Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Raani Khol De Apne Dwaar Lyrics - Tadbir (1945)

Lyrics of "Raani khol de apne dwaar" from movie Tadbir released in the year 1945.

Tadbir

Raani Khol De Apne Dwaar song Lyrics - Tadbir (1945)

Raani khol de apne dwaar
Raani khol de apne dwaar
Milne ka din aa gayaa aa gaya
Kar le nainon se nainaa do chaar
Kar le nainon se nainaa do chaar
Milne ka din aa gayaa
Aa gayaa aa gayaa

Laaj ki maari main na boloon
Laaj ki maari main na boloon
Preet ke ghunghat ko na kholoon
Preet ke ghunghat ko na kholoon
Kyun kyaa jaanoon kyun
Aaj maanoon balamwaa main haar
Aaj maanoon balamwaa main haar
Dil mera ghabraa gayaa
Dil mera ghabraa gayaa

Kar le nainon se nainaa do chaar
Kar le nainon se nainaa do chaar
Milne ka din aa gayaa
Aa gayaa aa gayaa
Aaj dil mein utthhaa hai toofaan
Aaj dil mein uthhaa hai toofaan
Bolo kyun

Aaj tan mein more naach rahe praan
Aaj tan mein more naach rahe praan
Bolo kyun
Aaj nas nas mein chhaayaa khumaar
Aaj nas nas mein chhaayaa khumaar
Kyun milne ka din aa gayaa aa gayaa
Kar le nainon se nainaa do chaar
Kar le nainon se nainaa do chaar
Milne ka din aa gayaa
Aa gayaa aa gayaa

Laaj ki maari main na boloon
Laaj ki maari main na boloon
Preet ke ghoonghat ko na kholoon
Preet ke ghoonghat ko na kholoon
Kyun kyaa jaanoon kyun
Aaj maanoon balamwaa main haar
Aaj maanoon balamwaa main haar
Dil mera ghabraa gayaa
Dil mera ghabraa gayaa

Kar le nainon se nainaa do chaar
Kar le nainon se nainaa do chaar
Milne ka din aa gayaa
Aa gayaa aa gayaa.

Credits

SongRaani Khol De Apne Dwaar
MovieTadbir (1945)
Singer(s)Kundan Lal Saigal , Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
MusicLal Mohammad
LyricsSwami Ramanand Saraswati
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner