Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Fursat Ke Lamhon Mein Masroof Raahon Par Lyrics - Heartless (2014)

Lyrics of "Fursat ke lamhon mein masroof raahon par" from movie Heartless released in the year 2014.

Heartless

Fursat Ke Lamhon Mein Masroof Raahon Par song Lyrics - Heartless (2014)

Fursat ke lamhon mein masroof raahon par
Jo saath tum chale aaya safar ka mazaa
Aise mujhko milein keh do un saaye se
Yun banke aayein hum tum mere rehnuma
Tumse jude kuch aise hain silsile
Dil ye mera har pal ye tumse kahe
Thanks brother for being there
Thanks brother for being there

Hmm..meri har mushqil se waaqif ho tum aise
Meri har dhadkan ka tumhein rehta hai pataa
Aye dost sun mere hai saath jo tere
Tune bana diya har pal mera khushnuma
Ehsaan mand hoon tumhara kuch is qadar
Tum jo kaho haathon se pee loon zehar
Thanks brother for being there
Thanks brother for being there

Tumse jude kuch aise hain silsile
Dil ye mera har pal ye tumse kahe
Thanks brother for being there
Thanks brother for being there.

Credits

SongFursat Ke Lamhon Mein Masroof Raahon Par
MovieHeartless (2014)
Singer(s)Adhyayan Suman , Shekhar Suman
MusicGaurav Dagaonkar
LyricsSeema Saini
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner