Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Zindagi Ek Dard Hain Lyrics - Parivaar (1987)

Lyrics of "Zindagi ek dard hain" from movie Parivaar released in the year 1987.

Parivaar

Zindagi Ek Dard Hain song Lyrics - Parivaar (1987)

Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain

Ek ghulshan hain ye duniya
Ye zamee ye aasmaan
Ek ghulshan hain ye duniya
Ye zamee ye aasmaan
Phool chunkar log kaante
Phenk dete hain yahan
Phool se behtar hain woh
Kaanta jo daaman thaa le
Phool se behtar hain woh
Kaanta jo daaman thaa le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain

Iss jahan mein kyaa nahin
Insaan ko karna pada
Iss jahan mein kyaa nahin
Insaan ko karna pada
Jism jee se juda is
Jaan ko karna pada
Waqt na aaye kisi par
Ye khuda ka naam le
Waqt na aaye kisi par
Ye khuda ka naam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain

Credits

SongZindagi Ek Dard Hain
MovieParivaar (1987)
Singer(s)Neil Nitin Mukesh
MusicLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) , Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricsAnand Bakshi
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner