Search Lyrics
Sunday, September 15, 2019
- Home
- Hindi Song Lyrics
- Hum Hain Tum Ho Lyrics - W (2014)
Hum Hain Tum Ho Lyrics - W (2014)
Lyrics of "Hum hain tum ho" from movie W released in the year 2014.
Hum Hain Tum Ho song Lyrics - W (2014)
Hum hain tum ho
Iraade hain jawaan
Hum hain tum ho
Iraade hain jawaan
Chhoona hain aasmaa ko
Udana hain hawao ki tarah
Hum hain tum ho
Iraade hain jawaan
Hum hain tum ho
Iraade hain jawaan
Jab jab jo hona hain
Tab tab woh hota hain
Humko fikar nahi hain kal ki
Jeele tu jee bhar ke
Taaro ki mutthi karke
Ye zindagi hain
Bas pal bhar ki
Hum ko to re jaana
Hain re jaayenge
Apni zameen aasmaan
Hum hain tum ho
Iraade hain jawaan
Hum hain tum ho
Iraade hain jawaan
Sapne jo apne hain
Pure karenge hum
Aur kisi se humein
Kya kya lena
Khele to khele
Kismat apni lakeero se
Hum to likhenge
Apni daastan
Akele jee jalta
Hain jalenge hum
Bane na na bane karwaan
Hum hain tum ho
Iraade hain jawaan
Hum hain tum ho
Iraade hain jawaan.
Credits
| Song | Hum Hain Tum Ho |
|---|---|
| Movie | W (2014) |
| Singer(s) | Apeksha Dandekar |
| Music | Daboo Malik |
| Lyrics | Daboo Malik |

