Search Lyrics
Sunday, September 15, 2019
- Home
- Hindi Song Lyrics
- Sajan Se Milne Jana Hain Aaj Lyrics - Paraya Ghar (1989)
Sajan Se Milne Jana Hain Aaj Lyrics - Paraya Ghar (1989)
Sajan Se Milne Jana Hain Aaj song Lyrics - Paraya Ghar (1989)
Sajan se milne jana hain aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar
Sajan se milne jana hain aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar
Jinse lagi lagan unse hoga milan
Apne hatho se tujhko saja dungi sakhi
Lahke kajara tera mahke gajra tera
Apni khushiya bhi tujh par luta du sakhi
Ye rup uspe lutana hain aaj
Hoga hain tujh par nisar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar
Ek aati hai rut ek jati hai rut
Jisme dil khil uthe rut hai sawan wahi
Chahte hain sabhi par ye sach hai sakhi
Jisko chahe piya hain suhagan wahi
Jisko chahe piya hain suhagan wahi
Dil yu khushi se deewana hain aaj
Tujh par diya khud ko war ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar
Sajan se milne jana hain aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar.
Credits
| Song | Sajan Se Milne Jana Hain Aaj |
|---|---|
| Movie | Paraya Ghar (1989) |
| Singer(s) | Anuradha Paudwal |
| Music | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) , Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Lyrics | Hasan Kamal |

