Search Lyrics
Wednesday, August 7, 2019
- Home
- Playback Singer
- Shilpa Rao Playback Singer
Shilpa Rao Playback Singer
Know about playback singer Shilpa Rao in detail. Shilpa Rao is an Indian singer. Raised in Jamshedpur, she moved to Mumbai at the age of 13. She completed her Master's in Applied Statistics from St. Xavier's College, Mumbai, before working as a jingle singer for three years. During her college days, Mithoon offered her to record the song "Tose Naina" from Anwar , making her Bollywood career debut.Shilpa Rao
Birth name
Date of Birth and Birth Place
Occupation(s)
Instruments
Years active
Sung in Following Language(s)
Play Back Singer: Shilpa Rao
Singer | Shilpa Rao |
---|---|
Birth name | Apeksha Rao |
Date of Birth and Birth Place | 11 April 1984 ,Jamshedpur, Jharkhand, India |
Occupation(s) | Playback Singer |
Instruments | Vocals |
Years active | 2007–present |
Shilpa Rao Songs
Mahiya Mahiya song Aagey Se Right (2009)
Mahiya mahiya
Dil ki kinaarein pe
Laakhon sitaare hai jhuke
Palake jhukaaye aur
Julfein udaaye re
Jhonka hawa ka yuun chale
Bikhari ada ke ishaare
Sehami nazar ke
Sahaare pehchaaniye
Chhin lu main rok lu main
Yeh anjaana sa pal
Kho na jaaye
Khwaaishon mein
Yeh anjaana sa pal
Mahiya mahiya
Dil ki kinaarein pe
Laakhon sitaare hai jhuke
Palake jhukaaye aur
Julfein udaaye re
Jhonka hawa ka yuun chale
Bikhari ada ke ishaare sehami
Nazar ke sahaare pehchaaniye
Chhin lu main rok lu main
Yeh anjaana sa pal
Kho na jaaye khwaaishon mein
Yeh anjaana sa pal
Shilpa Rao, Aagey Se Right
Gardishon Men Rehati song Aamir (2008)
Gardishon men rehati
Rehati guzarati
Zindagi aahen kitani
In men se ek hai
Teri meri aakhari
Koi ek jaisi apani
Shilpa Rao, Aamir
Aarzooen Sang Lekar song 3G: A Killer Connection (2013)
Aarzooen sang lekar
Khwab phir jo ude
Thaame tera yaar daaman
Yaar daaman phir se
Shilpa Rao, 3G: A Killer Connection
Kaise Bataaoon Tujhe song 3G: A Killer Connection (2013)
Kaise bataaoon tujhe
Ke dil mera kya keh raha
Rahein na faasle yeh
Jo hain apne darmiyaan
Shilpa Rao, 3G: A Killer Connection
Pairon Tale Se Zameen song Admissions Open... Do What You Are Born For... (2010)
Pairon tale se zameen
Sar ka de hum woh bala hain
Tez hawaon mein shamme jala d
sochta kya hai sochta kya hai
Tashan mein apni mast hai
Maula bas rehne do
Himmat-e-marda madat-e-
Khuda yeh bas kehne do
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo yaar,
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo yaar,
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo
Shilpa Rao, Admissions Open... Do What You Are Born For...
Baat Bass Se Nikal Chali Hai song Ae Dil Hai Mushkil (2016)
Baat bass se nikal chali hai
Dil ki haalat sambhal chali hai
Ab junoon had se badh chala hai
Ab tabiyat behaal chali hai
Shilpa Rao, Ae Dil Hai Mushkil
Meri Rooh Ka Parinda Phadphadaye song Ae Dil Hai Mushkil (2016)
Meri rooh ka parinda phadphadaye
Lekin sukoon ka jazeera mil na paaye
Main ki karaan..
Main ki karaan..
Shilpa Rao, Ae Dil Hai Mushkil
Kyun Hai Sehra Si Koyi Pyas song Aggar: Passion Betrayal Terror (2007)
Kyun hai sehra si koyi pyas
Liye tu ai mere humdum
Meri aghosh me aa du mai
Tujhe bhiga sa ik mausam
Kyun hai sehra si koyi pyas
Liye tu ai mere humdum
Meri aghosh me aa du mai
Tujhe bhiga sa ik mausam
Shilpa Rao, Aggar: Passion Betrayal Terror
Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon song Bachna Ae Haseeno (2008)
Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon
Tum Pe Hi Aa Ke Rukhta Hoon
Kya Yeh Sab Ko Hota Hai
Shilpa Rao, Bachna Ae Haseeno
Sade Pinjar Gali Roohe Sawar De song Bhopal: A Prayer For Rain (2014)
Sade pinjar gali roohe sawar de
Zara jamke are baras aye abr e karam
Itana baras tu ke hawao mein fizaao mein
Ghatao mein khaak ki
Zarre zarre mein fila jo
Yeh dhul jaaye kuchh tham jaaye
Shilpa Rao, Bhopal: A Prayer For Rain
Ho MaulaAag Aag Se Dil Darr Jaave Ishq Ki Aag Mein Phir Jal Jaave song Contract (2008)
Ho maula
Shilpa Rao, Contract
Para Ra RaAasmaan Se Barse Bhar Bhar Ke song Ek Main Aur Ekk Tu (2012)
Para ra ra .
Shilpa Rao, Ek Main Aur Ekk Tu
Jo Hua Hai Woh Hota Hai song Ek Main Aur Ekk Tu (2012)
Jo hua hai woh hota hai
Jo hona hai woh hona hai
Jo tere bas mein baatein hai
Unhe khamakha kyun khona hai
Ho jitni bhi hai jitni bhi hai, umeedein leke
Jaaye kahan tak jaaye kahan tak, raastein dekhe
Kar chalna shuru tu
Mudhke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain
Ek main aur ekk tu
Ho kar chalna shuru tu
Mudhke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu
Shilpa Rao, Ek Main Aur Ekk Tu
Choti Choti Baatein song Ek Main Aur Ekk Tu (2012)
Choti choti baatein,
Yunhi aate jaate
Yaadein sehlaake jaati hain
Raaton ko sirhaane,
Baasi muskaane
Mujhko sulaake jaati hai
Milna nahin hai mumkin,
Itna batao lekin
Hum phir mile kyun hain
Tujhko bhulaana paaun,
Tujhko bhulaana paaun
Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai,
Par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai
Sab kuch wahi hai,
Par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai, nahin hai
Shilpa Rao, Ek Main Aur Ekk Tu
Coffee Voffee Sugar song English Vinglish (2012)
Coffee voffee sugar
Vugar paper vaper
News vews clock
Vock time vime run vun
Train vain pass vass
Late vate class vass
Friendship vendship
Bonding vonding fun vun..
Shilpa Rao, English Vinglish
Gustakh Dil Dil Mein Mushqil song English Vinglish (2012)
Gustakh dil dil mein mushqil
Mushqil mein dil mushqil mein dil
Gustakh dil thoda
Sambal thoda buzdil
Dard ke dar pe thehra hai kyun
Sazayein sazayein yeh
Khud ko kyun deta nayi
Hansne ki dhun
Mein rota hai kyun
Sahi kya ghalat kya
Yeh kuch bhi samajhta nahi
Gustakh dil dil mein mushqil
Mushqil mein dil oh gustakh dil
Shilpa Rao, English Vinglish
O Sundari O Sundari song Four Two Ka One (2013)
O sundari o sundari
Lehron pe chalti chanchal si
Masoom si pari
Lehron pe chalti chanchal si
Masoom si pari
Maujon ko hai chhedti
Jaise ek jalpari
Maujon ko hai chhedti
Jaise ek jalpari
O sundari o sundari
O sundari o sundari
O sundari o sundari
O sundari
Shilpa Rao, Four Two Ka One
Haaye Jali Dil song Four Two Ka One (2013)
Haaye jali dil
Mein ishq di battiyan
Jali dil mein
Ishq di battiyan
Ho beete tere
Khayalon mein rattiyan
Beete tere khayalon
Mein rattiyan
Shilpa Rao, Four Two Ka One
Koyi Na Jaane Kya Hoga Kal Kaise Honge Aanewaale Pal song Hijack (2008)
Koyi na jaane kya hoga kal, kaise honge aanewaale pal
Koyi na jaane kya hoga kal, kaise honge aanewaale pal
Duba savera ho, chhaaya andhera ho, maula dikha de rasta
Ghum ka yeh saaya ho, khushiyo pe chaaya ho, maula dikha de rasta
Koyi na jaane kya hoga kal, kaise honge aanewaale pal
Koyi na jaane kya hoga kal, kaise honge aanewaale pal
Duba savera ho, chhaaya andhera ho, maula dikha de rasta
Ghum ka yeh saaya ho, khushiyo pe chaaya ho, maula dikha de rasta
Shilpa Rao, Hijack
Phurr Phurr Phurrr Se Uddi song Hichki (2018)
Phurr phurr phurrr se uddi
Aankhon ko na khabar padi
Shilpa Rao, Hichki
Tu Mere Kareeb Ki Sab Bareekiyon song Kaun Kitney Panee Mein (2015)
Tu mere kareeb ki sab bareekiyon
Mein sama gaya hai tu
Jo koyi sawaal ho
Jawaab bhi mera ban gaya hai tu
Shilpa Rao, Kaun Kitney Panee Mein
Iss Kadar Tha Bekhabar song Lahore (1949)
Iss kadar tha bekhabar
Iss kadar tha bekhabar ke
Khaamakha aajama liya
Khaamakha aajama liya
Iss kadar tha bekhabar ke
Khaamakha aajama liya
Khaamakha aajama liya
Sau duwaayein bechkar
Sau duwaayein bechkar
Maathe ka bojha pa liya
Maathe ka bojha
Maathe ka bojha pa liya re
O re bande o re bande
O re bande o re bande
O re bande o re bande
Iss kadar tha bekhabar ke
Khaamakha aajama liya
Khaamakha aajama liya
Aajama liya
Shilpa Rao, Lahore
Yun To Solah song Lootera (1965)
Yun to solah
Saavan aaye gaye
Gaur nahi kiya humne
Bheega man ka
Aangan is martaba
Kya jaane kya kiya tumne
Shilpa Rao, Lootera
Nain Parindey Pagle Do Nain song Lafangey Parindey (2010)
Nain parindey pagle do nain
Nain parindey jaagain din rain
Nain parindey pagle do nain
Nain parindey jaagain din rain
Shilpa Rao, Lafangey Parindey
Iss Kadar Tha Bekhabar song Lahore (2010)
Iss kadar tha bekhabar
Iss kadar tha bekhabar ke
Khaamakha aajama liya
Khaamakha aajama liya
Iss kadar tha bekhabar ke
Khaamakha aajama liya
Khaamakha aajama liya
Sau duwaayein bechkar
Sau duwaayein bechkar
Maathe ka bojha pa liya
Maathe ka bojha
Maathe ka bojha pa liya re
O re bande o re bande
O re bande o re bande
O re bande o re bande
Iss kadar tha bekhabar ke
Khaamakha aajama liya
Khaamakha aajama liya
Aajama liya
Shilpa Rao, Lahore
Ladkon Ki Ungli Pe Nacche Hai Zamana Oh song Ladies Vs. Ricky Bahl (2011)
Ladkon ki ungli pe nacche hai zamana oh
Ladkon ki ungli pe nacche hai zamana
Simple yeh funda hai kudiyon ko batana
Loote nai loot jaaye
Seedhe se yeh pat jaye
Kudiyan hai jebon mein rakhle
Kudiyan nu thag le thag le
Kudiyan nu thag le thag le
Kudiyan nu thag le thag le
Thag le thag le thag le
Kudiyan nu thag le thag le
Kudiyan nu thag le thag le
Kudiyan nu thag le thag le
Thag le thag le thag le
Shilpa Rao, Ladies Vs. Ricky Bahl
Jazba Kaante Rehne song Ladies Vs. Ricky Bahl (2011)
Jazba kaante rehne
De gulaab tod le
Neendho ki tehniyo
Se khwab tod le
Ho
Shilpa Rao, Ladies Vs. Ricky Bahl
Yun To Solah song Lootera (2013)
Yun to solah
Saavan aaye gaye
Gaur nahi kiya humne
Bheega man ka
Aangan is martaba
Kya jaane kya kiya tumne
Shilpa Rao, Lootera
Ittefaq To Nahin song Mallika (1956)
Ittefaq to nahin
Koyi kakh to nahin
Ittefaq to nahin
Koyi kakh to nahin
Tum ho meri
Panaho mein sanam
Miltae rahenga
Hum har janam
Ittefaq to nahin
Koyi kakh to nahin
Ittefaq to nahin
Koyi kakh to nahin
Shilpa Rao, Mallika
Ittefaq To Nahin song Mallika (2010)
Ittefaq to nahin
Koyi kakh to nahin
Ittefaq to nahin
Koyi kakh to nahin
Tum ho meri
Panaho mein sanam
Miltae rahenga
Hum har janam
Ittefaq to nahin
Koyi kakh to nahin
Ittefaq to nahin
Koyi kakh to nahin
Shilpa Rao, Mallika
Tu Tu Tu Tu song Mujhse Fraaandship Karoge (2011)
Tu tu tu tu
Turu ru ru rup
Tu tu tu tu
Turu ru ru rup
Shilpa Rao, Mujhse Fraaandship Karoge
Le Chal Mujhe Le Chal Mujhe song NH10 (2015)
Le chal mujhe, le chal mujhe
Kahin door yahan se door
Yahan se door
Kho jaayenge phir kahin
Rou aayenge phir wahin
Shilpa Rao, NH10
Yeh Pal Jo Hain Woh Haadse Hain song No One Killed Jessica (2011)
Yeh pal jo hain woh haadse hain
Ya phir likhe yunhi the
Taye hue the pehle hi
Ya phir yeh taye nahi the
Apne begane rishton
Ke maane ko pehchaana
Mrigtrishna hai yeh
Duniya zamana humne jaana
Kyun gire hain toot ke
Jab jude hum kabhi
Bhi nahi the nahi the
Simti lipti sehmi si
Bezaar bezaar
Kyun hai zindagi
Yun hi ghoont ke
Jeenay ka hi naam
Hi naam kyun hai zindagi
Shilpa Rao, No One Killed Jessica
Uff Ui Ma song Panga Naa Lo (2007)
Uff ui ma
Kya teri najar kya teri ada
Kya teri najar kya teri ada
Ho gayi jaanam tujhape fida
Abb tere bina naa jina
Hai abb tere bina naa marna hai
Uff ui ma lut gayi mai toh sanam
Dor kat gayi tere pyaar me sanam
Uff ui ma lut gayi mai toh sanam
Dor kat gayi tere pyaar me sanam
Shilpa Rao, Panga Naa Lo
Udi Udi Han Udi song Paa (2009)
Udi udi han udi
Main phir udi udi
Ittefaq se
Judi judi haan judi
Mein phir
Judi judi ittefaq se
Shilpa Rao, Paa
Mudi Mudi Kahan Kahan song Paa (2009)
Mudi mudi kahan kahan
Kahan mein mudi mudi
Ittefaq se
Shilpa Rao, Paa
Ho Manzaraatho Manzaraat Ghar Aayi song Sikandar (1941)
Ho manzaraat,ho manzaraat ghar aayi,
Hatheliyon pe rangwaayi laali
O chanda jaise mukhade pe
Sharm aayi laali
Ho manzaraat ghar aayi,
Hatheliyon pe rangwaayi laali
Shilpa Rao, Sikandar
Ho Manzaraatho Manzaraat Ghar Aayi song Sikandar (2009)
Ho manzaraat,ho manzaraat ghar aayi,
Hatheliyon pe rangwaayi laali
O chanda jaise mukhade pe
Sharm aayi laali
Ho manzaraat ghar aayi,
Hatheliyon pe rangwaayi laali
Shilpa Rao, Sikandar
Ishq Me Jism Jalne De song Swaha: Life Beyond Superstition (2010)
Ishq me jism jalne de,
Ishq mein ruh jalne de
Jara najdeek aa sanso ko
Tu sanso se milne de
Ishq mein jism jalne de,
Ishq mein ruh jalne de
Jara najdeek aa sanso ko
Tu sanso se milne de
Aise bahoo mein
Bhar na mujhe sathiya
Ek pal meom pighal jaungi
Thodi baki rahi mohabbat to
Tujhse milne mai kal aungi
Tu khai leli ya azizi
Tu khai leli ya asidi
Tu khai leli ya azizi
Tu khai leli ya asidi
Ya wastam jawahal hasi wal habibi
Ya wastam jawahal habibi
Ya wastam jawahal hasi wal habibi
Ya wastam jawahal habibi
Shilpa Rao, Swaha: Life Beyond Superstition
Woh Woh Woh Ajnabee song The Train: Some Lines Shoulder Never Be Crossed (2007)
Woh woh woh ajnabee
Woh ajnabee woh ajnabee
Woh ajnabee woh ajnabee
Woh ajnabee
Woh woh woh ajnabee
Woh ajnabee woh ajnabee
Woh ajnabee woh ajnabee
Woh ajnabee
Woh woh woh ajnabee
Shilpa Rao, The Train: Some Lines Shoulder Never Be Crossed
Main Khud Se Bhi song Toh Baat Pakki! (2010)
Main khud se bhi
Zyaada teri fikar karoon
Koi puchhe har vela
Tera zikar karoon
Main khud se bhi
Zyaada teri fikar karoon
Koi puchhe har vela
Tera zikar karoon
Meri sohniye, o heeriye,
Hai pyaar tera is dil mein
Dil le jaa ni le jaa
Ye jaan phasi mushakil mein
Dil le jaa ni le jaa
Hai pyaar tera is dil mein
Dil le jaa ni le jaa
Ye jaan phasi mushakil mein
Dil le jaa ni le jaa
Shilpa Rao, Toh Baat Pakki!
Wo Ho Wo Hoho Ho song U R My Jaan (2011)
Wo ho wo hoho ho
Wo hoho ho wo hoho ho
Wo ho wo hoho ho
Wo hoho ho wo hoho ho
Tumse alag mai reh nahi sakata
Kitani mohabbat keh nahi sakata
Tumse alag mai reh nahi sakata
Kitani mohabbat keh nahi sakata
Tum mera dil ho tum meri dhadkan
Tum meri saanse tum mera jeevan
Tum se jude hai armaan
U r my jaan u r my jaan
U r my jaan u r my jaan
U r my jaan u r my jaan
U r my jaan u r my jaan
Shilpa Rao, U R My Jaan
Kyun Lamhe Kharab Karein song War (2019)
Kyun lamhe kharab karein
Aa ghalti behisab karein
Do pal ki jo neend udi
Aa poore saare khaab karein
Shilpa Rao, War
Ulajhtaa Rahoon Julastaa Rahoon song Yeh Saali Zindagi (2011)
Ulajhtaa rahoon julastaa rahoon
Teri chaahat mein main jaloon
Main jeenay ki khwaish
Mein martaa rahoon
Yeh kaisi sanak yeh
Main karta hoon kyun
Ishq tere jalwe har
Pehar dil mein balwe
Ishq tere jalwe har
Pehar dil mein balwe
Shilpa Rao, Yeh Saali Zindagi
Yeeeeowyeeee song Yeh Saali Zindagi (2011)
Yee .ee..ow yee ee
Yeh saali zindagi, oh sht
Yeh sali zindagi
Kabhi meethi meethi,
Kabhi pheeki pheeki
Kabhi saali crazy lagey
Kabhi khurdari, kabhi chulbuli
Kabhi sirfiri lagey..
Shilpa Rao, Yeh Saali Zindagi
Turururu Turururu Turururu TurururuIn Raahon Par Hum Kyun Chale song Yeh Saali Zindagi (2011)
Turururu turururu turururu turururu
Shilpa Rao, Yeh Saali Zindagi
Main Deewana song Zulm-O-Sitam (1998)
Main deewana
Main mastana
Teri aankhon ka
Leke hilore tan dole man dole
Man dole tan dole
Leke hilore tan dole man dole
Man dole tan dole
Shilpa Rao, Zulm-O-Sitam