Search Lyrics

Friday, September 13, 2019

Aarambh Hai Prachand Bol Mastakon Ke Jhund - Song Lyrics - Gulaal

Lyrics of Bollywood Film Song "Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund" from Gulaal Movie. Gulaal is a Hindi (Bollywood) Film directed by Anurag Kashyap and written by Raj Singh Chaudhary, Anurag Kashyap starring Raj Singh Chaudhary, Kay Kay Menon, Deepak Dobriyal, Mahi Gill, Ayesha Mohan, Jesse Randhawa, Aditya Srivastava, Piyush Mishra, Abhimanyu SinghSavi sidhhu released on 13 Mar, 2009.

Gulaal

Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund - Song Lyrics - Gulaal

Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
 Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
 (Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
 Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
 Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
 Ik dhanush ke baan pe utaar do) - (2)
 Aarambh hai prachand
 (Mann kare so praan de, jo mann kare so praan le
 Wahi toh ek sarvshaktimaan hai) - (2)
 Vishv ki pukaar hai yeh bhaagwat ka saar hai
 Ki yuddh hi veer ka pramaan hai
 Kauravo ki bheed ho ya, paandavo ka ? ho
 Jo lad saka hai woh hi toh mahaan hai
 Jit ki hawas nahi, kisi pe koyi vash nahi
 Kya jindagi hai thokaro pe maar do
 Maut ant hai nahi toh maut se bhi kyun dare
 Jaake aasmaan mein dahaad do
 Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
 Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
 Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
 Ik dhanush ke baan pe utaar do
 Aarambh hai prachand
 (Woh daya ka bhaav ya ki shaurya ka chunaav
 Ya ki haar ka woh ghaanv tum yeh soch lo) - (2)
 Yaa ki pure bhaal par jala rahe vijay ka laal
 Laal yeh gullal tum soch lo
 Rang kesari ho ya mridang kesari ho
 Ya ki kesari ho taal tum yeh soch lo
 Jis kavi ki kalpana mein jindagi ho prem geet
 Uss kavi ko aaj tum nakaar do
 Bhigati maso mein aaj, phulati ragon mein aaj
 Jo aag ki lapat ka tum bakhaar do
 Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
 Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
 Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
 Ik dhanush ke baan pe utaar do
 Aarambh hai prachand - (3)

Aarambh Hai Prachand Bol Mastakon Ke Jhund Video Song - Gulaal

Credits

SongAarambh Hai Prachand Bol Mastakon Ke Jhund
MovieGulaal
SingerPiyush Mishra
MusicPiyush Mishra
LyricsPiyush Mishra
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner