Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Unse Nazrein Mili Aur Hijaab Aa Gaya Lyrics - Gazal (1964)

Lyrics of "Unse nazrein mili aur hijaab aa gaya" from movie Gazal released in the year 1964.

Gazal

Unse Nazrein Mili Aur Hijaab Aa Gaya song Lyrics - Gazal (1964)

Unse nazrein mili aur hijaab aa gaya
Unse nazrein mili aur hijaab aa gaya
Zindagi mein haseen inquilaab aa gaya
Unse nazrein mili aur hijaab aa gaya

Aaa
Bekhabar the umar ke taqaazon se ham
Bekhabar the umar ke taqaazon se ham
Hamko maalum na tha aise bhi din aayenge
Aayina dekhe to aap apne se sharmayenge
Hamko maalum na tha aise bhi din aayenge
Aayina, aayina dekhe to haay haay
Aap apne se sharmaayenge
Bekhabar the umar ke taqaazon se ham
Aaj jana ki sachmuch shabaab aa gaya
Aaj jana ki sachmuch shabaab aa gaya
Unse nazrein mili aur hijaab aa gaya

Aankh jhukti hai kyun saans rukti hai kyun
Aankh jhukti hai kyun saans rukti hai kyun
In sawaalon ka khud se jawab aa gaya
In sawaalon ka khud se jawab aa gaya
Unse nazrein mili aur hijab aa gaya

Dil ke aane ko ham kis tarah rokte
Dil ke aane ko ham kis tarah rokte
Dil ko roka na gaya
Khud ko sambhala na haya
Baat intehaa badhi
Baat ko taalaaa na gaya
Haan dil ko roka na gaya
Khud ko sambhaalaa na haya
Baat intehaa badhi haay
Baat ko taalaaa na gaya
Dil ke aane ko ham kis tarah rokte
Jispe aana tha kana kharab aa gaya
Jispe aana tha kana kharab aa gaya
Unse nazrein mili aur hijab aa gaya
Zindagi mein hasin inquilab aa gaya.

Credits

SongUnse Nazrein Mili Aur Hijaab Aa Gaya
MovieGazal (1964)
Singer(s)Lata Mangeshkar , Meenu Purushottam
MusicMadan Mohan Kohli
LyricsSahir Ludhianvi
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner