Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Lyrics - Prem Pratigyaa (1989)

Lyrics of "Pyar kabhi kam nahi karna" from movie Prem Pratigyaa released in the year 1989.

Prem Pratigyaa

Pyar Kabhi Kam Nahi Karna song Lyrics - Prem Pratigyaa (1989)

Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Mar jaayenge aasiq warna
Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Mar jaayenge aasiq warna
Itna karam kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena

Meri subah aur meri shaam
Aati hai lekar aap ka naam
Aap ka naam
Aap ke hi kadmo mai sanam
Gujregi meri umra tamaam
Umra tamaam
Hum ko juda mat karna
Chahe sar ko kalam kar dena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Mar jaayenge aasiq warna
Itna karam kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena

Maine apni khushiya tamaam
Kar di aaj se aap ke naam
Aap ke naam
Pyar ka jab aagaaz kiya
Kyun soche dil ka anjaam
Dil ka anjaam
Dil pe hamare tiro ki barkha
Jitna ho dum kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Mar jaayenge aasiq warna
Itna karam kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Mar jaayenge aasiq warna
Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena.

Credits

SongPyar Kabhi Kam Nahi Karna
MoviePrem Pratigyaa (1989)
Singer(s)Asha Bhosle , Bappi Lahiri
MusicBappi Lahiri
LyricsIndeevar (Shyamalal Babu Rai)
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner