Search Lyrics

Thursday, September 12, 2019

Sune Se Jivan Ke Man Ki Kaliyo Lyrics - Ab Kya Hoga (1977)

Lyrics of "Sune se jivan ke man ki kaliyo" from movie Ab Kya Hoga released in the year 1977. Ab Kya Hoga movie was directed by Sawan Kumar starring Shatrughan Sinha, Neetu Singh, Asrani and released on 9th July, 1977.

Ab Kya Hoga

Sune Se Jivan Ke Man Ki Kaliyo song Lyrics - Ab Kya Hoga (1977)

Sune se jivan ke man ki kaliyo
Ko mahka do sai baba, o sai baba
Duniya ne vish barsaya hai tum amrit barsa do
Sai baba, o sai baba, sai baba o sai baba

Kaisi bani suhagan sajan ke liye abhagan
Kaisi bani suhagan sajan ke liye abhagan
Jiske bhagwan ruth gaye wo jaye kaha pujaran
Kaisi bani suhagan, dulhan ke sindur ki raksha
Dulhan ke sindur ki raksha tere hath hai baba
Jai jai sai jai jai sai jai jai sai baba
Osai baba, sai baba o sai baba

Jag hai dukho ka dera dam ghunt raha hai mera
Jag hai dukho ka dera dam ghunt raha hai mera
Duniya ke lakh sahare mujhko sahara tera
Jag hai dukho ka dera

Aasha aur vishwash ka bandhan
Aasha aur vishwash ka bandhan tut na jaye baba
Jai jai sai jai jai sai jai jai sai baba
O sai baba, sai baba o sai baba

Jab jab tujhe pukara sai tune diya sahara
Jab jab tujhe pukara sai tune diya sahara
Bich bhawar me aan fansi hu tut gaya hai kinara
Jab jab tujhe pukara tere chran me shran mili hai

Chran me shran mili hai dukhiyaro ko baba
Jai jai sai jai jai sai jai jai sai baba
O sai baba, sai baba o sai baba
Sune se jivan ke man ki kaliyo
Ko mahka do sai baba, o sai baba
Duniya ne vish barsaya hai tum amrit barsa do
Sai baba, o sai baba sai baba o sai baba.

Credits

SongSune Se Jivan Ke Man Ki Kaliyo
MovieAb Kya Hoga (1977)
Singer(s) Asha Bhosle
Music Usha Khanna
Music Company Saregama
Director Sawan Kumar
Starring Shatrughan Sinha, Neetu Singh, Asrani
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner