Search Lyrics
Sunday, September 15, 2019
- Home
- Charas: A Joint Effort
- Aao Karle Aisa Ek Wada Ho Lyrics - Charas: A Joint Effort (2004)
Aao Karle Aisa Ek Wada Ho Lyrics - Charas: A Joint Effort (2004)
Aao Karle Aisa Ek Wada Ho song Lyrics - Charas: A Joint Effort (2004)
Aao karle aisa ek wada ho
Jo bandhan sato janmo ka
Yahi to ab dono hi
Ke man ka hai kahna
Ke ab ham dono ko
Hai sang sang rahna
Tumhe arpan mera ye jivan
Tumhe arpan mera ye jivan
Aao karle aisa ek wada ek wada
Ho jo bandhan sato janmo ka
Yahi to ab dono hi
Ke man ka hai kahna
Ke ab ham dono ko
Hai sang sang rahna
Tumhe arpan mera ye jiwan
Tumhe arpan mera ye jivan
Ko rut aye chahe din laye
Ham to ruthe dil na tute ho
Rat cha jaye chahe andhi aa jaye
Hath lekin ye na chute ho
Tumhe arpan mera ye jivan
Tumhe arpan mera ye jivan
Aao karle aisa ek wada ho
Jo bandhan sato janmo ka
Yahi to ab dono hi ke
Man ka hai kahna
Ke ab ham dono ko
Hai sang sang rahna
Tumhe arpan mera ye jivan
Tumhe arpan mera ye jivan
Jindagi ab to chahe
Jo bhi de hamko
Khusi ya gum bant lenge ham
Kante bhi ho to
Kanto ko rahne do
Phul ham tum chant lenge ham
Tumhe arpan mera ye jivan
Aao karle aisa ek wada ho
Jo bandhan sato janmo ka
Yahi to ab dono hi
Ke man ka hai kahna
Ke ab ham dono ko
Hai sang sang rahna
Tumhe arpan mera ye jivan
Tumhe arpan mera ye jivan.
Credits
| Song | Aao Karle Aisa Ek Wada Ho |
|---|---|
| Movie | Charas: A Joint Effort (2004) |
| Singer(s) | Hariharan , Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra) |
| Music | Raju Singh |
| Lyrics | Javed Akhtar |

