Search Lyrics

Sunday, September 15, 2019

Ruk Jaanaruk Jaana Lyrics - Phool Aur Kaante (1991)

Lyrics of "Ruk jaanaruk jaana" from movie Phool Aur Kaante released in the year 1991.

Phool Aur Kaante

Ruk Jaanaruk Jaana song Lyrics - Phool Aur Kaante (1991)

Ruk jaana,ruk jaana
Ruk jaana,ruk jaana
Tumse milne ko dil karta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai
Tumse milne ko dil karta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Ketumse milne ko dil karta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai

Jab se tumse shuru ye kahani hui
Jab se tumse shuru ye kahani hui
Log kehte hain main to deewani hui
Jaane kya baat aisi hai tujhmein sanam
Jaane kya baat aisi hai tujhmein sanam
Jaane kya baat aisi hai tujhmein sanam
Ye dil tere liye hi machalta hai
Tumse milne ko dil karta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tumse milne ko dil karta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai

Door tumse rahu to ho bechainiya
Door tumse rahu to ho bechainiya
Paas aau to badhati hain betaabiya
Ho na jaaye kahi tu mujhase juda
Ho na jaaye kahi tu mujhase juda
Ho na jaaye kahi tu mujhase juda
Aaisi baaton se dil darta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tumse milne ko dil karta hai
Re baba tumse milne ko dil karta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Tum hi ho jispe dil marta hai
Ketumse milne ko dil karta hai
Are baba tumse milne ko dil karta hai.

Credits

SongRuk Jaanaruk Jaana
MoviePhool Aur Kaante (1991)
Singer(s)Alka Yagnik , Kumar Sanu
MusicNadeem Saifi , Shravan Rathod
LyricsRani Malik , Sameer
क्या आप हमारे इस वेबसाइट पर उपलब्ध होने वाले नए गानों के बारेमे सूचना पाना चाहते हैं ? तो निचे सब्सक्राइब करें |

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner