Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Bahut Umeeden Thi Jindagi Se Lyrics - Pyaasi Aankhen (1983)

Lyrics of "Bahut umeeden thi jindagi se" from movie Pyaasi Aankhen released in the year 1983.

Pyaasi Aankhen

Bahut Umeeden Thi Jindagi Se song Lyrics - Pyaasi Aankhen (1983)

Bahut umeeden thi jindagi se
Bahut umeeden thi jindagi se
Bahut the apno ke aashare bhi
Magar sahare sab aise tute
Ke zindagi ke raste bhi
Bahut umeeden thi zindagi se

Palat ke dekhe to kisko dekhe
Udas raaho mein kya rakha hai
Bache hai yaado ke saye shayad
Na tut jaye ye silsile bhi
Na tut jaye ye silsile bhi
Bahut umeeden thi zindagi se
Bahut the apno ke aashare bhi
Magar sahare sab aise tute
Ke zindagi ke raste bhi
Bahut umeeden thi zindagi se

Wahi pe aake thahar gaye hai
Jaha se rashte shuru hue the
Wahi hai ukjhan wahi hai aasu
Wahi hai jine ke masale bhi
Wahi hai jine ke masale bhi
Bahut umeeden thi zindagi se
Bahut the apno ke aashre bhi
Magar sahare sab aise tute
Ke zindagi ke raste bhi
Bahut umeeden thi zindagi se

Gujar rahi hai kin halato mein
Ye bikhari bikhari si jindgani
Bhala kise ye garaj padi hai
Jo koi aayi ye dekhane bhi
Jo koi aayi ye dekhane bhi
Bahut umeeden thi zindagi se
Bahut the apno ke aashare bhi
Magar sahare sab aise tute
Ke zindagi ke raste bhi
Bahut umeeden thi zindagi se.

Credits

SongBahut Umeeden Thi Jindagi Se
MoviePyaasi Aankhen (1983)
Singer(s)Lata Mangeshkar
MusicUsha Khanna
LyricsRana Sahri
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner