Search Lyrics
Thursday, September 12, 2019
- Home
- Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo
- Aa Aa Aa AaDil Rotaa Hai Baar Baar Teri Yaad Mein Lyrics - Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo (2004)
Aa Aa Aa AaDil Rotaa Hai Baar Baar Teri Yaad Mein Lyrics - Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo (2004)
Aa Aa Aa AaDil Rotaa Hai Baar Baar Teri Yaad Mein song Lyrics - Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo (2004)
Aa . Aa . Aa . Aa .
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Aa . Aa . Aa .
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Har ghadi bas teraa main
Aa.. Aa . Aa
Har ghadi bas teraa main, raastaa dekhtaa hoon
Aa.. Aa . Aa
Jeenaa hai mushkil teri yaad mein
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Aa . Aa . Aa.., hun.. Hun.. Hun
Kaise bhalaa bhuloon sanam, vo khushnumaa chaahat ke din
Aa . Aa . Aa..
Kyaa chaandni kyaa aashiyaan, viraan hai sab tere bin
Sirf tanhaaiyaan hain
Aa . Aa . Aa
Sirf tanhaaiyaan hain, gham ki parchhaaiyaan hain
Aa . Aa . Aa
Aur kuchh nahin hai teri yaad mein
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Aa . Aa . Aa . Aa . Aa . Aa . Aa ..
Credits
| Song | Aa Aa Aa AaDil Rotaa Hai Baar Baar Teri Yaad Mein |
|---|---|
| Movie | Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo (2004) |
| Singer(s) | Sonu Nigam |
| Music | Anu Malik |
| Music Company | T-Series |
| Director | Anil Sharma |
| Starring | Amitabh Bachchan, Akshay Kumar, Bobby Deol, Divya Khosla, Sandali Sinha, Nagma |

