Search Lyrics
Sunday, September 15, 2019
- Home
- Bhopal: A Prayer For Rain
- Sun ZaraTu Kahaan Main Hoon Kahaan Lyrics - Bhopal: A Prayer For Rain (2014)
Sun ZaraTu Kahaan Main Hoon Kahaan Lyrics - Bhopal: A Prayer For Rain (2014)
Lyrics of "Sun zaraTu kahaan main hoon kahaan" from movie Bhopal: A Prayer For Rain released in the year 2014.
Sun ZaraTu Kahaan Main Hoon Kahaan song Lyrics - Bhopal: A Prayer For Rain (2014)
Sun zara
Tu kahaan main hoon kahaan
Kaisi yeh zindagaai
Kyun rula rahi mujhe teri meri kahaani
Tu kahaan main hoon kahaan
Kaisi yeh zindagaai
Kyun rula rahi mujhe teri meri kahaani
Tere bin yeh dil hain suna
Tere bin main jee sakoon na
Tere bin mujhe sukoon na aaye ek pal yahaan
Tere bin yeh dil hain suna
Tere bin main jee sakoon na
Tere bin mujhe sukoon na aaye ek pal yahaan
Sun zara
Jab talak na they judaah mujhko na ye yakeen thaa
Is kadar hoga kabhi manzar yeh tishnagi ka
Har ek ghadi yun mujhe teri talaash hogi
Ho na ho tum kahin par teri aash hogi
Mujhe raaz naa aayegi kabhi
Yeh meri aawargi
Tere bin yeh dil hain suna
Tere bin main jee sakoon na
Tere bin mujhe sukoon na aaye ek pal yahaan
Sun zara.
Credits
| Song | Sun ZaraTu Kahaan Main Hoon Kahaan |
|---|---|
| Movie | Bhopal: A Prayer For Rain (2014) |
| Singer(s) | Abhinav Suman |
| Music | Rahul Tiwari |
| Lyrics | Harsukh Dhayal |

