Search Lyrics

Saturday, September 14, 2019

Jo Afsaane Dil Ne Buney Lyrics - 1947: Earth (1998)

Lyrics of "Jo afsaane dil ne buney" from movie 1947: Earth released in the year 1998. 1947: Earth movie was directed by Deepa Mehta starring Aamir Khan, Maia Sethna, Nandita Das, Shabana Azmi, Gulshan Grover, Kulbhushan Kharbanda and released on 7th July, 1999.

1947: Earth

Jo Afsaane Dil Ne Buney song Lyrics - 1947: Earth (1998)

Jo afsaane dil ne buney
Unko koi dil hi suney
Hum haule haule pyaar ki
Dhundhli fizayon meinaaye
Gehre gehre hain khwaab ki
Neeli ghatayon ke saaye
Hum tum dono khoye khoye
Sapne dekhein jaage soye
Gumsum hairaan

Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai

Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai

Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai

Behti hain chingariyaan jaise
Sar se paon tak nas nas mein
Halka halka hosh hai lekin
Kuchh bhi nahin ab mere bas mein
Mere ang ang mein becheini bijli
Banke lehraaye
Ek meethe meethe dard ka badal
Tan man par chhaye
Saansein uljhein dhadkein
Lekin jaane kaisi meri mushkil hogi aasaan

Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai

Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai.
Jo afsaane dil ne buney
Unko koi dil hi suney
Hum haule haule pyaar ki
Dhundhli fizayon meinaaye
Gehre gehre hain khwaab ki
Neeli ghatayon ke saaye
Hum tum dono khoye khoye
Sapne dekhein jaage soye
Gumsum hairaan

Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai

Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai

Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai

Behti hain chingariyaan jaise
Sar se paon tak nas nas mein
Halka halka hosh hai lekin
Kuchh bhi nahin ab mere bas mein
Mere ang ang mein becheini bijli
Banke lehraaye
Ek meethe meethe dard ka badal
Tan man par chhaye
Saansein uljhein dhadkein
Lekin jaane kaisi meri mushkil hogi aasaan

Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai

Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai.

Credits

SongJo Afsaane Dil Ne Buney
Movie1947: Earth (1998)
Singer(s) Srinivas
Music A.R. Rahman
Music Company T-Series
Director Deepa Mehta
Starring Aamir Khan, Maia Sethna, Nandita Das, Shabana Azmi, Gulshan Grover, Kulbhushan Kharbanda
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner