Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Main Teri Yaadon Mein Khoya Lyrics - Sanam Teri Kasam (2015)

Lyrics of "Main teri yaadon mein khoya" from movie Sanam Teri Kasam released in the year 2015.

Sanam Teri Kasam

Main Teri Yaadon Mein Khoya song Lyrics - Sanam Teri Kasam (2015)

Main teri yaadon mein khoya,
Main teri yaadon mein uljha,
Main teri yaadon mein khoya,
Main teri yaadon mein uljha,

Teri yaadon ka hai samaa,
Tere bin main..main na raha,
Teri yaadon ka hai samaa,
Tere bin main..main na raha,

Shamon saher kaise lagte zehar jaise,
Tere bagair aise o o oo..
Socha nahi kaise hu darbadar jaise,
Hogi basar aise o o oo..

Khamoshiyan hai khata meri,
Tanhaiyan hai saza meri,
Samjha rahi hai ye duriyan,
Teri meri nazdeekiyan,

Haan teri yaadon ke ghum hai,
Hai teri yaadon ki khushiyan,
Haan teri yaadon ke ghum hai,
Hai teri yaadon ki khushiyan,

Tere bin jeena kya mera,
Tere bin main..main na raha,
Tere bin jeena kya mera,
Tere bin main..main na raha,

Sabko khabar hai ye meri saher hai tu,
Kya bekhabar hai tu o o oo..
Itni zara si toh haan hai tujhe kehni,
Kehde nazar se tu o o oo..

Kya itni hai majbooriyan,
Kyu itni na manzuriyan,
Ik mukhtasar si baat hai,
Phir zindagi bhar ka sath hai,

Main teri yaadon mein jaaga,
Main teri yaadon mein soya,
Main teri yaadon mein jaaga,
Main teri yaadon mein soya,

Tere bin jeena kya mera,
Tere bin main..main na raha,
Tere bin jeena kya mera,
Tere bin main..main na raha,

Credits

SongMain Teri Yaadon Mein Khoya
MovieSanam Teri Kasam (2015)
Singer(s)Arijit Singh
MusicHimesh Reshammiya
LyricsSubrat Sinha
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner