Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Tere Pyaar Mein Jal Raha Hu Lyrics - Teen Patti (2010)

Lyrics of "Tere pyaar mein jal raha hu" from movie Teen Patti released in the year 2010.

Teen Patti

Tere Pyaar Mein Jal Raha Hu song Lyrics - Teen Patti (2010)

Tere pyaar mein jal raha hu
Teri yaad mein ro raha hu
Teri neend ko sun raha hu
Tere khwab mein so gaya hu

Intezar tha tere pyaar ka
Bekarar tha tere pyaar ka
Dil me agan kuch yu lagi
Rangi ye sham dhalne lagi

Tere pyaar mein jal raha hu
Teri yaad me kho raha hu
Teri neend ko sun raha hu
Tere khwab mein so gaya hu

Meri saso mein
In nigaho me
Dil ki aaho mein
Tum hi tum jo ho
Meri khamoshi meri
Dhadkno mere roobaroo
Chal diye to ho
Juda kyu hue sochata hu
Tuze raah mein dundhta hu

Tere pyaar mein jal raha hu
Teri yaad mein ro raha hu
Tere pyaar mein jal raha hu
Teri yaad mein ro raha hu
Tere pyaar mein jal raha hu
Teri yaad mein ro raha hu
Tere pyaar mein jal raha hu
Teri yaad mein ro raha hu.

Credits

SongTere Pyaar Mein Jal Raha Hu
MovieTeen Patti (2010)
Singer(s)Falak Shabir
MusicFalak Shabir
LyricsFalak Shabir
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner