Search Lyrics
Sunday, September 15, 2019
- Home
- Hindi Song Lyrics
- Sajda Tera Kar Na Sakoon Lyrics - Raabta (2017)
Sajda Tera Kar Na Sakoon Lyrics - Raabta (2017)
Lyrics of "Sajda tera kar na sakoon" from movie Raabta released in the year 2017.
Sajda Tera Kar Na Sakoon song Lyrics - Raabta (2017)
Sajda tera kar na sakoon
To bandagi kya bandagi
Tera bina jeena pade
To zindagi kya zindagi
Kya rang laya dil ka lagana
Kya rang laya dil ka lagana
Goonje hawa mein
Bichhde dillan diyan duhaiyan
Ve badi lambiyaan si judaiyaan
Tere nishan yaadon mein hain
Tu kyun nahi taqdeer mein
Naadan dil hai dhoondhta
Qurbat teri tasveer mein
Mumkin nahi hai tujhko bhulana
Mumkin nahi hai tujhko bhulana
Dekhe khudaya do aashiqan diyan tabahiyan
Ve badi lambiyaan si judaiyaan
Badi lambiyaan si judaiyan
Judaiyan, judaiyan
Ve badi lambiyaan si judaiyaan
Lambiyaan si judaiyan
Lambiyaan si judaiyaan, judaiyan
Ve badi lambiyaan si judaiyaan..
Credits
| Song | Sajda Tera Kar Na Sakoon |
|---|---|
| Movie | Raabta (2017) |
| Singer(s) | Arijit Singh |
| Music | JAM8 |
| Lyrics | Amitabh Bhattacharya |

