Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai Lyrics - Phool Aur Kaante (1991)

Lyrics of "Maine pyar tumhi se kiya hai" from movie Phool Aur Kaante released in the year 1991.

Phool Aur Kaante

Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai song Lyrics - Phool Aur Kaante (1991)

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Ailaan yahi karne aaya
Main aaj yahaan marne aaya
Ruswa tujhe main kar jaaunga
Kha ke zehar ab mar jaaunga
Kha ke zehar ab mar jaaunga

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Dilwale agar mil jaaye yahaan
Phir neend kise phir chain kahaan

O tere liye aahen bharta hai dil
Teri aaisi baaton se darta hai dil
Teri aaisi baaton se darta hai dil

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Baanhon mein teri din raat rahu
Jag chhod du main o tere saath rahu
O saanson mein basa lu aaj tujhako
Tere bina jeena nahi mujhako
Tere bina jeena nahi mujhako

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu.

Credits

SongMaine Pyar Tumhi Se Kiya Hai
MoviePhool Aur Kaante (1991)
Singer(s)Anuradha Paudwal , Kumar Sanu
MusicNadeem Saifi , Shravan Rathod
LyricsSameer
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner