Search Lyrics

Saturday, September 7, 2019

Javed Ali Playback Singer

Know about playback singer Javed Ali in detail. Javed Ali is an Indian playback singer who predominantly sings in Hindi language Bollywood films. He has also sung in various regional languages like Bengali, Kannada, Malayalam, Marathi, Odia, Tamil, Telugu and Urdu.
Javed Ali

Javed Ali

Detailed information about the playback singer(Javed Ali)

Birth name

Javed Hussain

Date of Birth and Birth Place

1981/1982 ,Delhi, India

Genres

Playback, Qawwali

Occupation(s)

Singer, Television presenter

Years active

2000–Present

Website

JavedAli.in

Sung in Following Language(s)

Javed Ali had sung songs in Hindi, Bengali, Telugu, Marathi, Oriya, Kannada, Malayalam, Tamil, Urdu[citation needed]


Play Back Singer: Javed Ali

SingerJaved Ali
Birth nameJaved Hussain
Date of Birth and Birth Place1981/1982 ,Delhi, India
GenresPlayback, Qawwali
Occupation(s)Singer, Television presenter
Years active2000–Present
WebsiteJavedAli.in

Javed Ali Songs

Following are the lyrics of the songs sung by Javed Ali

Seedhe saade saara saula
Seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai
Ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi
Kya naraazi arrey aare aare yaar




Javed Ali, Aakrosh

Chalka chalka jaam hoon mein
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle




Javed Ali, Aankhen

Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Aayee hai hawayein




Javed Ali, 5 Ghantey Mien 5 Crore

Bekali bekali bekali bekali, bekali
Bekali bekali bekali bekali, bekali
Bekali bekali bekali bekali
Bekali bekali bekali bekali
Teri baaton se hai, mulaakaton se hai
Teri baaton se hai, mulaakaton se hai
Jazbaaton se hai, kayi raaton se hai
Bekali bekali bekali bekali
Bekali bekali bekali bekali
Bekali bekali bekali bekali
Bekali bekali bekali bekali
Bekali bekali bekali bekali, bekali




Javed Ali, A Wednesday

Koi aaye, yun samaye,
Keh jaye dil ki sau baatein,
Pal mein mehke, pal mein behke,
Haule se yeh pal kyun tham sa jaye.




Javed Ali, 1982 - A Love Marriage

Soona sara lage hai jahaan nahi koi aashiya
Anjaani si dagar pe khada nahi koi saathiya
Kate dil kahaan raate kahan
Saahil kahan manzil kahan
Jaanu na jaanu na main jaanu na
Jaanu na jaanu na main jaanu na o ho




Javed Ali, 30 Minutes

Chalo geet umeed ka gungunaaye
Jhaan ko khusi ki koyi dhun sunaayein
Chalo geet umeed ka gungunaaye
Jhaan ko khusi ki koyi dhun sunaayein




Javed Ali, 31st October

Thoda tehar
Thoda tehar
Sun le zara
Sun le zara




Javed Ali, Ajab Prem Ki Ghazab Kahani

Tere bin main ho gaya paagal
Tere bin main ho gaya paagal
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Suna lage har pal




Javed Ali, Bhagam Bhag

Ashiyaana tera saath mere hai na
Dhoondhte teri gali mujhko ghar mila
Aab-o-daana tera haath mere hai na
Dhoondte tera khuda mujhko rab mila
Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil
Tu jo mila haa aasaan hui manzil
Kyunki tu..dhadkan..main dil




Javed Ali, Bajrangi Bhaijaan

Bezubaan..bezubaan
Ishq mera, bezubaan




Javed Ali, Bezubaan Ishq

Aaisi najar se dekha
Usne jalim ne chowk par
Humne kaleja rakh
Diya chalu ki nok par




Javed Ali, Bunty Aur Babli

Tere bin main ho gaya paagal
Tere bin main ho gaya paagal
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Suna lage har pal




Javed Ali, Bas Ek Pal

Tere bin main ho gaya paagal
Tere bin main ho gaya paagal
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Suna lage har pal




Javed Ali, Bhagam Bhag

Love is the best thing
Love is the best
Thing another
Love is feeling the
Bring of meaning to never
Love is faceful
Love the presence
Love is the best thing
Love is the best
Thing you never




Javed Ali, Bas Ek Tamanna

I ve been watching
For a while what s
Your name wanna go out
Naa main sheila veila
Naa main koi billo
Dil sadda tu lutiya
Kangna de ishaare
Munni hui purani
Jaisi aunty dhillon




Javed Ali, Bumboo

Haaye katto
Zaalim ne ankhon
Se jaadu chalake
Chhora kahi ka na
Apna banake
Haaye katto
Ho zalim ne ankhon
Se jaadu chalake
Chhora kahi ka
Na apna banake
Dil ke mohalle pe
Kabza huva
Tera katto rani
Har ek mudhe pe
Chaya nasha
Tera katto rani




Javed Ali, Baat Bann Gayi

Hawa lagi hai aaj to hamein
Ude ude hain hum
Lage hamein ki aasman se
Jude jude hain hum




Javed Ali, Bloody Isshq

Aa aa dhoop mein
Jaise barasta hai ek badal
Uss tarah gulne lage hai
Tujh mein hum
Tujh se hi din shuru
Tujh pe hi shaame katam
Bin tere mar jayenge
Kathe hai teri kasam




Javed Ali, Chal Pichchur Banate Hain

Saamne hai manzil par faasle bade hai
Saamne hai manzil par faasle bade hai
Pairon mein na jaane kitane bhanwar pade hai
Ant ke baad shuruaat khadi hai
Chand ke pare ek raat khadi hai.




Javed Ali, Chand Ke Pare

Har lamha tera bheja huaa khat ho jaise
Meri tanhaaiyo pe tere dastakhat ho jaise




Javed Ali, Chand Ke Pare

Hoo who who
Andheron main kahin
Ek raat timtimati hain
Andheron main kahin
Ek raat timtimati hain
Ho lagata hain ki maa
Mujhe rasta deekhati hai
Ho lagata hain ki maa
Mujhe rasta deekhati hai
Andheron main




Javed Ali, Chutki Bajaa Ke

Maujudgi ho raat ki slate pe
Chaand ki chalk se
Naam tumhara likhta hoon




Javed Ali, Chal Bhaag

Tere jannat ke wade bhi hume
Beimaani lagte hai
Hum khush hai rahne do hume
Bhopali galiyo mein




Javed Ali, Cute Kameena

Ho kaliya bago se chhute
Bunde bhi chhode badal
Ambar se tute sitare
Dukh kisko jyada howe
Jisne chhoda usko ya chhute sahare
Jiya re jiya re, bata re bata re




Javed Ali, Dahleez

Zeena zeena taaron se utar ke
Jahan hai mere dil ki
Zameen aa jaao
Zohra jabeen aa jaao
Sab se haseen aa jaao
Zohra jabeen aa jaao




Javed Ali, Ekk Deewana Tha

Ruthana hai agar
Meri jaane jigar
Ho ruthana hai agar
Meri jaane jigar
Isse behtar hai
Mujhko tu de de zaher
Teri har ek adda ye
To hoon main fidda
Gar saza hai to tutegi
Bandagi banke kaher
Na na na na nana na na na




Javed Ali, Guardians

Ab ghar aaja piya more aaja
Ab ghar aaja piya more aaja
Aaja ghar aaja piya more aaja
Tum bin kaun mora dukh jaane
Tum bin kaun mora dukh jaane
Ab ghar aaja piya more aaja
Tum bin kaun mora dukh jaane




Javed Ali, Haasil

Sapnon ka baadal tujhe bulaye
Jeene ki khwahish ko yeh jhulaaye
Ou




Javed Ali, Hawaa Hawaai

Choolhe ke angaarey jaise
Pehle tadpaate haathon ko
Tab naseeb roti hoti hai




Javed Ali, Hawaa Hawaai

Ishq sai ishq sai
Ishq sai ishq sai ishq sai ishq sai
Ishq sai ishq sai ishq sai ishq sai
Ishq sai ishq sai zulm na kar hum par
Hum toh tere murid hai baba
Hum toh tere murid hai baba
Na de humko judaai




Javed Ali, Hum Tum Dushman Dushman

Mere dil mai aaj woh avaj hai
Jo shayad maine kabhi nahi suni
Woh mujhe yaad dila rahi hai
Maine zindagi mai kitne
Galat kaam kiye hai




Javed Ali, Happy Husbands

Ishq ko ya khuda
Kyun nazar ho gayi
Yun lage har duaa
Beasar ho gayi
Hamne tinke chune
Aashiya ke liye
Kis taraha aandhiyo
Ko khabar ho gayi
Yaa maula maula




Javed Ali, Ishq Ke Parindey

Teri sohbato ki hawaao mein
Teri chahato ki fizaao mein
Teri sohbato ki hawaao mein
Teri chahato ki fizaao mein
Main mehak raha hun khil ke
Tum se mil ke mil ke mil ke
Tum se mil ke mil ke mil mil ke
Tum se mil ke mil ke mil ke
Tum se mil ke mil ke mil mil ke




Javed Ali, Ishq Ke Parindey

Rab se maagi thi maine woh duaan ho tum
Tohfa khuda ka meri jaan ho tum
Rab se maagi thi maine woh duaan ho tum
Tohfa khuda ka meri jaan ho tum
Kaafeer hota to main khuda ki kasam
Kaafeer hota to main khuda ki kasam
Kehta tumko mere khuda ho tum




Javed Ali, Ishq Ke Parindey

Hey
Chhote chhote qadamon
Se meelo hum chale
Jaisi bhi raahe hum hanste rahe
Chhote chhote qadamon
Se meelo hum chale
Jaisi bhi raahe hum hanste rahe
Ab jahan bhi hum rukenge
Rang jama lenge
Rang jamale rang jamale
Rang jamale rang jamale
Rang jamale rang jamale
Rang jamale rang jamale




Javed Ali, I Am Kalam

Ik aur badhne lage jo
Ik dor bandhne lage jo
Ik shor karne lage jo
Do dil ik chaal chalne lage jab
Ik dhaal dhalne lage jab
Ik thaal chakhne lage jab
Do dil judne lage lage do
Dilon ke jab kinare udne lage




Javed Ali, Ishaqzaade

Ishq ki baarish hai ye,
Ishq ki baarish hai ye,
Ishq mein bheegein yaar,
Aaja mere yaar aaja mere yaar,




Javed Ali, Ishq Forever

La la la la la la la la la
La la la la la aa
Turu ruru turu rururu
Turu ruru turu rururu




Javed Ali, Karle Pyaar Karle

Sulag rahi hu humdum
Aanch hai kyu hai madham
Sulgan seh na paaun




Javed Ali, Kochadaiiyaan: The Legend

Dushmon ko harra
Ne sekdo tarike hai
Pehla tarika hai maffi
Badlaw jaruri hai
Jo waqt ke sath
Badlega jinda rahega




Javed Ali, Kochadaiiyaan: The Legend

Dilwalo sund re suno
Kaanto se kaliyan chuno
Jeevan ki in raahon mein
Hooton pe geet rahe
Baahon mein meet rahe
Preet ghuli ho nigahon mein
Mera tumse itna hai kehna
Sapna kol dekhte rehna
Hai woh koi rahi jo na jaane
Manzil hai kya jo nahin dhadke
Woh dil bhi koi dil hai kya




Javed Ali, Kyun! Ho Gaya Na

Ishq aap bhi awallah
Aidey kaam bhi awalley
Jaide pesh peh jaave
Khaak chadhda na palle
Sher e punjab ahaa
Sher e punjab




Javed Ali, Khiladi 786

Dhoop me zindagi ki lehray
Teri zulfo ke khushnuma saaye
Ishq ke aaine me har lamha
Tera wajud hi nazar aaye




Javed Ali, Kaash Tum Hote

Haan
Billori nigaahon se kare hai sau ishaare
Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare
Billori nigaahon se kare hai sau ishaare
Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare




Javed Ali, Kalank

India re aao
Muthi mein dariya
Pakad ke chalo
Bandhu re aao
Parbat se utro
Akad ke chalo
Aao garajate aur barso
Baarish ke bochaad
Ban ke aao
Bandhu re aao
Parbat se utro
Akad ke chalo




Javed Ali, Lingaa

Rab rakha rab rakha rab rakha
Rab rakha rab rakha rab rakha




Javed Ali, Love Breakups Zindagi

Pyar hai, pyar hai
Pyar hai, pyar hai
Pyar hai, pyar hai




Javed Ali, Love Ke Funday

Labon se labon ki mulakaat hai
Mohabbat nibhane ki yeh raat hai
Labon se labon ki mulakaat hai
Mohabbat nibhane ki yeh raat hai
Na doori rahe sanam
Kasam hai tumhein kasam
Kiye rooh tak utar jaane ki hi baat hai




Javed Ali, M3: Midsummer Midnight Mumbai

O meri jaan tera
Yun muskurana
Toh ghalat baat hai
Apne aashiq ko
Sankat mein laana
Toh ghalat baat hai




Javed Ali, Main Tera Hero

Main sifar mein safar kar raha hoon
Jaane ye kahan chal raha hoon
Barf jaise mein kyun gal raha hoon
Paani jaise beh raha hoon
Teri aur lage mud raha hoon
Jaane ye kahan chal raha hoon
Barf jaise main kyun gal raha hoon
Paani jaise beh raha hoon




Javed Ali, Meinu Ek Ladki Chaahiye

Yeh ajooba hua kaisa kamaal
Jeet gaye sab aur
Ho gaye malamaal
Yeh ajooba hua kaisa kamaal
Jeet gaye sab aur
Ho gaye malamaal
Dekh tere yeh gaanv ki
Haalat kya ho gayi bhagwaan
Rukhi sukhi khate the
Woh baant rahe pakwaan
Baar baar na aaye mauka
Zordaar mara hai chauka
Khabardaar jo kisi ne roka
Kar denge halaal
Malamaal weekly
Yeh hai malamaal
Weekly ka kamaal




Javed Ali, Malamaal Weekly

O o sar sar sar sarti
Hawa chunri udaaye
Tan man tan man mein
Mere pyas jagaaye
Sar sar sar sarti
Hawa chunri udaaye
Tan man tan man mein
Mere pyas jagaaye
Teri meethi baaton
Mein na aaun diljaani
Kahe diljaani aur
Bane anjaani
Sar sar sar sarti
Hawa chunri udaaye
Tan man tan man mein
Mere pyas jagaaye




Javed Ali, Malamaal Weekly

Hansani o meri hansani
Hansani main teri hansani
Tera piya tujhko
Pukaare aa paas aa ja
Hansani main teri hansani
Hansani o meri hansani
Mere piya lo aa gayi
Main jaha chahe le ja
Hansani o meri hansani




Javed Ali, Malamaal Weekly

Mohabbat kyaa hain
Jawaani kyaa hain
Meri jaa hotaa hain hotaa
Hain kyaa ye pyaar
Mohabbat kyaa hain
Jawaani kyaa hain
Meri jaa hotaa hain
Hotaa hain kyaa ye pyaar
Dil leke dekho dekho
Dekho dil leke dekho mere yaar




Javed Ali, Mera Dil Leke Dekho

Teri deewaani duniya saari
Aaj yeh hamane jaana hai
Apane bhakto mein deva
Tune humko bhi maana hai
Teri deewaani duniya saari
Aaj yeh hamane jaana hai
Apane bhakto mein deva
Tune humko bhi maana hai
Ghar se vida hoke jaate ho
Dil se kabhi na tum jaana re
Ghar se vida hoke jaate ho
Dil se kabhi na tum jaana re
Tumko hai kasam
Ganapati bappa morya
Morya re baappa morya re
Morya re baappa morya re
Morya re baappa morya re
Morya re baappa morya re
Tu aaya hai tu aayega
Agale baras bhi aana re
Tu aaya hai tu aayega
Agale baras bhi aana re




Javed Ali, My Friend Ganesha

Yeh ishq ishq ishq, yeh ishq ishq ishq
Yeh ishq ishq ishq, yeh ishq ishq ishq
Yeh ishq ishq ishq, yeh ishq ishq ishq




Javed Ali, Mission Istaanbul: Darr Ke Aagey Jeet Hai!

Ho kaliya bago se chhute
Bunde bhi chhode badal
Ambar se tute sitare
Dukh kisko jyada howe
Jisne chhoda usko ya chhute sahare
Jiya re jiya re, bata re bata re




Javed Ali, Maruti Mera Dosst

Hey ey ey ey meri padosan
O jise dekh yeh nazare meri
Bijali si chamak jaati hai
O jise dekh meri saanson mein
Khushbu si mehak jaati hai
Haan usaki julfein tauba, kya jhalake tauba
Usaki aankhein tauba, usaki baatein tauba
Usaka chehara tauba, usaka nakhara tauba
Usaki chaahat tauba, usaki rangat tauba
Karati hai mujhape
Woh jaadu tauba tauba tauba tauba
Meri padosan hai tauba tauba,
Meri padosan hai dekho tauba tauba
Jalwe hai usake re tauba tauba ha,
Meri padosan hai dekho tauba tauba




Javed Ali, Meri Padosan

Karishan kanahaiya
Masti lutayenge hum
Kal pe chhayenge
Masti lutayenge hum
Kal pe chhayenge
Nachenge gayenge govinda
Masti lutayenge hum
Kal pe chhayenge
Nachenge gayenge govinda




Javed Ali, Main Krishna Hoon

Ho zakham khate
Hai tut jate hai
Raho mein pyar ki
Kitne kante hai
Kitne sadme hai
Baho mein yaar ki
Zakham khate hai
Tut jate hai
Raho mein pyar ki
Kitne kante hai
Kitne sadme hai
Baho mein yaar ki
Jisne na apna jana hai
Dil to usika deewana hai
Jisne na apna jana hai
Dil to usika deewana hai




Javed Ali, Married 2 America

Hu oo oo oo..
Ho dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Jisne bhi dil ko lagya hai
Usne to dhoka hi khaya hai
Jisne bhi dil ko lagya hai
Usne to dhoka hi khaya hai
Kal tak nahi thi
Mujh ko khbar ye
Aaj mane ye jana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai




Javed Ali, Married 2 America

Aaj utaregi aasmanon se dua,
Tu fariyaad toh kar,
Kaun roke uski nayat ko,
Toh dil se yaad toh kar..




Javed Ali, Mirza Juuliet

Aale amaa shaah e jahaan
Fakre zamaa maula ali
Aale amaa shaah e jahaan
Fakre zamaa maula ali




Javed Ali, Nazar

Tu hi awaaz hai meri
Tu hi andaz hai
Tu hi awaaz hai meri
Tu hi andaz hai
Tu hi awaaz hai meri
Tu hi andaz hai
Tuhi hai ibtida hai
Intiha aagaz hai
Tu hi awaaz hai meri
Tu hi andaz hai
Tu hi awaaz hai meri
Tu hi andaz hai




Javed Ali, Overtime

O frontier pe tere
Aaya hai jawan
Doorbeen se taake wo
Apna nishan




Javed Ali, Once Upon A Time In Mumbai Again

Yaar mera mera aa
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein




Javed Ali, Once Upon A Time In Mumbai Again

A ding dang do
Tumhe hum chahe
Jo tum keh do
Has ke mar jaaye
Hamari jaan hai pyari behna
Bina tere kahin kabhi
Humko na rehna
Khushi aur ghum hame
Yahan milke hai sehna
He he he . Ho ho ho .
A ding dang do
Tumhe hum chahe
Jo tum keh do
Has ke mar jaaye
Hamari jaan hai pyari behna
Bina tere kahin kabhi
Humko na rehna
Khushi aur ghum hame
Yahan milke hai sehna
He he he . Ho ho ho .




Javed Ali, Paagalpan

Meri ye nazar pe junoon sa
Meri rago mein lahoo sa
Behta hai desh mera
Tere liye jo mar jaaye
Hum kya hai desh mera




Javed Ali, PM Narendra Modi

Raja se kar le pyaar tu
Raja ab to jawan ho gaya
Raja se kar le pyaar tu
Raja ab to jawan ho gaya




Javed Ali, Qayamat Hi Qayamat

Har ik lamhe mein tu hi hai shaamil
Har justaju ka tu hi hai haasil
Har ik lamhe mein tu hi hai shaamil
Har justaju ka tu hi hai haasil
Meri zindagi ka tu hi hai
Saahil u o u o u o o o .
Tu dilkashi tu dil-e-jahaan hai
Tu hamnashin tu mere jism-o-jaan hai
Meri har khushi ka
Tu raasta hai u o u o u o o o .




Javed Ali, Ruslaan

Aha aha aha aha
Kilimanjaro ladki
Parvat ki yaaro
Isska roop nihaaro
Yaaro yaaro
Aha aha aha aha
Mohenjo daro issko
Dil mein utaaro
Jungle jungle pukaro
Yaaro yaaro
Aha aha aha aha




Javed Ali, Robot

Yeh ishq ishq ishq, yeh ishq ishq ishq
Yeh ishq ishq ishq, yeh ishq ishq ishq
Yeh ishq ishq ishq, yeh ishq ishq ishq




Javed Ali, Ra.One

Ya nizamuddin auliya
Ya nizamuddin salka
Kadam badha le
Haddon ko mita le
Aaja khaalipan mein
Pee ka ghar tera
Tere bin khaali aaja
Khaalipan mein
Tere bin khaali aaja
Khaalipan mein




Javed Ali, Rockstar

Teri baahon mein mili
Aisi rahat si mujhe
Ho gayi jaan e jahaan
Teri aadat si mujhe
Dekhoon main jab tujhko toh
Tab mera din ye dhale




Javed Ali, Raaz 3: The Third Dimension

Tera ishq bada teekha
Mujhe teekha accha lage
Tere ishq mein dard bada
Mujhe dard accha lage
Tera ishq bada jootha
Ho ooo
Tera ishq bada jootha
Mujhe jootha accha lage




Javed Ali, Rowdy Rathore

O meri har man
Maani bas tum tak
Baatein bachkaani
Bas tum tak
Meri nazar
Deewani bas tum tak
Mere sukh dukh
Aate jaate saare
Tum tak tum tak
Tum tak sohne yar
Tum tak tum tak
Tum tak sohne yar




Javed Ali, Raanjhnaa

Sa re ga ma ga re sa
Sa re ga ma ga re sa
Re ga ma pa dha pa ma
Ga ma ga re ga re sa




Javed Ali, Rajjo

Hmm..hmmhmm
Aaaaaa




Javed Ali, Rajjo

Ho oye hye oye
Rang puredi rang rangili
Ladki chail chapili
Usde chan chal nain kadaa
Are chan chan nain katar usda
Roop bana hatiyar
Uske roop se katal huye tho
Charcha shuro hua
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja




Javed Ali, Ramratan

Kuch na kahe bas chup rahe
Khamoshiyaan hee keh jaaye
Tham jaaye yeh jahan
Aur pal bhi thaher jaaye
Rahe na kuch bhi darmiya
Meete yeh saari dooriyaan
Milke bhi hai adhuri si
Yeh daastan
Rahe na kuch bhi darmiya
Meete yeh saari dooriyaan
Milke bhi hai adhuri si
Yeh daastan ..




Javed Ali, Saraswatichandra

Abhee abhee jo tu aayee hai, abhee abhee khushee aayee hai
Abhee abhee asar laayee hai duwa
Kabhee rahe najar sehamee see
Kabhee rahe galat fehmee see
Kabhee kabhee lage kuchh bhee naa huwa
Milane lagee gale, rishto kee yeh jamin
Aankho me aagayee, khushiyo kee yeh namee




Javed Ali, Saas Bahu Aur Sensex

Ek haqeeqat tum lagte ho,
Ek fasana chand lage
Taja taja roop tumhara,
Kitana purana chand lage
Kitana purana chand lage




Javed Ali, Shaabash! You Can Do It

Pal pal koi pagal pan kyun hota hai
San san yeh tan dhak
Dhak mann kyun hota hai




Javed Ali, Shortkut: The Con Is On

Ek tu hi tu meri zindagi
Zindagi ka tu armaan hai
Meri har khushi tujhse judi
Sab tujhpe yeh kurbaan hai




Javed Ali, Shaukeen Kaminay

Tu hi haqeeaqat
Khawwb tu
Dariya tu hi
Pyaas tu
Tu hi dil ke beqarari
Tu sukun tu sukun




Javed Ali, Tum Mile

Tu hi meri hai saari zameen
Chahe kahin se chalun
Tujh mein hi aake ruku
Tere siva main jaun kahan
Koi bhi raah chunu
Tujh mein hi aake ruku




Javed Ali, Tum Mile

Main khud se bhi
Zyaada teri fikar karoon
Koi puchhe har vela
Tera zikar karoon
Main khud se bhi
Zyaada teri fikar karoon
Koi puchhe har vela
Tera zikar karoon
Meri sohniye, o heeriye,
Hai pyaar tera is dil mein
Dil le jaa ni le jaa
Ye jaan phasi mushakil mein
Dil le jaa ni le jaa
Hai pyaar tera is dil mein
Dil le jaa ni le jaa
Ye jaan phasi mushakil mein
Dil le jaa ni le jaa




Javed Ali, Toh Baat Pakki!

Super hero, super hero, toonpur ka
Super hero, super hero
Jeeto ge tum
Super hero, super hero
Ham ko yaqeen
Super hero, super hero
Hero ho tum, tum jesa duniya mein koi nahi
Super hero, super hero toonpur ka
Super hero, super hero
Super hero, super hero




Javed Ali, Toonpur Ka Super Hero

Pyaar mein, ik dil ki jeet hai,
Ik dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Pyaar mein, ik dil maqroor hai,
Ik gham se choor hai
Har dil hai mohra pyaar mein
Ho ho ho, kisi ke liye, rab ki raza
Kisi ke liye, gehari saza
Dono chehre iss ke juda
Hai maza pyaar mein
Pyaar mein, ik dil ki jeet hai,
Ik dil ki haar hai
Har dil hai mohra pyaar mein




Javed Ali, Thank You

Wo allah tu kitna hai meharbaan
Allah tu kitna hai meharbaan
Allah tu kitna hai meharbaan
Allah tu kitna hai meharbaan
Hey ishavar tu kitna mahan
Hey ishavar tu kitna mahan
Hey ishavar tu kitna mahan
Hey ishavar tu kitna mahan
Fir kyu jhagade
Hindu aur muslmaan
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah
Hey ishavar hey ishavar
Hey ishavar hey ishavar
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah
Allah tu kitna hai meharbaan
Hey ishavar tu kitna mahan




Javed Ali, The Light: Swami Vivekananda

Naa nabz, naa hi saansein
Kuch nahi, kuch nahi
Tere bina hai jeena
Kuch nahi, kuch nahi




Javed Ali, Tubelight

Sajana teri yaa main teri raanjana
Sajana teri yaa main teri raanjana
Tera noor noor tera noor noor
Tera noor noor mera noor
Tera noor noor tera noor noor
Tera noor noor mera noor




Javed Ali, Tiger Zinda Hai

Chaand wahi hai raat alag hai
Wahi saawan barsaat alag hai
Phool wahi hai khushbu juda hai
Maajra kya ye mere khuda hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Chaand wahi hai raat alag hai
Wahi saawan barsaat alag hai




Javed Ali, U R My Jaan

Na kusoor dil ka hai
Na toh hai meri khata




Javed Ali, Veerey Ki Wedding

Teri aankhein keh gayi keh gayi
Teri aankhein keh gayi keh gayi




Javed Ali, War Chhod Na Yaar

Tere bin main ho gaya paagal
Tere bin main ho gaya paagal
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Suna lage har pal




Javed Ali, Wazir

Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab
Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge
Sab aapke khwaab
Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge
Sab aapke khwaab
Ek baar jana ek baar jana
Ek baar jana america janaab




Javed Ali, Yun Hota Toh Kya Hota: What If...?

O lai gai o le lo baakhri
Dilon ki saakhri
Sun teri le zin
Varna tu jhim jhim
Palati chalti jaaye
Dil kare haye haye
Jawaan kar dil chali kyun
Kar ke tu bye bye
Garam garam tu jali jali
Meri patakha kahan chali
Garam garam tu jali jali
Meri patakha kahan chali




Javed Ali, Yamla Pagla Deewana

Ulajhtaa rahoon julastaa rahoon
Teri chaahat mein main jaloon
Main jeenay ki khwaish
Mein martaa rahoon
Yeh kaisi sanak yeh
Main karta hoon kyun
Ishq tere jalwe har
Pehar dil mein balwe
Ishq tere jalwe har
Pehar dil mein balwe




Javed Ali, Yeh Saali Zindagi

Sararara sararara
Sararara sararara




Javed Ali, Yeh Saali Zindagi

Kaise kahein alvida mehram
Kaise bane ajnabi humdum
Bhool jaao jo tum
Bhool jaayenge hum
Yeh junoon yeh
Pyaar ke lamhe nam
Kaise kahein alvida
Mehram kaise kahein




Javed Ali, Yeh Saali Zindagi

Agar ishaara ho tera, tujhpe likhun ek geet main
Dhadkano ka saaz tu, aur banu sangeet main




Javed Ali, Yea Toh Two Much Ho Gayaa

Bade josh me hai hamari jawani
Juda or logo se apni kahani
Kate rangraliyo me apni to rate
Hamesha kare ham to chahat ki bate
Kya mohabbat hai kya zamana hai
Andaz apna bhi suhana hai
Kya mohabbat hai kya zamana hai
Andaz apna bhi suhana hai




Javed Ali, Zamaanat

Bade josh me hai hamari jawani
Juda or logo se apni kahani
Kate rangraliyo me apni to rate
Hamesha kare ham to chahat ki bate
Kya mohabbat hai kya zamana hai
Andaz apna bhi suhana hai
Kya mohabbat hai kya zamana hai
Andaz apna bhi suhana hai




Javed Ali, Zamaanat

क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner