Search Lyrics

Tuesday, December 3, 2019

Gazal 1964 Ved Madan

Gazal is a 1964 Urdu-Hindi romance musical film directed by Ved-Madan, starring Meena Kumari, Sunil Dutt and Prithviraj Kapoor. The muslim social film is about the right of young generation to the marriage of their choice. It had music by Madan Mohan with lyrics by Sahir Ludhianvi, featuring notable filmi-ghazals such as "Rang Aur Noor Ki Baraat", performed by Mohammed Rafi and "Naghma O Sher Ki Saugaat", performed by Lata Mangeshkar.

Gazal

Gazal 1964

Following information are the credits related to the movie.


Directed by

Ved-Madan

Produced by

Ved-Madan

Screenplay by

Agha Jani Kashmiri, Majnu Lucknowi (dialogue)

Starring

Meena Kumari, Sunil Dutt, Rehman, Prithviraj Kapoor,

Music by

Madan Mohan, Sahir Ludhianvi (lyrics)

Cinematography

Jagdish Chadha

Edited by

Prabhakar Gokhale

Production Company

Natraj Productions

Release date

1964

Running time

129 minutes

Country

India

Language

Urdu/Hindi

Gazal All Song Lyrics

Following are the song lyrics from the movie Gazal

Taaj tere liye ik mazahar e ulfat hi sahi
Tujh ko is waadi e rangeen se aqeedat hi sahi
Meri mehboob kahin aur mila kar mujhse
Meri mehboob kahin aur mila kar mujhse
Meri mehboob




SongTaaj Tere Liye Ik Mazahar E Ulfat Hi Sahi
MovieGazal
Release1964
SingerMohammed Rafi
MusicMadan Mohan Kohli
Mohammed Rafi , Gazal

Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm




SongHmm Hmm Hmm
MovieGazal
Release1964
SingerMohammed Rafi
MusicMadan Mohan Kohli
Mohammed Rafi , Gazal

Mujhe ye phool na de
Tujhko dilbari ki qasam
Dilbari ki qasam
Ye kuchh nahin
Ye kuchh nahin
Ye kuchh nahin
Tere honthon ki taajgi ki qasam
Taajgi ki qasam




SongMujhe Ye Phool Na De
MovieGazal
Release1964
SingerMohammed Rafi, Suman Kalyanpur
MusicMadan Mohan Kohli
Mohammed Rafi , Suman Kalyanpur , Gazal

Dil khush hai aaj unse
Mulaqaat ho gayi
Mulaqaat ho gayi
Dil khush hai aaj unse
Mulaqaat ho gayi
Mulaqaat ho gayi
Jo door hi se baat hui
Baat ho gayi
Baat ho gayi




SongDil Khush Hai Aaj Unse
MovieGazal
Release1964
SingerMohammed Rafi
MusicMadan Mohan Kohli
Mohammed Rafi , Gazal

Rang aur noor ki baraat
kise pesh karun
Ye muraadon ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karoon
Rang aur noor ki baraat
kise pesh karun
Ye muraadon ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karun




SongRang Aur Noor Ki Baraat
MovieGazal
Release1964
SingerMohammed Rafi
MusicMadan Mohan Kohli
Mohammed Rafi , Gazal

Haan aan aan
Ada Qaatil Nazar Barkebala
Yun bhi hai aur yun bhi
Balaa
Yun bhi hai aur yun bhi
Mohabbat karane waalo ki qazaa
Yun bhi hai aur yun bhi
Qazaa
Yun bhi hai aur yun bhi




SongHaan Aan Aan
MovieGazal
Release1964
SingerAsha Bhosle
MusicMadan Mohan Kohli
Asha Bhosle , Gazal

Unse nazrein mili aur hijaab aa gaya
Unse nazrein mili aur hijaab aa gaya
Zindagi mein haseen inquilaab aa gaya
Unse nazrein mili aur hijaab aa gaya




SongUnse Nazrein Mili Aur Hijaab Aa Gaya
MovieGazal
Release1964
SingerLata Mangeshkar, Meenu Purushottam
MusicMadan Mohan Kohli
Lata Mangeshkar , Meenu Purushottam , Gazal

Hmm hmm, ho ho ho
Kishe pesh karun
Naghma o sher ki saugaat kise pesh karun
Naghma o sher ki saugaat kise pesh karun
Ye chhalakte huye jazbaat kise pesh karun
Ye chhalakte huye jazbaat kise pesh karun
Naghma o sher ki




SongHmm Hmm Ho Ho Ho
MovieGazal
Release1964
SingerLata Mangeshkar
MusicMadan Mohan Kohli
Lata Mangeshkar , Gazal

Gazal Credits

MovieGazal
Directed byVed-Madan
Produced byVed-Madan
Screenplay byAgha Jani Kashmiri, Majnu Lucknowi (dialogue)
Starring Meena Kumari, Sunil Dutt, Rehman, Prithviraj Kapoor,
Music byMadan Mohan, Sahir Ludhianvi (lyrics)
CinematographyJagdish Chadha
Edited byPrabhakar Gokhale
Productioncompany Natraj Productions
Release date1964
Running time129 minutes
CountryIndia
LanguageUrdu/Hindi
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner