lagaa na aa
Koi misl e shama
Arre koi misl e shama
Muskura kar jalaa rashq se koi
Bujh bujh ke jalne laga kyun




Shamshad Begum, Chhote Nawab

Rum pum lalala
Rum pum lalala




Shamshad Begum, Duniya Na Mane

Chanda ki chandani
Na suhaye to kya kare
Haye kya kare
Chanda ki chandani
Har dum kisi ki yaad sataye
To kya kare haye kya kare
Chanda ki chandani




Shamshad Begum, Duniya Ek Sarai

Yeh afsana nahi zaalim
Mere dil ki hakikat hai
Mujhe tum se mohabbat hai
Mujhe tum se mohabbat hai
Yeh afsana nahi zaalim
Mere dil ki hakikat hai




Shamshad Begum, Dard

Hum dard ka afsana
Duniya ko suna denge
Hum dard ka afsana
Duniya ko suna denge
Har dil me muhabbat ki
Ik aag laga denge
Har dil me muhabbat ki
Ik aag laga denge




Shamshad Begum, Dard

Baansuriyaa
Baansuriyaa
Haay tut gayi man ki
Baansuriyaa
Haay tut gayi man ki
Wo jo geet wo jo geet
Nahin gaaye thhe maine
Haan bikhar gaye wo geet




Shamshad Begum, Dekho Ji

Da da daan
Da da daan
Da da daan daan daan da
Da da daan daan da da
Daan daan da
Daanda daanda
Daanda daanda daan
Daandda daan daan da da
Daan daan da da
Dadadaan daan




Shamshad Begum, Dekho Ji

Balam mohe lade sajan mohe lade
Chunariya chunariya chunariya hari
Balam mohe lade sajan mohe lade
Chunariya chunariya chunariya hari
Dekhna dekhna phir nigaho ki
Jadu giri chunariya hari
Balam mohe lade sajan mohe lade
Chunariya chunariya chunariya hari




Shamshad Begum, Dekho Ji

O dil pe teer chalaye
Dil pe teer chalaye
O dil pe teer chalaye
Nazariya tori re
Dil pe teer chalaye




Shamshad Begum, Doosri Shaadi

Man bhuli kathayen
Yaad na kar
O man bhuli kathayen
Yaad na kar
Aakhir sawan ke
Din aayenge
Aakhir sawan ke
Din aayenge
Man bhuli kathayen
Yaad na kar




Shamshad Begum, Doosri Shaadi

O bhagiyon ke raja
Mera nanha sa dil bahla ja
O bhagiyon ke raja
Mera nanha sa dil bahla ja
O bhagiyon ki rani
Tore bin ruthi hai mose jawani
O bhagiyon ki rani
Tore bin ruthi hai mose jawani
Tujhse bichhad kar o mere
Raja phut gayi taqdeer
Tujhse bichhad kar o mere
Raja phut gayi taqdeer
Yaha kaha hai seth ke
Ghar ki paki pakayi khir
Mein mar gayi paki pakayi khir
Oye ma paki pakayi khir




Shamshad Begum, Doosri Shaadi

Chaandni raat hai kaisi suhaani
Haay re chandaa teri utthti jawaani hoy
Chaandni raat hai kaisi suhaani
Haay re chandaa teri utthti jawaani




Shamshad Begum, Dil Ki Duniya

Dil ki duniya o dil ki duniya
Hoye dil ki duniya
Dil ki duniya ko barbad karke
Wo chala wo chala jane wala
Wo chala wo chala jane wala
Dil ki duniya o dil ki duniya




Shamshad Begum, Dil Ki Duniya

Apna nahi hai koi
Haye apna nahi hai koi
Apna kise banau
Apna nahi hai koi
Haye apna nahi hai koi
Apna kise banau
Tu phool hai paraya
Kya tujhse dil lagaya




Shamshad Begum, Dil Ki Duniya

Chandani aayi banke pyar
O sajana, o sajana
Chandani aayi banke pyar
O sajana, o sajana
Lagi mere dil par katar
O sajana, o sajana
Lagi mere dil par katar
O sajana, o sajana




Shamshad Begum, Dulari

Naa bol pee pee more angaana
Naa bol pee pee more angaana
Panchhee ja re ja
Panchhee ja ja re ja
Naa bol pee pee more angaana
Panchhee ja re ja




Shamshad Begum, Dulari

Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa aaa aaa aaa
Ae kaale baadal bol
Ae kaale baadal bol
Tu kyun itraataa hai
Tu kyun itraataa hai
Ye piyaa ke ghar se aaj
Ye piyaa ke ghar se aaj
Kuchh peekar aataa hai
Ae kaale baadal bol
Ae kaale baadal bol




Shamshad Begum, Dahej

Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye
Donon ghar hain aapke
Donon ghar hain aapke
Chaahe jahaan bas jaayiye
Mere dil me aayiye
Meri nazar mein aayiye




Shamshad Begum, Dholak

Hallaa gullaa lai la
Khullam khullaa gaailaa
Khullam khullaa
Aish kar lo dosto
College ki divaaro me
Aish kar lo dosto
College ki divaaro me
Kal se likhe jaaoge
Sabake sab bekaaro me
Kal se likhe jaaoge
Sabake sab bekaaro me
Chhoti moti naukari
Chhoti moti naukari
Dhundhoge akhabaaro me
Aaj nahi to kal milegi
Aaj nahi to kal milegi
Dil ko ye samajhaailaa
Hallaa gullaa lai la
Hallaa gullaa lai la
Hallaa gullaa lai la
Hallaa gullaa lai la




Shamshad Begum, Dholak

Aye dil na sata mujhko
Haye sawan ke mahine me
Haye sawan ke mahine me
Tu man na ja jhuthe
Tu man na ja jhuthe
Haye khamosh sabine me
Haye khamosh sabine me




Shamshad Begum, Dil-E-Nadan

Tum tana dere na dere na
Tum tana dere na dere na
Kadar mori jane na
Kadar mori jane na
Haye piya mane na
Mane na mane na
Kadar mori jane na
Kadar mori jane na
Tum tana dere na dere na
Tum tana dere na dere na
Tum tana dere na dere na
Tum tana dere na dere na




Shamshad Begum, Dhake Ki Malmal

Kuch kuch hone laga
Mera dil khone laga
Aji mujhe pyar hua ha
Ye kya hone laga
Ha ye kya hone laga
Kuch kuch hone laga
Mera dil khone laga
Aji mujhe pyar hua ha
Ye kya hone laga
Ha ye kya hone laga
Kuch kuch hone laga




Shamshad Begum, Dhake Ki Malmal

Rum pum lalala
Rum pum lalala




Shamshad Begum, Duniya Na Mane

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner