Search Lyrics
Sunday, September 15, 2019
- Home
- Hindi Song Lyrics
- Sajna Tere Bina Kya Jina Lyrics - Patthar Ke Phool (1991)
Sajna Tere Bina Kya Jina Lyrics - Patthar Ke Phool (1991)
Lyrics of "Sajna tere bina kya jina" from movie Patthar Ke Phool released in the year 1991.
Sajna Tere Bina Kya Jina song Lyrics - Patthar Ke Phool (1991)
Sajna tere bina kya jina
Sajna tere bina kya jina
Tujh bin suni meri man beena
Man beena man beena
Sajni tere bina kya jina
Sajni tere bina kya jina
Tune khud ko mujhse
Kyu china kyu china kyu china
Sajna tere bina kya jina
Sajni tere bina kya jina
Tujhe kya kahu tujhse
Muh kyu hai moda
Mohabbat ka mandir
Hai kyu maine toda
Mere devta maf
karna mujhe tu
Mukaddar ne
Mujhko kahi ka na choda
Kahi ka na choda
Tujh bin suni meri man beena
Man beena man beena
Sajna tere bina kya jina
Sajni tere bina kya jina
Kinara kiya tune humdum waha se
Rahi do kadam apni manjil jaha se
Mai kaise najaro se najre milao
Kaha jau bachkar jami aasma se
Jami aasma se
Tune khud ko mujhse
Kyu china kyu china kyu china
Sajni tere bina kya jina
Sajna tere bina kya jina.
Credits
| Song | Sajna Tere Bina Kya Jina |
|---|---|
| Movie | Patthar Ke Phool (1991) |
| Singer(s) | Lata Mangeshkar , S. P. Balasubrahmanyam |
| Music | Raamlaxman (Vijay Patil) |
| Lyrics | Ravindra Jain |

