Search Lyrics

Thursday, September 12, 2019

Mujh Ko Hai Maloom Lyrics - Ab Meri Baari (1989)

Lyrics of "Mujh ko hai maloom" from movie Ab Meri Baari released in the year 1989. Ab Meri Baari movie was directed by Bhagwan Thakur starring Hemant Birje, Kimi Katkar, Anupam Kher, Raza Murad, Master Rinku, Sumeet Saigal, Swapna and released on .

Ab Meri Baari

Mujh Ko Hai Maloom song Lyrics - Ab Meri Baari (1989)

Mujh ko hai maloom
Tu mujhpe marta hain
Mujh ko hai maloom
Tu mujhpe marta hain
Lekin dil ki baat kehane se
Tu darta hain
Lekin dil ki baat kehane se
Tu darta hain

Mujh ko hai maloom
Tu mujhpe marta hain
Mujh ko hai maloom
Tu mujhpe marta hain
Lekin dil ki baat kehane se
Tu darta hain
Lekin dil ki baat kehane se
Tu darta hain

Chian mera loot ke
Chian mera loot ke
Jaata hain kahan rooth ke
Maan mera kahena
Aise tadpana chhod de
Dil dhadkana chhod de
Ki mausam mastana hain
Dil bhi deewana hain
Aise mein na jaare mera dil todke
Chori yaar tu aahein bharta hain
Chori yaar tu aahein bharta hain
Lekin dil ki baat kehane se
Tu darta hain
Aahaa dil ki baat kehane se
Tu darta hain

Dekhun jahan wahan khadi
Dekhun jahan wahan khadi
Peechhe mera hain kyun padi
Pyaar karna raani na
Tere bas ki baat hain
Ye mushkil jazbaat hain
Tu itani jhaldi na kar
Thandi aahein nabhar
Dil lagane ke din
Hain na haalat hain
Pyaar deewana
Tera tujhse karta hain
Pyaar deewana
Tera tujhse karta hain
Phir kyun dil ki
Baat kehane se
Tu darta hain
Phir kyun dil ki
Baat kehane se
Tu darta hain

Mujh ko hain maloom
Tu mujhpe marta hain
Lekin dil ki baat kehane se
Tu darta hain
Aa haan dil ki baat kehane se
Tu darta hain.

Credits

SongMujh Ko Hai Maloom
MovieAb Meri Baari (1989)
Singer(s) Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Company Tips Music
Director Bhagwan Thakur
Starring Hemant Birje, Kimi Katkar, Anupam Kher, Raza Murad, Master Rinku, Sumeet Saigal, Swapna
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner