Search Lyrics
Sunday, September 15, 2019
- Home
- Hindi Song Lyrics
- Bewajaah Mujhe Dhoka Diya Lyrics - W (2014)
Bewajaah Mujhe Dhoka Diya Lyrics - W (2014)
Lyrics of "Bewajaah mujhe dhoka diya" from movie W released in the year 2014.
Bewajaah Mujhe Dhoka Diya song Lyrics - W (2014)
Bewajaah mujhe dhoka diya
Mitta diya bewajaah
Kyun ab chup chaap hain
Tu mujhko de batta
De de mera dil mujhe
Ab aur na satta
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi
Seene mein jo jaahil dil hain
Ye to khud ka hi kaatil hain
Tu bewafa hain ye jaanta hain
Phir kyun na jaane
Tujhe chahata hain
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi
Mar na chahoon mar na paaun
Kesi mushibat hain
Main kyaa bataun
Dard de aansu
Kehate hain ye
Tujhko inn mein
Main duba doon
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi.
Credits
| Song | Bewajaah Mujhe Dhoka Diya |
|---|---|
| Movie | W (2014) |
| Singer(s) | Amaal Mallik , Armaan Malik |
| Music | Daboo Malik |
| Lyrics | Daboo Malik |

