Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Meri Zindagi Hai Zaalim Lyrics - Dilruba (1967)

Lyrics of "Meri zindagi hai zaalim" from movie Dilruba released in the year 1967.

Dilruba

Meri Zindagi Hai Zaalim song Lyrics - Dilruba (1967)

Meri zindagi hai zaalim
Meri zindagi hai zaalim
Tere gham se aashkara
Tera gham hai dar haqiqat
Mujhe zindagi se pyara
Meri zindagi hai zaalim

Wo agar buraa na maane
To jahaan e rang o buu mein
Wo agar buraa na maane
To jahaan e rang o buu mein
Main sukun e dil ki khaatir
Main sukun e dil ki khaatir
Koi dhundh lun sahara
Meri zindagi hai zaalim

Ye khunaq khunaq hawaaye
Ye jhuki jhuki ghataaye
Ye khunaq khunaq hawaaye
Ye jhuki jhuki ghataaye
Wo nazar bhi kya nazar hai
Wo nazar bhi kya nazar hai
Jo samajh na le ishara
Meri zindagi hai zaalim

Mujhe aa gaya yakee sa
Ke yahi hai meri manzil
Mujhe aa gaya yakee sa
Ke yahi hai meri manzil
Sare raah jab kisi ne
Sare raah jab kisi ne
Mujhe daftun pukara
Meri zindagi hai zaalim

Koi aye shakeel dekhe
Ye junoon nahin to kya hai
Koi aye shakeel dekhe
Ye junoon nahin to kya hai
Ke usi ke ho gaye ham
Ke usi ke ho gaye ham
Jo na ho saka hamara
Meri zindagi hai zaalim
Tere gham se aashkara
Tera gham hai dar haqiqat
Mujhe zindagi se pyara
Meri zindagi hai zaalim.

Credits

SongMeri Zindagi Hai Zaalim
MovieDilruba (1967)
Singer(s)Penaz Masani
MusicPenaz Masani
LyricsShakeel Badayuni
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner