Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Salma Ko Mil Gaya Balma Lyrics - Palay Khan (1986)

Lyrics of "Salma ko mil gaya balma" from movie Palay Khan released in the year 1986.

Palay Khan

Salma Ko Mil Gaya Balma song Lyrics - Palay Khan (1986)

Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali
Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali
Oye satara baras ki yaade
Pal mein vapas mod chali
Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali
Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali

Surat se lagti thi bholi
Tab kheli ye aankh micholi
Surat se lagti thi bholi
Tab kheli ye aankh micholi
Kab baithi naino ki dholi
Humne tab jana
Jab humse naata tod chali
Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali
Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali

Galo par hai sharam ki lali
Kuchh mat kahna degi gali
Galo par hai sharam ki lali
Kuchh mat kahna degi gali
Dhund liya bulbul ne mali
Apna naam kisi
Pardesi ke sang jod chali
Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali
Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali

Mere sapno ka sahjada
Mujhko lene kab aaye ga
Mere sapno ka sahjada
Mujhko lene kab aaye ga
Mera dola kab jaye ga
Vo banke dulhan lala
Chunriya sar pe odh chali
Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali
Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali

Oye satara baras ki yaade
Pal mein vapas mod chali
Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali
Salma ko mil gaya balma
Salma hum ko chhod chali.

Credits

SongSalma Ko Mil Gaya Balma
MoviePalay Khan (1986)
Singer(s)Lata Mangeshkar
MusicRahul Dev Burman
LyricsAnand Bakshi
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner